Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
"Chalo Yahaan Se Chalen Aur Umr Bhar Ke Liye"
Old
  (#1)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
"Chalo Yahaan Se Chalen Aur Umr Bhar Ke Liye" - 26th January 2013, 03:06 PM

Arbaab-e-Zauq Ko Aadaab….!

Aik Misra-e-Tarah Par Meri Jaanib Se Aik Haqeer Si Kaawish Pesh Hai…..

Kisi Dareechay, Kisi Deewaar Aur Dar Ke Liye
Main Taa-hayaat Bhatakta Raha Hun Ghar Ke Liye

Yahan Naheen Koi Jazbon Ki Ramz Se Waaqif
"Chalo Yahaan Se Chalen Aur Umr Bhar Ke Liye"

Hai Ibtidaaye Muhabbat, Abhi To Sach Bolo
Abhi To Umr Parri Hai Agar Magar Ke Liye

Mera KHUDA Meri Niyyat Se Khoob Hai Waaqif
Aduu Ke Dar Pe Gaya Tha Main Dar-Guzar Ke Liye

Bila-Shubaa Ye Inaayat Hai Aap ki Hum Par
Wagarna Kaun Nibhaata Hai Umr Bhar Ke Liye

Wo Jis Ki Chaaon Ne Tum Ko Amaan Di Barson
Koi To Saaya Banay Ab Usi Shajar Ke Liye

Karay Jo Zer-o-Zabar Kaayinaat-e-Dil AHMAD
Meri Talaash Hai Us Piyaar Ki Nazar Ke Liye

AHMAD ALI SHAKIL




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Parwaazz
Aazaad Panchi
Parwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really niceParwaazz is just really nice
 
Parwaazz's Avatar
 
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 17
26th January 2013, 04:11 PM

Shakil Sahaab Aadaab!


Bahut khoob kalaam kahi hai janab... dheroN daad O mubbarakbad kabul kijiye..

Matla aur maqta khoob raha janab...
Aur yeH sher bhi umdaa hai daad..


Wo Jis Ki Chaaon Ne Tum Ko Amaan Di Barson
Koi To Saaya Banay Ab Usi Shajar Ke Liye



Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti

Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti

   
Reply With Quote
Old
  (#3)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
26th January 2013, 07:35 PM

aadaab Shakeel bhai,

ek baar phir ne aapne ek nayaab Ghazal mehfil ke hawaale ki hai

daad ke liye alfaaz hi nahiiN haiN!


mat'laa mujhe bohat pasaNd aaya, apna sa lagaa


bohat shukriya aur aate raha kareiN


rab raakha
maikash


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#4)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
27th January 2013, 08:47 AM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Arbaab-e-Zauq Ko Aadaab….!

Aik Misra-e-Tarah Par Meri Jaanib Se Aik Haqeer Si Kaawish Pesh Hai…..

Kisi Dareechay, Kisi Deewaar Aur Dar Ke Liye
Main Taa-hayaat Bhatakta Raha Hun Ghar Ke Liye

Yahan Naheen Koi Jazbon Ki Ramz Se Waaqif
"Chalo Yahaan Se Chalen Aur Umr Bhar Ke Liye"

Hai Ibtidaaye Muhabbat, Abhi To Sach Bolo
Abhi To Umr Parri Hai Agar Magar Ke Liye

Mera KHUDA Meri Niyyat Se Khoob Hai Waaqif
Aduu Ke Dar Pe Gaya Tha Main Dar-Guzar Ke Liye

Bila-Shubaa Ye Inaayat Hai Aap ki Hum Par
Wagarna Kaun Nibhaata Hai Umr Bhar Ke Liye

Wo Jis Ki Chaaon Ne Tum Ko Amaan Di Barson
Koi To Saaya Banay Ab Usi Shajar Ke Liye

Karay Jo Zer-o-Zabar Kaayinaat-e-Dil AHMAD
Meri Talaash Hai Us Piyaar Ki Nazar Ke Liye

AHMAD ALI SHAKIL
Waaahhh Ahmad bhai.... kya baaat hai ... bahot khoob ghazal pesh ki hai aaapne.... paadh kaar kyaa bataauN kitnaa lutf mil raha aahi... sar se paaa talak khoobsurat kalaam.... bahot acchey............. likhte raheN..
khush raheN...

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
27th January 2013, 01:57 PM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Arbaab-e-Zauq Ko Aadaab….!

Aik Misra-e-Tarah Par Meri Jaanib Se Aik Haqeer Si Kaawish Pesh Hai…..

