Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Mujhe kisi ka intezaar nahin...
Old
  (#1)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Mujhe kisi ka intezaar nahin... - 20th January 2004, 04:14 PM

Mere ashkon ko kisi aanchal ka intezaar nahin
gam ke sehra ko ab kisi baadal ka intezaar nahin

pyar kiya tha tumse kya yehi khata thi meri
meri tanhaiyon ko ab kisi khayaal ka intezaar nahin

gamgeen gazlein dekhti hai rasta kisi khaas ka
meri shayri ko ab kisi kaayal* ka intezaar nahin

gam ki zanjeeron mein hi sukoon pa liya hai hamne
nazron ko ab kisi paayal ka intezaar nahin

labon se laga hi liya hai jab paimana "kureel"
dil ko ab kisi saagar ka intezaar nahin

kaayal = fan, prashanshak

-Manoj Kureel


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.

Last edited by manoj kureel; 20th January 2004 at 04:17 PM..
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
welldone
Old
  (#2)
saimrulzzz
Registered User
saimrulzzz will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 350
Join Date: Dec 2003
Location: russia
Rep Power: 21
welldone - 20th January 2004, 04:31 PM

hi wow yaar that was too good man its really nice 1 i really like it kia khoob likha hai GIM KI ZANJEERON MAIN HI SUKOON PALIA zaberdats yaar acha lagi keep it up then take care tatat babaye khuda hafiz


:P
  Send a message via Yahoo to saimrulzzz Send a message via AIM to saimrulzzz  
Reply With Quote
Old
  (#3)
pappu
Registered User
pappu is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 638
Join Date: Sep 2003
Location: texas
Rep Power: 21
Thumbs up 20th January 2004, 11:58 PM

dear manojbhai,
aare yar aap ki her shayri LAJAWAAB aur derd bhari hai. MANOJ BHAI please post 1 on ISHQUE.
PAPPU.
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
21st January 2004, 02:30 PM

manoj dost

aap ke kalam mein dard ki chubhan bhi hai, soach ki gehrayee bhi, aur lehje ki sachchayee bhi.
bohat khoob manoj.
mein bara apna pan mehsoos kerta hoon aap ke kalam mein.

wishing you all the best

musharrafhusain
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
21st January 2004, 02:50 PM

manoj,
ek achhi rachna, hamesha ki tarah.... fir se paayi tumse....
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Manish K Bansal
Registered User
Manish K Bansal is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 146
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 21
21st January 2004, 08:40 PM

Manoj bhai,

labon se laga hi liya hai jab paimana "kureel"
dil ko ab kisi saagar ka intezaar nahin

Wah janaab, bahot achha likha hai.Keep it up.Takecare,

Manish
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
22nd January 2004, 03:27 PM

Mere ashkon ko kisi aanchal ka intezaar nahin
gam ke sehra ko ab kisi baadal ka intezaar nahin

pyar kiya tha tumse kya yehi khata thi meri
meri tanhaiyon ko ab kisi khayaal ka intezaar nahin

gamgeen gazlein dekhti hai rasta kisi khaas ka
meri shayri ko ab kisi kaayal* ka intezaar nahin

gam ki zanjeeron mein hi sukoon pa liya hai hamne
nazron ko ab kisi paayal ka intezaar nahin

labon se laga hi liya hai jab paimana "kureel"
dil ko ab kisi saagar ka intezaar nahin

oyee bakbaash hai ye bilkul ye bhi kooi bat hui ki"

labon se laga hi liya hai jab paimana "kureel"
dil ko ab kisi saagar ka intezaar nahin

apne agar ye kaam kiya hai
to muft hi kisiko badnaam kiya hai.
oye sharam hai ya nahi ye peena aur peelana kab se jaan liya hai haan bolo????
khaabrdaar jo peena start kiya mein kisi ko bol dungi apko dantne ko.
sakhiiiiiii with gussa



agazl achi hai apki but feeling agar andar se aai to bekar hai bakbaash hai.


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#8)
sanjoo
MriiGchiika
sanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to all
 
sanjoo's Avatar
 
Offline
Posts: 1,664
Join Date: Sep 2002
Location: INDIA (Mumbai)
Rep Power: 28
22nd January 2004, 07:27 PM

Manoj.....mere dost waah kyaa khuB likha hai....sach mai humne ka_ii dinno baad kuch aesa padha kai.....kyaa kahen....dil kai harr tar ko apne zhnkrraT karr diyaa.....yu hii likhte rahoo dost..bada sukun milta hai ap ko padh karr....Sanju!

