Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Aur wo VEHAM bataate Rahe....!
Old
  (#1)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Red face Aur wo VEHAM bataate Rahe....! - 30th August 2006, 05:11 PM

Adaab ek arse baad...

Hum alag sahi aaj ke daur maiN... par kaise bhooluN maiN wo raaheN... chalte the sath kadam chalti thi sang sanseN...batao kya badla hai is jindgi main... pehle jagte the tere pyar maiN, abbas intzaar maiN kat-ti hai raateN, mil leta tha tujhse tab roobroo, aur ab tasveer se hoti hai bateN.. tabhi mera dil tere liye aaj bhi dhadakta hai... tere naam pe na jane kitna tadapta hai.. kehta hai tujhe jab koi bewafa... roti hai meri aankheN.. haN sach roti hai meri aaNkheN..........

`~``~``~``~``~``~``~``~``~``~``~``~``~``~`

Bewafa na wo na MaiN, hum apne karam nibahte rahe…
MaiN sehta raha sitam sare, aur wo sitam dhaate rahe…

Kis baat ki kahani kahuN, kis baat ke fasaane sunauN…
Liktha raha naam jo dil pe, wo dil se sanam mitate rahe…

Is gali phir us gali maiN, pairoN par Zulm karte chala..
kehta gaya apna unhe,wo gairoN ko aham*bataate rahe…

*Khaas, important person

NazroN maiN bache ehsaas uski nishani bana sambahle…
Mai roya gham-e-judai pe, wo noor-e-chashm*bahate rahe…

* aankhoN ki chamak,

Pyaasi raahoN se kya poochuN pata dar-e-mohabbat ka…
Rahe sambhalte kaantoN par, wo beraham bichaate rahe…

Aasra unka kahaN khuda bhi jo kiye ‘saccha_pyar’ yahaN…
Hum mit gaye chahat mai unki, aur wo veham*batate rahe…

HaaN bewafa wo kaise, usne bewafai se wafa to ki yaar..
Illat*meri bhi khoob kaho, wafa unse hardam nibhate rahe…

*Aadat

Kunaal -: 30-8-2006

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..

Last edited by KunaaL; 30th August 2006 at 05:14 PM..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Re: Aur wo VEHAM bataate Rahe....!
Old
  (#2)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
Re: Aur wo VEHAM bataate Rahe....! - 30th August 2006, 06:20 PM

Bewafa na wo na MaiN, hum apne karam nibahte rahe…
MaiN sehta raha sitam sare, aur wo sitam dhaate rahe…

waah kya baat hai...............

Is gali phir us gali maiN, pairoN par Zulm karte chala..
kehta gaya apna unhe,wo gairoN ko aham*bataate rahe…

NazroN maiN bache ehsaas uski nishani bana sambahle…
Mai roya gham-e-judai pe, wo noor-e-chashm*bahate rahe…

noore shashm bhai wahh

Pyaasi raahoN se kya poochuN pata dar-e-mohabbat ka…
Rahe sambhalte kaantoN par, wo beraham bichaate rahe…

oye kya baat hai grt

Aasra unka kahaN khuda bhi jo kiye ‘saccha_pyar’ yahaN…
Hum mit gaye chahat mai unki, aur wo veham*batate rahe…

waaaaaaaaaaah maza aa gaya..........aur wo veham*batate rahe

HaaN bewafa wo kaise, usne bewafai se wafa to ki yaar..
Illat*meri bhi khoob kaho, wafa unse hardam nibhate rahe…

*Aadat

kunal sahab

aaj maine pahle baar aapko pada hai... pata nahi itne dino se kyoun nahi main aapko pad paya......... kamal ke shayar hain aap
ithni saralta se itni gahri baat kahte hai... ki sidhi dil me utar jaye... khaskar ke aapke urdu shawado ko use karne ka tareek behad badiya hai.....
aapki is gazal pe dil se meri daad kaboor kigiyega

dilip jain

" Dilip " -Ek Adhoora khwab

Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
30th August 2006, 07:05 PM

bade bhai ko ek baar fir se chote ka aadaab,

bhai ek baar fir se wahi khamosh sa kar dene wala kalaam pesh kiya hai aapne.dil ki gehraaiyon ko choo gaya ye kalaam.iske matle ne hi maar dala humko.bas padha aur dil me ghar kar gaya.fir se wahi dil cheer shayri.bahut ahcha laga aapko fir se usi rang me ranga dekh kar.umeed karta hun ki aage v aap yunhi likhte rahenge taki hum jaise nacheezon ko kuch na kuch seekhne ko milta rahe.......

