Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Aadat Ho Gayi Hai
Old
  (#1)
Masoom Pyar
Registered User
Masoom Pyar has a spectacular aura aboutMasoom Pyar has a spectacular aura aboutMasoom Pyar has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 519
Join Date: Dec 2013
Rep Power: 0
Love Aadat Ho Gayi Hai - 21st February 2014, 10:39 AM

Ab To Intzar Ki Aadat Ho Gayi Hai
Dhalte Suraj Ko Takne Ki Aadat Ho Gayi hai,

Din Guzar Jata Hai Logon Ke Mele Me
Khanzar-e-Raat Ki Aadat Ho Gayi Hai,

Tu Aayega Ek Naa Ek Din
Khud Se Kehne Ki Aadat Ho Gayi Hai,

Tere Bin Jaane Kya Guzari Hum Per
Akele Me Rone Ki Aadat Ho Gayi hai,

Tujh Se Lagi Hai Meri Kuch Dharkan
Dharkan Dharkan Rehne Ki Aadat Ho Gayi Hai,

Gum Ke Badal Hai To Baras Mujh Per
Barish Me Bheeg Ne Ki Aadat Ho Gayi Hai,

Roz Sunta Hun Ek Si Aahat Mai To
Iss Kafir Hawaa Ki Aadat Ho Gayi Hai.





   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Ye Zindagi
Registered User
Ye Zindagi is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 84
Join Date: May 2013
Location: Mumbai, Maharastara
Rep Power: 0
25th February 2014, 07:01 PM

Nice.............................................. ...................................


Quote:
Originally Posted by Masoom Pyar View Post
Ab To Intzar Ki Aadat Ho Gayi Hai
Dhalte Suraj Ko Takne Ki Aadat Ho Gayi hai,

Din Guzar Jata Hai Logon Ke Mele Me
Khanzar-e-Raat Ki Aadat Ho Gayi Hai,

Tu Aayega Ek Naa Ek Din
Khud Se Kehne Ki Aadat Ho Gayi Hai,

Tere Bin Jaane Kya Guzari Hum Per
Akele Me Rone Ki Aadat Ho Gayi hai,

Tujh Se Lagi Hai Meri Kuch Dharkan
Dharkan Dharkan Rehne Ki Aadat Ho Gayi Hai,

Gum Ke Badal Hai To Baras Mujh Per
Barish Me Bheeg Ne Ki Aadat Ho Gayi Hai,

Roz Sunta Hun Ek Si Aahat Mai To
Iss Kafir Hawaa Ki Aadat Ho Gayi Hai.





   
Reply With Quote
Old
  (#3)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
26th February 2014, 10:50 AM

Quote:
Originally Posted by Masoom Pyar View Post
Ab To Intzar Ki Aadat Ho Gayi Hai
Dhalte Suraj Ko Takne Ki Aadat Ho Gayi hai,

Din Guzar Jata Hai Logon Ke Mele Me
Khanzar-e-Raat Ki Aadat Ho Gayi Hai,

Tu Aayega Ek Naa Ek Din
Khud Se Kehne Ki Aadat Ho Gayi Hai,

Tere Bin Jaane Kya Guzari Hum Per
Akele Me Rone Ki Aadat Ho Gayi hai,

Tujh Se Lagi Hai Meri Kuch Dharkan
Dharkan Dharkan Rehne Ki Aadat Ho Gayi Hai,

Gum Ke Badal Hai To Baras Mujh Per
Barish Me Bheeg Ne Ki Aadat Ho Gayi Hai,

Roz Sunta Hun Ek Si Aahat Mai To
Iss Kafir Hawaa Ki Aadat Ho Gayi Hai.





Bahot khub likha hai aapne, bhai........................
Yun hi aate rahye, likhte rahye..................
~Adil



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
26th February 2014, 11:13 AM

Quote:
Originally Posted by Masoom Pyar View Post
Ab To Intzar Ki Aadat Ho Gayi Hai
Dhalte Suraj Ko Takne Ki Aadat Ho Gayi hai,

Din Guzar Jata Hai Logon Ke Mele Me
Khanzar-e-Raat Ki Aadat Ho Gayi Hai,

Tu Aayega Ek Naa Ek Din
Khud Se Kehne Ki Aadat Ho Gayi Hai,

Tere Bin Jaane Kya Guzari Hum Per
Akele Me Rone Ki Aadat Ho Gayi hai,

Tujh Se Lagi Hai Meri Kuch Dharkan
Dharkan Dharkan Rehne Ki Aadat Ho Gayi Hai,

Gum Ke Badal Hai To Baras Mujh Per
Barish Me Bheeg Ne Ki Aadat Ho Gayi Hai,

Roz Sunta Hun Ek Si Aahat Mai To
Iss Kafir Hawaa Ki Aadat Ho Gayi Hai.






bahot acchi koshish hi sudheer ji.... likhte rahiye mehnat jaari rakhiye...

Shukriyaa

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Masoom Pyar
Registered User
Masoom Pyar has a spectacular aura aboutMasoom Pyar has a spectacular aura aboutMasoom Pyar has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 519
Join Date: Dec 2013
Rep Power: 0
7th March 2014, 10:22 PM

Sukriyan Shaad Ji And Aadeil Ji....................................
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
10th March 2014, 07:59 PM

Sudhir ji Acha likha hay apne.Aadat to aadat hay...mushkilon se ladne ki aadat ho gaye..mana zindagi mein gum bahut hain..hame gum ko haskar bhulane ki aadat ho gayi.Keep up the good work. Regards
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Masoom Pyar
Registered User
Masoom Pyar has a spectacular aura aboutMasoom Pyar has a spectacular aura aboutMasoom Pyar has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 519
Join Date: Dec 2013
Rep Power: 0
16th March 2014, 07:20 PM

Bahot Khub...............n Thanks Sukanya Ji................................................ ..

Quote:
Originally Posted by sukanya View Post
Sudhir ji Acha likha hay apne.Aadat to aadat hay...mushkilon se ladne ki aadat ho gaye..mana zindagi mein gum bahut hain..hame gum ko haskar bhulane ki aadat ho gayi.Keep up the good work. Regards
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Bedard
Qadir Kadri
Bedard is on a distinguished road
 
Bedard's Avatar
 
Offline
Posts: 40
Join Date: Mar 2014
Location: Khuda Ki Jannat Me
Rep Power: 0
18th March 2014, 06:00 PM

Bhut accha likha hy apne sudhir ji kalam ko bhut gehrai se chalaya hy.....
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Masoom Pyar
Registered User
Masoom Pyar has a spectacular aura aboutMasoom Pyar has a spectacular aura aboutMasoom Pyar has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 519
Join Date: Dec 2013
Rep Power: 0
3rd April 2014, 10:49 AM

Thanks Kadir Bro........................................


Quote:
Originally Posted by Bedard View Post
Bhut accha likha hy apne sudhir ji kalam ko bhut gehrai se chalaya hy.....
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com