Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri Ki Paathshaala

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Sdc ghazal 1- draft
Old
  (#1)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
Sdc ghazal 1- draft - 7th July 2014, 08:10 PM

dosto , aapke sher kuch is tarah se corrections kiye hai maine.
ye final graft nahi hai.
aap sabko ijazat hai ki aap ko agar kuch pasand nahi aaye to self correct kar den.
kuch sher beher se out the unhe shayar hi ke lafzo me beherband karne ki koshish ki hai...jisse thought na badle.
kuch grammatical errors hataii hai.
thats all.
any one can comment on any sher and provide his version for any sher.
if the writer consents to further correction done by any member , then that sher will be accepted.

Mere AaGhaaze muhabbat ki kahaanii hai ye,
kisii gulposh haseenaa ki nishaanii hai ye.....(Shaad)

roz karte hain muhabbat meiN jo marne ki baat
ye muhabbat hai puraanii ke jawaanii hai ye.... (zarraa)

hai chaman unse hi roshan ,hai ye mehfil bhii jawaaN,
hai karishma ya adaa unki suhaani hai ye........ (aadeil)

Ishq ki raah meiN wo tod ke taare laaye
Dil e khushfehm ko ummeed jataani hai yeH... (zainy)

Imtehaa, shokiyaa bhi lene lagi hain mere
Tishnagi qurbato se abto mitani hai ye.......(naaz)

Kabhi ye khilte nahi gul ki tarah din me par
Karay mad-hosh ye shab, raat kee raani hai ye!... (Ahmad hyderabadi)

Mai bhi ashiq ,nahi hone ka, bharam rakh lunga
Tum bhi kah dena ke afwaah puraani hai ye ....... (zidd
)

Last edited by zidd; 7th July 2014 at 08:12 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
7th July 2014, 11:08 PM

Bahaut achchha lag raha hai ye first draft. Sabhi aashaar ko achchhee tarah clean up kiya aap ne. Kaafi had tak aisa lag raha hai ki ek hi shayar ne mukammal ghazal kahi hai.


Ek chhota sa observation hai ghazal aur mere kahe hue sher ke mutalliq. JahaaN baaki sabhi aashaar meiN ye clear hai ki kis person ke hawaale se baat kahi ja rahi hai, jaise "maiN", "wo" ya "un", lekin mere sher meiN ye saaf naheeN ho raha hai. To usey baaki aashaar se consistent banaane ke liye, misra-e-oola meiN "jo" ki jagah "wo" kaha jaaye to meaning wahi rahega, consistency thodi badh jaayegi.


maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
7th July 2014, 11:49 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
dosto , aapke sher kuch is tarah se corrections kiye hai maine.
ye final graft nahi hai.
aap sabko ijazat hai ki aap ko agar kuch pasand nahi aaye to self correct kar den.
kuch sher beher se out the unhe shayar hi ke lafzo me beherband karne ki koshish ki hai...jisse thought na badle.
kuch grammatical errors hataii hai.
thats all.
any one can comment on any sher and provide his version for any sher.
if the writer consents to further correction done by any member , then that sher will be accepted.

Mere AaGhaaze muhabbat ki kahaanii hai ye,
kisii gulposh haseenaa ki nishaanii hai ye.....(Shaad)

roz karte hain muhabbat meiN jo marne ki baat
ye muhabbat hai puraanii ke jawaanii hai ye.... (zarraa)

hai chaman unse hi roshan ,hai ye mehfil bhii jawaaN,
hai karishma ya adaa unki suhaani hai ye........ (aadeil)

Ishq ki raah meiN wo tod ke taare laaye
Dil e khushfehm ko ummeed jataani hai yeH... (zainy)

Imtehaa, shokiyaa bhi lene lagi hain mere
Tishnagi qurbato se abto mitani hai ye.......(naaz)

Kabhi ye khilte nahi gul ki tarah din me par
Karay mad-hosh ye shab, raat kee raani hai ye!... (Ahmad hyderabadi)

Mai bhi ashiq ,nahi hone ka, bharam rakh lunga
Tum bhi kah dena ke afwaah puraani hai ye ....... (zidd
)

waqay bohat achchi ghazal bani hai......




