Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Jab Tuta Hai Dil Toh Fariyaad Kyu Na Karu
Old
  (#1)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love Jab Tuta Hai Dil Toh Fariyaad Kyu Na Karu - 3rd June 2009, 09:58 AM

doston...yeh kuch ehsaas hai jo maine ghazal ke rup mein pesh karne ki koshish ki hai....perfect nahi hai par mere dil ke qareeb hai...pliz do comment...thnx
Praneeta

jab tuta hai dil toh fariyaad kyu na karu
unki yaadon se dil ko azaad kyu na karu

kaheta hai dil woh bhul gaye hume toh kya
ki hai mohabbat toh unhe yaad kyu na karu

cheen li unho ne meri jeene tak ki ummid
apni zindagi khud hi barbaad kyu na karu

likhi hai kismat mein jo gumon ki parchaayi
tanhaiyon se hi fir dil shaad kyu na karu

hum mar bhi gaye toh unhe milengi khushi
marne ki koshish har saas ke baad kyu na karu

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak

Last edited by Praneeta; 3rd June 2009 at 10:01 AM..
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#2)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
3rd June 2009, 10:06 AM

Hmmm................ Ek sher yaad aya.. mera nahi

Aansoon ko aankhon ki dehleez par laya na karo
Apne dil ki haalat kisi ko bataaya na karo
Log muth-thi bhar namak liye ghooma karte hain
Apne Zakham kisi ko dikhaaya na karo

(Chill honey)
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 3rd June 2009, 06:17 PM

bahut khoob PARI......ehsaas achche lage,par plz tum is dard ka daaman chhod do yaar....aisi achchi nahi lagti....hamesha khush raho aur muskurati raho....god bless u dear....

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#4)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
4th June 2009, 02:49 PM

AadaB praneeta Jii,

Aapki Ahsaas baqubi gazal mein dhale hai ya nahi yeh to main bhi baraber nahi janta
But itna kahunga, aapke ahsaas kafi hadh tak sirf dard se bhare hote hai... Jo kisi tir
ki tarha chubte hai.........

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post
doston...yeh kuch ehsaas hai jo maine ghazal ke rup mein pesh karne ki koshish ki hai....perfect nahi hai par mere dil ke qareeb hai...pliz do comment...thnx
Praneeta

jab tuta hai dil toh fariyaad kyu na karu
unki yaadon se dil ko azaad kyu na karu

Sahi hai dil tuta to fariyaad lazmi hai, per yaadoN ko dil se aazad karne ka hunar hum nahi jante... Aapko aata hai to hume bhi sikha dena......

kaheta hai dil woh bhul gaye hume toh kya
ki hai mohabbat toh unhe yaad kyu na karu

Yah aap kya keh rahi hai meri to samjh nahi aaya, pahele kehti hai bhul jaun phir keh rahi hai yaad kyuN naa karuN

cheen li unho ne meri jeene tak ki ummid
apni zindagi khud hi barbaad kyu na karu

Yeh behad sahi kaha hai aapne, Hume achcha laga aapka mashwara....................
Shayad us bedard ko hi maut aa jaye....

likhi hai kismat mein jo gumon ki parchaayi
tanhaiyon se hi fir dil shaad kyu na karu

Kismat ka likha houn taal sakta hai,
YuN hum apne hatheliyoN per khanjar chalate rahe..
Taqdeer badalne ki khatir besabab lahu bahate rahe

hum mar bhi gaye toh unhe milengi khushi
marne ki koshish har saas ke baad kyu na karu
Hmmm Bahut gehra laga per aisa bhi koi soch sakta hai yakin nahi hota...

Ek achchi koshish per daad kabool kariye.......
Khush rahiye............

