Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
jab se tune mujhe diwaanaa - Hakim Naasir
Old
  (#1)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
jab se tune mujhe diwaanaa - Hakim Naasir - 3rd September 2014, 04:33 PM

[ aap gairoN ki baat karte ho, hum ne apne bhii azmaaey haiN
log kaatoN se bach ke chalte haiN, Hum ne phuloN se zakhm khaaey haiN

kisii ka kya jo qadmoN pe jabeen-e-bandagi rakh di
hamaari cheez thi hum ne jahaaN jaani wahan rakh di

jo dil maanga to woh bole ki thehro yaad karne do
zaraa si cheez thi hum ne khuda jaane kahaaN rakh di

nadi kinaare dhuaan uthey maiN janoon kuchh hoye
jis kaaran maiN jogan bani kahin woh hi na jaltaa hoye

tulsi aisi preet na ker jaisi lambi khujoor
dhoop lage to chhaaon nahin bhookh lage phal duur ]

jab se tune mujhe diiwaanaa banaa rakkhaa hai
sang har shaks ne haathoN main utha rakkhaa hai

[ aa piya more nainan meN, maiN palak dhaaNp toh looN
naa maiN dekhuN aur ko, aur naa tohe dekhan duN ]

us ke dil per bhii kaDii ishq main guzri hongi
naam jis ne bhii mohabbat ka sazaa rakkhaa hai

[ duniya baDi baaNwari patthar pooNjne jaaye
ghar kii chakki koii na pooNje jis ka peesa khaaye ]

pattharoN aaj mere sar pe baraste kyuN ho?
maiN ne tum ko bhi kabhii apnaa khuda rakkhaa hai

[ misaal-e-saada waraq tha magar kitaab meN tha
woh din bhi they maiN tere ishq ke nisaab meN tha ]

ab mere deed ki dunya bhii tamaashaayi hai
Tu ne kya mujh ko mohabbat meN banaa rakkhaa hai

[ mar bhii jaaooN to dafnaa dena maikhaane meN
taaki maikhaane ki mitti rahe maikhaane meN

khudaayaa peene waloN kii kahiN basti judaa hoti
jahaaN hukman peeya karte na peete to sazaa hoti ]

pee jaa ayyaam kii talkhi ko bhii haNs ke 'Naasir'
gham ko sehne meN bhii kudrat ne mazaa rakkhaa hai

Hakim Naasir

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif

Last edited by aadeil; 3rd September 2014 at 04:38 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
3rd September 2014, 04:35 PM

Wah!...Very nice sharing Aadil sahab!.............

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#3)

3rd September 2014, 06:21 PM

http://m.youtube.com/watch?v=C7UrtinSwzc

In melodious voice of Abida parveen

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm

Last edited by zainy; 4th September 2014 at 12:04 PM..
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#4)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
4th September 2014, 12:02 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Wah!...Very nice sharing Aadil sahab!.............
Quote:
Originally Posted by zainy View Post
http://m.youtube.com/watch?v=C7UrtinSwzc

In melodies voice of Abida parveen
Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Waaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhhhhhh! behad umdaa sharing.....awesome thnx for sharing
dono ka behad shukr guzaar hooN..

aur Zainyji,
waaaah! kahaaN se dhund nikaali ye clip? maine bahot koshish kii magar ye full version wali koii link nahi milii...

Thanks a lot for that

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
4th September 2014, 12:07 PM

YouTube.com zinda baad. .....

Waise yeh ghazal auron ne bhi gaaya hai per Abida parveen ki melodious awaaz me sunne ka maza hi kuch aur hai....

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Thumbs up 4th September 2014, 12:09 PM

jab se tune mujhe diiwaanaa banaa rakkhaa hai
sang har shaks ne haathoN main utha rakkhaa hai

waaaah... Adil bhai.... my most favorite ghazal..

thanks for sharing!

Keep sharing,

Regards,

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
4th September 2014, 01:24 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
YouTube.com zinda baad. .....

Waise yeh ghazal auron ne bhi gaaya hai per Abida parveen ki melodious awaaz me sunne ka maza hi kuch aur hai....
jii Zainyji,
duroost farmaayaa... Abida Parveen ke aavaaz meN ek alag fusoon hota hai.. mere paas unkii audio version hai, but that is missing the intermezzo jo unhoN ne iisme gaayii haiN..

so thanks once again

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
4th September 2014, 01:25 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
jab se tune mujhe diiwaanaa banaa rakkhaa hai
sang har shaks ne haathoN main utha rakkhaa hai

waaaah... Adil bhai.... my most favorite ghazal..

thanks for sharing!

