Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Hum milen ya na milen zindegi ke safer mein,Baqi bas mohabbat ke nishan milenge.
Old
  (#1)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up Hum milen ya na milen zindegi ke safer mein,Baqi bas mohabbat ke nishan milenge. - 17th September 2007, 12:07 PM

SALAAM Dosto ek nai koshish ke saat hazir hoon,pasand aye to hoslaafzai zaroor karen

Hum milen ya na milen, zindegi ke safer mein,
Baqi bas mohabbat ke nishan milenge.

Wo yaad rakhey ya bhool jaye hamain,
Dil main Un ke kuch armaan milenge.

Wo khamosh rahen ya kuch kahengey humse,
Kuch Rishte zaroor hamare darmiyan milenge.

Wo tanhai mein kehde ya mehfil mein thokraye,
mohabbat ke un per kuch ehsaan milenge.

Kal hame roswai milegi ya shohrat janha ki,
Un ko bhi zaroor to kuch ilzaam milenge.

Wo roainge bahut ya khilkhila ke hansenge,
Unki her ada ko zamane ke sawal milenge.


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#2)
taqdeer.786
Prince of angels
taqdeer.786 has a spectacular aura abouttaqdeer.786 has a spectacular aura abouttaqdeer.786 has a spectacular aura about
 
taqdeer.786's Avatar
 
Offline
Posts: 236
Join Date: Mar 2007
Location: In Broken Hearts
Rep Power: 20
Exclamation 17th September 2007, 01:30 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
SALAAM Dosto ek nai koshish ke saat hazir hoon,pasand aye to hoslaafzai zaroor karen

Hum milen ya na milen, zindegi ke safer mein,
Baqi bas mohabbat ke nishan milenge.

Wo yaad rakhey ya bhool jaye hamain,
Dil main Un ke kuch armaan milenge.

Wo khamosh rahen ya kuch kahengey humse,
Kuch Rishte zaroor hamare darmiyan milenge.

Wo tanhai mein kehde ya mehfil mein thokraye,
mohabbat ke un per kuch ehsaan milenge.

Kal hame roswai milegi ya shohrat janha ki,
Un ko bhi zaroor to kuch ilzaam milenge.

Wo roainge bahut ya khilkhila ke hansenge,
Unki her ada ko zamane ke sawal milenge.


wah.......!
bahot khub............




  Send a message via Yahoo to taqdeer.786  
Reply With Quote
Old
  (#3)
kuhulika
Registered User
kuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant future
 
kuhulika's Avatar
 
Offline
Posts: 2,269
Join Date: Jul 2005
Location: New Delhi.(India)
Rep Power: 37
17th September 2007, 01:58 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
SALAAM Dosto ek nai koshish ke saat hazir hoon,pasand aye to hoslaafzai zaroor karen

Hum milen ya na milen, zindegi ke safer mein,
Baqi bas mohabbat ke nishan milenge.

Wo yaad rakhey ya bhool jaye hamain,
Dil main Un ke kuch armaan milenge.

Wo khamosh rahen ya kuch kahengey humse,
Kuch Rishte zaroor hamare darmiyan milenge.

Wo tanhai mein kehde ya mehfil mein thokraye,
mohabbat ke un per kuch ehsaan milenge.

Kal hame roswai milegi ya shohrat janha ki,
Un ko bhi zaroor to kuch ilzaam milenge.

Wo roainge bahut ya khilkhila ke hansenge,
Unki her ada ko zamane ke sawal milenge.





kashif ji
apko pehli dafaa padh rahi hu...
bahut accha likha hai...
mujhe ik sher bahut pasand aaya hai

Wo yaad rakhey ya bhool jaye hamain,
Dil main Un ke kuch armaan milenge.



likhte rahiye u hin


tc ji


SHWETA


jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Merul
Registered User
Merul will become famous soon enoughMerul will become famous soon enough
 
Merul's Avatar
 
Offline
Posts: 1,008
Join Date: Feb 2006
Location: India (Surat)
Rep Power: 21
17th September 2007, 02:08 PM

Aadab kasif bhaaii

kese ho aap?

maafi chaunga bhaii kai dino baad aana hua, ek baat ki khushi bhi hai ki aapki itni rachna se hamara dil rubaru hua,,

bahut hi behtareen rachna ko pesh kiya hai aapne, har lafz mein wo dard saf nazar aa raha hai, aur khas karke wo baat jo aakhir mein aapne kaha ki

Wo roainge bahut ya khilkhila ke hansenge,
Unki her ada ko zamane ke sawal milenge.


bahut hi khub raha ye asaar, dil ko chhu gaya,

yuhi sath nibhate rahiyega
aapka dost
Merul


Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
SALAAM Dosto ek nai koshish ke saat hazir hoon,pasand aye to hoslaafzai zaroor karen

Hum milen ya na milen, zindegi ke safer mein,
Baqi bas mohabbat ke nishan milenge.