aapka CHOTA

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
hi
Old
  (#4)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 30th August 2006, 08:22 PM

kunaal ji bhut acha lagga apko parna...ek alag sa ehsaas hua dil ko kush harkat jaggi raakh ke dheer main...ek chingari c roshan huie....bhut umda qalaam har ek share mukamal gazal hai......bass ji kaya kahu .....tusee chha gaye ho janaab......yeh share bhut umda lage......

Bewafa na wo na MaiN, hum apne karam nibahte rahe…
MaiN sehta raha sitam sare, aur wo sitam dhaate rahe…

Kis baat ki kahani kahuN, kis baat ke fasaane sunauN…
Liktha raha naam jo dil pe, wo dil se sanam mitate rahe…

Is gali phir us gali maiN, pairoN par Zulm karte chala..
kehta gaya apna unhe,wo gairoN ko aham*bataate rahe…

appka raj.......

un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#5)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
31st August 2006, 12:04 AM

kunal ji,
waah,bahut khoob.bahut pasAnd aaya aapka yeh kalaam.yeh chand sher to bas chuu gaye dilko,

Is gali phir us gali maiN, pairoN par Zulm karte chala..
kehta gaya apna unhe,wo gairoN ko aham*bataate rahe…

Pyaasi raahoN se kya poochuN pata dar-e-mohabbat ka…
Rahe sambhalte kaantoN par, wo beraham bichaate rahe…

HaaN bewafa wo kaise, usne bewafai se wafa to ki yaar..
Illat*meri bhi khoob kaho, wafa unse hardam nibhate rahe…

najaane kyon bewafa se hi hum dil laga beth te hai??
likhte rahiye.

yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
31st August 2006, 12:49 AM

Bewafa na wo na MaiN, hum apne karam nibahte rahe…
MaiN sehta raha sitam sare, aur wo sitam dhaate rahe…

Kis baat ki kahani kahuN, kis baat ke fasaane sunauN…
Liktha raha naam jo dil pe, wo dil se sanam mitate rahe…

Kyaa baat hai.... well said...

Is gali phir us gali maiN, pairoN par Zulm karte chala..
kehta gaya apna unhe,wo gairoN ko aham*bataate rahe…

NazroN maiN bache ehsaas uski nishani bana sambahle…
Mai roya gham-e-judai pe, wo noor-e-chashm*bahate rahe…

waaaaaaaaah....

Pyaasi raahoN se kya poochuN pata dar-e-mohabbat ka…
Rahe sambhalte kaantoN par, wo beraham bichaate rahe…

Aasra unka kahaN khuda bhi jo kiye ‘saccha_pyar’ yahaN…
Hum mit gaye chahat mai unki, aur wo veham*batate rahe…

waaah.... second sher is really very good...

HaaN bewafa wo kaise, usne bewafai se wafa to ki yaar..
Illat*meri bhi khoob kaho, wafa unse hardam nibhate rahe…

kya baat hai huzoor...

Dear Kunal,

Ek arse baad tumhe padh raha hoon.... vakayi bahut accha likha hai tumne... ek dhaar si hai shabdon me... really well expressed....

Meri dil se daad kubool karna... aur likhte raho aise hi... ab to sabhi aa rahe hain vaapis... tum mat kho jaana

Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
hi
Old
  (#7)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 31st August 2006, 12:57 AM

kunaal mujhe lagta ahia mere pm ka asar aap par bhi ho raha hai,

bahut hi khoob aur behtareen likha hai aap ne,padh kar mazaa aa gaya, tumhe vaapas yaha is family mai dekh kar khushi hui.
ummid hai vaqt nikaal kar aate rahoge ,aur hame tumhe padhane ka mauka milta rahega

dil se daad qabool kare
aise hi likhte raho
regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Re: Re: Aur wo VEHAM bataate Rahe....!
Old
  (#8)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: Re: Aur wo VEHAM bataate Rahe....! - 31st August 2006, 03:10 PM