Socha tha badal denge usko apne ahsaason ki taseer se
Per badal naa paya woh abtak muqaddar se taqdeer se

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Mahuaa
Registered User
Mahuaa will become famous soon enoughMahuaa will become famous soon enough
 
Mahuaa's Avatar
 
Offline
Posts: 465
Join Date: Aug 2007
Rep Power: 18
5th June 2009, 09:58 PM

Praneeta Ji namaskar..kaisi hai aap..
shayad apko maine pahle bhi padha hai..lekin aaj jab apke ehsaas padhe..to dil ke kareeb si lagi apki gazal..

kaheta hai dil woh bhul gaye hume toh kya
ki hai mohabbat toh unhe yaad kyu na karu
sahi farmaya hai apne..baki me bahot hi naik khyaal..

lekin mujhe ye pasand nahi aayi..

cheen li unho ne meri jeene tak ki ummid
apni zindagi khud hi barbaad kyu na karu

kiuki mere khyaal se..apni zindagi ko kabhi bhi tabah ya barbaad nahi karna chahiye..hume zindagi mili hai to uski izzat karni chahiye..or jise humari fikrr nahi uske liye to bilkul nahi..khair..apko meri koi baat buri lage to maaf kijiyega..

apna khyal rakhiye..khush rahiye..

..♥♥..Mera Tumhara..kya Rishta hai..kuch bhi Nahi..
Agar kabhi..Gujarta dekho..kya Tum Mujhe..bulaoge..
Shayad Nahi..
Agar jo phir Hum..kabhi na Mile to..
Kya Tum yaad aaogoge..Nahi..
Kiuki..Tum Mere..koi Nahi..
Main janti hun..Magar..
Ho jab Mere koi Nahi..kiu lagte ho Mujhko Paraye nahi..
..♥♥..

..nm..

...mahuaa...
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
5th June 2009, 11:13 PM

parneeta ji
dard ko byaan karna usko halka karne ka jariya ban jaye to acha hai..mahar daad nahi dungi is rachna par...dard jo thahara ..kisi dil ka
bas dil ko chhu gayee ye
love sis
sakhi

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#7)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
9th June 2009, 08:39 AM

priyee pariii

kaise hai aap?

ghazal toh bahut pyaari likhi hai .. no doubt!!!

we can try to forget lekin ji bhull jaaye ....toh we might do same mistake again ... thats wht I think

dard beyaan karna koi aapse sikhe I wish to learn ...

take care

aapki dost

mandeep

~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
12th June 2009, 06:17 PM

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post
doston...yeh kuch ehsaas hai jo maine ghazal ke rup mein pesh karne ki koshish ki hai....perfect nahi hai par mere dil ke qareeb hai...pliz do comment...thnx
Praneeta

jab tuta hai dil toh fariyaad kyu na karu
unki yaadon se dil ko azaad kyu na karu

kaheta hai dil woh bhul gaye hume toh kya
ki hai mohabbat toh unhe yaad kyu na karu

cheen li unho ne meri jeene tak ki ummid
apni zindagi khud hi barbaad kyu na karu

likhi hai kismat mein jo gumon ki parchaayi
tanhaiyon se hi fir dil shaad kyu na karu

hum mar bhi gaye toh unhe milengi khushi
marne ki koshish har saas ke baad kyu na karu

Pari sweety,
sahi kaha hai tumne jab dil tute to fariyaad karna hi chahiye
bahut achhi ghazal kahi hai tumne
tumhari har ghazal mein ek khas msg hota hai
aise hi likhte raho
har dard se dur raho

Diya doll

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 16th June 2009, 01:18 PM

Quote:
Originally Posted by Baqtiar View Post
Hmmm................ Ek sher yaad aya.. mera nahi

Aansoon ko aankhon ki dehleez par laya na karo
Apne dil ki haalat kisi ko bataaya na karo
Log muth-thi bhar namak liye ghooma karte hain
Apne Zakham kisi ko dikhaaya na karo

(Chill honey)

thanks for the advice
Regards
Praneeta

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#10)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 16th June 2009, 01:20 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
bahut khoob PARI......ehsaas achche lage,par plz tum is dard ka daaman chhod do yaar....aisi achchi nahi lagti....hamesha khush raho aur muskurati raho....god bless u dear....
shukriya dost
thanks for being there on all my threads
you are much appreciated
Regards
Praneeta

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#11)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 16th June 2009, 01:21 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
AadaB praneeta Jii,

Aapki Ahsaas baqubi gazal mein dhale hai ya nahi yeh to main bhi baraber nahi janta
But itna kahunga, aapke ahsaas kafi hadh tak sirf dard se bhare hote hai... Jo kisi tir
ki tarha chubte hai.........

