Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ghazal: rang mazhab zubaan se bhi aage...
Old
  (#1)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
Ghazal: rang mazhab zubaan se bhi aage... - 12th June 2012, 11:05 AM

aadaab dosto,

ek taaza ghazal peshe Khidmat..tamaam ahbaab ki raaey ka intezaar rahega..


rang mazhab zubaan se bhi aage
hai tasavvur bayaan se bhi aage

khwahishoeN ke paroeN ko lagaa kar
ja uduuN aasmaan se bhi aage

mujhe dhundhna hai basera
soch ke har makaan se bhi aage

raat bhar hi ginieN maine taare
kuch to ho kehkashaan se bhi aage

mil gaya woh khuda se kabhi ka
jee gaya jo gumaan se bhi aage

phir wahi tum wahi baat bismil
ramz hai kya jahaan se bhi aage?


Pradhyuman - Bismil


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
13th June 2012, 04:26 PM

Bismil JI.........!
Aap Ki Ghazla Parhi....
Aap Ka Takhayyul KHaasa Pasand Aaya....
Daad Qabool Farmaayen.....




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
13th June 2012, 05:30 PM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post

rang mazhab zubaan se bhi aage
hai tasavvur bayaan se bhi aage

khwahishoeN ke paroeN ko lagaa kar
ja uduuN aasmaan se bhi aage

mujhe dhundhna hai basera
soch ke har makaan se bhi aage

raat bhar hi ginieN maine taare
kuch to ho kehkashaan se bhi aage

mil gaya woh khuda se kabhi ka
jee gaya jo gumaan se bhi aage

phir wahi tum wahi baat bismil
ramz hai kya jahaan se bhi aage?


Pradhyuman - Bismil
khwahishoeN ke paroeN ko lagaa kar
ja uduuN aasmaan se bhi aage

raat bhar hi ginieN maine taare
kuch to ho kehkashaan se bhi aage

WaaH ! Pradhyuman JI ! Kyaa Khoob Sher Nikle HaiN ... Aap Kii Ghazal Se ... Andaaz Bhi UmdaaH Raha ... Asar Angez PeshKash ... Dilee Daad O Mubaaraqbaad !!!




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
15th June 2012, 10:34 AM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
aadaab dosto,

ek taaza ghazal peshe Khidmat..tamaam ahbaab ki raaey ka intezaar rahega..


rang mazhab zubaan se bhi aage
hai tasavvur bayaan se bhi aage

khwahishoeN ke paroeN ko lagaa kar
ja uduuN aasmaan se bhi aage

mujhe dhundhna hai basera
soch ke har makaan se bhi aage

raat bhar hi ginieN maine taare
kuch to ho kehkashaan se bhi aage

mil gaya woh khuda se kabhi ka
jee gaya jo gumaan se bhi aage

phir wahi tum wahi baat bismil
ramz hai kya jahaan se bhi aage?


Pradhyuman - Bismil
Ji Bhaut Sunder.......................

mil gaya woh khuda se kabhi ka
jee gaya jo gumaan se bhi aage



Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye


E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
2nd December 2012, 04:06 PM

Naresh ji, Shakil ji aur radhika ji ko mera aadaab aur namaskaar.. aapki hounslafzai ke liye bahot bahot shukriya... god bless


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
rajinderseep
Registered User
rajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud of
 
Offline
Posts: 748
Join Date: Oct 2009
Location: new york U.S.A.
Rep Power: 28
6th December 2012, 03:40 AM

rang mazhab zubaan se bhi aage
hai tasavvur bayaan se bhi aage

khwahishoeN ke paroeN ko lagaa kar
ja uduuN aasmaan se bhi aage



raat bhar hi ginieN maine taare
kuch to ho kehkashaan se bhi aage

mil gaya woh khuda se kabhi ka
jee gaya jo gumaan se bhi aage

phir wahi tum wahi baat bismil
ramz hai kya jahaan se bhi aage?

pardhuman ji

yuN tou poori gazal hi ek umda peshkash hai
lekin yeh lines bahut gehri utri....

mujhe dhundhna hai basera
soch ke har makaan se bhi aage


bahut khoob

rajinderseep
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
6th December 2012, 10:40 AM

Pradhyuman bhaaii:

namaste!

aik achchhi koShiSh.. daad

KhuSh rahiye... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
6th December 2012, 11:03 AM

raat bhar hi ginieN maine taare
kuch to ho kehkashaan se bhi aage

phir wahi tum wahi baat bismil
ramz hai kya jahaan se bhi aage?

bahut-2 khoob...............................daad ...................tc
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
6th December 2012, 07:25 PM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
aadaab dosto,

ek taaza ghazal peshe Khidmat..tamaam ahbaab ki raaey ka intezaar rahega..


rang mazhab zubaan se bhi aage
hai tasavvur bayaan se bhi aage

khwahishoeN ke paroeN ko lagaa kar
ja uduuN aasmaan se bhi aage

mujhe dhundhna hai basera
soch ke har makaan se bhi aage

raat bhar hi ginieN maine taare
kuch to ho kehkashaan se bhi aage

mil gaya woh khuda se kabhi ka
jee gaya jo gumaan se bhi aage

phir wahi tum wahi baat bismil
ramz hai kya jahaan se bhi aage?


