Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Kambakhat ishq
Old
  (#1)
komalparveen
Banned
komalparveen will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 65
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
Kambakhat ishq - 27th June 2010, 11:11 AM

Kambakht Ishq Hai Jo Sara Jahan Hai Woh
Kab Aata Hai Kab Jaata Hai
Par Rehta Hai Jab Tak Yeh Kambakht Jannat Dikhata Hai -PYAAR TUNE KYA KIA

Repected Bandhu,
Is Shayri ko apne shairon se sazane ke lie yogdaan deejie.

"Katil nigaahon se koi mar jae ye suna tha lekin ab mahsoos kia,
Apne bhi hume nazron se maar dala,
Mudke bhi na dekha,mayoos kia."

"Badi shiddat se dekha karte thhe chhat se, apka school jana,
Ana ghar se bahar ,hilana haath aur batana,........dekh lia."

"Katil nigah tab bhi thi lekin masoom thi,
Honthon ko daba kar muskurana chura lete the jia."

"Ahat hoti thi aapke ane ki ,khuda ka shukar karte the,
Teri salamti ke lie jalate the Mazar pe Deea."

"Ishq kya hai ye lafzon me likhna nahi aata tha,
Sari sari raat jagte the , dil se hook uthti thi..prya-prya."

"Hasna bhi bhool jate the deewangi ka alam,
Qash ke Deewar-E-Mazhb ko hota tod dia."

AB CHAHE HO GAE HO PARAYE LEKIN APKI ARZOO KARTE HAIN,
TASVEER-E-YAAR AUR SOOKHE HUE PHOOL DEKH LAITE HAIN,
JEETE HAIN NA MARTE HAIN.

Apka ye kahna ab bhi hai yaad mujhe ,
Apko kahan khabar hai
Mai teri jaanu hoon tu mera dilbar hai,

Last edited by komalparveen; 27th June 2010 at 11:55 AM..
  Send a message via Skype™ to komalparveen 
Reply With Quote
Old
  (#2)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
27th June 2010, 11:19 AM

komal saahab...

formatting zara ulajh gayi hai apke is kalaaaam ke

zara jaha jaha sher likha hai apne
us us sher ko inverted comma laga dijiye
jisse pata chale ki sher kaha kaha hai

aur hum unka aanand le sake.....



regards
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
27th June 2010, 11:23 AM

Dude yahan is thread mein kahin koi 'sher' nahi hai meri Display pic ke alawa...

Yahan tou sirf....

A------------For Apple
B------------For Bada Apple
C------------For Chota Apple

istarha ka kambakht ishq hai hahaha
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
secret admirer
Registered User
secret admirer is just really nicesecret admirer is just really nicesecret admirer is just really nicesecret admirer is just really nice
 
Offline
Posts: 473
Join Date: Mar 2010
Location: New Delhi
Rep Power: 18
27th June 2010, 01:34 PM

Quote:
Originally Posted by komalparveen View Post


"Badi shiddat se dekha karte thhe chhat se, apka school jana,

komal bhai apni umar ke hisaab se kuch jayada neeche nahi chale gaye aap......(school ki bacchi) ishq andha hota hai suna tha par itna tauba tauba

Ana ghar se bahar ,hilana haath aur batana,........dekh lia."

komal bhai pure mohalle ko bhi bata diya....
.................................................. ........kya likha hai aapne mujhe bhi samajh nahi aaya bhai......plz....mujhe bhi samjhayeiN


Na tha main to khuda tha, kuch na hota to khuda hota?
mitaya mujh ko hone ne, na hota main to kya hota !!
(NM)

Last edited by secret admirer; 27th June 2010 at 01:44 PM..
  Send a message via Yahoo to secret admirer  
Reply With Quote
Irshaad
Old
  (#5)
crazyshayer
Registered User
crazyshayer is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 2
Join Date: Jun 2010
Location: london
Rep Power: 0
Irshaad - 27th June 2010, 03:20 PM

Hello every1,
iam new to this shayri.com. will u guys plz make me ur frnd.


ab khoon ke har katre mein,
bus unka hi naam hota hain.
din raat apko yaad karna.
hum jaise shayaro ka kaam hota hain .

thoda yaad hume bhi kiya karo shayad apke dil me hamara bhi naam hota hai.


thank you.......
  Send a message via Yahoo to crazyshayer Send a message via Skype™ to crazyshayer 
Reply With Quote
say......everyone irshaaaaaad....
Old
  (#6)
crazyshayer
Registered User
crazyshayer is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 2
Join Date: Jun 2010
Location: london
Rep Power: 0
say......everyone irshaaaaaad.... - 29th June 2010, 01:21 AM


yeh kya kiya kai meray sabr ki deewar giraadee
mai to munkir bhi naheen phir mujhay kahay ki saaza dee

bichad kai qaaflay se ajnabi rastoo'n pe chalee
to yeh huwa meri pehchaan bhi sulee pai chadhaa dee

mausam aatay rahay par voh naheen ab tak
mausam-e-gul naheen ataa kisi nai aag laga dee

dil jalaatee rahee ghar bhar mai roshni kai liyain
tum nai yuk lakht meray dilki yeh qandeel bujhaa dee

meray rone se kisi ko koi takleef na ho
tu maine farsh-e-azaa ghar ke ek kone mai bichadee

kitni veeran hain yeh sooch kai rastay saray
ek umeed the voh bhi kaheen rastay mai giraadee..
  Send a message via Yahoo to crazyshayer Send a message via Skype™ to crazyshayer 
Reply With Quote
Old
  (#7)
manu janu
Banned
manu janu is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 48
Join Date: Jun 2010
Location: parwat ke peechhe chambe da gao'n
Rep Power: 0
5th July 2010, 08:00 AM

komal bhai kya sookhe phoolo'n ko tag kar dia hai ? by date or year.
  Send a message via Skype™ to manu janu 
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com