Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Dil Masroor Rahe Taa-umr Gar Paas Rahe Woh Nau-bahaar-e-naaz....!!
Old
  (#1)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Love Dil Masroor Rahe Taa-umr Gar Paas Rahe Woh Nau-bahaar-e-naaz....!! - 26th August 2014, 09:06 PM

Adaab hazireen-e-mehfil-e-ishQ,

Hum in dinoN Zarraa saheb ki sarbarahi meiN meHfil-e-fusoon-e-alfaaz
meiN alfaaz nasheeb-o-faraaz per ghaur kar rahe haiN,
ussi per aik ishQ 'koshish' pesh-e-khidmat hai:-


guzre haiN zeest meiN janay kese kese nasheeb-o-faraaz
zikr hua hai to batlaatay haiN kese hua pyar ka aaghaaz

pan-ghat pe mili alhad si mutyaar, jis pe hum dil the gaye haar!
Qurbat hi faQt matloob rahi, dil meiN kabhi rakhi na koi aaz


faQt : only, just
aaz : desire

tamaam lawaazim us ke rakhe apne sir pe aur chal pad’ay!
daR tha woH uktaa na jayeN raste meiN, hum ban gaye laffaaz


lawaazim : baggage
laffaaz : one who talks too much

lazim tha ke zindagi ik dosray ka aasra ban ke basar karte
kiya waada, rakheN ge aise aap ko jese aap koi Khuda-saaz

Khuda-saaz : God’s gift

‘parStaar’ naazaaN hai bohat apne pyar pe aur ba-zidd hai ke!
dil masroor rahe taa-umr gar paas rahe woH nau-bahaar-e-naaz

naazaaN : proud, arrogant
taa-umr : life long
nau-bahaar-e-naaz : lover


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")

Last edited by Hassan; 26th August 2014 at 09:25 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
26th August 2014, 09:17 PM

Waaaah hassan ji agree with naaz ji...very beautiful gazal....dil se daad...
Yoon hi hame padne ka mauka dete rahein...



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,724
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
27th August 2014, 01:46 AM

wwwwwwwwwaaaaaaaahhhhhhhh !!!!!

bahaaaaauuuuuuut hi khoobsurat ghazal pesh ki hai Hassan bhai !!

ye ek prem geet bhi hai, ek afsaana-e-ulfat bhi, ek kahaani bhi, ek tasweer bhi, ek mahakta huwa phool bhi aur bahaar-e-gulshan bhi !!!

is ke fusoon se mehfil-e-fusoon-e-alfaaz charaaghaan ho uthee aur bazm-e-SDC naghmon mein doob gayee !!

bahaut se pyaar ke saath dheron dheron daad aap ko Hassan bhai !!! ummeed hai isee tarah sher-o-sukhan ke panghat par aap hunar ki pyaas bujhaate bhi rahein aur us ki tishnagi bardhaate bhi rahein !!


maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
27th August 2014, 09:21 AM

waaaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhh!!
Hassanbhai,
bahot hi umda ghazal taamir kii hai..
aur maktaa behad khubsurat hai
dheroN dheroN daad-o-mubaarakbaad...



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
27th August 2014, 07:37 PM

Hassan Bhaii:

namaste!

aapki Ghazal to huzoor dilkash rahiiN..


lazim tha ke zindagi ik dosray ka aasra ban ke basar karte
kiya waada, rakheN ge aise aap ko jese aap koi Khuda-saaz

Khuda-saaz : God’s gift

ees Sher ko paDhaa to bas paDhtaa hi gayaa.. waah kya Khoob soch!!

dil se daad

KhuSh rahiye... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 27th August 2014, 09:17 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
ParStaar this is one amongst your best creations.....hum to pehle hi tumhari sher-o-shayri aur ghazloN par fida haiN aise kamaal karke mehfil ko loot loge bahot hi umdaa aur behtareen rumaanii peshkash, kisi mashahoor shayar se kam ki ghazal nhi hai...yunhi likhtey raho tarakki kartey raho wo kya kehte hain aplog zor qalaam aur ziyadaH
Naazuk!

Phir se chanay ke jhaad pe bhejnay ka iradaa hai kia?

