Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 3 votes, 5.00 average. Display Modes
Aag Ka Darya Hai Aur Doob K Jana Hai
Old
  (#1)
saman bahadur
SiNcErEly lOvIng
saman bahadur is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 12
Join Date: Jul 2007
Location: pakistan'lahore
Rep Power: 0
Aag Ka Darya Hai Aur Doob K Jana Hai - 30th July 2007, 04:22 PM

MASOOM MUHABAT KA BUS ITNA FSANA HAI
KAGHAZ KI HAVAILI HAI , BARISH KA ZMANA HAI
KYA SHART-E-MUHABBAT HAI, KYA SAHRT-E-ZMANA HAI
AWAZ BHE ZAKHMI HAI AUR JEET BHE GANA HAI
US PAAR UTARNAY KI UMEED BOHAT KUM HAI
KASHTI BHE PURANI HAI TOOFAN KO BHE AANA HAI
SAMJHAI YA NA SAMJHAY WO ANDAZ MUHABBAT K
EK SAHKHS KO AANKHOON SE EK GEET SUNANA HAI
BHOOLI SE ADA PHIR ISHK KI ZID PER HAI

"PHIR AAG KA DARYA HAI AUR DOOB KA JANA HAI"
  Send a message via Yahoo to saman bahadur  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 36
Thumbs up 1st August 2007, 10:34 AM

Quote:
Originally Posted by saman bahadur View Post
MASOOM MUHABAT KA BUS ITNA FSANA HAI
KAGHAZ KI HAVAILI HAI , BARISH KA ZMANA HAI
KYA SHART-E-MUHABBAT HAI, KYA SAHRT-E-ZMANA HAI
AWAZ BHE ZAKHMI HAI AUR JEET BHE GANA HAI
US PAAR UTARNAY KI UMEED BOHAT KUM HAI
KASHTI BHE PURANI HAI TOOFAN KO BHE AANA HAI
SAMJHAI YA NA SAMJHAY WO ANDAZ MUHABBAT K
EK SAHKHS KO AANKHOON SE EK GEET SUNANA HAI
BHOOLI SE ADA PHIR ISHK KI ZID PER HAI

"PHIR AAG KA DARYA HAI AUR DOOB KA JANA HAI"
JANAB eis pyari gazal ko hamse share karne ke liye shukriya yeh apne to nahi likhi hai to aapko un wrriter ka naam ya not mine likhna chahiye tha................aap ka dost


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#3)
EkDharkan
~~Reshma ke Dil ki~~
EkDharkan will become famous soon enough
 
EkDharkan's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: May 2007
Location: Suriname
Rep Power: 17
9th August 2007, 01:41 AM

Quote:
Originally Posted by saman bahadur View Post
MASOOM MUHABAT KA BUS ITNA FSANA HAI
KAGHAZ KI HAVAILI HAI , BARISH KA ZMANA HAI
KYA SHART-E-MUHABBAT HAI, KYA SAHRT-E-ZMANA HAI
AWAZ BHE ZAKHMI HAI AUR JEET BHE GANA HAI
US PAAR UTARNAY KI UMEED BOHAT KUM HAI
KASHTI BHE PURANI HAI TOOFAN KO BHE AANA HAI
SAMJHAI YA NA SAMJHAY WO ANDAZ MUHABBAT K
EK SAHKHS KO AANKHOON SE EK GEET SUNANA HAI
BHOOLI SE ADA PHIR ISHK KI ZID PER HAI

"PHIR AAG KA DARYA HAI AUR DOOB KA JANA HAI"
Thanx for sharin Saman Ji


Dunya ke sitam ka koi hisaab nahi,
Lekin meri houslo ka bhi jawaab nahi...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
17th August 2007, 08:58 AM

Hello saman bahadur ji

bahut hi pyari gazal hai, hum sabse share karne ke liye thx




GOD IS GREAT
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
aadi007
wo lamhe.......!
aadi007 will become famous soon enough
 
aadi007's Avatar
 
Offline
Posts: 152
Join Date: Jun 2007
Location: U.P.
Rep Power: 17
17th August 2007, 04:49 PM

