Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
kissa ik ajeeb muhobbat ka!!!
Old
  (#1)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Love kissa ik ajeeb muhobbat ka!!! - 22nd October 2009, 12:05 AM


Mere jaane se yeh mehfil toh na uth jaayegee
Muskuraata dekh mujhe tum koi hairaani na karo

Riwayat aane-jaane ki rahi hai saddiyoN se
Jata dekh mujhe tum jism se apne jaaN be-gaani na karo

Main toh umroN se hi raha hu be-imaan
Jud jaane ki mujhse dekho tum koi nadaani na karo

Main toh ik banjaara hu hawa ke sang chalta hu
Saath chalne ki mere tum zidd koi bach-kani na karo

Aana mera aur phir chale jaana yeh toh ik dastoor puraana hai
Iss dastoor se dekho tum koi chhed-khani na karo

Bharam achhe haiN dil ke behlane ko
Sach maan inhe aankh band karne ki tum koi nadaani na karo

Tum ik kushnuma hissa ho meri Zindagi ka
Rok mujhe mere khayalatoN ko tum be-mani na karo

Main toh phir aaunga badalte kisi Mausam ke saath
Tum mera intzaar mat karna......
Iss rishte ko tum koi kahaani na karo

Waqt jo ke chala hai gaya woh ab laut nahi aane wala
Likhe taqdeer ke lafzon ki dekho tum na-farmani na karo


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#2)
amit7600
Registered User
amit7600 is just really niceamit7600 is just really niceamit7600 is just really niceamit7600 is just really niceamit7600 is just really nice
 
Offline
Posts: 484
Join Date: Oct 2009
Location: Kolkata-City of Joy
Rep Power: 19
22nd October 2009, 02:20 AM

"Main toh umroN se hi raha hu be-imaan
Jud jaane ki mujhse dekho tum koi nadaani na karo".......
"Aana mera aur phir chale jaana yeh toh ik dastoor puraana hai
Iss dastoor se dekho tum koi chhed-khani na karo".....
"Main toh ik banjaara hu hawa ke sang chalta hu
Saath chalne ki mere tum zidd koi bach-kani na karo"







Kisi ki Julfo me Qaid kar jo dil ko chale aate hai
Unke kisse itihaas ke panno me jabt ho jate hai.....

Na Bolo in Bekar ki Baato ko, Aane jaane ki Bate fir kisi aur din karo
Naadani bemani nahi hoti apne jajbato ke saath itni to Baimani na karo
Banjaro ko bhi Hawa ka saath chaiye Bhavro ko bhi Shaama ka Haath Chaiye
Itihaas Jo Baane hai vo to ban hi jaynge, kahaniya jo likhni hai vo to likhi hi jaygi
apne dil ko in halki fulki baato se behalane ki nadani mat karo.....

(Samjaha nahi raha hu...darkhawast kar raha hu.....)


amit7600
Aandhiya Gam Ki Chalegi To Sawar Jaoonga Me
Mai To Dariya Hu Samoondar Me Utar Jaaonga Me
Mujhe Suli Pe Chadane Ki Jaroorat Kya Hai Logo
Mere Haato Se Kalam Cheen Lo Yuhi Mar Jaoonga Me


(When i received You in my heart everything changed for me)

Last edited by amit7600; 22nd October 2009 at 02:42 AM..
  Send a message via Yahoo to amit7600  
Reply With Quote
Old
  (#3)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Thumbs up 22nd October 2009, 08:22 PM

Quote:
Originally Posted by amit7600 View Post
"Main toh umroN se hi raha hu be-imaan
Jud jaane ki mujhse dekho tum koi nadaani na karo".......
"Aana mera aur phir chale jaana yeh toh ik dastoor puraana hai
Iss dastoor se dekho tum koi chhed-khani na karo".....
"Main toh ik banjaara hu hawa ke sang chalta hu
Saath chalne ki mere tum zidd koi bach-kani na karo"







Kisi ki Julfo me Qaid kar jo dil ko chale aate hai
Unke kisse itihaas ke panno me jabt ho jate hai.....

Na Bolo in Bekar ki Baato ko, Aane jaane ki Bate fir kisi aur din karo
Naadani bemani nahi hoti apne jajbato ke saath itni to Baimani na karo
Banjaro ko bhi Hawa ka saath chaiye Bhavro ko bhi Shaama ka Haath Chaiye
Itihaas Jo Baane hai vo to ban hi jaynge, kahaniya jo likhni hai vo to likhi hi jaygi
apne dil ko in halki fulki baato se behalane ki nadani mat karo.....