Pradhyuman - Bismil
Wah!.....bohat khoob, sabhi ashar lajawaab hain!.....




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Ahmad Hyderabadi
Registered Member
Ahmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant future
 
Offline
Posts: 933
Join Date: Oct 2011
Location: Hyderabad (Deccan)
Rep Power: 31
12th December 2012, 01:44 PM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
aadaab dosto,

ek taaza ghazal peshe Khidmat..tamaam ahbaab ki raaey ka intezaar rahega..


rang mazhab zubaan se bhi aage
hai tasavvur bayaan se bhi aage

khwahishoeN ke paroeN ko lagaa kar
ja uduuN aasmaan se bhi aage

mujhe dhundhna hai basera
soch ke har makaan se bhi aage

raat bhar hi ginieN maine taare
kuch to ho kehkashaan se bhi aage

mil gaya woh khuda se kabhi ka
jee gaya jo gumaan se bhi aage

phir wahi tum wahi baat bismil
ramz hai kya jahaan se bhi aage?

Pradhyuman - Bismil
Tasleemaat Bismil Bhaee!
Aalaa buhat aalaa ghazal! Takhayyul o tasavvur aur adaygee buhat bhaieee hamayn!

raat bhar hi ginieN maine taare
kuch to ho kehkashaan se bhi aage


phir wahi tum wahi baat bismil
ramz hai kya jahaan se bhi aage?

in do ashaar nay samaa baandh diya! Please keep sharing!

Duagoh
Ahmad
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 12th December 2012, 02:33 PM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
aadaab dosto,

ek taaza ghazal peshe Khidmat..tamaam ahbaab ki raaey ka intezaar rahega..


rang mazhab zubaan se bhi aage
hai tasavvur bayaan se bhi aage

khwahishoeN ke paroeN ko lagaa kar
ja uduuN aasmaan se bhi aage

mujhe dhundhna hai basera
soch ke har makaan se bhi aage

raat bhar hi ginieN maine taare
kuch to ho kehkashaan se bhi aage

mil gaya woh khuda se kabhi ka
jee gaya jo gumaan se bhi aage

phir wahi tum wahi baat bismil
ramz hai kya jahaan se bhi aage?


Pradhyuman - Bismil
bahut khoob bismil bhai,, daad kubul farmaayen........ radhe radhe


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
12th December 2012, 11:07 PM

waaahhhh kya baat hai ACP .... bahot hi aala aur shandar ghazal piroyii hai aapne is baat... matle mi hi mazaa aa gayaa aur maqtaa to janaab qyaamat hai.... Dil se nikli daad qubool farmaaen... aate rahen...likhte rahen....

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
1st May 2013, 01:14 PM

rajinder ji, dhaval bhai, uff ak sahab, zainy ji, ahmed hyderabadi sahaab, ishk ek ibaadat sahaab, sameer bhai,

aap sab mere azeez hai..umeed hai sab khairiyat se honge...aapka dil se shukriyada karna chaahta hun ki aapne iss ghazal ko padhne ke liye waqt nikaala aur ise saraaha bhi..isse mere bhi kabhi shayar banne ki ummeed bani rehti hai

god bless u all!

aapka dost,
Pradhyuman - Bismil


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
aslam noor
Registered User
aslam noor is a jewel in the roughaslam noor is a jewel in the roughaslam noor is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 101
Join Date: Apr 2013
Rep Power: 14
4th May 2013, 04:07 PM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
aadaab dosto,

ek taaza ghazal peshe Khidmat..tamaam ahbaab ki raaey ka intezaar rahega..


rang mazhab zubaan se bhi aage
hai tasavvur bayaan se bhi aage

khwahishoeN ke paroeN ko lagaa kar
ja uduuN aasmaan se bhi aage

mujhe dhundhna hai basera
soch ke har makaan se bhi aage

raat bhar hi ginieN maine taare
kuch to ho kehkashaan se bhi aage

mil gaya woh khuda se kabhi ka
jee gaya jo gumaan se bhi aage

phir wahi tum wahi baat bismil
ramz hai kya jahaan se bhi aage?


Pradhyuman - Bismil

Bismil sahab achi ghazal ke liyN daad paish e khidmat hai qubool farmaaiye

aslam


zindagi ke haseen lamhe ka
Khoobsurat sa intekhaab ho tum
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
20th May 2013, 02:23 PM

Quote:
Originally Posted by aslam noor View Post
Bismil sahab achi ghazal ke liyN daad paish e khidmat hai qubool farmaaiye

aslam
shukriya aslam noor sahaab..aapki daad mujhe dil se kubool hai...

god bless u

aapka dost,
Pradhyuman - Bismil


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
21st May 2013, 02:04 PM

ahchi kaavish hai bismil saaheb, har makaan se aage wala sher mujhe haasil-e-ghazal laga, likhte raheN...!!



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com