Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 2 votes, 5.00 average. Display Modes
Sudhar dheere dheere
Old
  (#1)
fezan
Registered User
fezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud of
 
fezan's Avatar
 
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 26
Sudhar dheere dheere - 30th November 2010, 10:13 PM

Ahl-e-bazm ko mera salaam,
Masrufiyaat-e-zindagi ki bina par main mehfil ko waqt nahin de pata hun jiske liye main sharminda hun....Lekin ap logon ki mohabbat ko main kabhi faramosh nahin kar sakta....meri duaen hamesha ap ke sath hain.......
Maine kuchh ashaar dheere dheere ki rafeef par likhe the lekin post karne ka mauqa nahin mila tha...idhar kuchh ghazlen is radeef par dekhin to maine bhi socha ke apne sher hazir kar dun......mulaheza farmayen:


Ae Khanjar gale meiN utar dheere-dheere
qaza mujhko de de magar dheere-dheere

Kiya zeher ne jo asar dheere-dheere
hua Khoon dil aur jigar dheere-dheere

woh bachcha jo maaN se juda ho gaya tha
sisakta raha raat bhar dheere-dheere

jo nafrat ka pauda lagaya gaya tha
woh banta gaya ek shajar dheere-dheere

nishaN tere qadmoN ke maiN DhoonDta huN
zara chal mere raahbar dheere-dheere

meri muflisi ki kahani ko sunkar
churane lage sab nazar dheere-dheere

jo anDe se nikla kabootar ka bachcha
nikalne lage uske par dheere-dheere

zamana kahaN se kahaN ja raha hai
ae Fezan tu bhi sudhar dheere-dheere


.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye
Zindigi Be-Misaal Ho Jaye

Last edited by fezan; 30th November 2010 at 10:59 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
1st December 2010, 02:43 AM

woh bachcha jo maaN se juda ho gaya tha
sisakta raha raat bhar dheere-dheere

jo nafrat ka pauda lagaya gaya tha
woh banta gaya ek shajar dheere-dheere


Bahut umdaa soch ke saath aur nayi taazgi ke saath sher kahe hai aapne ...Fezan Sahab ! mujhe aapki tamaam ghazal ne bahut prabhavit kiyaa ... tahe dil se daad hazir hai ... aise hi aate rahen aur likhte rahen aage bhi ... khush rahen ...

duaaon ke saath ...




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
samyasar1
yasir
samyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to all
 
Offline
Posts: 242
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 21
1st December 2010, 04:49 AM

Quote:
Originally Posted by fezan View Post
Ahl-e-bazm ko mera salaam,
Masrufiyaat-e-zindagi ki bina par main mehfil ko waqt nahin de pata hun jiske liye main sharminda hun....Lekin ap logon ki mohabbat ko main kabhi faramosh nahin kar sakta....meri duaen hamesha ap ke sath hain.......
Maine kuchh ashaar dheere dheere ki rafeef par likhe the lekin post karne ka mauqa nahin mila tha...idhar kuchh ghazlen is radeef par dekhin to maine bhi socha ke apne sher hazir kar dun......mulaheza farmayen:


Ae Khanjar gale meiN utar dheere-dheere
qaza mujhko de de magar dheere-dheere

Kiya zeher ne jo asar dheere-dheere
hua Khoon dil aur jigar dheere-dheere

woh bachcha jo maaN se juda ho gaya tha
sisakta raha raat bhar dheere-dheere

jo nafrat ka pauda lagaya gaya tha
woh banta gaya ek shajar dheere-dheere

nishaN tere qadmoN ke maiN DhoonDta huN
zara chal mere raahbar dheere-dheere

meri muflisi ki kahani ko sunkar
churane lage sab nazar dheere-dheere

jo anDe se nikla kabootar ka bachcha
nikalne lage uske par dheere-dheere

zamana kahaN se kahaN ja raha hai
ae Fezan tu bhi sudhar dheere-dheere
sach mai bhut badhiya hai bhut hi bahdiya


यूँ छुए रूह हमारी की चरंगा चरंगा हर जर्रा खुर्शेदे-आलम-ताब
हर बेकस मज-ज़ुब रूह को
उसके
रब से जोड़ दे
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
1st December 2010, 05:11 AM

Quote:
Originally Posted by fezan View Post
Ahl-e-bazm ko mera salaam,
Masrufiyaat-e-zindagi ki bina par main mehfil ko waqt nahin de pata hun jiske liye main sharminda hun....Lekin ap logon ki mohabbat ko main kabhi faramosh nahin kar sakta....meri duaen hamesha ap ke sath hain.......
Maine kuchh ashaar dheere dheere ki rafeef par likhe the lekin post karne ka mauqa nahin mila tha...idhar kuchh ghazlen is radeef par dekhin to maine bhi socha ke apne sher hazir kar dun......mulaheza farmayen:


