Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
raat ko koyee bante kaise
Old
  (#1)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
raat ko koyee bante kaise - 4th February 2006, 07:45 PM

pyar ko koyee bante kaise
tera mera chhante kaise

chubhta nahee kuch bhee chhoo lo
pyar main kante kante kaise

seene se lag agar na rote
dil kee aag bujhate kaise

ansu kee gar rah na bantee
khabon main woh aate kaise

neend bhee mange khab bhee mangen
raat ko koyee bante kaise

chand se sundar kah to dete
chand ko par samjhate kaise
chand khafa ho jata gar to
ghar kee chhat par jate kaise
ghar kee chhat pa na jate to
un se nazar milate kaise
un se nazar nahee miltee to
chand ko chand dikhate kaise
chand se sundar kah to dete
chand ko par samjhate kaise

ro kar un ko wida jo karte
mera nam bhulate kaise

Anil
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Re: raat ko koyee bante kaise
Old
  (#2)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
Re: raat ko koyee bante kaise - 4th February 2006, 07:55 PM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
pyar ko koyee bante kaise
tera mera chhante kaise

chubhta nahee kuch bhee chhoo lo
pyar main kante kante kaise

seene se lag agar na rote
dil kee aag bujhate kaise

ansu kee gar rah na bantee
khabon main woh aate kaise

neend bhee mange khab bhee mangen
raat ko koyee bante kaise

chand se sundar kah to dete
chand ko par samjhate kaise
chand khafa ho jata gar to
ghar kee chhat par jate kaise
ghar kee chhat pa na jate to
un se nazar milate kaise
un se nazar nahee miltee to
chand ko chand dikhate kaise
chand se sundar kah to dete
chand ko par samjhate kaise

ro kar un ko wida jo karte
mera nam bhulate kaise

Anil
anil ji
bhaut hi sunder pyar ko jatatne ka khubsurat ehsas ,pyar main kaaten par wo chubhte nahi .
sahi kahe rahe hain un chubhan mai bhi meeta sakun hai
likhte rahiye
shrdh


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Old
  (#3)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
4th February 2006, 08:14 PM

anil
tumhari yah rachna bhi pasand aayi...

meena
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
4th February 2006, 08:58 PM

Anil ji ....

aapko koi compliment kya duN jis ko padh kar maiN bhi sur maiN aa gaya .. aise nagme ko salaam ... mere sur aapko kaise lage nahi janta ... par mujhe woh behtreen lage .. aapki aazmaish hai aur kabhi ikatthe hue to jaroor sabko maiN iski wo dhun jaroor sunauNga ... aur woh bhi poori gazal ke sath ...

aap yuN hi rang bharte rahiye... is aalam maiN...

aapka apna

Kunal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#5)
Devangi
Registered User
Devangi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 140
Join Date: Dec 2005
Rep Power: 19
4th February 2006, 09:06 PM

Anil ji,

Bahut badhiyaa likha hai. likhte rahiyega. tc
   
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#6)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 5th February 2006, 07:31 AM

shradhha shukriya dil se shrddha se mujhe parhne ke liye
devangi tumhara bhee bahut bahut shukriya is ghazal ko parhne ke liye. mujhe hosla detee rahana
kunal tum bahut alag ho bahut achee bahut pyare is liye tumhe mera likha pyar lag jata hai

ab atee hain meena g aap ke alfaz jis shayree ke sath yahan jur jate hain woh baree ho jatee hai 2 din kee masoom bhee ho apane pairon pe kharee ho jatee hai thanks use apane pairon pe khara karane ke liye

Anil
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Re: raat ko koyee bante kaise
Old
  (#7)
mehul jain
haatho se haath milte rah
mehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the rough
 
mehul jain's Avatar
 
Offline
Posts: 1,429
Join Date: Feb 2005
Location: mumbai
Rep Power: 23
Re: raat ko koyee bante kaise - 5th March 2006, 07:17 PM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
pyar ko koyee bante kaise
tera mera chhante kaise

chubhta nahee kuch bhee chhoo lo
pyar main kante kante kaise

seene se lag agar na rote
dil kee aag bujhate kaise

ansu kee gar rah na bantee
khabon main woh aate kaise

neend bhee mange khab bhee mangen
raat ko koyee bante kaise

chand se sundar kah to dete
chand ko par samjhate kaise
chand khafa ho jata gar to
ghar kee chhat par jate kaise
ghar kee chhat pa na jate to
un se nazar milate kaise
un se nazar nahee miltee to
chand ko chand dikhate kaise
chand se sundar kah to dete
chand ko par samjhate kaise

ro kar un ko wida jo karte
mera nam bhulate kaise

Anil
pyar ko nibha nahi paye hum
kisi se rishta jod nahi paye hum
sochte the sahi hai hum
asar mai galat hi galat the hum......................

