Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > SMS Shayri > Pyaar Bhari SMS Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Old
  (#1)
heart_killer
अंदाज़-ए-बयां शायराना है
heart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud of
 
heart_killer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,173
Join Date: Mar 2009
Location: Bilaspur
Rep Power: 28
14th May 2009, 01:04 PM

Samne woo haal-e-diL bayan nahi kar paate hai
Aur Honto se hum bhi kuch nahi keh paate hai

Unke diidar ko jab hum nikalte hai galiyooo me

Sharm-o-haya k chaav me woh chhup se jaate hai


-- OMI --


Ek InteZaar si ban gayi hai Zindagi,
Har pal tere aane ki Aash mein.......
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
heart_killer
अंदाज़-ए-बयां शायराना है
heart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud of
 
heart_killer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,173
Join Date: Mar 2009
Location: Bilaspur
Rep Power: 28
14th May 2009, 01:07 PM

Zindagi kisi kii mohatazz nahi hoti,
Mohabbat sirf ek jazbaat nahi hoti,
Kuch to khayal aaya hoga khuda ko OMi,
Warna yuhi unse mulaqat nahi hoti.




Ek InteZaar si ban gayi hai Zindagi,
Har pal tere aane ki Aash mein.......
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
heart_killer
अंदाज़-ए-बयां शायराना है
heart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud ofheart_killer has much to be proud of
 
heart_killer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,173
Join Date: Mar 2009
Location: Bilaspur
Rep Power: 28
17th May 2009, 10:17 PM

Woh aaye meri mehfil me ashQoN ka jaam le
Sune ishQ-e-bayan,jaye ek suhani shaam le
Rag-Rag me bas jaye meri chahatoN k mahak
Aur unke diL ki har dhaadkaN mera naam le

My own


Ek InteZaar si ban gayi hai Zindagi,
Har pal tere aane ki Aash mein.......
   
Reply With Quote
bahut khoob omi bhai ...aapne is thread ko aage badhaya..
Old
  (#4)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
bahut khoob omi bhai ...aapne is thread ko aage badhaya.. - 6th June 2009, 05:38 PM

phool khilenge sanam har dum har ghadi
chahe wo mehfil me ho ya shamshaan me
or hum bhi tere hi rahenge ye yaad rakhna
dikhenge tujhe har aks, har jubaan mein

vicky
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
6th June 2009, 05:39 PM

tere hain to bhi hum gumaan nhi karte
bhari mehfil me hum par aelaan nhi karte
gairon ki nazar me tum rehte ho hardam
par apno ko kabhi tum dhayaan nhi karte

vicky
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
7th June 2009, 07:33 PM

khaamosh zubaan hai pyase armaan hain
ek taraf gharon ko ujaadte tez tufaan hain
hum bhi hain tayaar ab ho jayega faisla
dekhte hain ab dushman me kitni jaan hai

vicky
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
7th June 2009, 07:34 PM

humne kab kaha tha ki mukaam aayega
is raah e mohabbat ka koi anjaam aayega
ab kyun tadapte ho tum use pane ki khaatir
jitni bhi karle koshish tu nakaam aayega

vicky
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
7th June 2009, 07:36 PM

chaand ko dekhte hi mujhe uski yaad aati hai
kabhi aansuon ke kabhi roney ke baad aati hai
kya kami reh gayi thi jo wo mujhe samajh na sake
kaampte labon se mere ab yehi fariyaad aati hai

vicky
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
8th June 2009, 12:24 PM

Quote:
Originally Posted by stillalive View Post
chaand ko dekhte hi mujhe uski yaad aati hai

kabhi aansuon ke kabhi roney ke baad aati hai
kya kami reh gayi thi jo wo mujhe samajh na sake
kaampte labon se mere ab yehi fariyaad aati hai


vicky
Saza hi di hai duaon mein bhi asar dey kar
Zaban ley gaya meri , mujhe nazar dey kar
Usse mein apni safai mein kya bhala kehta
Wo poochta tha jo mohhallaat bhi muktasar dey kar
(Naseem)
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
8th June 2009, 05:11 PM

Kuch hamare tou kuch begano ke hai
Kya farak padta hai jab sab shairana sey hai
   
Reply With Quote
hmm ok ..but aapke hote to hum bhi aapki shayri ka kamaal dekh pate
Old
  (#11)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
hmm ok ..but aapke hote to hum bhi aapki shayri ka kamaal dekh pate - 8th June 2009, 05:19 PM

wo bekasoor hai to kya hua
humne bhi koi gunaah nahi kiya
hum na jaley to kya hua vicky
usne bhi khud koi fanaah nahi kiya