Itni tareef kar di khaak alfaazoN ki.... dil khushi se jhoom raha hai!

Aagay bhi aise hi saath ki umeed rahe gi,

DuaooN ke saath,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
27th August 2014, 10:14 PM

wahhhh.....bahut badiya likha hai, Zarra ji ki sohbat meiN rang aur nikhar rha hai aapki poetry ka.

god bless u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#8)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
28th August 2014, 07:22 AM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Adaab hazireen-e-mehfil-e-ishQ,

Hum in dinoN Zarraa saheb ki sarbarahi meiN meHfil-e-fusoon-e-alfaaz
meiN alfaaz nasheeb-o-faraaz per ghaur kar rahe haiN,
ussi per aik ishQ 'koshish' pesh-e-khidmat hai:-


guzre haiN zeest meiN janay kese kese nasheeb-o-faraaz
zikr hua hai to batlaatay haiN kese hua pyar ka aaghaaz

pan-ghat pe mili alhad si mutyaar, jis pe hum dil the gaye haar!
Qurbat hi faQt matloob rahi, dil meiN kabhi rakhi na koi aaz


faQt : only, just
aaz : desire

tamaam lawaazim us ke rakhe apne sir pe aur chal pad’ay!
daR tha woH uktaa na jayeN raste meiN, hum ban gaye laffaaz


lawaazim : baggage
laffaaz : one who talks too much

lazim tha ke zindagi ik dosray ka aasra ban ke basar karte
kiya waada, rakheN ge aise aap ko jese aap koi Khuda-saaz

Khuda-saaz : God’s gift

‘parStaar’ naazaaN hai bohat apne pyar pe aur ba-zidd hai ke!
dil masroor rahe taa-umr gar paas rahe woH nau-bahaar-e-naaz

naazaaN : proud, arrogant
taa-umr : life long
nau-bahaar-e-naaz : lover
Hassan ji

Sach mein kamaal kar diya apne.

Mazaa aagaya aisa laga 80,'s KI movie dekh rahe hain.


Beautiful.


-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 28th August 2014, 11:28 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Waaaah hassan ji agree with naaz ji...very beautiful gazal....dil se daad...
Yoon hi hame padne ka mauka dete rahein...
Madhu jee,

Mamooli si koshish ko iss darja pazeerayi bakhshne ke liye be-had
shukarguzaar hooN!

Aagay bhi aise hi saath ki umeed rahe gii,

DuaooN ke saath,



*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 29th August 2014, 03:01 AM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
wwwwwwwwwaaaaaaaahhhhhhhh !!!!!

bahaaaaauuuuuuut hi khoobsurat ghazal pesh ki hai Hassan bhai !!

ye ek prem geet bhi hai, ek afsaana-e-ulfat bhi, ek kahaani bhi, ek tasweer bhi, ek mahakta huwa phool bhi aur bahaar-e-gulshan bhi !!!

is ke fusoon se mehfil-e-fusoon-e-alfaaz charaaghaan ho uthee aur bazm-e-SDC naghmon mein doob gayee !!

bahaut se pyaar ke saath dheron dheron daad aap ko Hassan bhai !!! ummeed hai isee tarah sher-o-sukhan ke panghat par aap hunar ki pyaas bujhaate bhi rahein aur us ki tishnagi bardhaate bhi rahein !!
Zarraa saheb..

aap ne na-cheez ke kalaam ko jitni pazeeraayi bakhshi hai,
shayed maiN is ke qaabil nahi tha...
aur jis andaaz se aap ne khaak alfaazoN ki tareef ki hai..
dil khushi se baagh baagh ho gaya...

bas younhi humeN milte rahiye,
aap ka saaaya sir pe aik ghanay shajar sa lagta hai!

Apna bohat ziyada khiyaal rakhiye ga,

DuaooN ke saath,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 30th August 2014, 04:22 AM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
waaaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhh!!
Hassanbhai,
bahot hi umda ghazal taamir kii hai..
aur maktaa behad khubsurat hai
dheroN dheroN daad-o-mubaarakbaad...
Adil bhai,

Be-had shukarguzaar hooN ke aap ne adna si koshish pe apna waQt
surf kiya aur issay pasand kiya.......