(Samjaha nahi raha hu...darkhawast kar raha hu.....)


Amit bhai,

Bahut khoob likha hai, maza aa gaya padh ke....
Inn panktiyo.n ki main jawaab de tauheen nahi karunga....
Sach mein behad khoobsurat hain, shayad seedhe dil se nikli hain.

Aap hme samjha bhi sakte hain janaab, bilkul yeh aap ka haq hai, kyonki aap mujhe padhne ke baad apne ehsaas likh rahe hain...

Waise main kabhi bhi kisi samjhaish ko iss tarah nahi leta ki dusra vyakti mujhe nahi samjha sakta...agar aisi baat hoti to phir kya main khuda nahi hota???

Bhai aapke ehssas khoobsurat hain lekin iss taraf aisi koi baat nahi ke samjhaane ki naubat aaye
Main toh har rang ko dekhne aur mehsoos krne ke liye likhta hu aur isse likhte waqt main ek aise aadmi ki kalpna kar raha tha jo ki ek bada egoist ho aur apni premika ki na samajh raha ho.....

Kyonki duniya mein aise kai aadmi dekhe hain to har rang ko touch krne ke liye kabhi kuch to kabhi kuch ban kar ya samajh kar likhne ki koshish karta hu...

Aur aap se umm'eed karta hu ki aap mujhe har baar aise hi aapni rae se meri chitrkaari ko nikhaarne me madad karenge....Bhai saheb maine isse chitrkaari issliye likha hai kyonki likhte waqt main apni kalpna me kai chitr banata hu phir unko mehsoos karta hu aur phir aankh band kar ke likhta hu, hai to ye ajeeb baat lekin mere saath ye aise hi hai...

Aapka bahut bahut shukriya...
Vikram Jethi


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#4)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
22nd October 2009, 08:32 PM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post

Mere jaane se yeh mehfil toh na uth jaayegee
Muskuraata dekh mujhe tum koi hairaani na karo

Riwayat aane-jaane ki rahi hai saddiyoN se
Jata dekh mujhe tum jism se apne jaaN be-gaani na karo

Main toh umroN se hi raha hu be-imaan
Jud jaane ki mujhse dekho tum koi nadaani na karo

Main toh ik banjaara hu hawa ke sang chalta hu
Saath chalne ki mere tum zidd koi bach-kani na karo

Aana mera aur phir chale jaana yeh toh ik dastoor puraana hai
Iss dastoor se dekho tum koi chhed-khani na karo

Bharam achhe haiN dil ke behlane ko
Sach maan inhe aankh band karne ki tum koi nadaani na karo

Tum ik kushnuma hissa ho meri Zindagi ka
Rok mujhe mere khayalatoN ko tum be-mani na karo

Main toh phir aaunga badalte kisi Mausam ke saath
Tum mera intzaar mat karna......
Iss rishte ko tum koi kahaani na karo

Waqt jo ke chala hai gaya woh ab laut nahi aane wala
Likhe taqdeer ke lafzon ki dekho tum na-farmani na karo
qafiya to milaya apne.........
ek aur cheez par nazar rahiye........el line bahut badi ya choti na karein....

koshish kijiye ki har line ki length pahle line jaisi ho......

shayri me shumaar karna hai apko apne kalaam ko to kuch tarteeb ke hisab se chalna hoga aapko........

nahi to ap is section ko shayri nahi , ek shout box ki tarah istemaal kar rahe hai aisa ho jayega.........

mai apke acche ke liye kah raha hu...kyuki mujhe ap jara serious dikh rahe hai.........varna na kahta.....
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Thumbs up 22nd October 2009, 09:25 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
qafiya to milaya apne.........
ek aur cheez par nazar rahiye........el line bahut badi ya choti na karein....

koshish kijiye ki har line ki length pahle line jaisi ho......

shayri me shumaar karna hai apko apne kalaam ko to kuch tarteeb ke hisab se chalna hoga aapko........

nahi to ap is section ko shayri nahi , ek shout box ki tarah istemaal kar rahe hai aisa ho jayega.........

mai apke acche ke liye kah raha hu...kyuki mujhe ap jara serious dikh rahe hai.........varna na kahta.....
Zidd Saheb,

Durust kaha hai aapne,
Mujhe bhi khud mein yeh kami mehsoos hui...Koshish karunga iss par kaam karne ki aur isse durust karne ki....