Kisi Dareechay, Kisi Deewaar Aur Dar Ke Liye
Main Taa-hayaat Bhatakta Raha Hun Ghar Ke Liye

Yahan Naheen Koi Jazbon Ki Ramz Se Waaqif
"Chalo Yahaan Se Chalen Aur Umr Bhar Ke Liye"

Hai Ibtidaaye Muhabbat, Abhi To Sach Bolo
Abhi To Umr Parri Hai Agar Magar Ke Liye

Mera KHUDA Meri Niyyat Se Khoob Hai Waaqif
Aduu Ke Dar Pe Gaya Tha Main Dar-Guzar Ke Liye

Bila-Shubaa Ye Inaayat Hai Aap ki Hum Par
Wagarna Kaun Nibhaata Hai Umr Bhar Ke Liye

Wo Jis Ki Chaaon Ne Tum Ko Amaan Di Barson
Koi To Saaya Banay Ab Usi Shajar Ke Liye

Karay Jo Zer-o-Zabar Kaayinaat-e-Dil AHMAD
Meri Talaash Hai Us Piyaar Ki Nazar Ke Liye

AHMAD ALI SHAKIL
Masha Allah.....behad khoobsurat ghazal hai ahmad sahab....dheroN daad qubool kijiye...




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#6)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
6th February 2013, 12:12 PM

Quote:
Originally Posted by Parwaazz View Post
Shakil Sahaab Aadaab!


Bahut khoob kalaam kahi hai janab... dheroN daad O mubbarakbad kabul kijiye..

Matla aur maqta khoob raha janab...
Aur yeH sher bhi umdaa hai daad..


Wo Jis Ki Chaaon Ne Tum Ko Amaan Di Barson
Koi To Saaya Banay Ab Usi Shajar Ke Liye
Parwaaz JI............!

Aap Shaaz-o-Naadar Hee Is KHaksaar Ki Bazm Me Aatay HAin...
Aaj Aap Ko Apni Bazm me Dekh Kar KHushi Hui ...
Aap Ki Daaad Par Tah-e-Dil se mashkoor Hun....

Sada Khush Rahiye




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
6th February 2013, 12:16 PM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post
aadaab Shakeel bhai,

ek baar phir ne aapne ek nayaab Ghazal mehfil ke hawaale ki hai

daad ke liye alfaaz hi nahiiN haiN!


mat'laa mujhe bohat pasaNd aaya, apna sa lagaa


bohat shukriya aur aate raha kareiN


rab raakha
maikash
Maikash JI..........!

Aap Ke Khuloos Ki Main Tah-e-Dil Se Qadr Karta Hun...
Aap Ne Is Khaksaar KE Kalaam Par Nazar Ki .. Aur Hausla-afzaayi Farmaayi , Ye Aap Ki Inaayat Hai...
MAshkoor-o-MAmnoon HUn....

Sada KHush Rahiye




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
6th February 2013, 12:19 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Waaahhh Ahmad bhai.... kya baaat hai ... bahot khoob ghazal pesh ki hai aaapne.... paadh kaar kyaa bataauN kitnaa lutf mil raha aahi... sar se paaa talak khoobsurat kalaam.... bahot acchey............. likhte raheN..
khush raheN...

Shaad...
Janab Sameer Shaad Sahab....!

Aap Ka HUsn-e-Zann Hai Jo Aap Ne Is Kalaam KO Pasand KIa....
Aap Ki Daaaad Sar Aankhon Par....

Sada KHush Rahiye..

Yunhi Saath Banaaye Rakhiye




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
6th February 2013, 12:25 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Masha Allah.....behad khoobsurat ghazal hai ahmad sahab....dheroN daad qubool kijiye...
Zainy JI.....!

Aap Ki Daaad Par Tah-e-Dil Se MAshkoor Hun aap Ka....

Sada KHush Rahiye Aur Yunhi Saath Banaaye Rakhiye




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
10th February 2013, 07:22 PM

la jawaab moHteram ,

sabhi asha'aar behtreen haiN , daad qabool fermaaieN
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#11)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
10th February 2013, 08:24 PM

mujeeb bhai, fir se badiya shayri ka nazrana pesh kiya hai aapne, bahut khoob kalaam laga aapka. Dil se daad hazir hai.



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#12)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
11th February 2013, 07:47 AM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
[B][SIZE=3][FONT=Garamond]

Kisi Dareechay, Kisi Deewaar Aur Dar Ke Liye
Main Taa-hayaat Bhatakta Raha Hun Ghar Ke Liye

Yahan Naheen Koi Jazbon Ki Ramz Se Waaqif
"Chalo Yahaan Se Chalen Aur Umr Bhar Ke Liye"

Hai Ibtidaaye Muhabbat, Abhi To Sach Bolo
Abhi To Umr Parri Hai Agar Magar Ke Liye

Mera KHUDA Meri Niyyat Se Khoob Hai Waaqif
Aduu Ke Dar Pe Gaya Tha Main Dar-Guzar Ke Liye

Bila-Shubaa Ye Inaayat Hai Aap ki Hum Par
Wagarna Kaun Nibhaata Hai Umr Bhar Ke Liye

Wo Jis Ki Chaaon Ne Tum Ko Amaan Di Barson
Koi To Saaya Banay Ab Usi Shajar Ke Liye

Karay Jo Zer-o-Zabar Kaayinaat-e-Dil AHMAD
Meri Talaash Hai Us Piyaar Ki Nazar Ke Liye

AHMAD ALI SHAKIL
WaaH ! Nihayat Khoob !!

BehtareeN Ashaar ... Bakamaal Ghazal

Dilee Mubaaraqbaad AHMAD SHAKIL JI !!!




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com