Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ghazal--Khumaar Baarabankwi
Old
  (#1)
Daanish_ Hyd
Registered User
Daanish_ Hyd will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 94
Join Date: Jan 2006
Location: Hyderabad, India
Rep Power: 19
Ghazal--Khumaar Baarabankwi - 22nd January 2006, 05:26 PM

Woh jo aaye hayaat yaad aayi
bhooli bisri si baat yaad aayi

haal-e-dil un se kehke jab laute
un se kehni ki baat yaad aayi

aap ne din bana diya thha jise
zindagi bhar woh raat yaad aayi

jab pada vaasta *masarrat se
gham ki ek ek baat yaad aayi
(*khushi)
kya jawani gayi janab-e-Khumaar?
kaise tauba ki baat yaad aayi


daanish hyderabadi
  Send a message via Yahoo to Daanish_ Hyd  
Reply With Quote
Aadab :)
Old
  (#2)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Aadab :) - 23rd January 2006, 05:59 PM

Quote:
Originally posted by Daanish_ Hyd
Woh jo aaye hayaat yaad aayi
bhooli bisri si baat yaad aayi

haal-e-dil un se kehke jab laute
un se kehni ki baat yaad aayi

aap ne din bana diya thha jise
zindagi bhar woh raat yaad aayi

jab pada vaasta *masarrat se
gham ki ek ek baat yaad aayi
(*khushi)
kya jawani gayi janab-e-Khumaar?
kaise tauba ki baat yaad aayi
*(Wo Ashq Banke Meriii Chasm-e-Taar Mein Rehtaa Hain,
Ajeeb shaqs Hain Paani Ke Ghar Mein Rehtaaa Hain)**

Bhouli Bisrii Yaadon Ki Kirnon Ko Sajaa Kar Roye Hain
Wo Chehraa Jab Yaad Aaya Hum Shamma Jalaa Kar Roye Hain

Saath Tumhaara Keya Chhoutaa Tha Dard Se Harr Rishtaa Touta Tha
Ye Aansoun Hain Khushi Ke Aansoun Tum Ko Paa Kar Roye Hain

Aapni Hii Majbourii Thi Jo Hont Hamaare Khoul Naa Sakein
Jab Bhii Mangaa Khuda Se Tumhein Bass Haath Uthaa Kar Roye Hain

Yaad Hain Ab Tak Shaam-e-Judaaii Wo Palke Bhii Bheegi Thi
"Raashid" Aaj Unhii Aankhon Ke Khwab Sajaa Kar Roye Hain


Writer: Mumtaz Rashid Jee**

Dear Daanish Jee, Hope You Are Well Aapko Parhkar Iss Ghazal Ki Yaad Aayi Thi...**Hope You Will Understand...**Dil Ki Gehraaion Ki Gehraaion Se Dher Dher Dher Saare Phoul_Shukriya **Khush Rahiye ye Duwaaon ke saath ijaazat...**Take Care**...**God bless You.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Re: Ghazal--Khumaar Baarabankwi
Old
  (#3)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
Re: Ghazal--Khumaar Baarabankwi - 28th January 2006, 09:57 AM

Quote:
Originally posted by Daanish_ Hyd
Woh jo aaye hayaat yaad aayi
bhooli bisri si baat yaad aayi

haal-e-dil un se kehke jab laute
un se kehni ki baat yaad aayi

aap ne din bana diya thha jise
zindagi bhar woh raat yaad aayi

jab pada vaasta *masarrat se
gham ki ek ek baat yaad aayi
(*khushi)
kya jawani gayi janab-e-Khumaar?
kaise tauba ki baat yaad aayi



Dear Daanish
Khumaar Baarabankwi ki yah gajal muje bhi bahut pasand hai. shukria ise yaad dilane k liye.
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
28th January 2006, 09:59 AM

shukria shimul,

Mumtaz Rashid Jee ki is gajal k liye..
   
Reply With Quote
:)
Old
  (#5)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
:) - 28th January 2006, 04:39 PM

Quote:
Originally posted by meena chheda
shukria shimul,

Mumtaz Rashid Jee ki is gajal k liye..
Dear Meena, Dil Ki Gehraaion Ki Gehraaion Se Dher-o-Dher Saare Phoul,Shukriya **Aapko Dard Bhadi Ghazals Aur Nahiin Bhejoungi...It Does Effect, Hain Na? Hey, Always Do Smile Remembering The Good Times **Khush Rahiye ye Duwaaon ke saath ijaazat...**Take Care... **


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
SUPER GHAZAL OF THE YEAR - Winner Ghazal Dhaval Ghazal Section 36 11th October 2010 02:59 PM
>> IshQ ka chhaya mujhpe Khumaar hai.. heart_killer Shayri-e-Ishq 11 24th October 2009 12:10 AM
AshruO Khaali Ne Ghazal Lakhato Gayo-- Gujju Ghazal acharya_mj Shayri-e-Dard 3 16th September 2006 10:19 AM
Khumaar-e-ishq mohit Shayri-e-Ishq 9 22nd October 2003 12:41 PM
Nasha hai, Junoon hai, khumaar mohabbat allahabadrptds Humourous Shayri 4 21st July 2003 09:37 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com