Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
*Kaun Kehta Hai.......Ahmed N. Qasmi Jee**
Old
  (#1)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Post *Kaun Kehta Hai.......Ahmed N. Qasmi Jee** - 18th July 2006, 03:59 PM

Kaun Kehtaa Hain Ke Maut Aayii To Marr JaaouNgaa
Main To Dariyaa HouN Samandar Mein Utar JaaouNgaa

Teraa Dar ChhoD Ke Main Aur Kidhar JaaouNgaa
Ghar Mein Ghir JaaouNgaa Sehraa Mein Bikhar JaaouNgaa

Tere Pahluu Se Jo UThouNgaa To Mushkil Ye Hain
Sirf Ik Shaqs Ko PaaouNgaa Jidhar JaaouNgaa

Ab Tere Shahar Mein AaouNgaa Musaafir Kii Tarah
Saayaa-e-Abr Kii Maanind Guzar JaaouNgaa

Teraa Paimaan-e-Wafaa Raah Kii Deewaar Banaa
Warna Sochaa Thaa Ke Jab ChaahouNgaa Marr jaaouNgaa

Chaaraasaazon Se Alag Hain Meraa Mayaar Ke Main
ZaKhm KhaaouNgaa To Kuchh Aur SaNwar JaaouNgaa

Ab To Khursheed Ko Doube Houe SadiyaaN Guzrii
Ab Usse DhouNDhne Main Taa-ba-Sahar JaaouNgaa

Zindegii Shammaa Kii Maanind Jalaataa HouN “Nadeem”,
Bujh To JaaouNgaa Magar Subah To Kar JaaouNgaa**


*Writer: Ahmed Nadeem Qasmi Jee**

*Ahmed Nadeem Qasmi Jee Left Us Last Satuday The 15th July 2006~Allah Unki Ruh Ko Shanti Dein_Unhe Jannat Naseeb Kare_Aameen Summa Aameen **


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Re: *Kaun Kehta Hai.......Ahmed N. Qasmi Jee**
Old
  (#2)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: *Kaun Kehta Hai.......Ahmed N. Qasmi Jee** - 25th July 2006, 11:54 AM

Quote:
Originally posted by Shimul
Kaun Kehtaa Hain Ke Maut Aayii To Marr JaaouNgaa
Main To Dariyaa HouN Samandar Mein Utar JaaouNgaa

Teraa Dar ChhoD Ke Main Aur Kidhar JaaouNgaa
Ghar Mein Ghir JaaouNgaa Sehraa Mein Bikhar JaaouNgaa

Tere Pahluu Se Jo UThouNgaa To Mushkil Ye Hain
Sirf Ik Shaqs Ko PaaouNgaa Jidhar JaaouNgaa

Ab Tere Shahar Mein AaouNgaa Musaafir Kii Tarah
Saayaa-e-Abr Kii Maanind Guzar JaaouNgaa

Teraa Paimaan-e-Wafaa Raah Kii Deewaar Banaa
Warna Sochaa Thaa Ke Jab ChaahouNgaa Marr jaaouNgaa

Chaaraasaazon Se Alag Hain Meraa Mayaar Ke Main
ZaKhm KhaaouNgaa To Kuchh Aur SaNwar JaaouNgaa

Ab To Khursheed Ko Doube Houe SadiyaaN Guzrii
Ab Usse DhouNDhne Main Taa-ba-Sahar JaaouNgaa

Zindegii Shammaa Kii Maanind Jalaataa HouN “Nadeem”,
Bujh To JaaouNgaa Magar Subah To Kar JaaouNgaa**


*Writer: Ahmed Nadeem Qasmi Jee**

*Ahmed Nadeem Qasmi Jee Left Us Last Satuday The 15th July 2006~Allah Unki Ruh Ko Shanti Dein_Unhe Jannat Naseeb Kare_Aameen Summa Aameen **
shimul ji
etne pyari racha share karney ke liye appka shukriya.


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#3)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
28th July 2006, 06:01 PM

Shimul dost

Qasmi saheb ki khoobsurat ghazel intikhaab ki hai aap ne.

Qasmi saheb jitne azeem shayer they, utne hi bare afsaana nigaar aur us se bhi barh ker nihayet azeem insaan they.

