Quote:
Originally Posted by loveleen
palchin palchin raat ka dhalna
taron ko dhage mein piroke,
tham ke usko
teri aur ko badna......
suraj ka ujala sajna
tumhare sang chla aata hai
tum chahe ho door bhi kitna
akas nazar aa jata hai
hathon mein khanakti choodiaan
intzar tumhara karti hai...
janam janam tak mile sath tumhara
meri har dhadkan
fariyad ye rab se karti hai
meri har dhadkan
fariyad ye rab se karti hai
|
Well Written Qabil e tarif , keep it up!!