Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 3 votes, 4.67 average. Display Modes
kaise kahu.n mujhe aapki aadat nahi hai ab(GAZAL)
Old
  (#1)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
kaise kahu.n mujhe aapki aadat nahi hai ab(GAZAL) - 30th March 2010, 03:58 PM

sabhi dosto ko raj ka adaab, namaskaar or sat sri akaal.....dosto ek gazal ke saath hazir hoon, umeed karta hoon aapka pyar milega....mere sabhi dosto ke naam mera ye kalaam.....

kaise kahu.n mujhe aapki aadat nahi hai ab
or jooth bolne ki mujh mei.n himmat nahi hai ab

dekho mujhe tum ab deewana na samjhna
jo pehle hua karti thii wo halat nahi hai ab

jab chahe mangna mere honto se hasi tum
khushiyo.n ko mere ghar se rakabat nahi hai ab

gar ho sake to khud hi apna daman sambhalna
zamane ke saath hoon mujh me sharafat nahi hai ab

wo pehle sa janoon wo pagalpan nahi raha
magar main ye nahi kehta ke aapse mohabat nahi hai ab

mumkin hai mere lafzo.n me kaanto ki chuban ho
mere ehsaaso.n me kaliyo.n ki nazakat nahi hai ab

rakeebo.n ko maine jab se seene liya lagaa
habibo.n se bhi 'Raj' ko nafrat nahi hai ab....


aapki raye ka muntzir.....aapka Raj.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
30th March 2010, 04:37 PM

big B:

Pranaam!

sach maaniYe aapki ees koShiSh ko deKh kar aaj itni KhuShii ho rahiiN hay.. ki maiN yahaaN bayaa.N nahiiN kar paa rahaa.. saath meN aapki Ghazal paRh ke aaNKheN jaise Thehar gayiiN.. bahot hi dard hay lafzoN meiN.. har Sher bahot kuch keh rahaa haii... aapse merii darKhaaSt yahee hai kii aage bhee bazm ko apnaa waQt dete raheN.. apni koShiShoN ke Zar'iiYe bazm ko sajaate raheN aage bhee..!

apnaa Khayaal raKheN.. KhuSh raKheN.. aapki agli Ghazal ke iNtezaar meiN.. !

aapka ChhoTu

~ Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
30th March 2010, 05:08 PM

Rajveer jee namaste,
aapki yeh ghazal mujhe bahut achhi lagi ...
har ek lafz mein sachai hai ....waqt ke saath saath Insan ke andar aisa soch to aahi jata hai ......
aaj usi sochko aapki kalam se padh kar achha laga.....
yun to saare aashar bahut umdaa hai .........
magar yeh dono mujhe apnsa laga


wo pehle sa janoon wo pagalpan nahi raha
magar main ye nahi kehta ke aapse mohabat nahi hai ab

rakeebo.n ko maine jab se seene liya lagaa
habibo.n se bhi 'Raj' ko nafrat nahi hai ab....

daad kabul kijiye

DuaoN ke saath
Diya




Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
m.mayoos
Registered User
m.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud of
 
m.mayoos's Avatar
 
Offline
Posts: 665
Join Date: May 2009
Location: Waltham, MA
Rep Power: 26
30th March 2010, 06:13 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
sabhi dosto ko raj ka adaab, namaskaar or sat sri akaal.....dosto ek gazal ke saath hazir hoon, umeed karta hoon aapka pyar milega....mere sabhi dosto ke naam mera ye kalaam.....

kaise kahu.n mujhe aapki aadat nahi hai ab
or jooth bolne ki mujh mei.n himmat nahi hai ab

dekho mujhe tum ab deewana na samjhna
jo pehle hua karti thii wo halat nahi hai ab

jab chahe mangna mere honto se hasi tum
khushiyo.n ko mere ghar se rakabat nahi hai ab

gar ho sake to khud hi apna daman sambhalna
zamane ke saath hoon mujh me sharafat nahi hai ab

wo pehle sa janoon wo pagalpan nahi raha
magar main ye nahi kehta ke aapse mohabat nahi hai ab

mumkin hai mere lafzo.n me kaanto ki chuban ho
mere ehsaaso.n me kaliyo.n ki nazakat nahi hai ab

rakeebo.n ko maine jab se seene liya lagaa
habibo.n se bhi 'Raj' ko nafrat nahi hai ab....


aapki raye ka muntzir.....aapka Raj.......