Urdu adab ke liye qasmi saheb ki khidmaat ko kabhi faramosh naheen kiyaa ja sakta . voh apni zaat mein ek edaara they.
aap ke zauq e intikhaab ki daad detaa hoon.

Qasmi saheb ka ek aur khoobsurat shayr jo mujhe yaad aa raha hai
ANDAAZ HU-BAHU TERI AAWAAZ E PAA KA THAA
DEKHA NIKEL KE GHER SE TO JHONKA HAWA KA THAA

Shimul aap khush rahein, aabaad rahein.

musharrafhusain
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
29th July 2006, 09:55 AM

shimul ji
aaj fir hamare beech se ek sitara chala gaya dukh hua jaankar . unki shayri aur gazal ki duniya mai unka naam sada aad rakha jaayega unki aham role ko koi nahi bhul sakta.

unki kayi kalam ko maine padha hai . ye kalam share karne ka surkiya

bhagwan unki aatam ko shanti de

shrdh


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Re: Re: *Kaun Kehta Hai.......Ahmed N. Qasmi Jee**
Old
  (#5)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Re: Re: *Kaun Kehta Hai.......Ahmed N. Qasmi Jee** - 3rd August 2006, 02:32 AM

Quote:
Originally posted by sunita virender
shimul ji
etne pyari racha share karney ke liye appka shukriya.
Aadab~Hope You are well Nice To Know **My Pleasure~*~Dil Ki Gehraaion Ki Gehraaion Se Dher Dher Saare Phoul,Shukriya **Khush Rahiye ye Duwaaon ke saath ijaazat...**God bless You **


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Kya Kahoun Bas Yehii Nahii Samajh Aa Rahi Hain...**
Old
  (#6)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Kya Kahoun Bas Yehii Nahii Samajh Aa Rahi Hain...** - 9th August 2006, 06:25 PM

Quote:
Originally posted by musharrafhusain
Shimul dost

Qasmi saheb ki khoobsurat ghazel intikhaab ki hai aap ne.

Qasmi saheb jitne azeem shayer they, utne hi bare afsaana nigaar aur us se bhi barh ker nihayet azeem insaan they.

Urdu adab ke liye qasmi saheb ki khidmaat ko kabhi faramosh naheen kiyaa ja sakta . voh apni zaat mein ek edaara they.
aap ke zauq e intikhaab ki daad detaa hoon.

Qasmi saheb ka ek aur khoobsurat shayr jo mujhe yaad aa raha hai
ANDAAZ HU-BAHU TERI AAWAAZ E PAA KA THAA
DEKHA NIKEL KE GHER SE TO JHONKA HAWA KA THAA

Shimul aap khush rahein, aabaad rahein.

musharrafhusain
Salaam~Dear Musharrafh Jee, Hope You are well Jee Haan, Ahmed Nadeem Qasmi Jee Ke Bade Mein Sahi Kehte Hain Aap **And Some Of Your Words Made Me Smile...! Sher Dil Ko Achchha Laga... **Duwaaon Mein Yaad Rakhiyega...**Dil Ki Gehraaion Ki Gehraaion Se Dher Dher Saare Phoul,Shukriya **Khush Rahiye ye Duwaaon ke saath ijaazat...**Take Care**...God bless You**
Allah Hafiz..


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
I Am So Deeply Sorry-Please Forgive...**
Old
  (#7)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
I Am So Deeply Sorry-Please Forgive...** - 16th September 2006, 06:43 PM

Quote:
Originally posted by shrdh
shimul ji
aaj fir hamare beech se ek sitara chala gaya dukh hua jaankar . unki shayri aur gazal ki duniya mai unka naam sada aad rakha jaayega unki aham role ko koi nahi bhul sakta.

unki kayi kalam ko maine padha hai . ye kalam share karne ka surkiya

bhagwan unki aatam ko shanti de

shrdh
Aameen Summa Aameen **Mafhi Chahoungi Jo Pahle Na Aa Saki Yahaan Par...Ummed Hain Ki Aap Mafh Kardengi... **Dil Ki Gehraaion Ki Gehraaion Se Dher Dher Saare Phoul,Shukriya **Khush Rahiye ye Duwaaon Ke Saath Ijaazat...**Take Care **God bless You**


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Re: *Kaun Kehta Hai.......Ahmed N. Qasmi Jee**
Old
  (#8)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
Re: *Kaun Kehta Hai.......Ahmed N. Qasmi Jee** - 17th September 2006, 07:07 PM

