Zakham jo aapki inaayat hai...[Jagjit jee and chitra jee ] -
24th October 2005, 12:02 AM
Zakham jo aapki inaayat hai
Ish nishaani ko naam kya de hum
Pyaar deewar banke reh gaya hai
Ish kahaani ko naam kya de hum
Aap illzam dhar gaye hum par
Ek ehsaan kar gaye hum par
Aapki ye bhi meharbaani hai
Meharbaani ko naam kya de hum
Pyaar deewar banke reh gaya hai
Ish kahaani ko naam kya de hum
Aapko yu hi zindgi samjha
Dhoop ko humne chandni samjha
Bhool hi bhool jiski aadat hai
Ish jawani ko naam kya de hum
Pyaar deewar banke reh gaya hai
Ish kahaani ko naam kya de hum
Raat sapna bahaar ka dekha
Din hua to gubaar sa dekha
Bewfa waqt bejubaa nikala
bejubaani ko naam kya de hum
Pyaar deewar banke reh gaya hai
Ish kahaani ko naam kya de hum
Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha
Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
|