Keep sharing,

Regards,

Thanks, dear....
zaroor aisii koii aur ghazal nazar aayegii to share karenge.....

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
re
Old
  (#9)
Ashwani Tyagi
Registered User
Ashwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of light
 
Ashwani Tyagi's Avatar
 
Offline
Posts: 222
Join Date: Nov 2013
Location: Noida
Rep Power: 15
re - 4th September 2014, 02:18 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post

[ aap gairoN ki baat karte ho, hum ne apne bhii azmaaey haiN
log kaatoN se bach ke chalte haiN, Hum ne phuloN se zakhm khaaey haiN

kisii ka kya jo qadmoN pe jabeen-e-bandagi rakh di
hamaari cheez thi hum ne jahaaN jaani wahan rakh di

jo dil maanga to woh bole ki thehro yaad karne do
zaraa si cheez thi hum ne khuda jaane kahaaN rakh di

nadi kinaare dhuaan uthey maiN janoon kuchh hoye
jis kaaran maiN jogan bani kahin woh hi na jaltaa hoye

tulsi aisi preet na ker jaisi lambi khujoor
dhoop lage to chhaaon nahin bhookh lage phal duur ]

jab se tune mujhe diiwaanaa banaa rakkhaa hai
sang har shaks ne haathoN main utha rakkhaa hai

[ aa piya more nainan meN, maiN palak dhaaNp toh looN
naa maiN dekhuN aur ko, aur naa tohe dekhan duN ]

us ke dil per bhii kaDii ishq main guzri hongi
naam jis ne bhii mohabbat ka sazaa rakkhaa hai

[ duniya baDi baaNwari patthar pooNjne jaaye
ghar kii chakki koii na pooNje jis ka peesa khaaye ]

pattharoN aaj mere sar pe baraste kyuN ho?
maiN ne tum ko bhi kabhii apnaa khuda rakkhaa hai

[ misaal-e-saada waraq tha magar kitaab meN tha
woh din bhi they maiN tere ishq ke nisaab meN tha ]

ab mere deed ki dunya bhii tamaashaayi hai
Tu ne kya mujh ko mohabbat meN banaa rakkhaa hai

[ mar bhii jaaooN to dafnaa dena maikhaane meN
taaki maikhaane ki mitti rahe maikhaane meN

khudaayaa peene waloN kii kahiN basti judaa hoti
jahaaN hukman peeya karte na peete to sazaa hoti ]

pee jaa ayyaam kii talkhi ko bhii haNs ke 'Naasir'
gham ko sehne meN bhii kudrat ne mazaa rakkhaa hai

Hakim Naasir

Bahut Achhe Adiel Shab ......

mera tajurba thoda alag hai /.

MAine Nusrat Saheb ki awaz me is se milta hua kalam suna shayad

YE

Khusrau rain suhaag ki, jo main jaagi pi ke sang,
Tan mora man piya ka, jo dono ek hi rang.

Khusrau dariya prem ka, jo ulti waah ki dhaar,
Jo ubhra, so doob gaya, jo dooba so paar.

Apni chab banaai ke, jo main pi ke paas gayi,
Chab dekhi jab piya ki, mohey apni bhool gayi.

Chaap Tilak sab cheeni re, moh se naina milayke.

Moh se naina milayee ke…

Baat agham keh deeni re moh se naina milayke.

Bal bal jaaun main, tore rang rejava,
Bal bal jaaun main….
Bal bal jaaun main….

Aisi rang do ke rang naahin chhutey, Dhobiya dhoye chaahe saari umariya

Bal bal jaaun main, tore rang rejava,
Apni si rang deeni re, moh se naina milayke.

Prem bhati ka madhva pilayke,
Matwari kar deeni re, moh se naina milayke.

Gori gori gori baiyaan, hari hari chudiyaan,
Bahiyaan pakad har leeni re, moh se naina milayke.

Khusrau Nizaam ke bal bal jaiyaaan …
Khusrau Nizaam ke bal bal jaiyaaan …

Har qaum raast raahay, deen-e wa qibla gaahay,
Mun qibla raast kardam, bar samt kajkulaahay.

Khusrau Nizaam ke bal bal jaiyaaan …
Mohe suhagan keeni re, moh se naina milayke

Bahut Kathin hai dagar panghat ki,
Kaisay main bhar laaun madhva say matki?

Khwaja Nijaamoddin, Khwaja Nijaamoddin,
Laaj rakho moray ghoonghat pat ki.