Last edited by sunita thakur; 8th June 2009 at 09:59 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
8th June 2009, 05:24 PM

duniya ka thukraaya main mar bhi na paaunga
tere liye sanam kuch main kar bhi na paaunga
bus abto aansu hi aansu hain meri aankhon me
koi khushi teri jholi me main bhar bhi na paaunga

vicky
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
8th June 2009, 05:25 PM

har baat chhupi hai to achha hai
wo door badi hai to achha hai
khud aakar mujhe qatal kar gaye
ye uski khushi hai to achha hai

vicky
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
8th June 2009, 05:32 PM

kyun ab bhi hain uske intzaar mein hum
shayad ab bhi hain uske pyar mein hum
na hai umeed or na hi mohlat paas mere
jaane kaise ab bhi hain aitbaar mein hum

vicky

Last edited by sunita thakur; 8th June 2009 at 09:59 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
8th June 2009, 05:36 PM

tujhe paane me kitne hi jamaane nikle
hum bhi teri khatir khudko rulaane nikle
chhod gaye hain uski shehar e ronak
khud ruthkar ab wo humein manaane nikle

vicky
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
8th June 2009, 05:40 PM

gham ko chhod ab khushi me khudko rulaya jaaye
sab kuch bhool kar kyun na khudko bhulaya jaaye
bahut jee liya ab tadap tadap ke yahaan vicky
chain ki neend ab kyun na khudko sulaya jaaye
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
8th June 2009, 05:42 PM

abto mere dard ko bhi dard nahi hota
har milne wala mera humdard nahi hota
kisi ko to aayega mere haal e dil pe taras
har ek qatil to yaaro bedard nahi hota

vicky
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
8th June 2009, 05:44 PM

Aansoon ko aankhon ki dehleez par laya na karo
Apne dil ki haalat kisi ko bataaya na karo
Log muth-thi bhar namak liye ghooma karte hain
Apne Zakham kisi ko dikhaaya na karo...
[/CENTER]

Last edited by sunita thakur; 8th June 2009 at 10:05 PM..
   
Reply With Quote
m expecting this..no surpise...
Old
  (#19)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
m expecting this..no surpise... - 8th June 2009, 05:53 PM

Khudgarz log hain maali pe najar rakhte hain
Fal hon jispar us daali pe najar rakhte hain
Haath khali hon to kya apne paraaye ae dost
sab yahan soney ki thaali pe najar rakhte hain

nm
[/CENTER]

Last edited by sunita thakur; 8th June 2009 at 10:06 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
8th June 2009, 06:09 PM

lipte hain bus hum isliye ab kafan se
rahi na mohabbat humein ab is tan se
unhe na andaza laga humari hakikat ka
bayan na kar paye hum bhi par jatan se

vicky

Last edited by sunita thakur; 8th June 2009 at 10:07 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
8th June 2009, 06:15 PM

khud ko khud se hi hum khafa karne lage hain
bebasi hokar wo khud ko tabah karne lage hain
ab kisey kahein ki hum majboor se ho gaye itna
mere dard e dil pe wo wah wah karne lage hain

vicky
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
8th June 2009, 10:19 PM

Sorry members................yeh thread kuch waqt ke liye close kiya ja raha hai !


"Thread Closed"


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#23)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
14th June 2009, 10:40 PM

Dear members ..................lijiye yeh thread phir se aapke liye chalu kar diya gaya hai.......be happy


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
thanks dii
Old
  (#24)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
thanks dii - 11th July 2009, 10:19 AM

najrein churaane ki aadat hai unhe
daaman chhudaane ki aadat hai unhe
humne wo hi kiya jo humein aata tha
dil se khel kar todne ki aadat hai unhe

vicky
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
24th July 2009, 12:58 PM

very good vicky

bahut ache ehshash hai yaar


AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
shukriya dinu bhai...
Old
  (#26)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
shukriya dinu bhai... - 25th July 2009, 08:02 AM

ye mehfil wo ab bus mere naam karte hain
sareaam mujhe wo fir badnaam karte hain
ab kya kahun use dil bahut dukhta hai aise
jab apna bana kar wo qatal e aam karte hain

vicky
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
25th July 2009, 08:03 AM

ab mere hone ya na hone se kya fayda
yun ab judaai mein rone se kya fayda
ab hum teri duniya se door ja chuke hai
ye jakham aansuon se dhone se kya fayda