Quote:
Originally posted by dilip200

kunal sahab

aaj maine pahle baar aapko pada hai... pata nahi itne dino se kyoun nahi main aapko pad paya......... kamal ke shayar hain aap
ithni saralta se itni gahri baat kahte hai... ki sidhi dil me utar jaye... khaskar ke aapke urdu shawado ko use karne ka tareek behad badiya hai.....
aapki is gazal pe dil se meri daad kaboor kigiyega

dilip jain
Shukriya dilip bhai

jo aapne apni nazr-e-karam mujh jaise khak pe ki... meri koshish rehti hai main sade pan maiN shayri karun .. taki kis ko zara si bhi masshakkat na uthani pade ... aapko pasand aayi mere liye ahem baat hai ye .. apna khayal rakhiyega .. stah ki umeed humesha rahegi ...

kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#9)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
31st August 2006, 03:32 PM

mere bhai kunal !

kaise ho ? bahut dinoN ke baad padha tumhe magar wahi dard mauzood hai jo kabhi pehle hua karta tha !

jo log tumhe kareb se jaante haiN tumhare ashaaroN meiN tumhare juzbaatoN ko bakhoobi samjh sakte haiN !

aur jo nahi jaante haiN unhe bechaini zaroor hoti hogi jaane ki ?

khair bahut achha likha hai !

bhai ki tareef Qabool ki jaye !

apna khyaal rakho !

andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
red_ruchika
Registered User
red_ruchika will become famous soon enoughred_ruchika will become famous soon enough
 
red_ruchika's Avatar
 
Offline
Posts: 381
Join Date: Feb 2003
Location: apni dillii
Rep Power: 23
31st August 2006, 07:05 PM

jo bhi hai yaar...likhi bohat dhakad hai!!!well done.sahi main,nice poetry.tc

"sanam" chahe zindagi se bas itna
aik mutthi main kaid kar loon,
yeh aasman hai jitna!"
  Send a message via Yahoo to red_ruchika  
Reply With Quote
Old
  (#11)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
31st August 2006, 09:40 PM

Bewafa na wo na MaiN, hum apne karam nibahte rahe…
MaiN sehta raha sitam sare, aur wo sitam dhaate rahe…

HaaN bewafa wo kaise, usne bewafai se wafa to ki yaar..
Illat*meri bhi khoob kaho, wafa unse hardam nibhate rahe…

Hello My sweet brother

Kaise ho kunal .......aaj tumhara yeh qalam dekh bahut kushi hui....It's really one of the best of ur poetries I have read so far ... the dimension that u have given to this poetry is different and unique....Bewafa na wo na MaiN, hum apne karam nibahte rahe…sach mein such thoughts I have never seen before when any poet writes on words like bewafai...this one is unique in itself....Bahut acha laga itna khoobsurat qakam dekh...apni di ki daad kabul karna

Take care
keep smiling
Tumhari di

Last edited by sukanya; 31st August 2006 at 09:47 PM..
   
Reply With Quote
Re: Aur wo VEHAM bataate Rahe....!
Old
  (#12)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
Re: Aur wo VEHAM bataate Rahe....! - 1st September 2006, 01:20 AM

Bewafa na wo na MaiN, hum apne karam nibahte rahe…
MaiN sehta raha sitam sare, aur wo sitam dhaate rahe…

NazroN maiN bache ehsaas uski nishani bana sambahle…
Mai roya gham-e-judai pe, wo noor-e-chashm*bahate rahe…

* aankhoN ki chamak,

Aasra unka kahaN khuda bhi jo kiye ‘saccha_pyar’ yahaN…
Hum mit gaye chahat mai unki, aur wo veham*batate rahe…

Dear kunaal,

Hope everything is fine at your end. an excellent work... sach me yaar bahut badhiya likha hai. specially liked these above shers... dard bhi aur sachaai bhi, it's always nice to read you. well expressed and it's even better than last time. meri dher saari daad kubul karna aur aaise hi likhte rehna. do take good care of yourself and be happy.

Reply With Quote
Re: Aur wo VEHAM bataate Rahe....!
Old
  (#13)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
Re: Aur wo VEHAM bataate Rahe....! - 1st September 2006, 09:00 AM

Quote:
Originally posted by sacccha_pyar
Adaab ek arse baad...