Mere ashkon ko kisi aanchal ka intezaar nahin
gam ke sehra ko ab kisi baadal ka intezaar nahin

pyar kiya tha tumse kya yehi khata thi meri
meri tanhaiyon ko ab kisi khayaal ka intezaar nahin

gamgeen gazlein dekhti hai rasta kisi khaas ka
meri shayri ko ab kisi kaayal* ka intezaar nahin

gam ki zanjeeron mein hi sukoon pa liya hai hamne
nazron ko ab kisi paayal ka intezaar nahin

labon se laga hi liya hai jab paimana "kureel"
dil ko ab kisi saagar ka intezaar nahin


Jindagi se to khair shikvaa tha,

muddato mout ne bhi tarsaaya hame..

.....
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#9)
romana
Registered User
romana will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 754
Join Date: Sep 2002
Location: uk
Rep Power: 22
hi - 23rd January 2004, 06:06 AM

adaab manoj ji

hamesha ki tarah is baar bi aapki shayr para to dil se awaaz nikili wah wah.
bhut acha likthe hai app
umeed hai hamesha isi tarah likhte rahe gey aap
take care
bye


~,ROMANA,~
   
Reply With Quote
Re: welldone
Old
  (#10)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: welldone - 23rd January 2004, 05:32 PM

saimrulzzz ji
bahoot bahoot shukriya dost..aapki hauslaafzai ke liye...behad khushi hui yeh jaan kar ki aap ko hamari koshish pasand aayi.
take care
-Manoj

pappu ji
kaise hai aap??? aap ki hauslaafzai jab bhi pata hoon to sach lagta hai likhna safal raha...jis apnepan se aap hausla badhate hai wo waqai mere liye bahoot bada samman hai...bahot jald hi ishq par kuch likhne ki koshish karunga.....take care
-Manoj

mushrarraf bhai saheb
aap ka yahan aana hi mere liye faqr ki baat hai....mein bhi aap se ek khichav sa mehsoos karta hoon...ek apnapan aur ek andekha aur anjana rishta...yahan par aanewale sabhi doston ka dard shayad ek sa hai,,isiliye...ek ke kalaam mein chupa dard dusre ko apna sa lagta hai,,,lagta hai mano kisi aur ne hi uski kahani bayan kar di ho.aap ki izzatafzai ke liye dil ki gehraiyon se shukriya..
take care
-Mnaoj

meena didi
kaisi hai aap??? shukriya aap ko meri koshish pasand aayi....aap ka dil se aabhari hoon ..likhte rahiye
-Manoj

manish ji
bahoot bahoot shukriya dost...aap ko bahot dinon ke baad yahan dekha...sab khairiyat to hai na???? aap ki hauslaafzai ka dil se shukriya.....
take care
-Manoj


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#11)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
23rd January 2004, 05:57 PM

pee lete hai jeene ki tamanna mein kabhi
lad_khadana bhi jarori hai sambhalne ke liye.

priye sakhi ji
aap ki daant jab itni pyari hai,,,,to aap kaisis hongi?????
magar aap nahak hi gussa ho rahi hai,,,kabhi kabhi gam is qadar badh jata hai, beqarai ka aalam kuch yun ghirta hai ki dil bekhudi mein hi karaar milta hai..... khair,,aisa kuch nahin hai ...,,,kyun ki mein in raahon se guzar chuka hoon.meine aisa kuch nahin kiya hai, jaisa aap samjh rahi hai.. aur kabhi karunga bhi nahin....waise aap ka daantna mujhe bahoot pyara laga....aap sabko kitni aasani se apna bana leti hai....har kisi ke paa nahin hota yeh hunar.
waise is gazal ki feeling to andar se hi aayi hai,,agar andar se na aati to yeh gazal nahin likh sakta tha mein...bahoot dukhi aur beqarar tha mein us din jab yeh gazal likhi thi...magar ab wo gam ki raat guzar chuki hai,,,..khair jo bhi hota hai ache ke liye hi hota hai.....aap ka gussa aur hauslaafzai ka shukriya aap ka reply bahoot pyara hai....keep it up.
take care
-Mnaoj


---------------------------------------------------------------------------------

sanju dost
kaise ho aap??? bahoot acha laga aap ko yahan dekh kar...aap ki hausl;a afzai ka dil ki gehraiyon se shukriya,,,,aap jaisa mahir shaksh jab meri tareef mein kuch kehta hai to lagta hai ki jaroor kuch acha hi likh gaya hoon mein...bahoot bahoot shukriya izzatafzai ke liye...
take care
-Mnaoj

__________________________________________________ __

aadab romana ji
kaisi hai aap??? bahot kushi hui aap ka reply padh kar....aapki hauslaafzai ka dil se shukriya....likhte rahiye....take care
-Manoj

__________________________________________________

payal ji
shukriya yahan aane ke liye aur mera hausla badhane ke liye....waise payal ji mein khud ko yehi samjhta tha ki mein yaha purana hoon....magar agar aap mujhe "naya" samjhti hai to mujhe khushi hai. thanks 4 welcome. aap ko hamari koshish pasand aayi iske liye dil se aap ka aabhari hoon....
take care
-MANOJ KUREEL


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#12)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
23rd January 2004, 07:24 PM

Wah ..

