Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Yeh baat alag hai kabhi charcha nahi kertay
Old
  (#1)
iHsAn ElAHi
Registered User
iHsAn ElAHi will become famous soon enoughiHsAn ElAHi will become famous soon enough
 
iHsAn ElAHi's Avatar
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Sep 2008
Location: Swabi, Pakistan
Rep Power: 0
Arrow Yeh baat alag hai kabhi charcha nahi kertay - 15th September 2008, 07:04 AM

Salam

main apni nayi ghazal ap se yahan share kerna chahoonga..... plz apni raye se nawaziyega...khaas thor per koi kami lagay kisi bhi hawalay se plzzzzzzzzz meri rehnumayi farmayega
thnx


Yeh baat alag hai kabhi charcha nahi kertay
Ham shoq maiN ajaayeiN tho kya kya nahi kertay

KantoN se jo kertay haiN wafaa unn se zaraa pooCH
Woh phool ke bister pe bhi soya nahi kertay

Chorra bhi yuN tum ne mujay thi jab barri mushkil
Mushkil maiN kisi ko kabhi chorra nahi kertay

Ham ap ke apnay haiN tho kioN itni hijabaiN
ApnoN se kabhi apnay tho parda nahi kertay

BaataiN tu bohot kertay haiN teray gali ke loG
Per ham kisi ki baat ki parva nahi kertay

Ham khelthay haiN apnay hi dil se magar ihsan
LogoN ke diloN se kabhi khela nahi kertay




i)-($@)\(

Last edited by iHsAn ElAHi; 15th September 2008 at 07:20 AM.. Reason: fonts format
  Send a message via Yahoo to iHsAn ElAHi Send a message via MSN to iHsAn ElAHi  
Reply With Quote
Old
  (#2)
fairy
Registered User
fairy is on a distinguished road
 
fairy's Avatar
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 0
15th September 2008, 09:32 AM

salam
ihsanji aap ne ghazal bhut achi hai.

hum doston ko ****te nahi hai
per ye baat jatate nahi hai
doston ko hamesha rakhte hai dil me
hum ****ne ke liye dost banate nahi hain.


manzeel unhi ko milti hai jinke hawsle buland hotehain
pankho se kuch nahi hota hawslo se udan hoti hai.
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
fairy
Registered User
fairy is on a distinguished road
 
fairy's Avatar
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 0
15th September 2008, 09:42 AM

****(chorrte)
aap aise hi likhte raho.humesha haste raho ye hamari dil se dua hai.


manzeel unhi ko milti hai jinke hawsle buland hotehain
pankho se kuch nahi hota hawslo se udan hoti hai.
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
15th September 2008, 02:29 PM

Quote:
Originally Posted by iHsAn ElAHi View Post
Salam

main apni nayi ghazal ap se yahan share kerna chahoonga..... plz apni raye se nawaziyega...khaas thor per koi kami lagay kisi bhi hawalay se plzzzzzzzzz meri rehnumayi farmayega
thnx


Yeh baat alag hai kabhi charcha nahi kertay
Ham shoq maiN ajaayeiN tho kya kya nahi kertay

KantoN se jo kertay haiN wafaa unn se zaraa pooCH
Woh phool ke bister pe bhi soya nahi kertay

Chorra bhi yuN tum ne mujay thi jab barri mushkil
Mushkil maiN kisi ko kabhi chorra nahi kertay

Ham ap ke apnay haiN tho kioN itni hijabaiN
ApnoN se kabhi apnay tho parda nahi kertay

BaataiN tu bohot kertay haiN teray gali ke loG
Per ham kisi ki baat ki parva nahi kertay

Ham khelthay haiN apnay hi dil se magar ihsan
LogoN ke diloN se kabhi khela nahi kertay
Bahot khoob ...Hume aap ke Gazal bahot pasand aayi aap youn hi mahfil roshan karte rahiye ....dil se daad kabool kijiye ..........



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
15th September 2008, 02:36 PM

ihsan sahib !

kaise haiN janaab aap ?

shayad pehli martabaa aapse rubaru ho raha huN ! aaj aapki ghazal padhi to kadam khud ba khud aapki gully me chalte chale aaye !

behad dilkash lagi aapki ye kashmakash hameiN !