Hum alag sahi aaj ke daur maiN... par kaise bhooluN maiN wo raaheN... chalte the sath kadam chalti thi sang sanseN...batao kya badla hai is jindgi main... pehle jagte the tere pyar maiN, abbas intzaar maiN kat-ti hai raateN, mil leta tha tujhse tab roobroo, aur ab tasveer se hoti hai bateN.. tabhi mera dil tere liye aaj bhi dhadakta hai... tere naam pe na jane kitna tadapta hai.. kehta hai tujhe jab koi bewafa... roti hai meri aankheN.. haN sach roti hai meri aaNkheN..........

`~``~``~``~``~``~``~``~``~``~``~``~``~``~`

Bewafa na wo na MaiN, hum apne karam nibahte rahe…
MaiN sehta raha sitam sare, aur wo sitam dhaate rahe…

Kis baat ki kahani kahuN, kis baat ke fasaane sunauN…
Liktha raha naam jo dil pe, wo dil se sanam mitate rahe…

Is gali phir us gali maiN, pairoN par Zulm karte chala..
kehta gaya apna unhe,wo gairoN ko aham*bataate rahe…

*Khaas, important person

NazroN maiN bache ehsaas uski nishani bana sambahle…
Mai roya gham-e-judai pe, wo noor-e-chashm*bahate rahe…

* aankhoN ki chamak,

Pyaasi raahoN se kya poochuN pata dar-e-mohabbat ka…
Rahe sambhalte kaantoN par, wo beraham bichaate rahe…

Aasra unka kahaN khuda bhi jo kiye ‘saccha_pyar’ yahaN…
Hum mit gaye chahat mai unki, aur wo veham*batate rahe…

HaaN bewafa wo kaise, usne bewafai se wafa to ki yaar..
Illat*meri bhi khoob kaho, wafa unse hardam nibhate rahe…

*Aadat

`~``~``~``~``~``~``~``~``~``~``~``~``~``~`

Kunaal -: 30-8-2006
Bhaiya....

"Sajaane ki karte rahey hum khushi tere labon pe..
Par Tum kaanTon ko gale lagaate rahe...

MaangTe rahe duaayein Tere liye o BHAI..
Hum bhi behan ka farz nibhaaTe rahe..."

Aap humesha khush rahein yehi dua hai meri......

~Priya

"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

Reply With Quote
Old
  (#14)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
2nd September 2006, 01:00 PM

Quote:
Originally posted by ghayal_shayar
bade bhai ko ek baar fir se chote ka aadaab,

bhai ek baar fir se wahi khamosh sa kar dene wala kalaam pesh kiya hai aapne.dil ki gehraaiyon ko choo gaya ye kalaam.iske matle ne hi maar dala humko.bas padha aur dil me ghar kar gaya.fir se wahi dil cheer shayri.bahut ahcha laga aapko fir se usi rang me ranga dekh kar.umeed karta hun ki aage v aap yunhi likhte rahenge taki hum jaise nacheezon ko kuch na kuch seekhne ko milta rahe.......

aapka CHOTA
Chote ..

Khamoshi hi to zindgi hai... wo to hum ise khamkha hi apni batoN se behlate rehte hai .. khair tumhe pasand aaya mera ye kalaam .. maiN behad khush huN ki tumhe ye accha laga .. aur kya kahuN ..

jeete raho .. khush rahoi

kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Re: hi
Old
  (#15)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: hi - 2nd September 2006, 01:03 PM

Quote:
Originally posted by rajveeer
kunaal ji bhut acha lagga apko parna...ek alag sa ehsaas hua dil ko kush harkat jaggi raakh ke dheer main...ek chingari c roshan huie....bhut umda qalaam har ek share mukamal gazal hai......bass ji kaya kahu .....tusee chha gaye ho janaab......yeh share bhut umda lage......

appka raj.......
Raj Saahab

Humari likhai pe yuN gaur-e-nazar farmane ke liye aapka teh dil se shukraguzaar huN maiN ... khayal maiN aledha pan shayad maine humesha aazmane ki koshish ki hai ... main ek rau main beh ke shayri nahi karna chahta .... tumhe acchi lagi .. dil ko sukoon sa ehsaas ho raha hai ...

aapka apna

kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#16)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
2nd September 2006, 01:06 PM

Quote:
Originally posted by akelijaan
kunal ji,
waah,bahut khoob.bahut pasAnd aaya aapka yeh kalaam.yeh chand sher to bas chuu gaye dilko,

najaane kyon bewafa se hi hum dil laga beth te hai??
likhte rahiye.
Akeli ...