Bas younhi miltay rahiye ga,

DuaooN ke saath,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 1st September 2014, 02:03 AM

Quote:
Originally Posted by Dhaval View Post
Hassan Bhaii:

namaste!

aapki Ghazal to huzoor dilkash rahiiN..


lazim tha ke zindagi ik dosray ka aasra ban ke basar karte
kiya waada, rakheN ge aise aap ko jese aap koi Khuda-saaz

Khuda-saaz : God’s gift

ees Sher ko paDhaa to bas paDhtaa hi gayaa.. waah kya Khoob soch!!

dil se daad

KhuSh rahiye... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~Dhaval
Dhaval bhai,

Jis aandaaz se aap ne khaak alfaazoN ko wuqqat bakhshi hai,
maiN bayaaN nahi kar sakta ke kitni musarrat hui hai!

Milte rahiye ga,

DuaooN ke saath,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Wahhhh
Old
  (#13)
Ashwani Tyagi
Registered User
Ashwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of light
 
Ashwani Tyagi's Avatar
 
Offline
Posts: 222
Join Date: Nov 2013
Location: Noida
Rep Power: 15
Wahhhh - 1st September 2014, 01:59 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Adaab hazireen-e-mehfil-e-ishQ,

Hum in dinoN Zarraa saheb ki sarbarahi meiN meHfil-e-fusoon-e-alfaaz
meiN alfaaz nasheeb-o-faraaz per ghaur kar rahe haiN,
ussi per aik ishQ 'koshish' pesh-e-khidmat hai:-


guzre haiN zeest meiN janay kese kese nasheeb-o-faraaz
zikr hua hai to batlaatay haiN kese hua pyar ka aaghaaz

pan-ghat pe mili alhad si mutyaar, jis pe hum dil the gaye haar!
Qurbat hi faQt matloob rahi, dil meiN kabhi rakhi na koi aaz


faQt : only, just
aaz : desire

tamaam lawaazim us ke rakhe apne sir pe aur chal pad’ay!
daR tha woH uktaa na jayeN raste meiN, hum ban gaye laffaaz


lawaazim : baggage
laffaaz : one who talks too much

lazim tha ke zindagi ik dosray ka aasra ban ke basar karte
kiya waada, rakheN ge aise aap ko jese aap koi Khuda-saaz

Khuda-saaz : God’s gift

‘parStaar’ naazaaN hai bohat apne pyar pe aur ba-zidd hai ke!
dil masroor rahe taa-umr gar paas rahe woH nau-bahaar-e-naaz

naazaaN : proud, arrogant
taa-umr : life long
nau-bahaar-e-naaz : lover

Bahut he umda kalam hasan bhai daad kabool kijiye....


Regards,
Ashwani Tyagi

akela hun magar abaad karleta hun 'veeranay'
  Send a message via Skype™ to Ashwani Tyagi 
Reply With Quote
Old
  (#14)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 2nd September 2014, 05:55 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
wahhhh.....bahut badiya likha hai, Zarra ji ki sohbat meiN rang aur nikhar rha hai aapki poetry ka.

god bless u
Sunita baaji,

Shuru se milta hua aap ka pal pal saath bohat khaas hai mere liye!

Allah se dua hai ke aise hi aap ka saath mere saath salamat rahe (ameen)

Apna khayaal rakhiye ga,

DuaooN ke saath,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
3rd September 2014, 04:23 AM

Quote:
Originally Posted by masti View Post
Hassan ji

Sach mein kamaal kar diya apne.

Mazaa aagaya aisa laga 80,'s KI movie dekh rahe hain.


Beautiful.
Sarika jee,

Khaak alfaazoN ko itni tarjeeH-o-pazeeraayi dene ke liye be-had manoon hooN!

Apna khayaal rakhiye ga,

DuaooN ke saath,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
3rd September 2014, 04:59 PM

Wah Hassan Saheb..
Maza agaya...kya intekhaab hai alfaaz ka!!