Kya Baat Hai BHai SaHaB DiL KHusH HO Gaya ..

Kya UmDaa GHazaL LikHi Hai .. AIsa LaGa ek ek HuRf sacHHai BayaN kaR RaHa Hai ..

Mere ashkon ko kisi aanchal ka intezaar nahin
gam ke sehra ko ab kisi baadal ka intezaar nahin

pyar kiya tha tumse kya yehi khata thi meri
meri tanhaiyon ko ab kisi khayaal ka intezaar nahin

gamgeen gazlein dekhti hai rasta kisi khaas ka
meri shayri ko ab kisi kaayal* ka intezaar nahin

gam ki zanjeeron mein hi sukoon pa liya hai hamne
nazron ko ab kisi paayal ka intezaar nahin

labon se laga hi liya hai jab paimana "kureel"
dil ko ab kisi saagar ka intezaar nahin


kisi ek asHaaR ki taReef kaRNa mumkiN Hi NaHi .. PooRi GHazaL NiHayati DiL FaReB Hai ..

Aap waise BHi BaHut acHHa LikHte HaiN .. Dua RaHeGi issi taRaH se saaf pak LikHte RaHiye .. auR

MuskuRate RaHiye ..

ApNa KHyaaL RaKHiye


andaaz
   
Reply With Quote
Hi
Old
  (#13)
Rimjhim
Registered User
Rimjhim has a spectacular aura aboutRimjhim has a spectacular aura aboutRimjhim has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 607
Join Date: Mar 2003
Rep Power: 24
Hi - 23rd January 2004, 07:30 PM

Manoj ji, bahaut time ke baad aaye hain yahan par...ab to bas aisa lagta hai jaise ki shayri.com se rishtaa hi toot gaya.

Anywayz aapko yeh batana chahte hain ki aapne bahaut khoob likah hai. Itna dard itni tarap shaayad hi kisi ki gazhal mai ho.

Bas aap isi tarah se likhte rahiye.

Luv
Rimjhim


"It takes a minute to have a crush on someone, an hour to like someone, a day to love someone, but it takes a lifetime to forget someone..."

Isn't that true??? ;-)
   
Reply With Quote
Re: Mujhe kisi ka intezaar nahin...
Old
  (#14)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
Re: Mujhe kisi ka intezaar nahin... - 24th January 2004, 03:32 PM

Manoj

hamesha kee tarah yeh ghazal bhi tumhaari dil fareyb hai...kshama chahti hoon ki pehle na aa saki...lekin do teen baar padhi zaroor...

Mere ashkon ko kisi aanchal ka intezaar nahin
gam ke sehra ko ab kisi baadal ka intezaar nahin

pyar kiya tha tumse kya yehi khata thi meri
meri tanhaiyon ko ab kisi khayaal ka intezaar nahin

Bahut khoob

gamgeen gazlein dekhti hai rasta kisi khaas ka
meri shayri ko ab kisi kaayal* ka intezaar nahin

Yeh do panktiyan mujhe sabse achhi lagin hain...

gam ki zanjeeron mein hi sukoon pa liya hai hamne
nazron ko ab kisi paayal ka intezaar nahin

labon se laga hi liya hai jab paimana "kureel"
dil ko ab kisi saagar ka intezaar nahin

kaayal = fan, prashanshak

janaab kamaal ka likha hai...lekin

dil ke aane ko hum kis tarah rokte
jispe aana thaa khana kharaab aa gaya...

dil ka haal aise hee hai dost...intezzaar karein na karein...
khush rahiye aur isi tarah ghazalon ko pesh karte rahiey...

....paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
24th January 2004, 05:48 PM

Koi sagar dil ko behlata nehi bekhudi meh bhi karar ata nehi koi sagar dil ko behlata nehi, mein koi pather nehi Insaan hu keise kehdu gum se ghabrata nehi kal toh sab the karwan the sath sath aaj koi rahdikhlata nehi koi sagar dil ko behlata nehi bekhudi meh bhi karar ata nehi....... Aapka likhha hua mein hamesha parhti rahti hu lekin reply nehi kee, mafhi chahungi. Aap likhte rahiyega. Tahe dilse shukriya kabul kijiyega. Duwao ke sath izazat chahungi. Aapna khayal rakhiyega. God bless you.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
salaam
Old
  (#16)
sayedzakir
Registered User
sayedzakir is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 43
Join Date: Nov 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 0
salaam - 26th January 2004, 12:08 AM

salaam manoj bhai
behtareen sher hainlikha hain.maine aap ke kaafi shar padhe hain aur saare hi oomda hain.
keep it up
take care.
  Send a message via Yahoo to sayedzakir  
Reply With Quote
Old
  (#17)
ash03
Registered User
ash03 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 27
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 0
26th January 2004, 11:09 AM

itna dard ... itni tanha hai app... par shayri achi hai


Kabhi humse dosti karke dekhna . . . zindagi badal jayegi . . Har duniya ki ghum . . . ek pal mein mit jayegi
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
27th January 2004, 06:45 PM

kshitiz bhai
bahoot bahoot shukriya,,aapne yahan aa kar mujhe kritagya kiya hai,,,behad acha lagta hai aap jaise manjhe hue shayar ki prashansha paa kar,,,bahoot bahoot shukriya hauslaafzai ke liuye,,take care
-Manoj


Rimjhim ji
kaisi hai aap??? kitne mahinon ke baad aap ko dekh raha hoon,,,aakhir aisa kya hua ki ham sab se milne ka dil nahin karta aapka???? aap logon ke bina is site mein kuch kami si lagti hai....aap yahan aati rahengi aur apni shayri ke gul khilati rahengi bas yehi prathna kar sakta hoon,,,,,aapki hauslaafzai ka bahoot bahoot shukroiya
take care
-MANOJ


Paras ji
aap ka yahan aana hi mere liye bahoot badi baat hai...aapki hauslaafzai ka dil ki gehraiyon se shukriya,.,,,aapki nai rachna ka intezaar hai mujhe
take care
-Manoj


shimul ji
aap ka likha geet mera bahoot pasandida hai,,,film "dil diya dard liya" ka hai na???? rafi saaheb ka gaya hua...shakeel badayuni ka likha hua,,,,behad purasar geet hai yeh...thganks yaad dilane ke liye....aap ki hauslaafzai ka shukriya
take care
-MANOJ

ZAKIR BHAI
kaise hai aap\?//?/ janab aap ne yahan aa kar hamari jo hauslaafzai ki hai dil se aabhari hoon mein ,,,take care
khuda hafiz
-MANOJ

Ash ji
kaisi hai aap??? aap ka naam bahoot pyara hai...shayri pasand aayi aapko samjhiye hamara likhna safal hua....daad ke liye shuriya....take care
-MANOJ kUREEL


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#19)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
27th January 2004, 06:50 PM

Dear Manoj Jee, haan gaya hua toh Mohd. Rafi Jee ke hi aawaaz meh hein lekin film ki naam ish waqt yaad nehi hein. Aapka kaha sahi hi hogi. Reagrding film name I ment. Shukriya. Take care. God bless you.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
27th January 2004, 06:55 PM

shimul ji....
aapki aur mere geeton ki pasand ek si hi hai....isiliye mujhe maloom tha ki yeh geet kis film ka hai.....ho sake to is film ki cesset suniyega...sabhi geet behad khubsoorat hai....take care
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#21)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
27th January 2004, 06:58 PM

Dear Manoj Jee, Haan, yeh baat sahi hi hein. Aapka bohot bohot shukriya. I will do so. Take care. God bless you.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
roopali
sifar
roopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the rough
 
roopali's Avatar
 
Offline
Posts: 957
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 24
29th January 2004, 02:38 PM

hello manoj ji..kaise hain aap?....well i read ur poems n like them very much..u r really a nice shayar...maybe haalat na bana diya or watever..but u write fantastic...i m busy as exams r coming..so thodi der ho gayi reply karne mein ...well kuch lines likhi hain maine aapki lines ke jawab mein..koi gustakhi ho jaye toh pls..maaf kar dijiyega...
Kuch majboori rahi hogi unki bhi
Jo aanchal wo udda na sake.
Ghum ke sehra mein badal la na sake.

Khata tumhari nahin uss daur ki thi shayad...
Na jaane aap...pyar unhone bhi kiya hoga aapse,
Majboori hogi jaroor jo wo nibha na sake.

Khayalon mein intezar unhe bhi hai,
Par tanhayion ko wo mitta na sake.

Aapki shayari ko maante hain wo bhi,
Par sare mehfil daad de na sake.