Phir se dil maiN kuch chubha ...khair ... aapko pasand aaya kalaam teh dil se shukraguzaar huN maiN aapka .... aur rahi baat bewafa se dil lagane ki .. to yaad rakho bewafa se dil koi nahi lagata .. agar kisi ko pehle pata lag jaye banda aisa hai to uske paas bhi na jaye .. wo dil lagata hai ek dil se jo use duniya maiN sabse khoobsoorat lagta hai ... bewafa yahan koi nahi .. kabhi haalaat kabhi majbooriyan .. aur kabhi duniya use bana dete hai ..

aap bhi aate rahiye ..

aapka apna

Kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#17)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
2nd September 2006, 01:08 PM

Quote:
Originally posted by Pulkit_gupta

Dear Kunal,

Ek arse baad tumhe padh raha hoon.... vakayi bahut accha likha hai tumne... ek dhaar si hai shabdon me... really well expressed....

Meri dil se daad kubool karna... aur likhte raho aise hi... ab to sabhi aa rahe hain vaapis... tum mat kho jaana
Bhai ....

arse baad likhunka to arse baad hi padhoge na ... haha .. aur teekhi talwaar pe dil rakh ke shayri kehna meri aadat hai ... aapko pata hai ... khair aapki daad sar mathe .. maiN kahin nahi khunga ab ,.. aata hi rahunga ...

aapka apna

kUnal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#18)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
2nd September 2006, 03:39 PM

Abe reply kar raha hai ke danda maar raha hai... Ladh ke aaya hai kya kisi se... Aisa lag raha hai patthar maar raha hai yaa fir train chhoot rahi hai... LOL...

neways...TC

Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#19)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
3rd September 2006, 07:58 AM

aap dosto ki nok-jhok padkar dil baag baag ho gaya....
khuda kare aapki ye dosti sada salamat rahe....
aap sabhi purane dosto main kitna pyar hai ye to un photos main bhi jhalkata hai jo aapne yahan post kiye hue the....

well aap sab logo se bahut kuch seekhne ko milega......

dilip

" Dilip " -Ek Adhoora khwab

Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
wah wah wah
Old
  (#20)
mein shayar to
Registered User
mein shayar to will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 43
Join Date: Jun 2006
Rep Power: 0
wah wah wah - 3rd September 2006, 10:29 AM

kuch log chand lafzo mein
itna kuch keh jate hain
ye lafzon ka jaadoo kya hai
jo kisi jaadoogar ko nahi ata
isi soch mein par jaate
jaanti hoon ke mera ye sher appke sher ke saamne kuch nahi magar itna acha likha hai appne ke dil chaane laga mein bhi likhoon
bas likhte isi tarhaan logo dil mein likhne khwuahish jagayiye
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
4th September 2006, 06:11 AM

Dear Kunnu...

Aasra unka kahaN khuda bhi jo kiye ‘saccha_pyar’ yahaN…
Hum mit gaye chahat mai unki, aur wo veham*batate rahe…

Bahut khuub! Sur aur Taal mein dhali yeh ghazal dil mein dard jaga kar bhi ek ajab lutf de gayi...padhkar jo mazza aaya bata nahin sakti...isse kehte hain shayri...har koyi nahin kar sakta...tumhara yeh hunar aasmaan ki unchaayion se bhi duur jaaye...yahi dua hai...

tumhari guddo di

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
Aman_rahi
Paigaam-e-Aman
Aman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really nice
 
Aman_rahi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,689
Join Date: Oct 2004
Location: Patiala, Punjab, India. Now:Pune, India
Rep Power: 26
5th September 2006, 10:54 AM

Mere Bhai Kunnu.............

Bahut khoob ghazal likhi hai.......Matle se le kar maqte tak mohabaat ka junoon .......

HaaN bewafa wo kaise, usne bewafai se wafa to ki yaar..
Illat*meri bhi khoob kaho, wafa unse hardam nibhate rahe…

Maqta to behad khoob raha......dil mein ek kheench si utar gaya........

Hum unse wafa nibhate rahe......
wo humse bewafi nibhate rahe.....
wafa to dono oor thi ^AMAN^......
yahi ek - dooje ko samjhate rahe.........

Khush Raho.................

Tumhara apna..................

