Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Din Ka Chaand
Old
  (#1)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
Din Ka Chaand - 10th October 2010, 03:29 AM

Ek azaad nazm munfarid khyaal ke saath aap logoN ki khidmat mai paish hai apni raaye se nawaaziyega


Din ka chaand

Kitni yaksaaniyat hai mujh mai
Aur tujhme
Ey din ke chaand
Ke mere saath
jo haiN wo haiN hi nahi
Jo din ki roshni mai
tere saathiyoN ki tarhaN
mujhko bhi
akela choD dia karte haiN
aur meiN bhi
teri tarhaaN
raat hone ke intezaar mai
suraj ki tapish ko
apne wajood mai
paiswast hota
mehsoos karta rehta huN
meiN jaanta huN tere dard ko
teri khaamoshi
tere chehre pe tanhaaii ke saaye
jiske ehsaas mai tu
til til
ghat_ta hua nazar aata hai
meiN sab jaanta huN “chaand”
ke teri tarhaN
meiN bhi tanha huN



aslam


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
10th October 2010, 07:24 AM

Aslam Bhai ... Sabse Pehle Aaapko JanamDin ki bahut bahut Mubaaraqbaad ! Sadaa khush aur swasth rahen .... ! Khoobsurat ... Sushiil .. Samjhdaar ... aur Gunwaan Jeevan Saathi mile ... yeh hi duaa hai ... !

Aapki Kavita ... Bahut khoob lagi mujhe ... Mann ke ekaakiipan ki kashmaakash ko bahut acche se bayaan kiya hai aapne ... tahe dil se daad hazir hai ... aise hi behtar khayaloN ke saath humesha aate rahen aur likhte rahen .... khush rahen ...

duaaon ke saath .....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
10th October 2010, 10:59 AM

Kya baat hai mere bhai Subhan_allah.........waise maine bohat galat waqt padhi hai yeh Nazm abhi abhi Bahrain aaya hu...........aur yeh pardes ki zindagi din ki tarah tasavvur kar raha hu..........jab ghar jayege tab raat hogi aur sab sath hoge.

Dil khush bhi kiya aapne aur udaas bhi........bohat khoob Aslam Miya.

rep++++


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#4)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 10th October 2010, 12:44 PM

aslam bhai
radhe radhe

bahut khoob.....pasand aayee aapki nazm
dil se daad
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
yasmeenraaz
Registered User
yasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,028
Join Date: Jun 2006
Rep Power: 34
10th October 2010, 11:25 PM

Din ka chaand

Kitni yaksaaniyat hai mujh mai
Aur tujhme
Ey din ke chaand
Ke mere saath
jo haiN wo haiN hi nahi
Jo din ki roshni mai
tere saathiyoN ki tarhaN
mujhko bhi
akela choD dia karte haiN
aur meiN bhi
teri tarhaaN
raat hone ke intezaar mai
suraj ki tapish ko
apne wajood mai
paiswast hota
mehsoos karta rehta huN
meiN jaanta huN tere dard ko
teri khaamoshi
tere chehre pe tanhaaii ke saaye
jiske ehsaas mai tu
til til
ghat_ta hua nazar aata hai
meiN sab jaanta huN “chaand”
ke teri tarhaN
meiN bhi tanha huN

Hi Noor
Chand kae barae main tum nae khoob likha
Insaan hamaesha bahut kuch bardasht isi liyae kerta hai kae agla pal sunehra hoga
sooraj ki tapish kae baad mulayam chandni milae to kiya kehnae
waah

razia
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
11th October 2010, 03:19 AM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Aslam Bhai ... Sabse Pehle Aaapko JanamDin ki bahut bahut Mubaaraqbaad ! Sadaa khush aur swasth rahen .... ! Khoobsurat ... Sushiil .. Samjhdaar ... aur Gunwaan Jeevan Saathi mile ... yeh hi duaa hai ... !

Aapki Kavita ... Bahut khoob lagi mujhe ... Mann ke ekaakiipan ki kashmaakash ko bahut acche se bayaan kiya hai aapne ... tahe dil se daad hazir hai ... aise hi behtar khayaloN ke saath humesha aate rahen aur likhte rahen .... khush rahen ...

duaaon ke saath .....

Narsh bhai aapka bhut bhut shukriaH, nazm ki pasndagi ke liyN aapka tahe dil se sukurguzaar huN bhut nawaazish



aslam


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
11th October 2010, 03:26 AM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Kya baat hai mere bhai Subhan_allah.........waise maine bohat galat waqt padhi hai yeh Nazm abhi abhi Bahrain aaya hu...........aur yeh pardes ki zindagi din ki tarah tasavvur kar raha hu..........jab ghar jayege tab raat hogi aur sab sath hoge.

Dil khush bhi kiya aapne aur udaas bhi........bohat khoob Aslam Miya.

rep++++

Sajid sahab sabse pehle to bhut bhut mubarak ke aap behrain aane par, kaafi pass aa gye ho aap may be possible mulaqaat ho jaaye nazm ko aapne pasnd kia uske liyN aapka dil ki gehraaiyoN se shukriyaH ada karta huN aapke reps sar aankhoN par, yuN hi apni mohabbat se nawaazte rahiye


aslam


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
11th October 2010, 03:30 AM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
aslam bhai
radhe radhe

bahut khoob.....pasand aayee aapki nazm
dil se daad
duaon ke saath

Rajindar sahab nawaazish aapka bhut bhut shukriyaH, yuN hi hosala badhaate rahiyega

aslam


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
11th October 2010, 03:33 AM

Quote:
Originally Posted by yasmeenraaz View Post
Din ka chaand

Kitni yaksaaniyat hai mujh mai
Aur tujhme
Ey din ke chaand
Ke mere saath
jo haiN wo haiN hi nahi
Jo din ki roshni mai
tere saathiyoN ki tarhaN
mujhko bhi
akela choD dia karte haiN
aur meiN bhi
teri tarhaaN
raat hone ke intezaar mai
suraj ki tapish ko
apne wajood mai
paiswast hota
mehsoos karta rehta huN
meiN jaanta huN tere dard ko
teri khaamoshi
tere chehre pe tanhaaii ke saaye
jiske ehsaas mai tu
til til
ghat_ta hua nazar aata hai
meiN sab jaanta huN “chaand”
ke teri tarhaN
meiN bhi tanha huN

Hi Noor
Chand kae barae main tum nae khoob likha
Insaan hamaesha bahut kuch bardasht isi liyae kerta hai kae agla pal sunehra hoga
sooraj ki tapish kae baad mulayam chandni milae to kiya kehnae
waah

razia

Yasmeen saheba bilku sahi kaha aapne, nazm aapko achi lagi bhut khushi huii yuN hi hosla badhaati rahiye nawaazish



aslam


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com