Yeh baat alag hai kabhi charcha nahi kertay
Ham shoq maiN ajaayeiN tho kya kya nahi kertay

Ham ap ke apnay haiN tho kioN itni hijabaiN
ApnoN se kabhi apnay tho parda nahi kertay

BaataiN tu bohot kertay haiN teray gali ke loG
Per ham kisi ki baat ki parva nahi kertay

Ham khelthay haiN apnay hi dil se magar ihsan
LogoN ke diloN se kabhi khela nahi kertey

yuN to sarapa ghazal kabil e tareef hai magar matlaa se maQtaa tak ye kuch ashaar rooh me paibast ho gaye !

aap meiN likhne kaa hunar bahut shiddat se hai !

malik aapka ye Qaif barQaraar rakhe !

apna khyaal rakhiye !


andaaz
   
Reply With Quote
Bohot shukriya
Old
  (#6)
iHsAn ElAHi
Registered User
iHsAn ElAHi will become famous soon enoughiHsAn ElAHi will become famous soon enough
 
iHsAn ElAHi's Avatar
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Sep 2008
Location: Swabi, Pakistan
Rep Power: 0
Bohot shukriya - 15th September 2008, 11:23 PM

Quote:
Originally Posted by fairy View Post
****(chorrte)
aap aise hi likhte raho.humesha haste raho ye hamari dil se dua hai.

salam

Bohot shukriya fairy, ghazal ko pasand kernay ka
ap is isi tarah kholoos se hamain dua dengi tu insha allah aur bhi likhengay

ap ka msg parhtay hi muje andaza hogya that ****mean chorrte

bohot bohot khush rahiyega


i)-($@)\(
  Send a message via Yahoo to iHsAn ElAHi Send a message via MSN to iHsAn ElAHi  
Reply With Quote
Old
  (#7)
iHsAn ElAHi
Registered User
iHsAn ElAHi will become famous soon enoughiHsAn ElAHi will become famous soon enough
 
iHsAn ElAHi's Avatar
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Sep 2008
Location: Swabi, Pakistan
Rep Power: 0
15th September 2008, 11:26 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
Bahot khoob ...Hume aap ke Gazal bahot pasand aayi aap youn hi mahfil roshan karte rahiye ....dil se daad kabool kijiye ..........
salam
bohot shukriya ghazal pasand krnay ka
Allah apko hamesha khush rahkhay


i)-($@)\(
  Send a message via Yahoo to iHsAn ElAHi Send a message via MSN to iHsAn ElAHi  
Reply With Quote
Old
  (#8)
iHsAn ElAHi
Registered User
iHsAn ElAHi will become famous soon enoughiHsAn ElAHi will become famous soon enough
 
iHsAn ElAHi's Avatar
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Sep 2008
Location: Swabi, Pakistan
Rep Power: 0
15th September 2008, 11:31 PM

Quote:
Originally Posted by kshitiz View Post
ihsan sahib !

kaise haiN janaab aap ?

shayad pehli martabaa aapse rubaru ho raha huN ! aaj aapki ghazal padhi to kadam khud ba khud aapki gully me chalte chale aaye !

behad dilkash lagi aapki ye kashmakash hameiN !

Yeh baat alag hai kabhi charcha nahi kertay
Ham shoq maiN ajaayeiN tho kya kya nahi kertay

Ham ap ke apnay haiN tho kioN itni hijabaiN
ApnoN se kabhi apnay tho parda nahi kertay

BaataiN tu bohot kertay haiN teray gali ke loG
Per ham kisi ki baat ki parva nahi kertay

Ham khelthay haiN apnay hi dil se magar ihsan
LogoN ke diloN se kabhi khela nahi kertey

yuN to sarapa ghazal kabil e tareef hai magar matlaa se maQtaa tak ye kuch ashaar rooh me paibast ho gaye !

aap meiN likhne kaa hunar bahut shiddat se hai !

malik aapka ye Qaif barQaraar rakhe !

apna khyaal rakhiye !

