Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Banjar zameen se nikla hai
Old
  (#1)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
Banjar zameen se nikla hai - 17th May 2012, 11:40 AM

Arbab-e-Zauq Ko Aadaab………..!
Kuch Adnaa Khayalaat Ko Qirtaas-e-Qalam Karnay Ki Koshish Ki Hai….. Ummid Hai Pasand Aaye Gi…..

GHAZAL

Jo Aah-o-Naala Sa Qalb-e-Huzeen Se Nikla Hai
Ye Wo Shajar Hai Jo Banjar Zameen Se Nikla Hai

Dareeda Daman-e-Dil Tha Jahaan Se Ae Logo
Tadap Ke Dard Bhi Dekho Waheen Se Nikla Hai

Jo Bazm-e-Yaar Me Shaamil Nahi Aduu Koi
To Phir Ye Teer Bhala Kis Kameen Se Nikla Hai

Wo Jo Hamesha Mere Ashk Punchhti Hee Rahi
Wo Dekho Saanp Usi Aasteen Se Nikla Hai

NA-janay Kitnay Azaabon Se De Gaya Hai Nijaat
Ye Aik Sajda Jo Meri Jabeen Se Nikla Hai

Main Manta Hun Ke AHMAD Hai Qol Ka Pakka
Ye Aitaraaf Lab-e-Nukta-Cheen Se Nikla Hai

AHMAD ALI SHAKIL




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
17th May 2012, 01:15 PM

Wo Jo Hamesha Mere Ashk Punchhti Hee Rahi Wo Dekho Saanp Usi Aasteen Se Nikla Hai
Kya baat kahi hai, waaah maza gaya. Aise hee likhte rahiye, khush rahiye.



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
bhut khub
Old
  (#3)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
bhut khub - 17th May 2012, 05:58 PM

Dareeda Daman-e-Dil Tha Jahaan Se Ae Logo
Tadap Ke Dard Bhi Dekho Waheen Se Nikla Hai

kyaa baat hai shakil bhai....gazab ka khyaal hai.....RAJ.....


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#4)
AnjAAn!!!
Registered User
AnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud of
 
AnjAAn!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 28
17th May 2012, 06:09 PM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Arbab-e-Zauq Ko Aadaab………..!
Kuch Adnaa Khayalaat Ko Qirtaas-e-Qalam Karnay Ki Koshish Ki Hai….. Ummid Hai Pasand Aaye Gi…..

GHAZAL

Jo Aah-o-Naala Sa Qalb-e-Huzeen Se Nikla Hai
Ye Wo Shajar Hai Jo Banjar Zameen Se Nikla Hai

Dareeda Daman-e-Dil Tha Jahaan Se Ae Logo
Tadap Ke Dard Bhi Dekho Waheen Se Nikla Hai

Jo Bazm-e-Yaar Me Shaamil Nahi Aduu Koi
To Phir Ye Teer Bhala Kis Kameen Se Nikla Hai

Wo Jo Hamesha Mere Ashk Punchhti Hee Rahi
Wo Dekho Saanp Usi Aasteen Se Nikla Hai

NA-janay Kitnay Azaabon Se De Gaya Hai Nijaat
Ye Aik Sajda Jo Meri Jabeen Se Nikla Hai

Main Manta Hun Ke AHMAD Hai Qol Ka Pakka
Ye Aitaraaf Lab-e-Nukta-Cheen Se Nikla Hai

AHMAD ALI SHAKIL
Bahut achhi ghazal hai Shakil sahab. Bahut naye se sher kahe hain.

Dareeda Daman-e-Dil Tha Jahaan Se Ae Logo
Tadap Ke Dard Bhi Dekho Waheen Se Nikla Hai


Jo Bazm-e-Yaar Me Shaamil Nahi Aduu Koi
To Phir Ye Teer Bhala Kis Kameen Se Nikla Hai


NA-janay Kitnay Azaabon Se De Gaya Hai Nijaat
Ye Aik Sajda Jo Meri Jabeen Se Nikla Hai

Bahut sundar bhaayee. Aise hi likhte raho aur jald az jald apne maqaam tak pahuncho yahi meri duaa hai.

Khush rahiye


_____________________________________
  Send a message via Yahoo to AnjAAn!!!  
Reply With Quote
Old
  (#5)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
17th May 2012, 08:02 PM

Wo Jo Hamesha Mere Ashk Punchhti Hee Rahi
Wo Dekho Saanp Usi Aasteen Se Nikla Hai

NA-janay Kitnay Azaabon Se De Gaya Hai Nijaat

Ye Aik Sajda Jo Meri Jabeen Se Nikla Hai


Kyaa Khane ... Shakil Bhai ! WaaH !! Nayaab Sher Nikaale HaiN ... Maaiine Khez ... Asar Angez ... PurAsar ! Sar Se Paa Talak ... Bakamaal Aur Kaamiyaab Ghazal Huii Janaab ... Laajawaab Fikr O Khayaal ... Zabardast BayaaNi ... Aur Radeef Ko Toh Aakhir Tak Badhi Khoobsurti Se Nibhaayaa Hai Aapne .... !

