Woh aankh su gayi,tu raat hu gayi -
16th March 2009, 04:08 PM
Woh aankh su gayi,tu raat hu gayi
woh aa ke mil gaya, tu baat hu gayi
Phawaar jab hui, nazar bigho gayi
kahaan se aye gi, jo cheez khuo gayi
Katti jo fasal-e-jaa( n),wafa tu hu gayi
jo hunt hanss parre, tu aankh ruo gayi
Jukhaayi jab jabeen, tu namaz hu gayi..!!!
Anil Arora
Naulekahe par tere khoon ki boond hai,
Motiyo ki jagah par jada kaun hai,
Jiski khatir daga chandini se kare,
Puch suraj ki woh dilruba kaun hai?
|