Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
roothe ZAKHMON ko fir manaana hai...
Old
  (#1)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
Post roothe ZAKHMON ko fir manaana hai... - 5th August 2013, 09:27 AM

roothe lafzoN ko ab manaana hai,
zakhm mera hai kya dikhana hai...

door ho kar kareeb aa jaao,
paas aa kar to door jana hai...

ishq hota tha, ishq karte haiN,
vo zamana tha, ye zamana hai...

dil ka dil ne hai qatl dil se kiya,
dil hi dil meN ye dil diwaana hai...

meri mushkil bhi dekhiye to zara,
aate hiN vo kaheN ki jana hai...

ishq rehta nahin bahut din ab,
bas kiraaye pe dil chadhana hai...

zakhm ab julm ki gawaahi na deN,
roothe zakhmoN ko fir manaana hai...

tumne milna kaha so milte haiN,
tumko tumse mujhe milana hai...

vo zamaana mera zamaana tha,
ye zamaana tera zamaana hai...

lafz sab haath paauN jode khade
'taish' kitnoN ko ab rulaana hai...

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#2)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
5th August 2013, 12:51 PM

Acchi koshish rahi aapki taish ji..................

Neeche likhe sher me Misraa behr se jaata rahaa.... aap ek baar khud dekh len.

zakhm ab julm ki gawaahi na deN,
roothe zakhmoN ko fir manaana hai...

ye sher accha jaan paDaa....

door ho kar kareeb aa jaao,
paas aa kar to door jana hai...

Acchaa hai magar wo baat nahi jiski aapse ummeed hai.... kuch khaas kar dikhaaiye kisi baar jiske aap mahaarathi hain...

likhte rahiye

Shaad...........

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
5th August 2013, 01:53 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post

salaam saaheb,

jis sher pe aapne baat ki hai meri nazar se to vo durust hai...

2122 1212 112

aur

2122 1212 22

Agar ye dono beh'reN interchangable na hoN to ye sher beh'r se khaariz, maiN ye jaan.na chaahta hun ki aakhir aapko aisa kyuN laga...

zakh-2m-1 ab-2 jul-2m-1 ki-2 ga-1waa-2hi-1 na-1 deN-2,
roo-2the-1 zakh-2 moN-2 ko-1 fir-2 ma-1naa-2na-2 hai-2...

aur janaab jahaaN tak mujhe pata hai aakhiri 22(maqtu) ke arkaan ko hum bakhoobi 112 pe le sakte haiN, ye poori tarah se jaayaz hai...

Aap is cheez ki tafteesh kar leN, aur agar kuch aisa ho jo hume pata na ho, to beshaq se humare ilm me izaafaa kareN... Aapke jawaab ka besabri se intezaar rahega...

--Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#4)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
6th August 2013, 05:19 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Acchi koshish rahi aapki taish ji..................

Neeche likhe sher me Misraa behr se jaata rahaa.... aap ek baar khud dekh len.

zakhm ab julm ki gawaahi na deN,
roothe zakhmoN ko fir manaana hai...

ye sher accha jaan paDaa....

door ho kar kareeb aa jaao,
paas aa kar to door jana hai...

Acchaa hai magar wo baat nahi jiski aapse ummeed hai.... kuch khaas kar dikhaaiye kisi baar jiske aap mahaarathi hain...

likhte rahiye

Shaad...........

amaan miyaan ab to bata do bhai jaan ki sher beh'r se kaise jaa raha hai, badi asmanjas meN daal diya hai aapne...

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#5)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
7th August 2013, 09:32 AM

yaar mujhe is sher ke oola misra me thoda confusion ho raha tha...

zakhm ab julm ki gawaahi na deN,
roothe zakhmoN ko fir manaana hai...

mujhe lafz gawaahi se aetraaz tha... gawaahi ko 122 zyada suit ho raha hai bajaay 121 ke... baaaki baaten jo aapne likhiN wo sab durust hain unki main baaat hi nahi kar rahaa...

aur agar aap lafz "na" hataa deIn uula se fir dekhiye misra kitna rawaan hota hai....

wese sher aapka hai marzi bhi aapki honi chahiye.... aap gawahi likheN ya gawahee likheN aapki marzi... likhne ko aap 111 bhi llikh sakte hain yaar sher aapka sher ke haqdaar bhi aap...

mujhe jo sahi lga maine keh diyaa.... agar aapko bura laga ho to maafi

take care... likhte rahiye...

Shaad.................

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
8th August 2013, 01:40 PM

hmmm sehmat hun janaab main aapki baat se, par rawaangi ke liye khayal ko kamtar nahin kiya maine, kyuNki zaahir si baat hai ki zakhm gawaahi dete haiN, par zakhm bhi ja saqhs ko daga de...

aur rahi janaab baat ka bura maan.ne ki, to aisa kuch bhi nahiN hai, maiN to chaahta huN ki yahaaN baat ho behas ho shayri pe, par qaayde ki behas ho, dharm, ego ki na ho, isse hume bhi faayeda hoga aur naye logoN ko bhi... ahcha laga ki is baar kam se kam aapne baat to ki, umeed karta huN ye silsila aage bhi yuNhi chalta rahegaa...

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com