Shikayat hai aapse ke aap yeh kyon likhte hain ki bura mat maniyega..
yeh to meri khushkismati hai ki mujhe koi bata raha hai....
Sirf tareef lene ke liye likhna nahi chahta, kabhi badhiya toh kabhi khraab nazme toh banti hi rehti hain....

Agar yeh baat hoti to open forum me nahi aata aur nahi kehta aapko ki apni rae deN....Mujhe pata hai ke jab koi kami khalti hai to ek jaankaar khud ko rok nahi paata...

Aapki rae sar-aankhoN pe janaab

Vikram Jethi...


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
22nd October 2009, 09:48 PM

Vikram jee
ziddi jee ke baat se main sehmat hun
aapki ehesaas bahot achha hai
bas usko achhi surat dijiye

paresan na huiye
waqt ke saath aap bhi umdaa shayar ban jaoge
yeh mahfil har kisiko ek pehchaan de deti hai
ek din aapko bhi sab shayar kahenge
aameen

take care
Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
24th October 2009, 05:38 PM

Vikram jii aadaab.............

Janab aapko padhker aise nahi lagata ke aap ekdum nausikhiye hai...... kafi khoobsurat ahsaas hai aapke aur bayan bhi behad khoob kiya hai aapne.....

aapko padhne ke bad yeh to jaan gaya huN ke aapko likhane ka kafi ilm hai but kuch baaten hai jo dheere dheere sikh jayenge.... Aur yahan aapko baar baar instructions dene humare Bhai logs hai jo dete rahenge... aur hum sikhate rahenge...

Aapki tehreer behad dilchasp aur behad khoob rahi... sabhi lines ek ki bayani achchi hai ek baat drurst hai jo ZIdd sahab farmaye...
Aage dhayan rakhiye aur aapne kalam se ruberu karate rahiye....


Likhate rahiye
Khush rahiye
Khuda Hafez...


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#8)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Love 25th October 2009, 05:20 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Vikram jii aadaab.............

Janab aapko padhker aise nahi lagata ke aap ekdum nausikhiye hai...... kafi khoobsurat ahsaas hai aapke aur bayan bhi behad khoob kiya hai aapne.....

aapko padhne ke bad yeh to jaan gaya huN ke aapko likhane ka kafi ilm hai but kuch baaten hai jo dheere dheere sikh jayenge.... Aur yahan aapko baar baar instructions dene humare Bhai logs hai jo dete rahenge... aur hum sikhate rahenge...

Aapki tehreer behad dilchasp aur behad khoob rahi... sabhi lines ek ki bayani achchi hai ek baat drurst hai jo ZIdd sahab farmaye...
Aage dhayan rakhiye aur aapne kalam se ruberu karate rahiye....


Likhate rahiye
Khush rahiye
Khuda Hafez...
Khwahish saaheb,

Aapki hausla afzai aur izzat afzai ka bahut bahut Shukriya...
Aap theek farma rahe haiN, aap ki rae mere liye ehmiyat rakhti hai, app apni rae Aise hi dete raheN...

Khuda hafiz
Vikram Jethi


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#9)
asdfgh
Guest
 
Posts: n/a
26th October 2009, 12:02 PM

bahut khoob vikram ji... Thanx fo sharing..
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Smile 26th October 2009, 06:40 PM

Quote:
Originally Posted by Buland Shayar View Post
bahut khoob vikram ji... Thanx fo sharing..
Shukriya bhaijaan,
Aap agar issi tarha aate rahe aur mera hausla Buland karte rahe to yakeeN maniye Buland saheb Kabhi na Kabhi chahe ek baar hi sahi achha zaroor likh jaunga......

Vikram


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#11)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
27th October 2009, 12:33 AM

Vikram Jii,,

Aik achi koshish per dil say daad qabool kijiye...

Likhtay rahiye,,

Take care,,

Regardz,
HSN


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Love 27th October 2009, 01:22 AM

Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed View Post
Vikram Jii,,

Aik achi koshish per dil say daad qabool kijiye...

Likhtay rahiye,,

Take care,,

Regardz,
HSN

Hassan ji,
Aapki zranawaazi ka bahut bahut Shukriya......

Aapki dil rakhne ki adaa Achhi lagi, varna to yeh khaaksaar Khud ilm rakhta hai ke ye koi kabile tareeff tehreer ho, lekin jab
Kalam chale to mujhe lagta hai usse bin rok tok ke chalne dena chahiye......
Khair Aapka bahut bahut Shukriya ke aapne Waqt nikal isse pdha hi nahi balki mujhe apni azeem rae se bhi nawaza hai....

Shukriya....
Vikram


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com