Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Ghazal Section

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Tadap
Old
  (#1)
kabir_shayer
Aapka Dost
kabir_shayer has a spectacular aura aboutkabir_shayer has a spectacular aura aboutkabir_shayer has a spectacular aura about
 
kabir_shayer's Avatar
 
Offline
Posts: 55
Join Date: Oct 2009
Location: Delhi
Rep Power: 17
Smile Tadap - 6th October 2017, 03:56 PM

Bhook se haalat behaal, gareebi ne sar uthhaa rakhha hai
Aur khaali pet ki chubhan kya hoti hai mujhse poochho
Is aadat ko kaafi apnaa rakha hai ,

Dil hi dekhna hai to apni Maa ka jakar dekhlo
Apni roti tumhe dekar kehti hai, Maine khaa rakhha hai

Kisi aur ki nahi, tumhaari Maa ki mehnat hai
Ye jo Izzat o Rutba tumne paa rakha hai

Kehte ho khud hi paar kar gaye har mushkil raasta
Nadaan, Maa ki duaao ne god me uthha rakha hai

Aur rokte ho mjhe meri hi kaamyabi se,Buzdilon
Maine apni Maa ka har kehna maan rakha hai

Aur aaaye hain ‘Kabir’ aaj wo jung me, mere qatl ka iraada rakhkar,
Bewakoof, meri Maa ne aaj mere sar par haath faira rakha hai…

Bhook se haalat behaal, gareebi ne sar uthhaa rakhha hai
Aur khaali pet ki chubhan kya hoti hai mujhse poochho
Is aadat ko kaafi apna rakha hai…………….

Kabir.shayer@gmail.com


Nikli Hain Aaj Wo Ghar Se BENAQAAB
Khuda Jaane Kitne Qatl-e- Aam Honge.

8447849114
kabir.shayer@gmail.com
  Send a message via Yahoo to kabir_shayer  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
7th October 2017, 03:18 PM

Quote:
Originally Posted by kabir_shayer View Post
Bhook se haalat behaal, gareebi ne sar uthhaa rakhha hai
Aur khaali pet ki chubhan kya hoti hai mujhse poochho
Is aadat ko kaafi apnaa rakha hai ,

Dil hi dekhna hai to apni Maa ka jakar dekhlo
Apni roti tumhe dekar kehti hai, Maine khaa rakhha hai

Kisi aur ki nahi, tumhaari Maa ki mehnat hai
Ye jo Izzat o Rutba tumne paa rakha hai

Kehte ho khud hi paar kar gaye har mushkil raasta
Nadaan, Maa ki duaao ne god me uthha rakha hai

Aur rokte ho mjhe meri hi kaamyabi se,Buzdilon
Maine apni Maa ka har kehna maan rakha hai

Aur aaaye hain ‘Kabir’ aaj wo jung me, mere qatl ka iraada rakhkar,
Bewakoof, meri Maa ne aaj mere sar par haath faira rakha hai…

Bhook se haalat behaal, gareebi ne sar uthhaa rakhha hai
Aur khaali pet ki chubhan kya hoti hai mujhse poochho
Is aadat ko kaafi apna rakha hai…………….

Kabir.shayer@gmail.com


Waahh!!! Bahot badhiya........likhte rahiye Kabir ji..



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
kabir_shayer
Aapka Dost
kabir_shayer has a spectacular aura aboutkabir_shayer has a spectacular aura aboutkabir_shayer has a spectacular aura about
 
kabir_shayer's Avatar
 
Offline
Posts: 55
Join Date: Oct 2009
Location: Delhi
Rep Power: 17
Smile 9th October 2017, 10:32 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Waahh!!! Bahot badhiya........likhte rahiye Kabir ji..
Thanks to encourage me Madhu Mam'm...
InSha Allah, I will write more .....


Nikli Hain Aaj Wo Ghar Se BENAQAAB
Khuda Jaane Kitne Qatl-e- Aam Honge.

8447849114
kabir.shayer@gmail.com
  Send a message via Yahoo to kabir_shayer  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com