Nazrein unki bhi aapko dhoondhti hain,
Par payal wo pehan na sake.

Labon se paimana laga loge..toh kya
Zindagi laut aayegi.....
Dil jo toot gaya usse wo jod na sake.

Yoon na khafa ho kureel kissi se bhi
Kuch majbooriyan rahi hongi unki bhi.

byeee take care


Main zakhm zakhm hoon phir bhi tujhe dikhayi na doon
tadap uthoon bhi toh zalim teri duhayi na doon
(NM)
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
29th January 2004, 07:07 PM

Kuch majboori rahi hogi unki bhi
Jo aanchal wo udda na sake.
Ghum ke sehra mein badal la na sake.

Khata tumhari nahin uss daur ki thi shayad...
Na jaane aap...pyar unhone bhi kiya hoga aapse,
Majboori hogi jaroor jo wo nibha na sake.

Khayalon mein intezar unhe bhi hai,
Par tanhayion ko wo mitta na sake.

Aapki shayari ko maante hain wo bhi,
Par sare mehfil daad de na sake.

Nazrein unki bhi aapko dhoondhti hain,
Par payal wo pehan na sake.

Labon se paimana laga loge..toh kya
Zindagi laut aayegi.....
Dil jo toot gaya usse wo jod na sake.

Yoon na khafa ho kureel kissi se bhi
Kuch majbooriyan rahi hongi unki bhi.



ROOPALI JI
mein acha hoon...aap kaisi hai?? aap meri shayri pasand karti hai,,yeh mere liye bahot badi baat hai,,,aap sab ka saath aur pyar hi hai jo mujhe yahan aane ko majboor karta hai.rupali ji mein koi shayar nahin hoon,,bas dil ke jazbaaton ko jabaan dene ki koshish bhar karta hoon,,yeh to aap ka baddapan hai ki aap mere jazbaaton ko samjhti hai aur waqt nikaal kar un par reply karti hai..mein tahe dil se aap ka shukrguzar hoon...
aap ka exam bahoot acha jaye aur zindagi mein aap bahot ucha mukaam haasil kare ,yehi dua karunga mein....aap muafi maang kar mujhe sharminda na kijiye plzzzz...aap ka likha mere liye bahoot badi saugaat hai...mein aap ka bahoot bahoot aabhari hoon ki aapne mere liye itne jatan se inta umda kalaam likha,,,behad purasar likha hai aapne....kisi ke jazbaaton ko samjhkar usko usi ki jubaan mein samjhaya hai aapne....mein samjh sakta hoon aap kya kehna chahti hai,,aur sach puchiye to aap se puri tarah sehmat bhi hoon....dil ki gehraiyon se aap ka shukriya kehna chahta hoon mein...aapne bahoot khoob likha hai,,,meri daad kubool kijiye... ab aap se ijazaat chahunga...apna khayal rakhiyega....
take care
-Manoj


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Adaab Kabool Kijiye
Old
  (#24)
salman shaikh
Ek Anjaan Shaks...
salman shaikh has a spectacular aura aboutsalman shaikh has a spectacular aura about
 
salman shaikh's Avatar
 
Offline
Posts: 497
Join Date: May 2002
Location: London (UK)
Rep Power: 23
Adaab Kabool Kijiye - 30th January 2004, 12:31 AM

Salam Janab Manooj Sahab... apka kalaam parha mashallah se bahut acha laga janab inshallah apse agey bhi yehi umeed rahegi shukriya kudha hafiz...


EK ANJAAN SA SHAKS...

SALMAN SHAIKH...


Chal parin hain kashtiyaan samandar dur hai kinaara.....
in majon se puch lena kia haal hai hamaara....

______________________

Ashk bankaar woh mere chashm-e-tar main rehta hai....
ajeeb woh shaks hai jo pani ke ghar main rehta hai........
  Send a message via Yahoo to salman shaikh Send a message via AIM to salman shaikh Send a message via MSN to salman shaikh  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Mujhe Intezaar Hai kisi ke aane ka... Abrarsworld Shayri-e-Sharaab 8 12th July 2007 02:47 AM
Na kisi tareef ki chahat mujhe na shikawaya-e-gila kisi se hai naresh Shayri-e-Dard 6 20th May 2005 02:32 PM
Kisi nazar ko tera intezaar nisar Ghazal Section 1 23rd December 2003 09:57 PM
Kisi Ka Intezaar Hafeez Shayri-e-Ishq 6 20th August 2003 10:05 AM
tera intezaar ab nahin maikasH Shayri-e-Dard 3 30th November 2001 07:58 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com