**(*·.¸(`·.¸ ¸.·´)¸.·*)**
*·.¸Paigaam -e- Aman¸.·*
**(¸.·´(¸.·* *·.¸)`·.¸)**

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
inhan ankhaaon vicho kadi, tere hanju vaghe si.....
aaj ki hoye, jehda ^AMAN^ da lahoo vagda ae......

AMAN RAHI
  Send a message via Yahoo to Aman_rahi  
Reply With Quote
Re: hi
Old
  (#23)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: hi - 6th September 2006, 04:43 AM

Quote:
Originally posted by acharya_mj
kunaal mujhe lagta ahia mere pm ka asar aap par bhi ho raha hai,

bahut hi khoob aur behtareen likha hai aap ne,padh kar mazaa aa gaya, tumhe vaapas yaha is family mai dekh kar khushi hui.
ummid hai vaqt nikaal kar aate rahoge ,aur hame tumhe padhane ka mauka milta rahega

dil se daad qabool kare
aise hi likhte raho
regards
manu
Manu

Main kabhi kisi ke kehne pe kalam nahi utha sakta ye sach hai ... par tab bhi tumne is kabil samjha ki hume bazm main bulaya kabil e tareef hai ... khair door jane ka matlab ye nahi ki hum is parivaar ke nahi rahe

tum aye shukriya

aapka apna

kunaal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#24)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
6th September 2006, 04:45 AM

Quote:
Originally posted by kshitiz
mere bhai kunal !

kaise ho ? bahut dinoN ke baad padha tumhe magar wahi dard mauzood hai jo kabhi pehle hua karta tha !

jo log tumhe kareb se jaante haiN tumhare ashaaroN meiN tumhare juzbaatoN ko bakhoobi samjh sakte haiN !

aur jo nahi jaante haiN unhe bechaini zaroor hoti hogi jaane ki ?

khair bahut achha likha hai !

bhai ki tareef Qabool ki jaye !

apna khyaal rakho !
Bhai

aapse na kuch chupa hai .. na aap kisi cheez se anjaan hai ... aur mujhe jo nahi jante unki bechaini pe maiN bas khamoshi hi de sakta hun... aap aaye mujhe kitni khushi hai bata nahi sakta ....

aapka bhai

kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#25)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
6th September 2006, 04:46 AM

Quote:
Originally posted by red_ruchika
jo bhi hai yaar...likhi bohat dhakad hai!!!well done.sahi main,nice poetry.tc
hahahaha

aa gayi tum ... aur tumhara andaaz uff.. sach mujhe hanshi aa hi gayi .... aur kahan ho tum

aapka apna

kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#26)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
6th September 2006, 04:49 AM

Quote:
Originally posted by sukanya
[\

Hello My sweet brother

Kaise ho kunal .......aaj tumhara yeh qalam dekh bahut kushi hui....It's really one of the best of ur poetries I have read so far ... the dimension that u have given to this poetry is different and unique....Bewafa na wo na MaiN, hum apne karam nibahte rahe…sach mein such thoughts I have never seen before when any poet writes on words like bewafai...this one is unique in itself....Bahut acha laga itna khoobsurat qakam dekh...apni di ki daad kabul karna

Take care
keep smiling
Tumhari di
Didi

sayad ye khayaal hi nahi .... soch ki udaan bhi hai .... jo bas nikle hi nahi dil maiN hai ab tak... yahan inka alag hona laazmi hai i ... shayad mera pyar sabki tarah nahi ... aur kya kahun... aap aay yahi bohat badi baat hai mere liye

aapka

kunaal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Re: Re: Aur wo VEHAM bataate Rahe....!
Old
  (#27)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: Re: Aur wo VEHAM bataate Rahe....! - 6th September 2006, 04:52 AM

Quote:
Originally posted by Parul

Dear kunaal,

Hope everything is fine at your end. an excellent work... sach me yaar bahut badhiya likha hai. specially liked these above shers... dard bhi aur sachaai bhi, it's always nice to read you. well expressed and it's even better than last time. meri dher saari daad kubul karna aur aaise hi likhte rehna. do take good care of yourself and be happy.

Parul

sab theek hi hai ... par bas tum jaise dostoN ki kami hai .... tumhe mere aasaar pasand aaye aur kya kahuN.... tumhari daad sir mathe

apna khyal rakhna

tumhara apna

Kunaal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Re: Re: Aur wo VEHAM bataate Rahe....!
Old
  (#28)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: Re: Aur wo VEHAM bataate Rahe....! - 6th September 2006, 04:53 AM

Quote:
Originally posted by chaahat123
Bhaiya....