Wo yaad rakhey ya bhool jaye hamain,
Dil main Un ke kuch armaan milenge.

Wo khamosh rahen ya kuch kahengey humse,
Kuch Rishte zaroor hamare darmiyan milenge.

Wo tanhai mein kehde ya mehfil mein thokraye,
mohabbat ke un per kuch ehsaan milenge.

Kal hame roswai milegi ya shohrat janha ki,
Un ko bhi zaroor to kuch ilzaam milenge.

Wo roainge bahut ya khilkhila ke hansenge,
Unki her ada ko zamane ke sawal milenge.


!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!





Dhoka diya tha jab tumne mujhe,
Tab dil se me naraz tha,
Phir socha ki dil se tumhe nikal du,
Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha.


Merul~~~~~~~~~~>
  Send a message via Yahoo to Merul  
Reply With Quote
Old
  (#5)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
17th September 2007, 04:35 PM

Wo yaad rakhey ya bhool jaye hamain,
Dil main Un ke kuch armaan milenge.

Wo khamosh rahen ya kuch kahengey humse,
Kuch Rishte zaroor hamare darmiyan milenge.


...........aapki koshish bahut acchi hain...kuch ashar jyada hi pasand aaye....

apna khyal rakhna..
mausam


Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#6)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 18th September 2007, 10:05 AM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
SALAAM Dosto ek nai koshish ke saat hazir hoon,pasand aye to hoslaafzai zaroor karen

Hum milen ya na milen, zindegi ke safer mein,
Baqi bas mohabbat ke nishan milenge.

Wo yaad rakhey ya bhool jaye hamain,
Dil main Un ke kuch armaan milenge.

Wo khamosh rahen ya kuch kahengey humse,
Kuch Rishte zaroor hamare darmiyan milenge.

Wo tanhai mein kehde ya mehfil mein thokraye,
mohabbat ke un per kuch ehsaan milenge.

Kal hame roswai milegi ya shohrat janha ki,
Un ko bhi zaroor to kuch ilzaam milenge.

Wo roainge bahut ya khilkhila ke hansenge,
Unki her ada ko zamane ke sawal milenge.

bahut khoob kaashif miyaa kyaa ghazal likhi hai dil baag baag ho gaya padh kar ,sach men maza aa gaya. yunhee likhate raho, meri aur se dil ke gehraayiyon se mubarakbaad kabool kareN

regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#7)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
18th September 2007, 11:41 AM

namaskaar kashif ji.....kaise haiN janab aap?
bahut dino baad aapko pad rahi hoon....bahut accha likha hai....har sher badiya hai....ahsaas acchey haiN.
yu hi likhtey rahiye.....kush rahiye

god bless u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
18th September 2007, 07:21 PM

Wo yaad rakhey ya bhool jaye hamain,
Dil main Un ke kuch armaan milenge.

Wo khamosh rahen ya kuch kahengey humse,
Kuch Rishte zaroor hamare darmiyan milenge.

Hi,

Accha likha hai aapne... Oopar likhe sher khaas pasand aaye... likhte rahiye yun hi...


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
frnd 4 ever
Old
  (#9)
munfairy
Registered User
munfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the rough
 
munfairy's Avatar
 
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
Smile frnd 4 ever - 19th September 2007, 03:40 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
SALAAM Dosto ek nai koshish ke saat hazir hoon,pasand aye to hoslaafzai zaroor karen

Hum milen ya na milen, zindegi ke safer mein,
Baqi bas mohabbat ke nishan milenge.

Wo yaad rakhey ya bhool jaye hamain,
Dil main Un ke kuch armaan milenge.

Wo khamosh rahen ya kuch kahengey humse,
Kuch Rishte zaroor hamare darmiyan milenge.

