Kucch log sitam karne ko taiyar baithe hain
kucch log mager humpe dil har baithe hain
wah..!
ishq ko aag ka darya hi samjh lijiye huzoor
koi is paar tou koi us paar baithe hain
bahot khubb!
kaun kehta hai ke is sheher me sare hain bewafa
humare samne wafadar do chaar baithe hain
nice one....!
jubin ji...is gazal...mein dil ke taar chedne ki....khwahish hai!
i liked it...alot!.....yahi kehna hai..yun hi nikharti rahe apki shayri...!
tc
komal
------------