Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
To main ne dekha (aik tarhee ghazal)
Old
  (#1)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
To main ne dekha (aik tarhee ghazal) - 5th October 2013, 01:14 PM

Arbaab-e-Zauq Ko Aadaab…!Dosto…! Janab Muneer Niyazi Sahab Ke Misra "Nazar Se Dil Ka Ghubaar Utra TO Main Ne Dekha" Par Meri Aik Kaawish Pesh Hai…Apni Besh-Qeemat Raaye Se Zaruuuur Nawaaziye Ga….



NAZAR SE DIL KA GHUBAAR UTRA TO MAIN NE DEKHA


Muhabbaton Ka Bukhaar Utraa To Main Ne Dekha
Bahaar Rut Ka Khumaar Utraa To Main Ne Dekha


Tumharay Seenay Ka Karb Sara Jo Mere Dil Me
Qataar Andar Qataar Utra To Me Ne Dekha


Wo Chaand Jo Meri Hasraton Ka Raha Hai Mehvar
Wo Mere Aangen Ke Paar Utra To Main Ne Dekha


Yaqiin Nahi Tha Mujhay Muhabbat Ke Moajazon Par
Magar Jo Dil Me Qaraar Utra To Me Ne Dekha


Tumharay Aanay Se Mere Weeran Dil Me JanaN
Jo Phir Se Rang-e-Bahaar Utra To Main Ne Dekha


Bahot Se Apne The Aasteenon Ke Saanp Hee Bass
Nazar Se Dil Ka Ghubaar Utra To Me Ne Dekha



AHMAD ALI SHAKIL
Attached Thumbnails
Click image for larger version

Name:	To Main Ne Dekha.gif
Views:	111
Size:	18.7 KB
ID:	3001  




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL

Last edited by AHMAD SHAKIL; 5th October 2013 at 01:21 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
5th October 2013, 07:32 PM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Arbaab-e-Zauq Ko Aadaab…!Dosto…! Janab Muneer Niyazi Sahab Ke Misra "Nazar Se Dil Ka Ghubaar Utra TO Main Ne Dekha" Par Meri Aik Kaawish Pesh Hai…Apni Besh-Qeemat Raaye Se Zaruuuur Nawaaziye Ga….



NAZAR SE DIL KA GHUBAAR UTRA TO MAIN NE DEKHA


Muhabbaton Ka Bukhaar Utraa To Main Ne Dekha
Bahaar Rut Ka Khumaar Utraa To Main Ne Dekha


Tumharay Seenay Ka Karb Sara Jo Mere Dil Me
Qataar Andar Qataar Utra To Me Ne Dekha


Wo Chaand Jo Meri Hasraton Ka Raha Hai Mehvar
Wo Mere Aangen Ke Paar Utra To Main Ne Dekha


Yaqiin Nahi Tha Mujhay Muhabbat Ke Moajazon Par
Magar Jo Dil Me Qaraar Utra To Me Ne Dekha


Tumharay Aanay Se Mere Weeran Dil Me JanaN
Jo Phir Se Rang-e-Bahaar Utra To Main Ne Dekha


Bahot Se Apne The Aasteenon Ke Saanp Hee Bass
Nazar Se Dil Ka Ghubaar Utra To Me Ne Dekha



AHMAD ALI SHAKIL

Ahmad Shakil bhai ko khaaksaar ka aadaab.... Muddat hui thi aapki ghazal se mehroom thaa, aaj aaapne yeh tohfaa pesh kar ke mujhe masarrat haasil karne ka sabab diyaa hai... aapki ghazal ek nayaab kaarigari hai... har sher itna lutfandoz hai, itni gahraai samete hue hai ke bayaani ke baahar ki baat hai..... meri jaanib se behad daad ka nazraana peshe aqeedat hai aur behad mubaarak ho aapko .....

jis ghazal ki zameen par aapne ye kalaam baandha hai wo meri kuch chand pasandeeedah ghazlon me ek hai......

"Chaman me range bahaar utraa to maine dekhaa...."

aapki ghazal ka har sher muqammal hai aur behad ummdah hai... mujhe chand sher jo behad se behad pasand aaye wo neeche likh raha hoon..


Wo Chaand Jo Meri Hasraton Ka Raha Hai Mehvar
Wo Mere Aangen Ke Paar Utra To Main Ne Dekha


Tumharay Aanay Se Mere Weeran Dil Me JanaN
Jo Phir Se Rang-e-Bahaar Utra To Main Ne Dekha


ek baar fir se bahot si daad... aaate raheN, likhte raheN....

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
7th October 2013, 12:12 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Ahmad Shakil bhai ko khaaksaar ka aadaab.... Muddat hui thi aapki ghazal se mehroom thaa, aaj aaapne yeh tohfaa pesh kar ke mujhe masarrat haasil karne ka sabab diyaa hai... aapki ghazal ek nayaab kaarigari hai... har sher itna lutfandoz hai, itni gahraai samete hue hai ke bayaani ke baahar ki baat hai..... meri jaanib se behad daad ka nazraana peshe aqeedat hai aur behad mubaarak ho aapko .....

jis ghazal ki zameen par aapne ye kalaam baandha hai wo meri kuch chand pasandeeedah ghazlon me ek hai......

"Chaman me range bahaar utraa to maine dekhaa...."

aapki ghazal ka har sher muqammal hai aur behad ummdah hai... mujhe chand sher jo behad se behad pasand aaye wo neeche likh raha hoon..


Wo Chaand Jo Meri Hasraton Ka Raha Hai Mehvar
Wo Mere Aangen Ke Paar Utra To Main Ne Dekha


Tumharay Aanay Se Mere Weeran Dil Me JanaN
Jo Phir Se Rang-e-Bahaar Utra To Main Ne Dekha

ek baar fir se bahot si daad... aaate raheN, likhte raheN....

Shaad....
Janab Mohtaram Sameer Shaad Sahab.......!
AADAAAB....!

Aap Ke KHulooooooooos Aur MUhabbat Par Be-had Khushi HUi........ Aur Aap Ne Jis Andaa Me Is KHaksaar Ke IS Adnaaaaa Kalaam Ko DAAAAAAAD Se Nawaaaaza HAi, Wo Bilaa-Shuba Aapki Zarra-nawaazi Hai....
Main Tah-e-Dil Se Aapka Mashkoor-o-Mamnoon Hun.....

ALLAH PAAK AAPKO SHADAAB RAKHAY




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
11th October 2013, 08:25 PM

Ahmad ji aadaab ... ek arsy ke baad aap ke qalaam ko padhne ka lutf haasil hua hai .... aur us par ye ek shaandaar aur pur jamaal peshkash, jismein rawaangee hai khuloos hai husn hai... saare aashaar ek se badh ke ek lage .... meri jaanib se beshumaar daad aap ko ... duaon ke saath ... Zarraa
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
14th October 2013, 10:58 AM

Ahmad bhai..........bahut khoob likha aapne, sabhi ahsaas acche lge.


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com