Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 2 votes, 5.00 average. Display Modes
khud se mujhko ek shikayat..
Old
  (#1)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
Love khud se mujhko ek shikayat.. - 18th October 2014, 01:02 PM

Khud se mujhko ek shikayat,Kal bhi thi aur aaj bhi hai...
Aasmaan ke chand ki chahat,Kal bhi thi aur aaj bhi hai.

Jiski nazar ne kabhi na dekha,Tarasati meri nazron ko..
us dilbar ke deed se rahat,Kal bhi thi aur aaj bhi hai.

Khushi mili to raas na aayi,Gam se hi yaree kar li..
nadaan dil ki aisi aadat,kal bhi thi aur aaj bhi hai.

Milne ko to khoob mile hain,Log hame bhi rahon me..
Lekin us kafir se mohabbat,Kal bhi thi aur aaj bhi hai.

Aksar bheega milta hai sirhane ka takiya bhi..
Ishq me dil ki aisi haalat kal bhi thi aur aaj bhi hai..

Lakh bura ho par na jane kyon vo mujhko bhata hai..
Pyaar usi se meri ibadat kal bhi thi aur aaj bhi hai.

Yoon to dil sab janta hai farebi duniya ki batein
Dil todne ki use ijazat kal bhi thi aur aaj bhi hai.

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..

Last edited by Madhu 14; 19th June 2015 at 04:04 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
18th October 2014, 04:39 PM

Madhu jee

Namaste

Aik achchhi koshish ...dil se daad

Khush rahiye...apnaa khayaal rakhen

Duaaon ke saath ijaazat

Aapka

Dhaval

*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
18th October 2014, 07:26 PM

fir se kamaal kiya hai aapne....vo hee shabdo kee jaaduguri.....aur ehsaason ka sangam.....bejod..adbhut....kalaam

एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#4)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
18th October 2014, 08:36 PM

behad behad ummdaah peshkash rahi aapki madhu saahibaa..... dil bhar aaya mera is kalaam par....

ummdah jazbaaat aaur andaaze bayaN..... bas likhtii rahiyega.. aur apna khoob khayaal rakhiyegaa...

Shaad......

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
19th October 2014, 12:37 AM

Madhu jee Aadaab ... !

Waah jee kyaa kahne behad khoobsurat ahsaas O khayaal aur umdaa bayaani ...
Ek khoobsurat radiff par kafi umdaa sher kahe hai aapne ...

Is khoob kalaam par meri dheroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye ...
Likhte rahiye ... bazm meiN aate rahiye ...

Shaad O aabaad rahiye ...
Khuda Hafez ...

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
20th October 2014, 11:49 PM

Quote:
Originally Posted by Dhaval View Post
Madhu jee

Namaste

Aik achchhi koshish ...dil se daad

Khush rahiye...apnaa khayaal rakhen

Duaaon ke saath ijaazat

Aapka

Dhaval
Bahut shukriya dhaval ji ki aap mere kalaam par aaye aur meri koshish ko pasand kiya...
yoon hi sath dete rahein...

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
21st October 2014, 12:06 AM

aur aaj bhii haii..

Wahhhhhh! Madhu jee..

Kia baat haii.... Bohat bohat khoob....
Kamal ka andaaz-e-bayaa raha..
Bohat lutf diya aap ke iss haseeN kalaam nay...

Teh-e-dil so nikli dherooN daad qabool kejiye..

Likhty rahiye,

Regards,

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
19th December 2014, 04:45 PM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
fir se kamaal kiya hai aapne....vo hee shabdo kee jaaduguri.....aur ehsaason ka sangam.....bejod..adbhut....kalaam
Bahut dhanywaad aru ji...aapko pasand aaya bahut khushi huyi ye jaankar..yoon hi sath dete rahein..
khush rahiye
aate rahiye...

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
19th December 2014, 05:43 PM

Waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah
Madhu ji......behad umda gazal......
Ye ehsaas choo gaye dil ko....
Beshumaar daad

Aapka apna
Bhushan

Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
20th December 2014, 11:22 AM

Dear Madhu....bahut hi khoobsurat likha hai aapne, accha lga aapko padna...ham aapki es gazal ko Shayri.com ke facebook ke offical page par share kar rhe hai.

god bless u

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Khud se mujh ko eik shikaayat..
Old
  (#11)
B.G.M.
Moderator
B.G.M. will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 113
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 10
Khud se mujh ko eik shikaayat.. - 20th December 2014, 11:55 AM

Madhu ji, aadaab!

