 |
|
|
|
|
 |
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,185
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 24
|
baaton baaton me..... -
2nd September 2014, 07:37 PM
Badi masoomiyat se usne poochi ek baat baaton baaton me....
Kya sochti rahti ho tum jo soti nahi ho raaton me...
Kya khwahish hai jo seene me daba rakhi hai...
Kya chchipa rakha hai jo ye dard hai zazbaaton me....
Uske sawaal mujhe khamosh kar gaye the....
Jo de sake jawab vo dil bhi to tha uske hathon me....
Har jawab me vo hi hai mere hamesha se....
Usi ki surat dikhi aaj bhi sawalaton me....
Vo der tak dekhta raha ki aaj kuch kahoongi main....
Main der tak khoyi rahi uske hi khayalaton me....
Phir vahi darr ki vo door na ho jaye gar jawab doon to...
Lo Aaj phir bahlaya usko baaton baaton me.....
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,298
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 52
|
2nd September 2014, 08:16 PM
Phir vahi darr ki vo door na ho jaye gar jawab doon to...
Lo Aaj phir bahlaya usko baaton baaton me..
Bohat khoob madhu ji................
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
~$uper M0der@tor~
Offline
Posts: 8,400
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 56
|
2nd September 2014, 08:35 PM
Quote:
Originally Posted by Madhu 14
Badi masoomiyat se usne poochi ek baat baaton baaton me....
Kya sochti rahti ho tum jo soti nahi ho raaton me...
Kya khwahish hai jo seene me daba rakhi hai...
Kya chchipa rakha hai jo ye dard hai zazbaaton me....
Uske sawaal mujhe khamosh kar gaye the....
Jo de sake jawab vo dil bhi to tha uske hathon me....
Har jawab me vo hi hai mere hamesha se....
Usi ki surat dikhi aaj bhi sawalaton me....
Vo der tak dekhta raha ki aaj kuch kahoongi main....
Main der tak khoyi rahi uske hi khayalaton me....
Phir vahi darr ki vo door na ho jaye gar jawab doon to...
Lo Aaj phir bahlaya usko baaton baaton me.....
|
clap clap clap...... beautifully expressed Madhu ji........
likhtii rahen
Shaad....
|
|
|
|
|
"Just A Soul"
Offline
Posts: 39
Join Date: Jul 2014
Location: kanpur
Rep Power: 0
|
2nd September 2014, 09:15 PM
thanks for sharing it. apna pan sa laga aapki peshkash se... behad khubsurat
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 40
|
3rd September 2014, 03:51 AM
Phir vahi darr ki vo door na ho jaye gar jawab doon to...
Lo Aaj phir bahlaya usko baaton baaton me.....
waaahhh! Madhu jee,
Jazbaat aur ehsaasaat ko ba-khoobi bayaaN kiya hai aap ne
apne kalaam meiN....
DherooN dherooN daad iss besh-qeemati kaawish ke liye! 
Likhti rahiye,,
DuaooN ke saath,
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,185
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 24
|
4th September 2014, 01:00 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
Phir vahi darr ki vo door na ho jaye gar jawab doon to...
Lo Aaj phir bahlaya usko baaton baaton me..
Bohat khoob madhu ji................
|
Pasand karne ke liye bahut shukriya zainy ji........... 
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 364
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 22
|
4th September 2014, 01:29 PM
baaton baaton me.....Bohut khoob Madhuji......a good poetic writing.
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,185
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 24
|
5th September 2014, 04:38 PM
Quote:
Originally Posted by sameer'shaad'
clap clap clap...... beautifully expressed Madhu ji........
likhtii rahen
Shaad....
|
Thank u very much for appreciation. ....shaad ji.
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,185
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 24
|
7th September 2014, 11:55 AM
Quote:
Originally Posted by mujib66
baaton baaton me.....Bohut khoob Madhuji......a good poetic writing.
|
.......thank u very much...mujib ji.....yoon hi aate rahein....
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Member
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 22
|
7th September 2014, 01:26 PM
Madhu ji ,
Kya baat hai.bahut khoob ...jab parne wala vohi mehsoos kare jo likhne wala
keh raha hai , tau meri nazar mein aap ka likhna purn ho gaya.
Aap jis gehrayi mein bari saral andaz mein pahumch jaate ho , vo
kabile tareef hai.
Yun hi likhte rahein .
Sanjay Sehgal
khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,185
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 24
|