Good one Raj, this was excellent

mumkin hai mere lafzo.n me kaanto ki chuban ho
mere ehsaaso.n me kaliyo.n ki nazakat nahi hai ab


ता उम्र रहा इक रोज़-ए -मुकम्मल का इंतज़ार
किसी में शाम न मिली तो किसी में सहर नहीं
  Send a message via Yahoo to m.mayoos  
Reply With Quote
Old
  (#5)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 30th March 2010, 06:37 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post

gar ho sake to khud hi apna daman sambhalna
zamane ke saath hoon mujh me sharafat nahi hai ab


mumkin hai mere lafzo.n me kaanto ki chuban ho
mere ehsaaso.n me kaliyo.n ki nazakat nahi hai ab

rakeebo.n ko maine jab se seene liya lagaa
habibo.n se bhi 'Raj' ko nafrat nahi hai ab....
wahhhhhhhh..... bahut khoob Rajveer ji... aapko yaha bahut arse baad dekha... par aapki kalam me kashish ab bhi barkaraar hai... dil chhuu gaye aapke ye ehsaas... dil se daad hazir hai... likhte rahiye ... khush rahiye...


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#6)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
30th March 2010, 06:37 PM

jab chahe mangna mere honto se hasi tum
khushiyo.n ko mere ghar se rakabat nahi hai ab


mumkin hai mere lafzo.n me kaanto ki chuban ho
mere ehsaaso.n me kaliyo.n ki nazakat nahi hai ab


Nice One........Rajveer Ji......bahut khoob ! har ashaar apna sa dard bayaan karta laga mujhe........behtreen khayal aur umdaa adaayegi....ne samaa baandh diya.....yeh do sheyr aur maqtaa meri pehli pasand ban gaye.....nice creation....yunhi likhte rahen...khush rahen...

tahe dil se daad hazir hai........qubuul farmaayen.....

apna khayal rakhen....
duaaon ke saath.....






YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#7)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
31st March 2010, 12:36 AM

Wah wah Rajveer saheb wahhhhhhhhhh..........kya baat hai janab khush kar diya aapke is sher ne kya badi baat kehdi aapne.......

gar ho sake to khud hi apna daman sambhalna
zamane ke saath hoon mujh me sharafat nahi hai ab


Aapke is aala sher ke liye karodo dad kabool kare.........


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
thx
Old
  (#8)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
thx - 2nd April 2010, 01:00 PM

sabhi dosto ka bhut bhut shukria jo aapne meri gazal ko apna keemti waqt diya....Raj........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#9)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Love 2nd April 2010, 01:47 PM

dekho mujhe tum ab deewana na samjhna
jo pehle hua karti thii wo halat nahi hai ab

wo pehle sa janoon wo pagalpan nahi raha
magar main ye nahi kehta ke aapse mohabat nahi hai ab



wah wah maza aa gaya rajveer saheb....kya likha hai....
sari ghazal hi bahut badhiya hai...lekin yeh do sheyr khaas lage......bahut khaas...yuN laga jaise meri hi baat kisi ne keh di ho.....maza aa gaya saheb...
dil se daad qubuul kijiyega...


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#10)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
3rd April 2010, 11:05 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
sabhi dosto ka bhut bhut shukria jo aapne meri gazal ko apna keemti waqt diya....Raj........
Na jee na Rajveer Bhai aise thode hi chalega...............dad to ek zariya hoti hai ek dusre ke kareeb aane ka ek dusre dosto se milne milane ka unko janne ka pehchanne ka.....koi mushaira hota to aapki response sar aakho par.........par yaha to aapke pass option hai aaram se har ek dost ka shukriyaa ada kare uski dad ya uski islah ko samjhe unse guftogoo kare.............tabhi mehfil me raunak aayegi.

Aur dosto ke bare me to pata nahi........par mera yeh manna hai ke aapki thread par agar 5 ya 10 replies ho aur sirf yeh kaha jaye "Aap sabka shukriyaa.N dosto", to badi mayusi hoti hai........."

Maine kuch galat kaha ho to nadaan samajh kar maaf kar de............