Quote:
Originally Posted by saman bahadur View Post
MASOOM MUHABAT KA BUS ITNA FSANA HAI
KAGHAZ KI HAVAILI HAI , BARISH KA ZMANA HAI
KYA SHART-E-MUHABBAT HAI, KYA SAHRT-E-ZMANA HAI
AWAZ BHE ZAKHMI HAI AUR JEET BHE GANA HAI
US PAAR UTARNAY KI UMEED BOHAT KUM HAI
KASHTI BHE PURANI HAI TOOFAN KO BHE AANA HAI
SAMJHAI YA NA SAMJHAY WO ANDAZ MUHABBAT K
EK SAHKHS KO AANKHOON SE EK GEET SUNANA HAI
BHOOLI SE ADA PHIR ISHK KI ZID PER HAI

"PHIR AAG KA DARYA HAI AUR DOOB KA JANA HAI"
aadab saman ji, aj pehli bar apko pada. lafz nahi mil rahe apki tareef ke liye. bahut umda koshish apki...unhi lihte rahiye or is mehfil ko roshan karte rahiye...

bye dost




agar hum ek ansu hote,
to apki ankhon se hokar apke hothon
par marna pasand karte.
agar ap meri ankhon ke ansu hote,
to vaada he jaan hum zindgi bhar N rote...

Merii subah terii muriid hai merii shaam tere hii naam se
Tere dar se nahii main jaau.Ngaa ye Khayaal dil se nikal de

---------------------------------------
****allah hafiz****
**aadi9935458083**
***take care***

(¨`·.·´¨) Always
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
21st August 2007, 11:10 AM

Thanks for sharing!

but, the Ghazal is originally like this.

Poet: Jigar Moradabadi

ik lafz-e-mohabbat kaa adanaa saa fasaanaa hai
simTe to dil-e-aashiq phaile to zamaanaa hai

ye kisakaa tasavvur hai, ye kisakaa fasaanaa hai
jo ashk hai aa.Nkho.n me.n tasbiih kaa daanaa hai

ham ishq ke maaro.n kaa itanaa hii fasanaa hai
rone ko nahii.n koii ha.Nsane ko zamaanaa hai

vo aur vafaa dushman, maane.nge na maanaa hai
sab dil kii sharaarat hai aa.Nkho.n kaa bahaanaa hai

kyaa husn ne samajhaa hai kyaa ishq ne jaanaa hai
ham Khaak-nashiino.n kii Thokar me.n zamaanaa hai

vo husn-o-jamaal unakaa ye ishq-o-shabaab apanaa
jiine kii tamannaa hai maranaa kaa zamaanaa hai

yaa vo the Khafaa ham se yaa ham the Khafaa unase
kal un kaa zamaanaa thaa aaj apanaa zamaanaa hai

ashko.n ke tabassum me.n aaho.n ke tarannum me.n
maasuum mohabbat kaa maasuum fasaanaa hai

aa.Nkho.n me.n namii sii hai chup-chup se vo baiThe hai.n
naazuk sii nigaaho.n me.n naazuk saa fasaanaa hai

hai ishq-e-junuu.N-peshaa! haa.N ishq-e-junuu.N-peshaa
aaj ek sitamagar ko ha.Ns ha.Ns ke rulaanaa hai

ye ishq nahii.n aasaa.N itanaa to samajh liije
ek aag kaa dariyaa hai aur Duub ke jaanaa hai

aa.Nsuu to bahot se hai.n aa.Nkho.n me.n 'Jigar' lekin
bi.ndh jaaye so motii hai rah jaaye so daanaa hai


  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Tu Naaaaaaam Ka Darya huzefa Shayri-e-Dard 0 7th April 2009 06:15 PM
Fir Wahi Aag Ka Dariya Hai Aur Doob Ke Jana Hai land_cruiser Shayri-e-Ishq 3 21st September 2006 08:44 PM
~*~darya aur piyaas....! bela sagar Shayri-e-Dard 2 29th February 2004 07:41 PM
darya main samundar romance Shayri-e-Dard 4 22nd February 2004 09:42 AM
Darya ChotaShaikhi Shayri-e-Ishq 1 9th February 2004 07:28 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com