bahut badiya bahut pasand aayi yeh kavita


meri har chahat se pehle ek chahat hogi
wo chahat hamesha tum hogi
ab to chahna hi reh gaya hai zindagi main
na jane yeh chahat kab puri hogi
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
cute_ashu
Registered User
cute_ashu will become famous soon enough
 
cute_ashu's Avatar
 
Offline
Posts: 763
Join Date: Jan 2006
Location: Faridabad, Haryana, India
Rep Power: 19
5th March 2006, 07:26 PM

anil ji
aap sach mein gr8 ho
aapki rachnayein padh ke sach mein ek alag hi aabhaas hota hai

aise hi likhte rahiye
aapka apna
Ashu


Yun Mile Ke Mulakaat Na Ho Saki,
Honth Kaape Magar Koi Baat Na Ho Saki,
Meri Khamosh Nigahen Har Baat Keh Gayi,
Aur Unko Shikayat Hai Ki Baat Na Ho Saki.... (nm)

*(`'·.¸(`'·.¸*¤*¸.·'´)¸.·'´)*
.....«´¨`·..ASHU...·´¨`»......
*(¸.·'´(¸.·'´*¤*`'·.¸)`'·.¸)*
------------------------------------------------
  Send a message via Yahoo to cute_ashu Send a message via AIM to cute_ashu  
Reply With Quote
thanks
Old
  (#9)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
thanks - 5th March 2006, 09:56 PM

ashu bahut bahut shukiya meree shayree main itana sab achah dekhne ke liye mera utsah bahut barha hai
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Hi
Old
  (#10)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
Hi - 5th March 2006, 10:08 PM

Hi anil bhai

I wanna tell u openly, that aap ki is poetry mai itna dam nahi hai jitna aap ki baaki kavitao mai hota hai.

mujhe maza nahi aaya is baar aap ki ye rachna padh k.

Sab ne taarif ki but maine sach kaha , kyoki mai jhoothi taarif nahi karta aur bura laga ho to maafi chahta hu.

take care

ur manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
manu
Old
  (#11)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
manu - 5th March 2006, 10:46 PM

jhoothee taraaf kisee ne nahee keee tumhe achee nahee lagee mujeh is baat ka dukh nahee tum ne sab kee tareef ko jhootha kaha is baat pe aitaraz hai mujeh khud pasand hai meree ye ghazal aur mujeh napasand bhee hotee hai meree shayree bahut baar is ghazal ko parhte hee kunal ka phone aya tha mere pas tareef ke liye woh phone jhooth nahee tha tum agar usee roh se parhte jis rooh se maien likha to achha lagata tumhe bhee agar nahee parh sake to bhee mujhe marg darshan milta hai par tareef ko jhooth na kaho nahee to shayed mujeh sab jhooth lagane lage aur main remarks parhne band kar doon mujhe bahut sakht aitarz hai is baat se ki jhoothee tareef na ye baat galat kah dee tum ne

tumahree agar kamee nikalana sachha hai to un kee tareef bhee mujeh pata hai tum mujeh bahut dil se parhte ho aur jo dil kahata hai wahee batate hai tabhee maine tumhre pm main bahut pyar se kaha tha ke agar ache enahee lagee to koyee baat nahee lekin jinhone ise achha bataya un se poochana unhone jhooth kaha tha? agar haan to main unhe rok doonnga remarks dene se mujeh jhooth nahee chahiye main bhee janana chahta hoon meree kamiya par kisee aur kee taraf ko jhooth nahee kaho na aaj ye baat tumne shayron walee nahee kee mera wihswas dadmaga diya sach main jhoothee tareef bhee kar dete hain log? meree shayree pe kam hee log ate hain aur main dobara alag se poochata hoon un se ke kaheen tareef mujeh khush karane ke liye to nahee kee ? mujhe feed back milta rahata hai main khud jana chahat hoon maien kya galat kaha meree shayree ko kam galat chota kah lo par mehul farhana ashu in sab ke lafzon ko kam na kaho tum ne sach kaha hai tumhe achah nahee laga agar nahe elaga to shayree main kamee hai sab ko na achee lage to shayree kaisee par samjho kya chubh gaya mujhe plz samjho
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
sanb ke liye
Old
  (#12)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
sanb ke liye - 5th March 2006, 11:20 PM