9th September 2014, 11:02 PM
Bahut khushi huyi naaz ji ye jaankar ki meri likhi nazm aapke dil tak pahunchi......meri koshish kaamyaab huyi agar isne kisi k dil ko chchua.....meri har ek koshish ko dil se samajhne k liye main aapki bahut shukraguzar hoon...aap ko jitna jana hai maine aap behad khushmizaz hain...aise hi hamesha muskrate rahein khush rahein...duaon k sath....
Madhu
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 1,111
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 34
|
10th September 2014, 12:39 AM
Bohut khoob madhu...... Loved it.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 243
Join Date: Sep 2014
Location: New Delhi
Rep Power: 10
|
10th September 2014, 11:56 AM
Quote:
Originally Posted by Madhu 14
Badi masoomiyat se usne poochi ek baat baaton baaton me....
Kya sochti rahti ho tum jo soti nahi ho raaton me...
Kya khwahish hai jo seene me daba rakhi hai...
Kya chchipa rakha hai jo ye dard hai zazbaaton me....
Uske sawaal mujhe khamosh kar gaye the....
Jo de sake jawab vo dil bhi to tha uske hathon me....
Har jawab me vo hi hai mere hamesha se....
Usi ki surat dikhi aaj bhi sawalaton me....
Vo der tak dekhta raha ki aaj kuch kahoongi main....
Main der tak khoyi rahi uske hi khayalaton me....
Phir vahi darr ki vo door na ho jaye gar jawab doon to...
Lo Aaj phir bahlaya usko baaton baaton me.....
|
Bhut khoob andaaz-e-bayan hai aapka madhu ji.....gaheri soch aur uski adaayagi bhi kamaal ki hai.....mubarakbaad aapko!!!
Bahut gumraah karna chahta hai aaina mujhko !
Magar wo apni hi fitrat se hardam haar jaata hai !! (Pankaj Mishra 'Nawaab')
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,185
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 24
|

11th September 2014, 12:30 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan
Phir vahi darr ki vo door na ho jaye gar jawab doon to...
Lo Aaj phir bahlaya usko baaton baaton me.....
waaahhh! Madhu jee,
Jazbaat aur ehsaasaat ko ba-khoobi bayaaN kiya hai aap ne
apne kalaam meiN....
DherooN dherooN daad iss besh-qeemati kaawish ke liye! 
Likhti rahiye,,
DuaooN ke saath,
|
Bahut bahut shukriya hassan ji pasandgi k liye....yoon hi sath dete rahein aate rahein..
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,185
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 24
|

17th September 2014, 02:49 PM
Quote:
Originally Posted by Hamdam
Madhu ji ,
Kya baat hai.bahut khoob ...jab parne wala vohi mehsoos kare jo likhne wala
keh raha hai , tau meri nazar mein aap ka likhna purn ho gaya.
Aap jis gehrayi mein bari saral andaz mein pahumch jaate ho , vo
kabile tareef hai.
Yun hi likhte rahein .
Sanjay Sehgal
|
Sanjay ji bahut dhanywaad aapki baton se bahut hausla mila...yoon hi sath dete rahein...
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,235
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 20
|
18th September 2014, 10:10 PM
Madhu ji
Aaj pehle baar aapko padha.bahut khoobsurat rachna hay.mere daad kabul kijeyega
keep smiling 
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,185
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 24
|

11th October 2014, 09:13 PM
Quote:
Originally Posted by masti
Bohut khoob madhu...... Loved it.
|
Bahut bahut shukriya..sarika ji....yoon hi aate rahiye..
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,185
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 24
|
17th February 2015, 11:09 AM
Quote:
Originally Posted by madishanu
thanks for sharing it. apna pan sa laga aapki peshkash se... behad khubsurat
|
Shukriya madhishanu ji..
aate rahein..
khush rahein..
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,185
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 24
|
23rd April 2015, 11:22 AM
[QUOTE=Pankaj Mishra;468269][COLOR="DarkOliveGreen"][SIZE="3"][B]Bhut khoob andaaz-e-bayan hai aapka madhu ji.....gaheri soch aur uski adaayagi
Hausala afzai ka behad shukriya pankaj jii....aap doston ke sath ki hamesha zaroorat hai....
aate rahiye....
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Main shayar to nahin.....
Offline
Posts: 2,783
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 46
|
27th April 2015, 08:55 PM
Madhu ji ,
Kya baat hai.bahut khoob .waah
एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था
Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 745
Join Date: Oct 2009
Location: new york U.S.A.
Rep Power: 24
|
27th April 2015, 09:48 PM
originally posted by Madhu
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Badi masoomiyat se usne poochi ek baat baaton baaton me....
Kya sochti rahti ho tum jo soti nahi ho raaton me...
Kya khwahish hai jo seene me daba rakhi hai...
Kya chchipa rakha hai jo ye dard hai zazbaaton me....
Uske sawaal mujhe khamosh kar gaye the....
Jo de sake jawab vo dil bhi to tha uske hathon me....
Har jawab me vo hi hai mere hamesha se....
Usi ki surat dikhi aaj bhi sawalaton me....
Vo der tak dekhta raha ki aaj kuch kahoongi main....
Main der tak khoyi rahi uske hi khayalaton me....
Phir vahi darr ki vo door na ho jaye gar jawab doon to...
Lo Aaj phir bahlaya usko baaton baaton me.....
fully appreiated........ek massom si,masoomiat se likhi hui kavita
well written and well expressed.
rajinderseep
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 10
|

