Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
jaanta tha.....
Old
  (#1)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,795
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
Love jaanta tha..... - 7th May 2015, 11:16 PM

For one of my friend.......


Jaanta tha ek din
Tum bhi badal jaoge
Yun nazrein chipa ke
Saamne se Nikal jaoge
par kabhi kaha nahin

Kaha nahin kabhi tumse
Kee tum bhi waqt ke saath
Hawaon ke rukh ke saath
Apna rukh badal loge

Badal loge tum apne
Chehre kee maasumiyat ko
Apne andar kee insaniyat ko
Aur bheed mein kho jaoge

Kho jaoge ek aise jahan me
Jahan aaine bhi jhoote hain
samandar bhi sookhe hain
Aur tum bhi isme fans jaoge

Fans jaoge apni hee bisaat mein
Kabhi na khatm hone wali raat mein
Lagegi kami jab tumhe har baat mein
Tab bheed mein apne ko talashoge

Talashoge apni masoon se baaton ko
Kaagaz ke naav wali barsato ko
fursat mein hui do mulakaton ko
Jinhe tum bahut peeche chhod aaye......



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
8th May 2015, 10:14 AM

Bahut khoo ehsaas..nice expression. ..hamesha ki tarah...
aapki kavita padhkar kuch lines yaad aayi hain..

Tumko hai hak ki usse takraar karo..
rootho aur shikwe hazaar karo..
Jo kaho dost kisi ko to
bas thoda sa aitbaar karo....

Khush rahein...



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
8th May 2015, 11:41 AM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
For one of my friend.......


Jaanta tha ek din
Tum bhi badal jaoge
Yun nazrein chipa ke
Saamne se Nikal jaoge
par kabhi kaha nahin

Kaha nahin kabhi tumse
Kee tum bhi waqt ke saath
Hawaon ke rukh ke saath
Apna rukh badal loge

Badal loge tum apne
Chehre kee maasumiyat ko
Apne andar kee insaniyat ko
Aur bheed mein kho jaoge

Kho jaoge ek aise jahan me
Jahan aaine bhi jhoote hain
samandar bhi sookhe hain
Aur tum bhi isme fans jaoge

Fans jaoge apni hee bisaat mein
Kabhi na khatm hone wali raat mein
Lagegi kami jab tumhe har baat mein
Tab bheed mein apne ko talashoge

Talashoge apni masoon se baaton ko
Kaagaz ke naav wali barsato ko
fursat mein hui do mulakaton ko
Jinhe tum bahut peeche chhod aaye......


bahot khoob peshkash Aru bhaii.......... dard me doobaa kalaam pesh kiya hai aapne is baar...... aapke dil ka dard bayaan karta huaa, mere alfaaz saath na de sakenge iskii tareef ke liye..... khush rahiye, salaamat rahiye, aur apna kahyaal rakhiye.....

tanhaaiyon ke saath he jeena hai ab hame,
kuch dost jaa chuke hain bahot door nazar se.........

likhte rahiye

Shaad.....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
8th May 2015, 01:46 PM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
For one of my friend.......


Jaanta tha ek din
Tum bhi badal jaoge
Yun nazrein chipa ke
Saamne se Nikal jaoge
par kabhi kaha nahin

Kaha nahin kabhi tumse
Kee tum bhi waqt ke saath
Hawaon ke rukh ke saath
Apna rukh badal loge

Badal loge tum apne
Chehre kee maasumiyat ko
Apne andar kee insaniyat ko
Aur bheed mein kho jaoge

Kho jaoge ek aise jahan me
Jahan aaine bhi jhoote hain
samandar bhi sookhe hain
Aur tum bhi isme fans jaoge

Fans jaoge apni hee bisaat mein
Kabhi na khatm hone wali raat mein
Lagegi kami jab tumhe har baat mein
Tab bheed mein apne ko talashoge

Talashoge apni masoon se baaton ko
Kaagaz ke naav wali barsato ko
fursat mein hui do mulakaton ko
Jinhe tum bahut peeche chhod aaye......
heart-touching........................................