ye ooper wala re,mark mere aur mere bhayee manu ke beech kee pyaree see nokjhonk ka hissa hai ham log pyar karte hain to thora sa larne ka bhee hak rakhte hain us ne kuch kaha kuch mujeh samjhne main dikkat huyee kuch use samjhane main par bas apas kee baat thee to jo is kavita ko parhe bas kavita par ray de hamree dono kee baton par nahee hame jab gussa ayega ek dosore ke gireban pakar ke sauljah lenege baat

haan manu kee baat nahee manana kavita pyaree hee hai hehehehhehe manu kidding
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
hi anil
Old
  (#13)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi anil - 5th March 2006, 11:28 PM

Bhaiyaa aapne ant mai mujhe hasa hi diyaa

chhote bhaayi ki khinchte (Kuchh aur mat samajhna) hue sharm nahi aatii.....
Maine to jaan bujh ke kiya tha aap ko sataaane ke liye

Jyaada fenko mat tum kuchh roye boye nahi ho bhai,chhota jaan ke ullu mat banao, mujhe sab pata chalta hai
Aur bura laga ho to......do char jhuthi taarif hi kar deta hu

Sab jaan hi jaayege manu ku man ki baat....ab karo heeeeeee haaaaaaaa........... (jhuthi Taarifffffffff) hahaha

ok brother
goodnite tumara reply aane se pahele so jaata hu varna rat yunhi kat jaayegi

take care manu

Last edited by acharya_mj; 5th March 2006 at 11:37 PM..
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
good morning
Old
  (#14)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
good morning - 6th March 2006, 07:16 AM

ab neend khule to meethe vicharon ke sath jagana manu. bakee mere chote doston ke liye, ye manu shayree main chota nahee hai is se seekh sakte ho samjh sakte ho salah le sakte ho ye achha likhta hai zaldee likhta hai kabhee kaheen atak jayo to kahana is se samjha dega mera nam loge to aur zaldee samjha dega
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Re: raat ko koyee bante kaise
Old
  (#15)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Re: raat ko koyee bante kaise - 6th March 2006, 11:04 AM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
pyar ko koyee bante kaise
tera mera chhante kaise

chubhta nahee kuch bhee chhoo lo
pyar main kante kante kaise

seene se lag agar na rote
dil kee aag bujhate kaise

ansu kee gar rah na bantee
khabon main woh aate kaise

neend bhee mange khab bhee mangen
raat ko koyee bante kaise

chand se sundar kah to dete
chand ko par samjhate kaise
chand khafa ho jata gar to
ghar kee chhat par jate kaise
ghar kee chhat pa na jate to
un se nazar milate kaise
un se nazar nahee miltee to
chand ko chand dikhate kaise
chand se sundar kah to dete
chand ko par samjhate kaise

ro kar un ko wida jo karte
mera nam bhulate kaise

Anil

Dear anil bhai


ish bar itni gehrai li hui nahi lagti sidhe sade dhang se hai lekin lagta hai dil se likhi hui hai bcoz shayad main mehsoos kar paa raha hu...


ye bhi hamesha ki tarah bohat achi rahi


shukriya


Diggaj


Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha


Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#16)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 7th March 2006, 07:12 AM

tumahree is raay ke liye bahut bahut shukriya diggaz i liked it
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Chalo Aaj Dard Bante................! LAMHA Anjuman-e-Shayri 2202 29th July 2017 03:15 PM
Koyee haara hain, koyee jeeta hain Firoz Sayyad Shayri-e-Dard 1 22nd November 2010 04:15 PM
koyee umr mitane aya hai, koyee umr bitane aya hai masoomshayer Shayri-e-Dard 31 22nd March 2006 10:31 AM
tasweer nahi bante...e saimrulzzz Shayri-e-Ishq 0 7th January 2004 07:18 PM
Shayar Kaise Bante hien abbas_shayar Shayri-e-Dard 0 18th January 2002 04:48 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com