"Sajaane ki karte rahey hum khushi tere labon pe..
Par Tum kaanTon ko gale lagaate rahe...

MaangTe rahe duaayein Tere liye o BHAI..
Hum bhi behan ka farz nibhaaTe rahe..."

Aap humesha khush rahein yehi dua hai meri......

~Priya

behna

tum bas mujhe khamosh kar jaaya karo humesha jaanti ho na ki apni behan se kitna pyar hai mujhe ...

tum bhi humesha khush raho

tumhara bhai

kunaal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#29)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
6th September 2006, 04:55 AM

Quote:
Originally posted by Pulkit_gupta
Abe reply kar raha hai ke danda maar raha hai... Ladh ke aaya hai kya kisi se... Aisa lag raha hai patthar maar raha hai yaa fir train chhoot rahi hai... LOL...

neways...TC
Bhai

waqt ki kami thi tab thodi isi liye aur reply nahi diye the.. aur tumse to mazaak karne mai mujhe maza aata hai

kunaal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#30)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
6th September 2006, 04:56 AM

Quote:
Originally posted by dilip200
aap dosto ki nok-jhok padkar dil baag baag ho gaya....
khuda kare aapki ye dosti sada salamat rahe....
aap sabhi purane dosto main kitna pyar hai ye to un photos main bhi jhalkata hai jo aapne yahan post kiye hue the....

well aap sab logo se bahut kuch seekhne ko milega......

dilip
dilip bhai

ye nok jhok ab ki nahi ... sahi kaha aur pillu bhai se to meri purani yaari hai .. wo pehle bande hai jisne mujhe yahan jana.. aur pehle hi bande hai jinse sabse pehle main site ke bandoN main s mila

aap aaye accha laga

Kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Re: wah wah wah
Old
  (#31)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: wah wah wah - 6th September 2006, 04:58 AM

Quote:
Originally posted by mein shayar to
kuch log chand lafzo mein
itna kuch keh jate hain
ye lafzon ka jaadoo kya hai
jo kisi jaadoogar ko nahi ata
isi soch mein par jaate
jaanti hoon ke mera ye sher appke sher ke saamne kuch nahi magar itna acha likha hai appne ke dil chaane laga mein bhi likhoon
bas likhte isi tarhaan logo dil mein likhne khwuahish jagayiye
aap koun hai mohatrma

aapne itni tareef kar di ki humen is layak bhi nahi chora ki aapki tareef kar paye .. kisi ki tareef main kuch bhi kehna badi baat hai aapne itna kaha .. aapka shukragujaar hu main

apka apna

Kunaal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#32)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
6th September 2006, 05:01 AM

Quote:
Originally posted by Parastaar
Dear Kunnu...

Bahut khuub! Sur aur Taal mein dhali yeh ghazal dil mein dard jaga kar bhi ek ajab lutf de gayi...padhkar jo mazza aaya bata nahin sakti...isse kehte hain shayri...har koyi nahin kar sakta...tumhara yeh hunar aasmaan ki unchaayion se bhi duur jaaye...yahi dua hai...

tumhari guddo di
Guddo di

Shayri ki mallika is adne se shayar ke liye iytna kahen to aankhen num ho hi jayengi .. aapne itna kaha dil ki khushi chaar guna ho gayi.. aap aayi main bas natmastak hun

aapka apna

kunaal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#33)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
6th September 2006, 05:03 AM

Quote:
Originally posted by Aman_rahi
Mere Bhai Kunnu.............

Bahut khoob ghazal likhi hai.......Matle se le kar maqte tak mohabaat ka junoon .......

HaaN bewafa wo kaise, usne bewafai se wafa to ki yaar..
Illat*meri bhi khoob kaho, wafa unse hardam nibhate rahe…

Maqta to behad khoob raha......dil mein ek kheench si utar gaya........

Hum unse wafa nibhate rahe......
wo humse bewafi nibhate rahe.....
wafa to dono oor thi ^AMAN^......
yahi ek - dooje ko samjhate rahe.........

Khush Raho.................