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
8th May 2015, 07:48 PM

Arvin Bhai
aap ki uniqueness hai ki aap apne ehasaon ko bakhoobi pirote ho. Aur perne wala is kadar gum jata hai aapke khayalon meiN ki bus dil se wah wah hi nikalti hai .YuN hi aaate raheiN aur bazm sajate raheiN,

Hamdam



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,795
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
2nd June 2015, 07:07 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Bahut khoo ehsaas..nice expression. ..hamesha ki tarah...
aapki kavita padhkar kuch lines yaad aayi hain..

Tumko hai hak ki usse takraar karo..
rootho aur shikwe hazaar karo..
Jo kaho dost kisi ko to
bas thoda sa aitbaar karo....

Khush rahein...
Thanx a lot madhu jee........aapne aru ko pada aur samja uske liye shukriya.......



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#7)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
3rd June 2015, 11:13 AM

WAH BAHUT KHOOB LIKHA HAI ARVIND BHAI AAPNE YEH LINES KHAAS RAHI

Talashoge apni masoon se baaton ko
Kaagaz ke naav wali barsato ko
fursat mein hui do mulakaton ko
Jinhe tum bahut peeche chhod aaye......

LIKHTE RAHEN
DUAON KE SAATH


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,795
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
8th June 2015, 06:24 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
bahot khoob peshkash Aru bhaii.......... dard me doobaa kalaam pesh kiya hai aapne is baar...... aapke dil ka dard bayaan karta huaa, mere alfaaz saath na de sakenge iskii tareef ke liye..... khush rahiye, salaamat rahiye, aur apna kahyaal rakhiye.....

tanhaaiyon ke saath he jeena hai ab hame,
kuch dost jaa chuke hain bahot door nazar se.........

likhte rahiye

Shaad.....
.
Thanx Shoiab bhai....aapka saath yun hee bana rahe....



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#9)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
9th June 2015, 09:21 AM

Bohut khoob! Ehsaas jaise kaagaz par utar aaye hon.


-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
9th June 2015, 08:56 PM

Behad khoobsurat peshkash hai aru ji,
Aap ka andaz-e-bayaN bohot hi badhiya hai.....bohot gehrai hai har ek pankti me...bohot acche...waaaaaaah

Aapka apna
Bhushan



Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
10th June 2015, 07:47 PM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
For one of my friend.......


Jaanta tha ek din
Tum bhi badal jaoge
Yun nazrein chipa ke
Saamne se Nikal jaoge
par kabhi kaha nahin

Kaha nahin kabhi tumse
Kee tum bhi waqt ke saath
Hawaon ke rukh ke saath
Apna rukh badal loge

Badal loge tum apne
Chehre kee maasumiyat ko
Apne andar kee insaniyat ko
Aur bheed mein kho jaoge

Kho jaoge ek aise jahan me
Jahan aaine bhi jhoote hain
samandar bhi sookhe hain
Aur tum bhi isme fans jaoge

Fans jaoge apni hee bisaat mein
Kabhi na khatm hone wali raat mein
Lagegi kami jab tumhe har baat mein
Tab bheed mein apne ko talashoge

Talashoge apni masoon se baaton ko
Kaagaz ke naav wali barsato ko
fursat mein hui do mulakaton ko
Jinhe tum bahut peeche chhod aaye......
Superb. Simply superb.
Kaise joda hai har kaDi ko, har laDi ko...
daad he daad.


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,795
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
7th June 2016, 08:10 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
heart-touching........................................
Thanx a lot hassan jee............................................... ..........



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#13)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,795
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
30th July 2017, 10:40 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Arvin Bhai
aap ki uniqueness hai ki aap apne ehasaon ko bakhoobi pirote ho. Aur perne wala is kadar gum jata hai aapke khayalon meiN ki bus dil se wah wah hi nikalti hai .YuN hi aaate raheiN aur bazm sajate raheiN,

Hamdam
Thanx a lot sanjay jee.........aapne ise pasand kiya uske liye shukriya....



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#14)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,795
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
15th October 2017, 07:39 AM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
WAH BAHUT KHOOB LIKHA HAI ARVIND BHAI AAPNE YEH LINES KHAAS RAHI

Talashoge apni masoon se baaton ko
Kaagaz ke naav wali barsato ko
fursat mein hui do mulakaton ko
Jinhe tum bahut peeche chhod aaye......

LIKHTE RAHEN
DUAON KE SAATH
Thanx a lot ishq jee...bahut bahut shukriya....



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com