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#11)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
11th April 2010, 11:57 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
sabhi dosto ko raj ka adaab, namaskaar or sat sri akaal.....dosto ek gazal ke saath hazir hoon, umeed karta hoon aapka pyar milega....mere sabhi dosto ke naam mera ye kalaam.....

kaise kahu.n mujhe aapki aadat nahi hai ab
or jooth bolne ki mujh mei.n himmat nahi hai ab

dekho mujhe tum ab deewana na samjhna
jo pehle hua karti thii wo halat nahi hai ab

jab chahe mangna mere honto se hasi tum
khushiyo.n ko mere ghar se rakabat nahi hai ab

gar ho sake to khud hi apna daman sambhalna
zamane ke saath hoon mujh me sharafat nahi hai ab

wo pehle sa janoon wo pagalpan nahi raha
magar main ye nahi kehta ke aapse mohabat nahi hai ab

mumkin hai mere lafzo.n me kaanto ki chuban ho
mere ehsaaso.n me kaliyo.n ki nazakat nahi hai ab

rakeebo.n ko maine jab se seene liya lagaa
habibo.n se bhi 'Raj' ko nafrat nahi hai ab....


aapki raye ka muntzir.....aapka Raj.......


namaskaar rajveer ji
aapko bazm mein dekh kar bahuttttttttttttttttttt jayada khushi hue, kitni khushi hue main expalin nahi kar sakti.

aapki gazal har baar ki tarah umda, lajwaab....ek ek sher dil ke kareeb raha, aapse iltija hai ki aap bazm mein aate raha kijiye aur hum sabko mokka dijiye ki hum aapke ahsaasoN se ru-ba-ru hote rahe aur aapse kuch seekhtey raheN, aapne hume shuru se hi bahut sikhaya hai aur aage bhi yeh umeed rahegi ki aap hamara saath deNge.

apne ahsaas hum sabse share karne ke liye aapka bahut bahut shukriya.

aapki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
shukria
Old
  (#12)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 13th April 2010, 03:00 PM

Quote:
Originally Posted by Dhaval View Post
big B:

Pranaam!

sach maaniYe aapki ees koShiSh ko deKh kar aaj itni KhuShii ho rahiiN hay.. ki maiN yahaaN bayaa.N nahiiN kar paa rahaa.. saath meN aapki Ghazal paRh ke aaNKheN jaise Thehar gayiiN.. bahot hi dard hay lafzoN meiN.. har Sher bahot kuch keh rahaa haii... aapse merii darKhaaSt yahee hai kii aage bhee bazm ko apnaa waQt dete raheN.. apni koShiShoN ke Zar'iiYe bazm ko sajaate raheN aage bhee..!

apnaa Khayaal raKheN.. KhuSh raKheN.. aapki agli Ghazal ke iNtezaar meiN.. !

aapka ChhoTu

~ Dhaval
dhawal ji mujhe ghyal ji ne kaha ki sabhi ki daad ka alag alag reply kare...to janaab dosto ka hukam sar aankho par.....dhaval mere chhotu tu hi to mujhe wapis laya hai to main tera shukarguzaar hu jo mujhe dosto ki mehfil me le aaye ho....khuda tumhe abad rakhe....Raj....


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
13th April 2010, 03:26 PM

Raj....

Its a good one............................
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
16th June 2010, 07:54 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
Rajveer jee namaste,
aapki yeh ghazal mujhe bahut achhi lagi ...
har ek lafz mein sachai hai ....waqt ke saath saath Insan ke andar aisa soch to aahi jata hai ......
aaj usi sochko aapki kalam se padh kar achha laga.....
yun to saare aashar bahut umdaa hai .........
magar yeh dono mujhe apnsa laga


wo pehle sa janoon wo pagalpan nahi raha
magar main ye nahi kehta ke aapse mohabat nahi hai ab

rakeebo.n ko maine jab se seene liya lagaa
habibo.n se bhi 'Raj' ko nafrat nahi hai ab....

daad kabul kijiye

DuaoN ke saath
Diya

diya ji namaskaar, aapne apna keemti waqt meri gazal ko diya so main aapka shukarguzar hoon....Raj.....


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#15)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 16th June 2010, 08:11 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
sabhi dosto ko raj ka adaab, namaskaar or sat sri akaal.....dosto ek gazal ke saath hazir hoon, umeed karta hoon aapka pyar milega....mere sabhi dosto ke naam mera ye kalaam.....

kaise kahu.n mujhe aapki aadat nahi hai ab
or jooth bolne ki mujh mei.n himmat nahi hai ab

dekho mujhe tum ab deewana na samjhna
jo pehle hua karti thii wo halat nahi hai ab

jab chahe mangna mere honto se hasi tum
khushiyo.n ko mere ghar se rakabat nahi hai ab

gar ho sake to khud hi apna daman sambhalna
zamane ke saath hoon mujh me sharafat nahi hai ab

wo pehle sa janoon wo pagalpan nahi raha
magar main ye nahi kehta ke aapse mohabat nahi hai ab

mumkin hai mere lafzo.n me kaanto ki chuban ho
mere ehsaaso.n me kaliyo.n ki nazakat nahi hai ab

rakeebo.n ko maine jab se seene liya lagaa
habibo.n se bhi 'Raj' ko nafrat nahi hai ab....


aapki raye ka muntzir.....aapka Raj.......
raajveer bhai
radhe radhe

bahut khoob achhi lagi aapki peshkash sada ki tarah khaas taur par makta bahut pasand aaya
likhte rahiye
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
17th June 2010, 01:28 AM

Rajveer sahab Aadaab!