Nihayat Khoob PeshKash ... Dilee Daad O Mubaaraqbaad !!!





YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#6)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
18th May 2012, 11:47 AM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
Wo Jo Hamesha Mere Ashk Punchhti Hee Rahi Wo Dekho Saanp Usi Aasteen Se Nikla Hai
Kya baat kahi hai, waaah maza gaya. Aise hee likhte rahiye, khush rahiye.
Aru Sahab......!

Ghaalibann Aap Pehli Baar Is KHaaksaar Ki Bazm Me Hazir Huay Hain, Aapko Apni Bazm Me KHush Aamdeed Kehta HUn......
Aap Ne Is Kalaam Ko Pasand Kia Or Hausla-afzaayi Farmaayi, Us Par Tah-e-Dil se aapka Mashkoor Hun.... Sada Khush Rahiye....
Yunhi Sath banaaye Rakhiye




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
22nd May 2012, 03:20 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
Dareeda Daman-e-Dil Tha Jahaan Se Ae Logo
Tadap Ke Dard Bhi Dekho Waheen Se Nikla Hai

kyaa baat hai shakil bhai....gazab ka khyaal hai.....RAJ.....
Rajveer Sahab.......!

Aap Ka Is KHaksaar Ki Bazm Me KHair Maqdam Hai..............
Aap ki Daad Ka Bohot Bohot Shukria....... Bahot kHushi Mili aap kii Daad Se,......
Sada Khush Rahiye




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
22nd May 2012, 11:24 PM

Dareeda Daman-e-Dil Tha Jahaan Se Ae Logo
Tadap Ke Dard Bhi Dekho Waheen Se Nikla Hai

Wo Jo Hamesha Mere Ashk Punchhti Hee Rahi
Wo Dekho Saanp Usi Aasteen Se Nikla Hai


bahut khoobsurat likha hai aapne....par yeh 2 sher dil ke bahut kareeb rhe...!!


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#9)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
25th May 2012, 09:39 AM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Arbab-e-Zauq Ko Aadaab………..!
Kuch Adnaa Khayalaat Ko Qirtaas-e-Qalam Karnay Ki Koshish Ki Hai….. Ummid Hai Pasand Aaye Gi…..

GHAZAL

Jo Aah-o-Naala Sa Qalb-e-Huzeen Se Nikla Hai
Ye Wo Shajar Hai Jo Banjar Zameen Se Nikla Hai

Dareeda Daman-e-Dil Tha Jahaan Se Ae Logo
Tadap Ke Dard Bhi Dekho Waheen Se Nikla Hai

Jo Bazm-e-Yaar Me Shaamil Nahi Aduu Koi
To Phir Ye Teer Bhala Kis Kameen Se Nikla Hai

Wo Jo Hamesha Mere Ashk Punchhti Hee Rahi
Wo Dekho Saanp Usi Aasteen Se Nikla Hai

NA-janay Kitnay Azaabon Se De Gaya Hai Nijaat
Ye Aik Sajda Jo Meri Jabeen Se Nikla Hai

Main Manta Hun Ke AHMAD Hai Qol Ka Pakka
Ye Aitaraaf Lab-e-Nukta-Cheen Se Nikla Hai

AHMAD ALI SHAKIL
behtreen ghazal shakil sahib................sar se pa talak....................matlaa mujhe sabse khaas lagaa...............reps++++++++++++
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
30th May 2012, 11:55 PM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Arbab-e-Zauq Ko Aadaab………..!
Kuch Adnaa Khayalaat Ko Qirtaas-e-Qalam Karnay Ki Koshish Ki Hai….. Ummid Hai Pasand Aaye Gi…..

GHAZAL

Jo Aah-o-Naala Sa Qalb-e-Huzeen Se Nikla Hai
Ye Wo Shajar Hai Jo Banjar Zameen Se Nikla Hai

Dareeda Daman-e-Dil Tha Jahaan Se Ae Logo
Tadap Ke Dard Bhi Dekho Waheen Se Nikla Hai

Jo Bazm-e-Yaar Me Shaamil Nahi Aduu Koi
To Phir Ye Teer Bhala Kis Kameen Se Nikla Hai

Wo Jo Hamesha Mere Ashk Punchhti Hee Rahi
Wo Dekho Saanp Usi Aasteen Se Nikla Hai

NA-janay Kitnay Azaabon Se De Gaya Hai Nijaat
Ye Aik Sajda Jo Meri Jabeen Se Nikla Hai

Main Manta Hun Ke AHMAD Hai Qol Ka Pakka
Ye Aitaraaf Lab-e-Nukta-Cheen Se Nikla Hai

AHMAD ALI SHAKIL

Wwaahh!! Subhanallah!! Kamaal ki ghazal kahi Ahmad ji. Har tarah se ala darje ki hai !!! Dheron daad aur mubarakbaad is nayab kalaam par.
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com