Aap ki Ghazal paRhii aur pasand aayii

Aap ne radeef baRii hi achChhii chuni hai
Aur zameen bhi zarKhez hai,
Aap is meN aur bhi gul khilaa sakti haiN

Meri aap se darKhwast hai kih aap is meN do-chaar aur bhi ash’ar joR deN

(aap zaruur is ke qaabil haiN)

Sirf behtar ravaanii ke liye – aap ke Khayaalaat ko barqaraar rakhte hu’e, kuChh maamulii si tarmeem yaa sujhaao yahaaN likh rahaa huuN
gar qubuul uftaad!

(Ummid hai kih yeh aap par giraaN nahiiN guzregi)

--------------------------------------------------------------------

Khud se mujhko ek shikayat,Kal bhi thi aur aaj bhi hai...
Aasmaan ke chand ki chahat,Kal bhi thi aur aaj bhi hai.

Khud se mujh ko eik shikaayat, kal bhi thii aur aaj bhi hai
Aasmaan ke Chaand ki chaahat kal bhi thii aur aaj bhi hai

aap kaa matla' bahot achChhaa hai, is meN ko'ii tabdeeli ki zaruurat nahiiN hai

---------------

Uski nazar ne kabhi na dekha,Tarasati meri nazron ko..
Dilbar ke deedar se rahat,Kal bhi thi aur aaj bhi hai.

jis ki nazar ne kabhii nah dekhaa meri tarsi aankhoN meN
us dilbar ke deed se raaHat kal bhi thii aur aaj bhi hai!

------------------

Khushi mili to raas na aayi,Gam hans ke ye apnaye..
nadaan dil ki aisi aadat,kal bhi thi aur aaj bhi hai.

Khushii milee to raas nah aayii, Gham se hi yaarii kar lee
naadaaN dil ki aisii aadat, kal bhi thii aur aaj bhi hai

----------------------

Milne ko to khoob mile hain,Log hame bhi rahon me..
Us sangdil se hi mohabbat,Kal bhi thi aur aaj bhi hai.

Milne ko to Khuub milay haiN log hameN bhi raaHo meN
Lekin us kaafir se muHabbat, kal bhi thii aur aaj bhi hai!

================================================== ==

Reply With Quote
Old
  (#12)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
20th December 2014, 05:08 PM

Quote:
Originally Posted by B.G.M. View Post

Adaab BGM sahab....
Aapne meri gazal par itna vaqt diya...tah e dil se shukra guzar hoon....aapke diye huye suggestions ko dhyaan me rakh kar..kuch ashhaar aur likhne ki koshish karoongi..
Aapne is qaabil samjha inayat hai aapki...
aage bhi aapse aise hi sath ki umeed krti hoon....

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
20th December 2014, 05:12 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Dear Madhu....bahut hi khoobsurat likha hai aapne, accha lga aapko padna...ham aapki es gazal ko Shayri.com ke facebook ke offical page par share kar rhe hai.

god bless u
Bahut bahut shukriya di...khushi huyi aapko meri gazal psand aayi ....
thnks for sharing it on official page...

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
3rd January 2015, 06:44 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
behad behad ummdaah peshkash rahi aapki madhu saahibaa..... dil bhar aaya mera is kalaam par....

ummdah jazbaaat aaur andaaze bayaN..... bas likhtii rahiyega.. aur apna khoob khayaal rakhiyegaa...

Shaad......
Bahut bahut shukriya shaad ji...
yoon hi sath dete rahiyega....

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
6th January 2015, 06:57 PM

Kuch ashaar aur likhne ki mamooli si koshish ki hai doston..ummeed hai aapko pasand aayenge..

Khud se mujhko ek shikayat,Kal bhi thi aur aaj bhi hai...
Aasmaan ke chand ki chahat,Kal bhi thi aur aaj bhi hai.

Jiski nazar ne kabhi na dekha,Tarasati meri nazron ko..
us dilbar ke deed se rahat,Kal bhi thi aur aaj bhi hai.

Khushi mili to raas na aayi,Gam se hi yaree kar li..
nadaan dil ki aisi aadat,kal bhi thi aur aaj bhi hai.