Sahab aapki yeh Gazal bahut khoob rahi..... Pahele bhi padh chuka tha par waqt ki tangi ki wajah se reply nahi de paya tha......... Aapki is Gazal ke yeh sher mujhe behad pasand aaye .......

gar ho sake to khud hi apna daman sambhalna
zamane ke saath hoon mujh me sharafat nahi hai ab

wo pehle sa janoon wo pagalpan nahi raha
magar main ye nahi kehta ke aapse mohabat nahi hai ab

mumkin hai mere lafzo.n me kaanto ki chuban ho
mere ehsaaso.n me kaliyo.n ki nazakat nahi hai ab


YouNhi likhate rahiye......
Bazm ki ronak banaye rakhiye.....
Khush rahiye......
Khuda Hafez.......


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#17)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 26th June 2010, 07:49 PM

Aadaab Raj Sahab

Maafi chahta hoon ki der se reply kar raha hoon ab yanha ana kam hi hota hai, ab yanha aya to aapke itne khubsurat ehsaso se rubaru hua ese hi likhte rahiye aur yanha aate rahiye khaaksaar ki daad kubool kijiye.....Ijaazat



Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
sabhi dosto ko raj ka adaab, namaskaar or sat sri akaal.....dosto ek gazal ke saath hazir hoon, umeed karta hoon aapka pyar milega....mere sabhi dosto ke naam mera ye kalaam.....

kaise kahu.n mujhe aapki aadat nahi hai ab
or jooth bolne ki mujh mei.n himmat nahi hai ab

dekho mujhe tum ab deewana na samjhna
jo pehle hua karti thii wo halat nahi hai ab

jab chahe mangna mere honto se hasi tum
khushiyo.n ko mere ghar se rakabat nahi hai ab

gar ho sake to khud hi apna daman sambhalna
zamane ke saath hoon mujh me sharafat nahi hai ab

wo pehle sa janoon wo pagalpan nahi raha
magar main ye nahi kehta ke aapse mohabat nahi hai ab

mumkin hai mere lafzo.n me kaanto ki chuban ho
mere ehsaaso.n me kaliyo.n ki nazakat nahi hai ab

rakeebo.n ko maine jab se seene liya lagaa
habibo.n se bhi 'Raj' ko nafrat nahi hai ab....

aapki raye ka muntzir.....aapka Raj.......


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#18)
yasmeenraaz
Registered User
yasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,028
Join Date: Jun 2006
Rep Power: 34
26th June 2010, 11:50 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
sabhi dosto ko raj ka adaab, namaskaar or sat sri akaal.....dosto ek gazal ke saath hazir hoon, umeed karta hoon aapka pyar milega....mere sabhi dosto ke naam mera ye kalaam.....

kaise kahu.n mujhe aapki aadat nahi hai ab
or jooth bolne ki mujh mei.n himmat nahi hai ab

dekho mujhe tum ab deewana na samjhna
jo pehle hua karti thii wo halat nahi hai ab

jab chahe mangna mere honto se hasi tum
khushiyo.n ko mere ghar se rakabat nahi hai ab

gar ho sake to khud hi apna daman sambhalna
zamane ke saath hoon mujh me sharafat nahi hai ab

wo pehle sa janoon wo pagalpan nahi raha
magar main ye nahi kehta ke aapse mohabat nahi hai ab

mumkin hai mere lafzo.n me kaanto ki chuban ho
mere ehsaaso.n me kaliyo.n ki nazakat nahi hai ab

rakeebo.n ko maine jab se seene liya lagaa
habibo.n se bhi 'Raj' ko nafrat nahi hai ab....


aapki raye ka muntzir.....aapka Raj.......
Raj
Tum nae to sab ko charoan khanae chit kerdiya
waah bahut achchi ghazal hai
Main to waqayee dil sae tumhari is khoobi ko niharti hoon
Razia
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
28th June 2010, 09:44 PM

kashif bhai or razia ji ko khaakhsaar ka adaab or bhut sara pyar.....aapne is nacheez ko itni ijjajat bakshi so main aap dono ka teh dil se shukar guzaar hoon, umeed hai aindah bhi aapka saath milta rahega....Raj....


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com