Ae Khanjar gale meiN utar dheere-dheere
qaza mujhko de de magar dheere-dheere

Kiya zeher ne jo asar dheere-dheere
hua Khoon dil aur jigar dheere-dheere

woh bachcha jo maaN se juda ho gaya tha
sisakta raha raat bhar dheere-dheere

jo nafrat ka pauda lagaya gaya tha
woh banta gaya ek shajar dheere-dheere

nishaN tere qadmoN ke maiN DhoonDta huN
zara chal mere raahbar dheere-dheere

meri muflisi ki kahani ko sunkar
churane lage sab nazar dheere-dheere

jo anDe se nikla kabootar ka bachcha
nikalne lage uske par dheere-dheere

zamana kahaN se kahaN ja raha hai

ae Fezan tu bhi sudhar dheere-dheere

aadaab
janaab aap kighazal se istefaadah ka maoqa milaa yaqeen karen rago pai me aapke khoyaalaat saraayat kar gaye aapke kalaam me tasanno nahi balki haqeeqat aaraayi ka unsaur saaf jhalaktaa hai intehaayi qareene se waaredaate qalbi ko aap ne qalamband kiyaa hai yaqeen karen is qadar aabdaar ghazal se ashnaayi ba"ad az arsaye daraaz huyi hai tabiyat ka izmehlaal jaataa rahaa aap ne mukhtalif onwaan ko bartaa hai aor kamaal hai ki har ek ke saath mokammal insaaf kiyaa hai
aap aate rahen aap se hame kaafi faaidah hogaa
main shukr guzaar hun ki aap ne aisee ghazal se rooshnaash karwaayaa
dher saaree daad o tahseen ke saath
doa go
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
1st December 2010, 09:38 AM

Kiya zeher ne jo asar dheere-dheere
hua Khoon dil aur jigar dheere-dheere

zamana kahaN se kahaN ja raha hai
ae Fezan tu bhi sudhar dheere-dheere


Bohat khoob Fezan sahab....hamesha ki tarah aapki yeh ghazal bhi bohat acchi hai...

Guzarish hai ke zaati zindegi se thoda sa waqt nikalker,Sdc ko bhi thoda sa waqt diya kijiye..

yuhi likhte rahiye..





Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#6)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 1st December 2010, 02:24 PM

Quote:
Originally Posted by fezan View Post
Ahl-e-bazm ko mera salaam,
Masrufiyaat-e-zindagi ki bina par main mehfil ko waqt nahin de pata hun jiske liye main sharminda hun....Lekin ap logon ki mohabbat ko main kabhi faramosh nahin kar sakta....meri duaen hamesha ap ke sath hain.......
Maine kuchh ashaar dheere dheere ki rafeef par likhe the lekin post karne ka mauqa nahin mila tha...idhar kuchh ghazlen is radeef par dekhin to maine bhi socha ke apne sher hazir kar dun......mulaheza farmayen:


Ae Khanjar gale meiN utar dheere-dheere
qaza mujhko de de magar dheere-dheere

Kiya zeher ne jo asar dheere-dheere
hua Khoon dil aur jigar dheere-dheere

woh bachcha jo maaN se juda ho gaya tha
sisakta raha raat bhar dheere-dheere

jo nafrat ka pauda lagaya gaya tha
woh banta gaya ek shajar dheere-dheere

nishaN tere qadmoN ke maiN DhoonDta huN
zara chal mere raahbar dheere-dheere

meri muflisi ki kahani ko sunkar
churane lage sab nazar dheere-dheere

jo anDe se nikla kabootar ka bachcha
nikalne lage uske par dheere-dheere

zamana kahaN se kahaN ja raha hai
ae Fezan tu bhi sudhar dheere-dheere

fezan bhai
radhe radhe

kya khoob likha hai aapne har ashar ek se badhkar ek hai daad kubul karen
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
1st December 2010, 10:18 PM

Fezan jii, bahut khoobsurat likha hai sabhi ahsyaar dil ke kareeb rahe. par ek sher khaas dil ko chuu gaya, wo hai :

woh bachcha jo maaN se juda ho gaya tha
sisakta raha raat bhar dheere-dheere


god bless u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#8)
talib
Registered User
talib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to behold
 
talib's Avatar
 
Offline
Posts: 775
Join Date: Aug 2001
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 29
1st December 2010, 11:15 PM

Fezan bhai Adaab,

Ek behtareen kalaam parr mubaarakbaad qubool kijiye. Ghazal kaafi pasand aayee. Request hai aap se ke derr sawer apna likha yahaaN parr zaroor pesh kar dijiyega..Allah Hafiz.


Ta- Gor Tumhara

Talib.
  Send a message via Yahoo to talib  
Reply With Quote
Old
  (#9)
fezan
Registered User
fezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud of
 
fezan's Avatar
 
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 26
10th July 2011, 09:43 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
woh bachcha jo maaN se juda ho gaya tha
sisakta raha raat bhar dheere-dheere

jo nafrat ka pauda lagaya gaya tha
woh banta gaya ek shajar dheere-dheere

Bahut umdaa soch ke saath aur nayi taazgi ke saath sher kahe hai aapne ...Fezan Sahab ! mujhe aapki tamaam ghazal ne bahut prabhavit kiyaa ... tahe dil se daad hazir hai ... aise hi aate rahen aur likhte rahen aage bhi ... khush rahen ...

duaaon ke saath ...
Bahot shukriya Naresh bhai....Apki itni tarif aur zarranawazi ka tahedil se khairmaqdam karta hun...
apni masrufiyat ki bina par mehfil ko waqt nahi de pata hun jike liye mazrat chahta hun..............
Dher sari Duaon ke sath.....
fezan


.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye
Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
mittal_pali
Webeater
mittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to behold
 
mittal_pali's Avatar
 
Offline
Posts: 716
Join Date: Jun 2010
Location: Bathinda-Punjab-India
Rep Power: 20
10th July 2011, 11:05 PM

Thanks for sharing this wonderful post


Pali Mittal
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com