Milne ko to khoob mile hain,Log hame bhi rahon me..
Lekin us kafir se mohabbat,Kal bhi thi aur aaj bhi hai.

Aksar bheega milta hai sirhane ka takiya bhi..
Ishq me dil ki aisi haalat kal bhi thi aur aaj bhi hai..

Lakh bura ho par na jane kyon vo mujhko bhata hai..
Pyaar usi se meri ibadat kal bhi thi aur aaj bhi hai.

Yoon to dil sab janta hai farebi duniya ki batein
Dil todne ki use ijazat kal bhi thi aur aaj bhi hai.

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
19th June 2015, 04:07 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post

Madhu jee Aadaab ... !

Waah jee kyaa kahne behad khoobsurat ahsaas O khayaal aur umdaa bayaani ...
Ek khoobsurat radiff par kafi umdaa sher kahe hai aapne ...

Is khoob kalaam par meri dheroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye ...
Likhte rahiye ... bazm meiN aate rahiye ...

Shaad O aabaad rahiye ...
Khuda Hafez ...

bahut bahut shukriya...khwahish ji..
aapko kalaam pasand aaya bahut khushi huyi...maaf kijiyega bahut der se reply kar pa rahi hoon...
ummeed hai aage bhi aapki daad hasil hogi..

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
20th June 2015, 11:28 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Khud se mujhko ek shikayat,Kal bhi thi aur aaj bhi hai...
Aasmaan ke chand ki chahat,Kal bhi thi aur aaj bhi hai.

Jiski nazar ne kabhi na dekha,Tarasati meri nazron ko..
us dilbar ke deed se rahat, Kal bhi thi aur aaj bhi hai.

Khushi mili to raas na aayi,Gam se hi yaree kar li..
nadaan dil ki aisi aadat,kal bhi thi aur aaj bhi hai.

Milne ko to khoob mile hain,Log hame bhi rahon me..
Lekin us kafir se mohabbat,Kal bhi thi aur aaj bhi hai.

Waahh.. Kyaa likha hai. Kamaal he kamaal hai bas. Aapke kalam ki dhaar din-ba-din tez hoti jaa rahi hai.
Khudaa kare aur bhi tez hotii jaaye.

likhte rahiye.

Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
20th July 2015, 03:44 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
aur aaj bhii haii..

Wahhhhhh! Madhu jee..

Kia baat haii.... Bohat bohat khoob....
Kamal ka andaaz-e-bayaa raha..
Bohat lutf diya aap ke iss haseeN kalaam nay...

Teh-e-dil so nikli dherooN daad qabool kejiye..

Likhty rahiye,

Regards,
aapki inayaton ki shukraguzar hoon hassan sahab......
is kadar hausla afzai ka shukriya ada karne ke liye alfaz nahi hain mere paas yoon hee aate rahein...sath dete rahein...
salamat rahein....

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
trialbyfire
Registered User
trialbyfire has a spectacular aura abouttrialbyfire has a spectacular aura abouttrialbyfire has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 451
Join Date: Feb 2013
Rep Power: 14
21st July 2015, 01:22 AM

Waah madhu ji bahaut khoob...bahaut accaha likha hai aapne. Har ek sher dil ko chu gaya.

Zindagi wahi jise khul ke Jiya jaaye, apne armaanon ko pankh lagaa udhne do...
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
21st July 2015, 11:28 AM

wah madhu jee achha likha hai aapne har sher dil ke kareeb raha
aise hi likhti rahen
duaon ke saath

Aapka Apna
Ishk

'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है

email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
trialbyfire
Registered User
trialbyfire has a spectacular aura abouttrialbyfire has a spectacular aura abouttrialbyfire has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 451
Join Date: Feb 2013
Rep Power: 14
31st July 2015, 07:09 PM

Madhu ji, padhkar aapko bahaut accaha laga...aapka likha hamesha hi behad khoobsoorat hota hai...yeh lines kuch jyada hi dil ko chu gayin.

Lakh bura ho par na jane kyon vo mujhko bhata hai..
Pyaar usi se meri ibadat kal bhi thi aur aaj bhi hai.

Yoon to dil sab janta hai farebi duniya ki batein
Dil todne ki use ijazat kal bhi thi aur aaj bhi hai.

Shukriya isse share karne ke liye.