Khusrau Nizaam ke bal bal jaiyaaan …
Mohe suhagan keeni re, moh se naina milayke

Regards,
Ashwani Tyagi

akela hun magar abaad karleta hun 'veeranay'
  Send a message via Skype™ to Ashwani Tyagi 
Reply With Quote
Old
  (#10)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
5th September 2014, 10:13 AM

Quote:
Originally Posted by Ashwani Tyagi View Post
Bahut Achhe Adiel Shab ......

mera tajurba thoda alag hai /.

MAine Nusrat Saheb ki awaz me is se milta hua kalam suna shayad

YE

Khusrau rain suhaag ki, jo main jaagi pi ke sang,
Tan mora man piya ka, jo dono ek hi rang.

Khusrau dariya prem ka, jo ulti waah ki dhaar,
Jo ubhra, so doob gaya, jo dooba so paar.

Apni chab banaai ke, jo main pi ke paas gayi,
Chab dekhi jab piya ki, mohey apni bhool gayi.

Chaap Tilak sab cheeni re, moh se naina milayke.

Moh se naina milayee ke…
Chaap Tilak sab cheeni re, moh se naina milayke.

Chaap Tilak sab cheeni re, moh se naina milayke.
Baat agham keh deeni re moh se naina milayke.

Bal bal jaaun main, tore rang rejava,
Bal bal jaaun main….
Bal bal jaaun main….

Aisi rang do ke rang naahin chhutey, Dhobiya dhoye chaahe saari umariya

Bal bal jaaun main, tore rang rejava,
Apni si rang deeni re, moh se naina milayke.

Prem bhati ka madhva pilayke,
Matwari kar deeni re, moh se naina milayke.

Gori gori gori baiyaan, hari hari chudiyaan,
Bahiyaan pakad har leeni re, moh se naina milayke.

Khusrau Nizaam ke bal bal jaiyaaan …
Khusrau Nizaam ke bal bal jaiyaaan …

Har qaum raast raahay, deen-e wa qibla gaahay,
Mun qibla raast kardam, bar samt kajkulaahay.

Khusrau Nizaam ke bal bal jaiyaaan …
Mohe suhagan keeni re, moh se naina milayke

Bahut Kathin hai dagar panghat ki,
Kaisay main bhar laaun madhva say matki?

Khwaja Nijaamoddin, Khwaja Nijaamoddin,
Laaj rakho moray ghoonghat pat ki.

Khusrau Nizaam ke bal bal jaiyaaan …
Mohe suhagan keeni re, moh se naina milayke
jii Ashwaniji,
aapne jo post kii hai wo Hajrat Amir Khushrow saab kii nazm 'chaap tilak' hai jisko Nusrat Fateh Ali saab ne qawwaali kii dhuun meN swar diya hai mere paas uskii full audio clip hai aur niche maiN usiikii youtube links de rahaa hooN.. dono meN unhoN ne alag alag intermezzo istemaal kiye haiN

https://www.youtube.com/watch?v=CcXMeK6vfCk
https://www.youtube.com/watch?v=LFm7kXjtaRI

shukriya aapka, phir se iis khubsurat nazm se raabta karvaane ke liye....

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif

Last edited by aadeil; 5th September 2014 at 10:17 AM..
   
Reply With Quote
re
Old
  (#11)
Ashwani Tyagi
Registered User
Ashwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of lightAshwani Tyagi is a glorious beacon of light
 
Ashwani Tyagi's Avatar
 
Offline
Posts: 222
Join Date: Nov 2013
Location: Noida
Rep Power: 15
re - 5th September 2014, 10:30 AM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
jii Ashwaniji,
aapne jo post kii hai wo Hajrat Amir Khushrow saab kii nazm 'chaap tilak' hai jisko Nusrat Fateh Ali saab ne qawwaali kii dhuun meN swar diya hai mere paas uskii full audio clip hai aur niche maiN usiikii youtube links de rahaa hooN.. dono meN unhoN ne alag alag intermezzo istemaal kiye haiN

https://www.youtube.com/watch?v=CcXMeK6vfCk
https://www.youtube.com/watch?v=LFm7kXjtaRI

shukriya aapka, phir se iis khubsurat nazm se raabta karvaane ke liye....
Bahut Bahut Shukriya bhai.... Aaj fir se ruhani sangeet me dubne ka mouka milega thanx for share link bro...

Regards,
Ashwani Tyagi

akela hun magar abaad karleta hun 'veeranay'
  Send a message via Skype™ to Ashwani Tyagi 
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com