salam

main bilkul teek hoon aur allah se apki kheriyat ki dua kerta hoon
ji bilkul ap se pehli baar mulaqat hovi hai,,,inshallah,,,, bohot acha time guzrega
apki itni pur-kholoos tareef ka main nihayat mamnoon hoon
allah apko hamesha apne saye main rakhay

bohot shukriya


i)-($@)\(
  Send a message via Yahoo to iHsAn ElAHi Send a message via MSN to iHsAn ElAHi  
Reply With Quote
Old
  (#9)
baagi
......since birth
baagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of light
 
baagi's Avatar
 
Offline
Posts: 428
Join Date: Apr 2008
Location: bangalore
Rep Power: 22
29th September 2008, 02:09 PM

Ham khelthay haiN apnay hi dil se magar ihsan
LogoN ke diloN se kabhi khela nahi kertay


bahut achchi gajal hai apki ye sher bahut achcha laga,aate rahe,share karte rahen.


ibadat bhi khuda hai,bagavat bhi khuda hai
khuda baagi kahi hai,kahi baagi khuda hai.
  Send a message via Yahoo to baagi  
Reply With Quote
Old
  (#10)
iHsAn ElAHi
Registered User
iHsAn ElAHi will become famous soon enoughiHsAn ElAHi will become famous soon enough
 
iHsAn ElAHi's Avatar
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Sep 2008
Location: Swabi, Pakistan
Rep Power: 0
8th October 2008, 04:39 PM

Quote:
Originally Posted by baagi View Post
Ham khelthay haiN apnay hi dil se magar ihsan
LogoN ke diloN se kabhi khela nahi kertay

bahut achchi gajal hai apki ye sher bahut achcha laga,aate rahe,share karte rahen.

bohot shukriya baagi
thnx a lot for liking dis ghazal
bohot bohot khush rahiye


i)-($@)\(
  Send a message via Yahoo to iHsAn ElAHi Send a message via MSN to iHsAn ElAHi  
Reply With Quote
Old
  (#11)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 34
8th October 2008, 06:03 PM

Aadaab or tasleemaat !

moHteram iHsaan saheb appko peRhna ajj pehli baar naseeb howa hai , yaQeen maaniye is baat ko lay ker preshan hoN keh kish shai'r ki tareef keroN aur kis ki naa keroN , her aik shai'r behad acha hai , app ki yeh ghazal peRh ker lagta hai ab appka koi kalaam mis nahi kerna chahiye , khush rahieN


ALLAH appka haami aur naasir ho

Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#12)
iHsAn ElAHi
Registered User
iHsAn ElAHi will become famous soon enoughiHsAn ElAHi will become famous soon enough
 
iHsAn ElAHi's Avatar
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Sep 2008
Location: Swabi, Pakistan
Rep Power: 0
Arrow 28th October 2008, 01:53 AM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
Aadaab or tasleemaat !

moHteram iHsaan saheb appko peRhna ajj pehli baar naseeb howa hai , yaQeen maaniye is baat ko lay ker preshan hoN keh kish shai'r ki tareef keroN aur kis ki naa keroN , her aik shai'r behad acha hai , app ki yeh ghazal peRh ker lagta hai ab appka koi kalaam mis nahi kerna chahiye , khush rahieN


ALLAH appka haami aur naasir ho

Mujeeb
bohot bohot shukriya mujeeb bhai
Ap ne jese tareef ki mere paas alfaz nahi hain shukriya kehne keliye
Allah apko hamesha khush rakhay


i)-($@)\(
  Send a message via Yahoo to iHsAn ElAHi Send a message via MSN to iHsAn ElAHi  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Ye Alag Baat Ke Kaha Hi Nahi noor_noor Shayri-e-Dard 14 7th October 2010 06:40 AM
yeh alag baat ha saaqi subha Shayri-e-Sharaab 2 26th November 2008 01:45 PM
Auro ki tarah piyar ka charcha nahi karte ..... Irfan Hakeem Ghazal Section 0 27th April 2005 02:18 PM
yeh alag baat hai mast kalandar Shayri-e-Ishq 0 29th July 2004 11:49 AM
ham gazal mein tera charcha nahi hone dete sagar29in Shayri-e-Dard 0 15th November 2001 06:06 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com