Jiya

Zindagi wahi jise khul ke Jiya jaaye, apne armaanon ko pankh lagaa udhne do...
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
7th July 2016, 11:33 PM

Quote:
Originally Posted by bhushan View Post
Waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah
Madhu ji......behad umda gazal......
Ye ehsaas choo gaye dil ko....
Beshumaar daad

Aapka apna
Bhushan
Behad shukriya bhushan ji.....

Mafi chahti hun...nazar chook gayi jawaab na de saki pahle

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
7th July 2016, 11:34 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Dear Madhu....bahut hi khoobsurat likha hai aapne, accha lga aapko padna...ham aapki es gazal ko Shayri.com ke facebook ke offical page par share kar rhe hai.

god bless u
Maaf karna di..jane kaise dekha hee nhi ise kab se...

Bahut shukriya aapke pyaar aur sath ka.....

Apki
Madhubala..

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
tabaah
Registered User
tabaah has a spectacular aura abouttabaah has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 239
Join Date: Nov 2013
Rep Power: 12
12th July 2016, 03:19 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Khud se mujhko ek shikayat,Kal bhi thi aur aaj bhi hai...
Aasmaan ke chand ki chahat,Kal bhi thi aur aaj bhi hai.

Jiski nazar ne kabhi na dekha,Tarasati meri nazron ko..
us dilbar ke deed se rahat,Kal bhi thi aur aaj bhi hai.

Khushi mili to raas na aayi,Gam se hi yaree kar li..
nadaan dil ki aisi aadat,kal bhi thi aur aaj bhi hai.

Milne ko to khoob mile hain,Log hame bhi rahon me..
Lekin us kafir se mohabbat,Kal bhi thi aur aaj bhi hai.

Aksar bheega milta hai sirhane ka takiya bhi..
Ishq me dil ki aisi haalat kal bhi thi aur aaj bhi hai..

Lakh bura ho par na jane kyon vo mujhko bhata hai..
Pyaar usi se meri ibadat kal bhi thi aur aaj bhi hai.

Yoon to dil sab janta hai farebi duniya ki batein
Dil todne ki use ijazat kal bhi thi aur aaj bhi hai.
waahhhh bahut khoob Madhu ji . bahut khoob..

Mujse ab Shayriya nahi hoti,
mujhe Lafzo ne maar dala hai...nm
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
13th July 2016, 05:47 PM

Quote:
Originally Posted by Sagar Aashna View Post

Waahh.. Kyaa likha hai. Kamaal he kamaal hai bas. Aapke kalam ki dhaar din-ba-din tez hoti jaa rahi hai.
Khudaa kare aur bhi tez hotii jaaye.

likhte rahiye.

bahot shukriya sahab....

aate rahiye padhte rahiye..
taki likhne ka hausla bana rahe...

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#26)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
18th July 2016, 10:04 AM

Quote:
Originally Posted by Sweet_Rain View Post
Waah madhu ji bahaut khoob...bahaut accaha likha hai aapne. Har ek sher dil ko chu gaya.
Quote:
Originally Posted by Sweet_Rain View Post
Madhu ji, padhkar aapko bahaut accaha laga...aapka likha hamesha hi behad khoobsoorat hota hai...yeh lines kuch jyada hi dil ko chu gayin.

Lakh bura ho par na jane kyon vo mujhko bhata hai..
Pyaar usi se meri ibadat kal bhi thi aur aaj bhi hai.

Yoon to dil sab janta hai farebi duniya ki batein
Dil todne ki use ijazat kal bhi thi aur aaj bhi hai.

Shukriya isse share karne ke liye.

Jiya

Do do baar hausla afzai ka dil se shukriya dear...

Aati raha karo...
Achcha lagta hai..

Tkcr
Madhu

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
28th July 2016, 12:20 PM

Quote:
Originally Posted by tabaah View Post
waahhhh bahut khoob Madhu ji . bahut khoob..
Namaskaar tabaah ji...

Bahot dino ke baad aaye hain aap....khushi huyi ki aapne vaqt nikalkar meei koshish ko padha aur apni rai di....

Behad shukriya..

Salamat rahein....

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#28)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
28th July 2016, 12:21 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
wah madhu jee achha likha hai aapne har sher dil ke kareeb raha
aise hi likhti rahen
duaon ke saath
Bahot bahot abhaar ishq ji.....

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com