Wo tanhai mein kehde ya mehfil mein thokraye,
mohabbat ke un per kuch ehsaan milenge.

Kal hame roswai milegi ya shohrat janha ki,
Un ko bhi zaroor to kuch ilzaam milenge.

Wo roainge bahut ya khilkhila ke hansenge,
Unki her ada ko zamane ke sawal milenge.

Aadab kashif ji,
kaise hai aap?

wah wah kya baat haim
ek baar fir ek mukammal koshish ke liye hamari taraf se daad kabul kijiye.
janab MASHA ALLAH,
aapki taraf se hame bohot hi saada,or dil ko chhu jane wali nazme padhne ko mil jati hai,

ALLAH aapko aur bhi,,bohot tarakki de,AAMIN,SUMM AAMIN,

BOHOT KHOO,

KHUSH RAHIYE,
APNA KHAYAL RAKHIYE.
ALLAH HAFIZ


Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
19th September 2007, 03:49 PM

Salaam kashif Bhai...

janaab bohot umda koshish rahi aapki ek aur baar.. Khushi hui ke aaj yahan aaker is kalaam se rubaru hua... Mehfil yunhi mehkate rahe....

Ijazat...

Apka Bhai Abrar...




Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 20th September 2007, 10:57 AM

Quote:
Originally Posted by taqdeer.786 View Post
wah.......!
bahot khub............
Taqdeer sahab...........main apka bahut mamnoon houn jo apne mera likha pasand kiya unhi saath detey rahiye


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#12)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
21st September 2007, 04:14 AM

salaam kashif ji

bahut acha likha hai dost. bahut hi ache ehsaas hai, har bar ki tarah, is baar aapko pad-kar bahut acha laga. bahut umda likha hai. yuhin likte rahein aur khush rahein

aapka bhai

manish


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
nice dear
Old
  (#13)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
nice dear - 22nd September 2007, 09:48 AM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
SALAAM Dosto ek nai koshish ke saat hazir hoon,pasand aye to hoslaafzai zaroor karen

Hum milen ya na milen, zindegi ke safer mein,
Baqi bas mohabbat ke nishan milenge.

Wo yaad rakhey ya bhool jaye hamain,
Dil main Un ke kuch armaan milenge.

Wo khamosh rahen ya kuch kahengey humse,
Kuch Rishte zaroor hamare darmiyan milenge.

Wo tanhai mein kehde ya mehfil mein thokraye,
mohabbat ke un per kuch ehsaan milenge.

Kal hame roswai milegi ya shohrat janha ki,
Un ko bhi zaroor to kuch ilzaam milenge.

Wo roainge bahut ya khilkhila ke hansenge,
Unki her ada ko zamane ke sawal milenge.
wah wah wah!bass iske siva kush nahi nikalta muh se aapka ye kalaam parh ke......kashif bhai ko raj ka adaab.....bhai just amazing.....keep posting...............raj......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#14)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 26th September 2007, 03:09 PM

Quote:
Originally Posted by kuhulika View Post
kashif ji
apko pehli dafaa padh rahi hu...
bahut accha likha hai...
mujhe ik sher bahut pasand aaya hai

Wo yaad rakhey ya bhool jaye hamain,
Dil main Un ke kuch armaan milenge.



likhte rahiye u hin


tc ji
ANAMIKA JI main aapka bahut mamnoon hoon jo aap yanha ayi aur mera kalaam pasand unhi saath deti raahiye


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
wow
Old
  (#15)
hot_ice
Registered User
hot_ice is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 4
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 0
wow - 26th September 2007, 03:37 PM

Is Jami me Nahi To Asmaan Pe Milenge.....
Jaha Socho muje Mere Hone K Nisha(n) Milenge........

Dil Ko Samjalo Aur Band Karlo Ankhe Bhi
Ap k Ghar Ki Har Gali,Har Nukkad Pe Hamare Nisha(n) Milenge

Is Jamane Me na Sahi Tumhare intjar Ko Khatm Hona To,
agle janm Me .....Tuje Dhundhenge Hum,
Tere har Rasto Pe humare Nisha(n) Milenge....