vicky
   
Reply With Quote
Old
  (#28)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
25th July 2009, 08:04 AM

mat pooch ae sanam hum ab kaise hain
mere jakhm abhi tak pehle ke jaise hain
hum na badle the, na badlenge ke kabhi
kal tak jaise the hum aaj bhi waise hain

vicky
   
Reply With Quote
Old
  (#29)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
25th July 2009, 08:05 AM

tujhpe aitbaar ab hum na karenge
roz jiyein chahe to ab roz marenge
mila hai sila teri dosti se aisa mujhe
tanha hone se bhi ab hum na darenge

vicky
   
Reply With Quote
Old
  (#30)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
26th July 2009, 09:23 PM

dekhte hi dekhte ye kya ho gaya
ek pal me mujhse wo juda ho gaya
hum to nikle the use manaane ko
ta-umar ko humse jo khafa ho gaya

vicky
   
Reply With Quote
Old
  (#31)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
26th July 2009, 09:24 PM

bhool ke sanam mujhe tum jaoge kahaan
mujhe rula ke khushi tum paoge kahaan
hum to hain tayaar qatal tak bhi honey ko
ye to bata ki mujhe tum dafanaoge kahaan

vicky
   
Reply With Quote
Old
  (#32)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
26th July 2009, 09:25 PM

tere aansu dekh ke mujhe mehsoos hota tha
tere mehfil me ek main hi manhoos hota tha
har shaks ke dil mein teri tasvir basi thi yunto
par rota tha vicky hi jab tu mayoos hota tha
   
Reply With Quote
Old
  (#33)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
26th July 2009, 09:26 PM

wo din kuch or the jab apna bhi naam hota tha
labon pe hansi or aakhon me tufaan hota tha
chalta tha mehfil me jab jaamon ka daur ae dost
kitna haseen manjar tab wo har shaam hota tha

vicky
   
Reply With Quote
thanks to both of u diya n buland shayar ji...
Old
  (#34)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
thanks to both of u diya n buland shayar ji... - 17th April 2009, 05:47 PM

uski baaton mein bawaal chhipa tha
uski aankhon mein malaal chhipa tha
kiya jo gaur uske chehre par maine
uske labon par ek sawaal chhipa tha

vicky
   
Reply With Quote
Old
  (#35)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
17th April 2009, 05:48 PM

tuney mujhse dil se mohabbat kab ki
maine bhi tujhse ye shikayat kab ki
mujhpar shak karne wajah to bata de
maine tujhse sareaam bagaawat kab ki

vicky
   
Reply With Quote
Old
  (#36)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
17th April 2009, 05:50 PM

duniya ko bhula kar tere dil mein rahun
har ek dukh teri kismat ka main hi sahun
ab tak bhi kyun mere dil ko aaya na sakun
sochta hun ki tu miley to tujhi se kahun

vicky
   
Reply With Quote
Old
  (#37)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
17th April 2009, 05:51 PM

dil se kabhi dil ki baat nahi chhupti
tanhai me aansuon ki barsat nahi rukti
lamba ho intjaar to maayus na hona kabhi
kyunki sacha ho pyar to aankh nahi jhukti

vicky
   
Reply With Quote
Old
  (#38)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
17th April 2009, 05:52 PM

dil mein jab kisike pyaar ho to ghajal hoti hai
dil mein dard ka gubaar ho to ghajal hoti hai
thodi si khushi or fir ta-umar na milna kisika
kismat mein judaai-e-yaar ho to ghajal hoti hai

vicky
   
Reply With Quote
Old
  (#39)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
17th April 2009, 05:54 PM

paas hokar bhi mujhse wo door thi
ye uski marji thi ya wo majboor thi
mere liye usne aansu kyun bahaaye
dete jo bhi saja mujhe manjoor thi

vicky
   
Reply With Quote
Old
  (#40)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
17th April 2009, 05:57 PM

ek baar is dil ko bhi apni baat kehne dete hain
har jakham judaai ka unko bhi sehne dete hain
dekha jab unke maasoom chehrey ko humne
socha agli baar kahenge is bar rehne dete hain

vicky
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is Off
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Happy Birthday to Dearest Vicky (Stillalive) Praneeta Celebrations 19 23rd November 2009 06:07 PM
Classic first lines/Tapori second lines naadaan Humourous Shayri 1 10th August 2009 01:57 PM
Happy BirthDay Stillalive(Vicky) Diya_Jale Celebrations 7 18th November 2008 07:27 PM
my first lines vijay_sharma Shayri-e-Dard 1 23rd November 2005 06:55 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com