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#4)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
8th July 2014, 02:23 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
dosto , aapke sher kuch is tarah se corrections kiye hai maine.
ye final graft nahi hai.
aap sabko ijazat hai ki aap ko agar kuch pasand nahi aaye to self correct kar den.
kuch sher beher se out the unhe shayar hi ke lafzo me beherband karne ki koshish ki hai...jisse thought na badle.
kuch grammatical errors hataii hai.
thats all.
any one can comment on any sher and provide his version for any sher.
if the writer consents to further correction done by any member , then that sher will be accepted.

Mere AaGhaaze muhabbat ki kahaanii hai ye,
kisii gulposh haseenaa ki nishaanii hai ye.....(Shaad)

roz karte hain muhabbat meiN jo marne ki baat
ye muhabbat hai puraanii ke jawaanii hai ye.... (zarraa)

hai chaman unse hi roshan ,hai ye mehfil bhii jawaaN,
hai karishma ya adaa unki suhaani hai ye........ (aadeil)

Ishq ki raah meiN wo tod ke taare laaye
Dil e khushfehm ko ummeed jataani hai yeH... (zainy)

Imtehaa, shokiyaa bhi lene lagi hain mere
Tishnagi qurbato se abto mitani hai ye.......(naaz)

Kabhi ye khilte nahi gul ki tarah din me par
Karay mad-hosh ye shab, raat kee raani hai ye!... (Ahmad hyderabadi)

Mai bhi ashiq ,nahi hone ka, bharam rakh lunga
Tum bhi kah dena ke afwaah puraani hai ye ....... (zidd
)
Behad laa jawaab ghazal banke nikhar aayee hai .......



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
8th July 2014, 04:18 PM

I repeat once again freinds..any member can suggest correction on any sher above.
it is not necessary to be a participant to suggest.
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
furqann
Registered User
furqann has a spectacular aura aboutfurqann has a spectacular aura about
 
furqann's Avatar
 
Offline
Posts: 159
Join Date: Jul 2014
Location: mumbai
Rep Power: 11
10th July 2014, 10:20 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
dosto , aapke sher kuch is tarah se corrections kiye hai maine.
ye final graft nahi hai.
aap sabko ijazat hai ki aap ko agar kuch pasand nahi aaye to self correct kar den.
kuch sher beher se out the unhe shayar hi ke lafzo me beherband karne ki koshish ki hai...jisse thought na badle.
kuch grammatical errors hataii hai.
thats all.
any one can comment on any sher and provide his version for any sher.
if the writer consents to further correction done by any member , then that sher will be accepted.

Mere AaGhaaze muhabbat ki kahaanii hai ye,
kisii gulposh haseenaa ki nishaanii hai ye.....(Shaad)

roz karte hain muhabbat meiN jo marne ki baat
ye muhabbat hai puraanii ke jawaanii hai ye.... (zarraa)

hai chaman unse hi roshan ,hai ye mehfil bhii jawaaN,
hai karishma ya adaa unki suhaani hai ye........ (aadeil)

Ishq ki raah meiN wo tod ke taare laaye
Dil e khushfehm ko ummeed jataani hai yeH... (zainy)

Imtehaa, shokiyaa bhi lene lagi hain mere
Tishnagi qurbato se abto mitani hai ye.......(naaz)

Kabhi ye khilte nahi gul ki tarah din me par
Karay mad-hosh ye shab, raat kee raani hai ye!... (Ahmad hyderabadi)