Mat Kahene Bhari Mahefil Me Tum
Ki Tumhe Vafa Nibhai He.............................
darmiya Tumhare Baya-e-haquqat me
Mere Ansu o K Nisha(n) Milenge..........................

sheetal
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 31st October 2007, 07:56 PM

Quote:
Originally Posted by Merul View Post
Aadab kasif bhaaii

kese ho aap?

maafi chaunga bhaii kai dino baad aana hua, ek baat ki khushi bhi hai ki aapki itni rachna se hamara dil rubaru hua,,

bahut hi behtareen rachna ko pesh kiya hai aapne, har lafz mein wo dard saf nazar aa raha hai, aur khas karke wo baat jo aakhir mein aapne kaha ki

Wo roainge bahut ya khilkhila ke hansenge,
Unki her ada ko zamane ke sawal milenge.

bahut hi khub raha ye asaar, dil ko chhu gaya,

yuhi sath nibhate rahiyega
aapka dost
Merul
Merul bhai kese hain aap..................
Janaab main aapka bahut mamnoon hoon jo apne itne kholoos ke saath meri hoslaafzai ki khush rahiye ese hi saath detey rahiye


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#17)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 16th December 2007, 01:20 PM

Quote:
Originally Posted by mausam View Post
Wo yaad rakhey ya bhool jaye hamain,
Dil main Un ke kuch armaan milenge.

Wo khamosh rahen ya kuch kahengey humse,
Kuch Rishte zaroor hamare darmiyan milenge.

...........aapki koshish bahut acchi hain...kuch ashar jyada hi pasand aaye....

apna khyal rakhna..
mausam
Mausam ji main aapka bahut mamnoon hoon jo apne meri post ke liye waqt nikala aur saraha ese hi saath detey rahiye


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#18)
FRISHTA4U
Registered User
FRISHTA4U will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 54
Join Date: Oct 2007
Rep Power: 17
Thumbs up 19th December 2007, 09:57 AM

Ada bars hi KASHIF JI,aaj bahut dino baad mujhe mokka milla is site pe aane ka.Aap ka kaalaam parha bahut hi acha laga.Aap to kamaal ka likhte ho.Rooh ki ghehrayion ko chune wale hote hain aap ke kaalaam.Rooh ki ghehrai se hi nikli daad kabool kijjiyega.
Meri duayen aap ke saath hain
frishta4u
   
Reply With Quote
hi..
Old
  (#19)
Neha Faran
Registered User
Neha Faran is on a distinguished road
 
Neha Faran's Avatar
 
Offline
Posts: 33
Join Date: Nov 2007
Location: PAKISTAN
Rep Power: 0
Thumbs up hi.. - 19th December 2007, 12:52 PM

asalam...

kashif ji buhat khubsorat likha hai apne.
mere taraf se tarif qabol kijiyee.

keep writing....



Neha...!
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
Govind143
Registered User
Govind143 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 13
Join Date: Dec 2007
Location: Kanpur
Rep Power: 0
19th December 2007, 01:54 PM

Quote:
Originally Posted by Neha Faran View Post
asalam...

kashif ji buhat khubsorat likha hai apne.
mere taraf se tarif qabol kijiyee.

keep writing....



Tume chaha hi nahi halat badal skte thhe,
teri aankhon ke aansu meri aankho se nikal sakte thhe
tum to thhehre rahe sagar ke paani ki tarah
agar dariya bankar behte to bahut door nikal sakte thhe.

Last edited by Govind143; 19th December 2007 at 01:55 PM.. Reason: yahoo
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love 19th December 2007, 11:14 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
SALAAM Dosto ek nai koshish ke saat hazir hoon,pasand aye to hoslaafzai zaroor karen

Hum milen ya na milen, zindegi ke safer mein,
Baqi bas mohabbat ke nishan milenge.

Wo yaad rakhey ya bhool jaye hamain,
Dil main Un ke kuch armaan milenge.

Wo khamosh rahen ya kuch kahengey humse,
Kuch Rishte zaroor hamare darmiyan milenge.

Wo tanhai mein kehde ya mehfil mein thokraye,
mohabbat ke un per kuch ehsaan milenge.

Kal hame roswai milegi ya shohrat janha ki,
Un ko bhi zaroor to kuch ilzaam milenge.

Wo roainge bahut ya khilkhila ke hansenge,
Unki her ada ko zamane ke sawal milenge.

wahhhhhhhhh wahhhhhhhhh wahhhhhhhhhh
bahut khub janab.........dil se dad kabul farmaye......