Mujeeb Parwaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Shayaraina
Sanjay Raina (Shayaraina)
Shayaraina is a jewel in the roughShayaraina is a jewel in the roughShayaraina is a jewel in the rough
 
Shayaraina's Avatar
 
Offline
Posts: 173
Join Date: Sep 2014
Location: Delhi/Mumbai
Rep Power: 12
3rd September 2014, 06:39 PM

Waah Hassan Bhai kya baat hai...Bahut khoob!


"Shayaraana andaaz hai tera,
Mujhsey mohabbat karney ka...
Har lafz mein intazaam hai,
Mere tabhiyat sey marney ka...."
(SR)c&p

www.sanjayraina.com

https://www.facebook.com/groups/377302509090534/

https://twitter.com/sanjayraina
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 5th September 2014, 12:43 PM

Quote:
Originally Posted by Ashwani Tyagi View Post
Bahut he umda kalam hasan bhai daad kabool kijiye....
Ashwani jee,

Aap ka saath mere liye bohat khaas raha hai..... aise hi milte rahiye ga!

Apna khayaal rakhiye ga,

DuaooN kesaath,,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 5th September 2014, 12:44 PM

Quote:
Originally Posted by mujib66 View Post
Wah Hassan Saheb..
Maza agaya...kya intekhaab hai alfaaz ka!!

Mujeeb Parwaaz
Mujeeb bhai,

Hausla afazaai ke liye be-had shurkiyaaH!

Milte rahiye ga,

Apna khayaal rakhiye ga,

DuaooN ke saath,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 5th September 2014, 12:45 PM

Quote:
Originally Posted by Shayaraina View Post
Waah Hassan Bhai kya baat hai...Bahut khoob!
Raina jee,

Iss qadar pazeeraayi ke liye be-panaaH shukriyaaH!

Milte rahiye ga,

Apna khayaal rakhiye ga,

DuaooN ke saath,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Umda
Old
  (#21)
Yasmine
Registered User
Yasmine is a jewel in the roughYasmine is a jewel in the roughYasmine is a jewel in the roughYasmine is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 75
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 13
Umda - 7th September 2014, 08:15 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Adaab hazireen-e-mehfil-e-ishQ,

Hum in dinoN Zarraa saheb ki sarbarahi meiN meHfil-e-fusoon-e-alfaaz
meiN alfaaz nasheeb-o-faraaz per ghaur kar rahe haiN,
ussi per aik ishQ 'koshish' pesh-e-khidmat hai:-


guzre haiN zeest meiN janay kese kese nasheeb-o-faraaz
zikr hua hai to batlaatay haiN kese hua pyar ka aaghaaz

pan-ghat pe mili alhad si mutyaar, jis pe hum dil the gaye haar!
Qurbat hi faQt matloob rahi, dil meiN kabhi rakhi na koi aaz


faQt : only, just
aaz : desire

tamaam lawaazim us ke rakhe apne sir pe aur chal pad’ay!
daR tha woH uktaa na jayeN raste meiN, hum ban gaye laffaaz


lawaazim : baggage
laffaaz : one who talks too much

lazim tha ke zindagi ik dosray ka aasra ban ke basar karte
kiya waada, rakheN ge aise aap ko jese aap koi Khuda-saaz

Khuda-saaz : God’s gift

‘parStaar’ naazaaN hai bohat apne pyar pe aur ba-zidd hai ke!
dil masroor rahe taa-umr gar paas rahe woH nau-bahaar-e-naaz

naazaaN : proud, arrogant
taa-umr : life long
nau-bahaar-e-naaz : lover
Bari dilruba si kahani ko shair ka jaama pehnaia apne!
Younhi khyalat ke phool bikherte rehen
Yasmin Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 8th September 2014, 11:16 AM

Quote:
Originally Posted by Yasmine View Post
Bari dilruba si kahani ko shair ka jaama pehnaia apne!
Younhi khyalat ke phool bikherte rehen
Yasmin Khan
Yasmine saheba,

Bohat bohat shukar-guzaar hooN aap ki tashreef-aawri ke liye,
bohat accha laga ke aap ko na-cheez ki adna si koshish pasand aayi...

Aise hi aagay bhi saath ki umeed rahe gi,

Apna khayaal rakhiye ga,

DuaooN ke saath,,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")

Last edited by Hassan; 8th September 2014 at 11:19 AM..
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com