Mai bhi ashiq ,nahi hone ka, bharam rakh lunga
Tum bhi kah dena ke afwaah puraani hai ye ....... (zidd
)

bohat khoobsurat nazam bani hai Aisa lagta hai ek hi shayar ne poori namaz likhi hai Sach jawaab nahi aap sabka

ek sher isi se related aap sabki nazar me pesh karna chata hu aise hi labo pe kuch lines Aa gayi apne ehsaas ko isme shamil karne ki koshish kar raha hu ummeed hai aap sabko pasand aaye kuch kami ho to zarur batayga


tum mujhe chor Gaye ho tanha raahon me
teri yaadon me ab umar bitani hai ye
bin tere kuch bhi nahi meri zindagi ki waqat
ishq me tere ab Jaan lutani hai ye

qeemat ko urdo me shayad waqat kehte hai mujhe yaad nahi Aa raha agar kuch galti ho to maafi chahta hu



safar yun hi Kat jaye khushyon bhara
sa
dua hai rahe saath yun hi hamara
ye mehfil hamesha sab yun hi sajana
ham na ho jahaa'n me to yaad rakhe zamana



I like 2 wlk in rain bez its hide my
tears bcz

My smile is fake.......

Last edited by furqann; 10th July 2014 at 10:26 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
10th July 2014, 10:30 PM

Quote:
Originally Posted by furqann View Post
bohat khoobsurat nazam bani hai Aisa lagta hai ek hi shayar ne poori namaz likhi hai Sach jawaab nahi aap sabka

ek sher isi se related aap sabki nazar me pesh karna chata hu aise hi labo pe kuch lines Aa gayi apne ehsaas ko isme shamil karne ki koshish kar raha hu ummeed hai aap sabko pasand aaye kuch kami ho to zarur batayga


tum mujhe chor Gaye ho tanha raahon me
teri yaadon me ab umar bitani hai ye
bin tere kuch bhi nahi meri zindagi ki waqat
ishq me tere ab Jaan lutani hai ye

qeemat ko urdo me shayad waqat kehte hai mujhe yaad nahi Aa raha agar kuch galti ho to maafi chahta hu
accha kaha aapne furqan bhai..
is sher ko bhi is ghazal me incorporate kar denge.

aap dusri ghazal jo current hai uspar sher kahiye.

mai ye ghazal jab final 15th july ko publish hogi to aapka sher isme shamil kar dunga, usse pahle

regards

(waise aaapka signature is really laajawaab)
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
furqann
Registered User
furqann has a spectacular aura aboutfurqann has a spectacular aura about
 
furqann's Avatar
 
Offline
Posts: 159
Join Date: Jul 2014
Location: mumbai
Rep Power: 11
10th July 2014, 10:44 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
accha kaha aapne furqan bhai..
is sher ko bhi is ghazal me incorporate kar denge.

aap dusri ghazal jo current hai uspar sher kahiye.

mai ye ghazal jab final 15th july ko publish hogi to aapka sher isme shamil kar dunga, usse pahle

regards

(waise aaapka signature is really laajawaab)
hosla afzai ka shukriya bhai ye aapka badappan hai warna ham is qabil Kaha

koshish karta hu dusri gazal par bhi sher likhne ko



safar yun hi Kat jaye khushyon bhara
sa
dua hai rahe saath yun hi hamara
ye mehfil hamesha sab yun hi sajana
ham na ho jahaa'n me to yaad rakhe zamana



I like 2 wlk in rain bez its hide my
tears bcz

My smile is fake.......
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
furqann
Registered User
furqann has a spectacular aura aboutfurqann has a spectacular aura about
 
furqann's Avatar
 
Offline
Posts: 159
Join Date: Jul 2014
Location: mumbai
Rep Power: 11
10th July 2014, 10:47 PM

bhai dusri gazal kon si title name kya hai uska bata dete to dhunde me Aasani ho jaati new hu yaha abhi thk se use karna nahi aata mujhe



safar yun hi Kat jaye khushyon bhara
sa
dua hai rahe saath yun hi hamara
ye mehfil hamesha sab yun hi sajana
ham na ho jahaa'n me to yaad rakhe zamana



I like 2 wlk in rain bez its hide my
tears bcz

My smile is fake.......
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
10th July 2014, 10:53 PM

Quote:
Originally Posted by furqann View Post
bhai dusri gazal kon si title name kya hai uska bata dete to dhunde me Aasani ho jaati new hu yaha abhi thk se use karna nahi aata mujhe
http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=77450

is lin ko check kijiye furqan sahab..aap samjh jayenge

Last edited by zainy; 11th July 2014 at 12:14 AM..
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com