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#22)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
13th March 2008, 01:38 PM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
bahut khoob kaashif miyaa kyaa ghazal likhi hai dil baag baag ho gaya padh kar ,sach men maza aa gaya. yunhee likhate raho, meri aur se dil ke gehraayiyon se mubarakbaad kabool kareN

regards
manu
Manu ji main aapka bahut mamnoon hoon jo aapne mere kalaam ko pasand kiya saath detey rahiye aapki daad sar aankho par


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#23)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
21st March 2008, 12:21 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
namaskaar kashif ji.....kaise haiN janab aap?
bahut dino baad aapko pad rahi hoon....bahut accha likha hai....har sher badiya hai....ahsaas acchey haiN.
yu hi likhtey rahiye.....kush rahiye

god bless u
shukriya Sunita ji jo aapne mera likha pasand kiya


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#24)
baagi
......since birth
baagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of light
 
baagi's Avatar
 
Offline
Posts: 428
Join Date: Apr 2008
Location: bangalore
Rep Power: 22
23rd May 2008, 10:54 PM

Wo khamosh rahen ya kuch kahengey humse,
Kuch Rishte zaroor hamare darmiyan milenge

Wo roainge bahut ya khilkhila ke hansenge,
Unki her ada ko zamane ke sawal milenge

bahut hi accha likha hai apne aur upar ki ye do sher to kuch jyada hi khas hai.likhte rahe .dhanyabaad


ibadat bhi khuda hai,bagavat bhi khuda hai
khuda baagi kahi hai,kahi baagi khuda hai.
  Send a message via Yahoo to baagi  
Reply With Quote
Old
  (#25)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
29th June 2010, 12:02 PM

Shukriya pulkit sahab jo aapne naacheez ka likha pasand kiya ese hi hosla afzai karte rahiye....



Quote:
Originally Posted by Pulkit_gupta View Post
Wo yaad rakhey ya bhool jaye hamain,
Dil main Un ke kuch armaan milenge.

Wo khamosh rahen ya kuch kahengey humse,
Kuch Rishte zaroor hamare darmiyan milenge.

Hi,

Accha likha hai aapne... Oopar likhe sher khaas pasand aaye... likhte rahiye yun hi...


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#26)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Thumbs up 22nd November 2014, 02:42 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
SALAAM Dosto ek nai koshish ke saat hazir hoon,pasand aye to hoslaafzai zaroor karen

Hum milen ya na milen, zindegi ke safer mein,
Baqi bas mohabbat ke nishan milenge.

Wo yaad rakhey ya bhool jaye hamain,
Dil main Un ke kuch armaan milenge.

Wo khamosh rahen ya kuch kahengey humse,
Kuch Rishte zaroor hamare darmiyan milenge.

Wo tanhai mein kehde ya mehfil mein thokraye,
mohabbat ke un per kuch ehsaan milenge.

Kal hame roswai milegi ya shohrat janha ki,
Un ko bhi zaroor to kuch ilzaam milenge.

Wo roainge bahut ya khilkhila ke hansenge,
Unki her ada ko zamane ke sawal milenge.

Kashif ji namaskaar...aaj arse baad aapki es koshish par nazar gye to padey bina na reh saki....pehle bhi esko pad chuki hu, par aaj phir se aik baar padna accha lga...bahut khoobsurat ehsaas...yeh 2 sher dil ke khaas kareeb rhe.

Wo khamosh rahen ya kuch kahengey humse,
Kuch Rishte zaroor hamare darmiyan milenge.

Kal hame roswai milegi ya shohrat janha ki,
Un ko bhi zaroor to kuch ilzaam milenge.


dil se daad hazir hai.
aapki kami hai bazm meiN...aap aaogey to accha lgega hame.




~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
ab ke ham bichhade to shaayad kabhii Khvaabon mein milen by ahmed faraz dilip200 Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 28th August 2008 04:12 PM
milen ge sirftum Shayri-e-Ishq 0 16th January 2006 10:40 AM
Ahmed Faraz - ab ke ham bichhaDe to shaayad kabhii Khvaabon mein milen farhana Shayri-e-Mashahoor Shayar 2 30th September 2005 08:30 PM
hum milen land_cruiser Shayri-e-Ishq 1 16th March 2005 02:51 AM
phir mileN to SMAH Ghazal Section 0 2nd July 2003 12:52 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com