Quote:
Originally posted by Shimul
Kaun Kehtaa Hain Ke Maut Aayii To Marr JaaouNgaa
Main To Dariyaa HouN Samandar Mein Utar JaaouNgaa

Teraa Dar ChhoD Ke Main Aur Kidhar JaaouNgaa
Ghar Mein Ghir JaaouNgaa Sehraa Mein Bikhar JaaouNgaa

Tere Pahluu Se Jo UThouNgaa To Mushkil Ye Hain
Sirf Ik Shaqs Ko PaaouNgaa Jidhar JaaouNgaa

Ab Tere Shahar Mein AaouNgaa Musaafir Kii Tarah
Saayaa-e-Abr Kii Maanind Guzar JaaouNgaa

Teraa Paimaan-e-Wafaa Raah Kii Deewaar Banaa
Warna Sochaa Thaa Ke Jab ChaahouNgaa Marr jaaouNgaa

Chaaraasaazon Se Alag Hain Meraa Mayaar Ke Main
ZaKhm KhaaouNgaa To Kuchh Aur SaNwar JaaouNgaa

Ab To Khursheed Ko Doube Houe SadiyaaN Guzrii
Ab Usse DhouNDhne Main Taa-ba-Sahar JaaouNgaa

Zindegii Shammaa Kii Maanind Jalaataa HouN ?Nadeem?,
Bujh To JaaouNgaa Magar Subah To Kar JaaouNgaa**


*Writer: Ahmed Nadeem Qasmi Jee**

*Ahmed Nadeem Qasmi Jee Left Us Last Satuday The 15th July 2006~Allah Unki Ruh Ko Shanti Dein_Unhe Jannat Naseeb Kare_Aameen Summa Aameen **

Shimul jee:

aadaab!

Bohat hee hasiin Ghazal aap ne ham se baaNta hai.. ess ke liye tah e dil se Shukriya..

-Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
hi
Old
  (#9)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 17th September 2006, 08:23 PM

Mayank janaab mujhe lagata hai aap ne shimul ji ka message dhyan se padha nahi, fir se ek baar padhiye ye ghazal yahaN kyun post ki gayi hai.

aap ko pata chal jaayega

manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Re: Re: *Kaun Kehta Hai.......Ahmed N. Qasmi Jee**
Old
  (#10)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Re: Re: *Kaun Kehta Hai.......Ahmed N. Qasmi Jee** - 22nd September 2006, 02:29 AM

Quote:
Originally posted by Anjana Rahi
Shimul jee:

aadaab!

Bohat hee hasiin Ghazal aap ne ham se baaNta hai.. ess ke liye tah e dil se Shukriya..

-Mayank
Aadab~Hope You are well Dilko Achchha Laga...My Pleasure**Dil Ki Gehraaion Ki Gehraaion Se Dher-o-Dher Saare Phoul,Shukriya **Khush Rahiye ye Duwaaon Ke Saath Ijaazat...**Take Care **God Bless You.**


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Re: hi
Old
  (#11)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Re: hi - 22nd September 2006, 02:32 AM

Quote:
Originally posted by acharya_mj
Mayank janaab mujhe lagata hai aap ne shimul ji ka message dhyan se padha nahi, fir se ek baar padhiye ye ghazal yahaN kyun post ki gayi hai.

aap ko pata chal jaayega

manu
Aadab~Hope You are well It's ok Jee~Kuch Aur Kya Kahoun... ? Dil Ki Gehraaion Ki Gehraaion Se Dher-o-Dher Saare Phoul,Shukriya **Khush Rahiye ye Duwaaon Ke Saath Ijaazat...**Take Care **God Bless You.**


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
kaun kehta hai kashhomain Shayri-e-Dard 0 13th June 2006 06:07 PM
Yeh Kaun Kehta Hai Junior_Ghalib Shayri-e-Dard 0 28th December 2005 02:54 PM
Jab tera hukm mila tark mahabbat kardi - by Ahmed Nadeem Qasmi Mahek Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 15th April 2003 07:51 PM
kaun kehta hai bunty Shayri-e-Sharaab 0 25th November 2002 02:46 PM
kaun kehta hai vishnumuchhal Shayri-e-Dard 1 31st May 2001 06:11 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com