28th April 2015, 07:05 PM
Quote:
Originally Posted by Madhu 14
Badi masoomiyat se usne poochi ek baat baaton baaton me....
Kya sochti rahti ho tum jo soti nahi ho raaton me...
Kya khwahish hai jo seene me daba rakhi hai...
Kya chchipa rakha hai jo ye dard hai zazbaaton me....
Uske sawaal mujhe khamosh kar gaye the....
Jo de sake jawab vo dil bhi to tha uske hathon me....
Har jawab me vo hi hai mere hamesha se....
Usi ki surat dikhi aaj bhi sawalaton me....
Vo der tak dekhta raha ki aaj kuch kahoongi main....
Main der tak khoyi rahi uske hi khayalaton me....
Phir vahi darr ki vo door na ho jaye gar jawab doon to...
Lo Aaj phir bahlaya usko baaton baaton me.....
|
Madhu ji, yeh meri nazroN se chhuut gaya thaa.
Kyaa anmol khazaana hai jo aapki qalam se nikalta hai.
Bohot baDhiya.
Likhte raheiN.
Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,185
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 24
|
14th June 2015, 05:33 PM
Quote:
Originally Posted by sukanya
Madhu ji
Aaj pehle baar aapko padha.bahut khoobsurat rachna hay.mere daad kabul kijeyega
keep smiling 
|
Bahut bahut shukriya sukanya ji aapko yahaan dekhakar bahut khushi ho rahi hai.....
Aage bhi aate rahiyega.....
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,185
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 24
|
25th March 2017, 12:45 AM
Quote:
Originally Posted by aru
Madhu ji ,
Kya baat hai.bahut khoob .waah
|
Shukriya Arvind................
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,185
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 24
|
26th March 2017, 04:54 PM
Quote:
Originally Posted by rajinderseep
originally posted by Madhu
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Badi masoomiyat se usne poochi ek baat baaton baaton me....
Kya sochti rahti ho tum jo soti nahi ho raaton me...
Kya khwahish hai jo seene me daba rakhi hai...
Kya chchipa rakha hai jo ye dard hai zazbaaton me....
Uske sawaal mujhe khamosh kar gaye the....
Jo de sake jawab vo dil bhi to tha uske hathon me....
Har jawab me vo hi hai mere hamesha se....
Usi ki surat dikhi aaj bhi sawalaton me....
Vo der tak dekhta raha ki aaj kuch kahoongi main....
Main der tak khoyi rahi uske hi khayalaton me....
Phir vahi darr ki vo door na ho jaye gar jawab doon to...
Lo Aaj phir bahlaya usko baaton baaton me.....
fully appreiated........ek massom si,masoomiat se likhi hui kavita
well written and well expressed.
rajinderseep
|
Bahot bahot shukriya apka rajinderseep ji..........
Regards
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,185
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 24
|
14th October 2017, 09:33 PM
Quote:
Originally Posted by Sagar Aashna
Madhu ji, yeh meri nazroN se chhuut gaya thaa.
Kyaa anmol khazaana hai jo aapki qalam se nikalta hai.
Bohot baDhiya.
Likhte raheiN.
|
Bahot shukriya janaab ...khajane ki parakh karne Wala jauhri hee hota Hai....
Achcha laga aapne padha....aate raha kariye aap doston ka sath likhte rahne ka hausla deta Hai....
Madhu
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 34
Join Date: Jan 2018
Location: Delhi
Rep Power: 0
|
3rd April 2018, 12:20 PM
bahut khub likhaa hai madhu ji.
Quote:
Originally Posted by Madhu 14
Badi masoomiyat se usne poochi ek baat baaton baaton me....
Kya sochti rahti ho tum jo soti nahi ho raaton me...
Kya khwahish hai jo seene me daba rakhi hai...
Kya chchipa rakha hai jo ye dard hai zazbaaton me....
Uske sawaal mujhe khamosh kar gaye the....
Jo de sake jawab vo dil bhi to tha uske hathon me....
Har jawab me vo hi hai mere hamesha se....
Usi ki surat dikhi aaj bhi sawalaton me....
Vo der tak dekhta raha ki aaj kuch kahoongi main....
Main der tak khoyi rahi uske hi khayalaton me....
Phir vahi darr ki vo door na ho jaye gar jawab doon to...
Lo Aaj phir bahlaya usko baaton baaton me.....
|
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,185
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 24
|
4th April 2018, 05:48 PM
Quote:
Originally Posted by MANOJTANHA
bahut khub likhaa hai madhu ji.
|
Manoj ji.. Ehsaason Ko mahsoos kiya aapne Behad khushi huyi... Mere kalaam Ko padhne Aur sdc me shirkat karne ke liye dil se shukriya...
Points ke liye phir se shukriya..☺️aate rahiyega
Khush rahein..
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2019, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
 |