Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Kuch Keh Nahi Sakti..
Old
  (#1)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
Sad Kuch Keh Nahi Sakti.. - 8th July 2002, 11:39 PM

Kuch keh nahi sakti.......
Buri aadat hai meri,
Mujhse chote hon ya mujhse bade,
ya phir mere hum umar,
par main kisi ko kuch keh nahi sakti.

Sun sakti hun, dekh sakti hun,
mehsoos kar sakti hun, seh sakti hun,
par kuch keh nahi sakti.

Jitna bhi kabhi kehne ki karti hun koshish,
pata nahi kya cheez mujhe rok leti hai,
aur phir mein kisi se kuch keh nahi sakti.

Dekha hai jo bhi, Jo bhi mehsoos kiya hai,
acha nahi laga,
lekin main kuch keh nahi sakti.

Bahut buri hun main, bahut galat hun,
sabhi mujhse naraaz hain, sabhi to khafa hain,
par safai main de nahi sakti.
Main kisi se kuch keh nahi sakti.

Jise bhi pyar karti hun, woh hi
mere khilaaf ho jata hai.
phir mujh mein sirf buraaiyan hi nazar aati hain.
un sab ki aankhon ka yeh parda main hatta nahi sakti,
Main kisi se kuch keh nahi sakti,
Main kisi se kuch keh nahi sakti.
nahi keh sakti!



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Old
  (#2)
netmusafir
Adna sa musafir
netmusafir has a spectacular aura aboutnetmusafir has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 19
Join Date: Jul 2002
Location: London
Rep Power: 0
Thumbs up 10th July 2002, 01:53 PM

bahut he acchi koshish hai, apne ehasa ko bayan karne ki.

lagta hai kisi ne aap ka dil bahut dukhaya hai.
shayad mai ye samajh sakta hoon kyon ki mai bhi is ehsas se gujar chuka hoon, gujar raha hoon..........
   
Reply With Quote
yehi to rona hai
Old
  (#3)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
Sad yehi to rona hai - 11th March 2003, 12:05 AM

yehi to rona hai..
dil bhi dukhaaya to usi ne,
jise apni zindagi maana humne..



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sweetmuskan
Registered User
sweetmuskan is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 9
Join Date: Mar 2003
Rep Power: 0
12th March 2003, 06:10 PM

chaahat dear

wonderful way of expressing yr feelings.
main samaj rahin hun ki tum par kya bit rahi hogi.

when the person who stops u crying is the person now who makes u cry.

go on writing such dard bhari shayris . Best of luck


muskan

always keep smiling
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
7th August 2004, 02:50 AM

Muskan ji,
Mera likha pasand karne ke liye bahut bahut shukriya..

Haan shukriya kehne mein kaafi der laga di maine..

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
7th August 2004, 06:14 PM

Sun sakti hun, dekh sakti hun,
mehsoos kar sakti hun, seh sakti hun,
par kuch keh nahi sakti,
Buri aadaat hain meri...

Dear Priya Jee, dilko chhoogaayi hain ye...ek khamoshi shayad hi kisi ko kabhi sunaidein....... Dilki gehraion se Daad aur shukriya kubool kijiyega. Younhi likhte rahiyega. Ek gana: Rahe na rahe hum*mehka karenge banke kali banke saba baage Bafa mein Rahe na rahe hum...Mamta Film ki gana...baas younhi likh gaayi! Khush rahiye yeh Duwaaen hamesha se hain aur rahegi. Do take care of yourself. God bless you.

Keep smilling.......


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
12th August 2004, 08:45 PM

Aap aati hai bahaar aapke peeche peeche kheenchi aati hai...

Aapke bina bahut adhoori thi yeh post... ab kuch theek hia...

Bahut bahut shukriiya Shimul ji!

Khush rahiye..

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Thanks...
Old
  (#8)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Thanks... - 13th August 2004, 05:51 PM

Dear Priya Jee, Umeed karti houn aap theek hongi. Khushi houi jankar jo mere aane se kuch theek houi...shukriya. Ek baat kehdoun? Meri ek naam ke mane Bahar hain... As in Zephyr...just thought you would like to know. khush rahiye yeh Duwaon ke sath ijaazat chahoungi. Do take care of yourself. God bless you.

Keep smilling.......


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
13th August 2004, 07:04 PM

to maine galat to nahi kaha tha...

Aap aayin bahaar aayi...



Khush rahiye..

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Mohabbat Mar Nahi Sakti... muskaan khan Shayri-e-Ishq 11 12th August 2008 08:54 PM
mar nahi sakti...mera nahi hai ye shair tarunraghav7 Aapki Shayri 2 18th March 2005 09:20 PM
bhula nahi sakti chaahat Anjuman-e-Shayri 1 3rd April 2004 02:47 AM
Mar Nahi Sakti mitaparekh1@hot Shayri-e-Dard 4 17th June 2003 10:05 AM
mohabbat mar nahi sakti RICKY_DIL_SE Anjuman-e-Shayri 0 21st January 2002 10:48 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com