Aansu -
25th August 2008, 05:36 PM
mere sabi Dosto...Ek bar pher se...
Rijaan ka salam....,
Dosto kisi ka ye tohfa mai aap ke samne
pesh kar raha hu muje ummid hai aap
sabi ko jarur pasand aayega....
"ye adat tumhe pagal bana dalegi"
"kisi ke khat ka kabhi intijar mat karna"
"barda hi kharab tajurbe kye naam hai chahat"
"jo tumhe accha lage usse kabhi pyaar mat karna"
Aansu
"Yeh kis kye ziker se ankhon main aa gaye "AANSU" "yeh kis ka naam leya tha abhi abhi humne........"
"Bahut Milteh Hain Jo Hansnye Walo Ko Rula Dyete Hain" "Nahen Milta TU Koye Ansu Ponchnye Wala Nahen Milta"
Usko chaha bhi to iqraar karna na aaya,
Kat gayi umr, hamein pyar karna na aaya,
Usney maanga bhi agar kuch to maangi judaai,
Aur ek hum thay ke inkaar karna na aaya!!!!
|