Tumhara apna..................
arre yar baaki sab sahi hai .. ek phone hi kar lo bohat zaroori hai .. please ka lena .. waqt milte hii ... nahi to mujhe no de dena main kar lounga... aur aay shukriya janaab ...

aapka bhai

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#34)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
6th September 2006, 05:02 PM

kunal dost

lafzi takraar per mubni aap ki yeh khoobsurat ghazel, tishnigi, yaasiyet, mohabbat, aur khush guftaari ka ek behtreen majmuua hai.
meri bharpoor daad qabool karein.

dua go hoon aap ki kaamiyaabi ke liye, khushiyon ke liye.

musharrafhusain
   
Reply With Quote
Old
  (#35)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
7th September 2006, 01:09 AM

Quote:
Originally posted by musharrafhusain
kunal dost

lafzi takraar per mubni aap ki yeh khoobsurat ghazel, tishnigi, yaasiyet, mohabbat, aur khush guftaari ka ek behtreen majmuua hai.
meri bharpoor daad qabool karein.

dua go hoon aap ki kaamiyaabi ke liye, khushiyon ke liye.

musharrafhusain
mushi bhai ...

dil bas manmooniyat ke shikhar par hai aapko apne galiyare main dekh ke .. khuda aapko salammat rakhe ... main aapki salamti ke liye khuda se duago rahunga

aapka bhai

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#36)
saya
Registered User
saya is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 10
Join Date: Feb 2006
Location: delhi
Rep Power: 0
8th September 2006, 11:23 AM

ishaaron ko agar samjho veham ko veham hi rehne do

tum mere khwaabon mein aa na sake.......
   
Reply With Quote
Old
  (#37)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
8th September 2006, 11:43 AM

janab kunal sahab aadaab ,ummeed karta hoon khush honge,har baar ki trah is baar bhi aapne ek behtareen kalaam pesh kiya hai jo ki kaabile tareef hai,main to apne aap ko rok na saka is par daad dene ke liye.......
yoonhi likhte rahiye aur apna khayal rakhiye....
shaad
   
Reply With Quote
Old
  (#38)
neha16us
ghungroo toot gaye!!!
neha16us is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 35
Join Date: Aug 2006
Location: barmuda triangle
Rep Power: 0
8th September 2006, 10:01 PM

hi kunal

yaar i really like your id sachha pyar......
bahut good si feeling aati hai pad ke.........

anyways keep it up......

neha
  Send a message via Yahoo to neha16us Send a message via AIM to neha16us  
Reply With Quote
Old
  (#39)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
9th September 2006, 05:00 PM

Quote:
Originally posted by saya
ishaaron ko agar samjho veham ko veham hi rehne do
Hum samajh jaate har ishaare ko uske...
kya kare dhool dhoke ki humari ankhon main thi...

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#40)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
9th September 2006, 05:03 PM

Quote:
Originally posted by sameer'shaad'
janab kunal sahab aadaab ,ummeed karta hoon khush honge,har baar ki trah is baar bhi aapne ek behtareen kalaam pesh kiya hai jo ki kaabile tareef hai,main to apne aap ko rok na saka is par daad dene ke liye.......
yoonhi likhte rahiye aur apna khayal rakhiye....
shaad
Sameer Bhai..

isteqbaali alfazoN ka behad shukraguzaar huN .. aur dil manmoon hai aapko apne aashiyane maiN paakar .. kalam agar kisi doori kalam ko likhne pe majboor kar de to zaroor usme koi baat aledah rahi hogi .. isi baat ko samajhte hue maiN aapki daad ko teh dil se Nazar-o-taaj karta huN ...

aap aaye shukriya .. aapki salamti ke litye duago rahuNga ...

aate rahiyega janaab

Kunaal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
wo dur jaate rahe, yaad aate rahe...... shipra Shayri-e-Ishq 16 10th January 2010 02:01 PM
Rahe Maa-Baba salaamat jab taq rahe yeh teri duniyaan saari. loveforgudia Shayri-e-Dard 6 28th September 2007 11:04 PM
Kya thaa mera kasoor ye bataate jaate maikasH Shayri-e-Dard 14 26th November 2005 08:13 PM
Jaa RaHe HOo PhiR Se MujHe RulA RaHe HOo,,, mohammed Shayri-e-Ishq 0 9th February 2005 12:03 AM
tum itna jo muskura rahe ho kya gham hai jisko chhupa rahe ho sanjana_19 Shayri-e-Mashahoor Shayar 2 23rd March 2003 12:59 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com