na jane kab se aashqi ka zamana hain
hame tu apna ishq aazmana hain
karte hain ilaan ishq tu buhat
hame tu ishq karke jaan tak nibhana hain
ruk rahe ho tum ibtadaye ishq main hi
abhi tu inteha ishq ki zamane ko dikhana hain
fana ho jaye ishq main ab AQS
yeh shauq tu buhat purana hain
waaahhhhhhhhh behad khoobsurat peshkash hai AQS saahab................ Behad acche lage aapke ehsaas, ek acchi koshish ke liye tahe dil se mubaarakbaad..... likhte raheN.... khush raheN......