Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Personal Messages > Feedback and Suggestions

 
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Prev Previous Post   Next Post Next
Why orthodox approach?Why is there no innovative things or updation to the site?
Old
  (#1)
@kaash
Registered User
@kaash is a splendid one to behold@kaash is a splendid one to behold@kaash is a splendid one to behold@kaash is a splendid one to behold@kaash is a splendid one to behold@kaash is a splendid one to behold@kaash is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 249
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 23
Why orthodox approach?Why is there no innovative things or updation to the site? - 13th November 2012, 11:03 AM

I dn know why? lekin mujhe aisa laga to main kah raha hun.

Shayri.com is one of my favourite site but kuch saalon se main isme koi update nahi dekh raha hun.
Kya ye site band hone waali hai?
ya ye site band hone ke baad hi aisi ho gayi hai?

koi aisa na soche ki main aisa kyun kah raha hun, main aisa isliye kah raha hun ki jaisa mujhe lagta hai main kah deta hun doosri baat i care for site as it is one of the oldest site and it has contributed a lot to the field of poetry.

Kahna main ye chaah raha hun ki aaj ke is daur me jab facebook aur social site ke ilaawa koi bhi apna blog bana ke poetry kar sakta hai, kya ye atyant aawashyak nahi ki poetry sites aur zyaada facilities den members ko forum aur poetry ke pertaining jisse puraane members ke saath aur naye genuine members bhi site se juden.

1.hum dekhte hain ki bina online hue members koi post nahi padh sakte?
online members kaun kaun hai ye bhi online hone ke baad hi dikhta hai aur wo bhi online member kya kar raha hai ye bhi normal members nahi dekh sakte?

Mera in prshano ke maadhyam se soch par prashn uthana hai aur ye kahna hai ki pls members ko freedom den.


2. There is no follow up by the site to the members i mean sites par poetries aur forums se related informations members tak jaani chahiye jisse wo na aane par bhi site ke touch me rahen?


3. there should be a team of members jinse admin touch me rahen aur unke suggestions ko amal me laayen?

4. Personal issues ko site ki growth ke beech me nahi laana chahiye,ye hum sabhi ko samajhna chahiye aisa main isliye kah raha hun kyunki kai baar bina baat ki ghalatfahmi ka khaamiyaaza site ko bhugatna padta hai i mean net world me aise log kum hain jo kisi baat ko misudrstand na karen aur members ke beech me misunderstandings door karen.

islie main kahna chahta hun ki iska dhyaan rakhna chahiye sabhi ko ki site ko personal baaton ka forum/platform na banayen aur bananyen bhi to make sure usse site ko nuksaan na ho i mean it should be healthy and no one should be hurt.

site se judi authorities ko bhi neutral rahna chahiye?Everybody is equal chahe wo member ho mod ho ya phir khud admin.


5. Admin ko site par aate rahna chahiye bhale wo apne kisi thread ke maadhyam se aayen lekin is tarah wo baaki members ki baaten sun sakte hain?

6. Site par samay samay par naye forums bhi add hote rahne chahiye?

7.Site par momentum and new members ke liye site par innovative cheezen hoti rahni chahiye.

8. Members ko hamesha hi apni threads ko edit karne ka right hona chahiye?

9. Members should be able to attach pics and images.

Aur bhi bahut kuch hai suggest karne ke lie abhi jo mujhe laga maine share kiya.


thanks all


Quality is not an act,it is a habit.

Last edited by @kaash; 13th November 2012 at 11:43 AM..
   
Reply With Quote
 

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com