Hmmm Bahut gehra laga per aisa bhi koi soch sakta hai yakin nahi hota...

Ek achchi koshish per daad kabool kariye.......
Khush rahiye............

Socha tha badal denge usko apne ahsaason ki taseer se
Per badal naa paya woh abtak muqaddar se taqdeer se

shukriya
khush rahiyen
Regards
Praneeta

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#12)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
21st June 2009, 04:56 PM

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post
doston...yeh kuch ehsaas hai jo maine ghazal ke rup mein pesh karne ki koshish ki hai....perfect nahi hai par mere dil ke qareeb hai...pliz do comment...thnx
Praneeta

jab tuta hai dil toh fariyaad kyu na karu
unki yaadon se dil ko azaad kyu na karu

kaheta hai dil woh bhul gaye hume toh kya
ki hai mohabbat toh unhe yaad kyu na karu

cheen li unho ne meri jeene tak ki ummid
apni zindagi khud hi barbaad kyu na karu

likhi hai kismat mein jo gumon ki parchaayi
tanhaiyon se hi fir dil shaad kyu na karu

hum mar bhi gaye toh unhe milengi khushi
marne ki koshish har saas ke baad kyu na karu

Praneeta ji,

meri comments direct hoti hai to bura matt lagaiyega..yeh ghazal maiN thoughts ki clarity nahin lagi..ho sakta hai jo aap kehna chahti thi woh kaafiya sambhaalne maiN keh nahi paayi..
jaise ki...

yahan pehla misra aur doosra misra donoen hi alag baat keh rahe hai...jab aap fariyaad karte haiN to woh baatein aur yaadein dil main hoti hi hai..phir aap azaad kaise hue unn yaadoen se???

aap yaadoen se azaad hona chahti thi pehle sher maiN aur ab keh rahi ho yaad kyu na karu???

jab koi jeene tak ki ummid chin leta hai aapse to aap kuch kar sake woh haalat nahi rehte...aap laachar ho jaate haiN..phir kaise khud hi zindagi barbaad kar rahe ho?? aapki zindagi ki ummid to aapke "beloved" ne cheen li aapse...

tanha nahin hai aap..gumon ki parchaayi hai aapke saath..fir dil shaad kaise ho sakta hai bhala???

please please please understand dat dis is not to demoralize u..i m no great writer myself nd i gave u my point of view only so that u cld see d things dat r hidden frm u,,happens wid me also..koi bataata hai tab nazar padti hai apni khamiyoen pe..

aapka dost,
Pradhyuman

-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------

Last edited by Pradhyuman; 21st June 2009 at 05:01 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 21st June 2009, 05:08 PM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
Praneeta ji,

meri comments direct hoti hai to bura matt lagaiyega..yeh ghazal maiN thoughts ki clarity nahin lagi..ho sakta hai jo aap kehna chahti thi woh kaafiya sambhaalne maiN keh nahi paayi..
jaise ki...

jab tuta hai dil toh fariyaad kyu na karu
unki yaadon se dil ko azaad kyu na karu

yahan pehla misra aur doosra misra donoen hi alag baat keh rahe hai...jab aap fariyaad karte haiN to woh baatein aur yaadein dil main hoti hi hai..phir aap azaad kaise hue unn yaadoen se???

kaheta hai dil woh bhul gaye hume toh kya
ki hai mohabbat toh unhe yaad kyu na karu

aap yaadoen se azaad hona chahti thi pehle sher maiN aur ab keh rahi ho yaad kyu na karu???

cheen li unho ne meri jeene tak ki ummid
apni zindagi khud hi barbaad kyu na karu

jab koi jeene tak ki ummid chin leta hai aapse to aap kuch kar sake woh haalat nahi rehte...aap laachar ho jaate haiN..phir kaise khud hi zindagi barbaad kar rahe ho?? aapki zindagi ki ummid to aapke "beloved" ne cheen li aapse...

likhi hai kismat mein jo gumon ki parchaayi
tanhaiyon se hi fir dil shaad kyu na karu

tanha nahin hai aap..gumon ki parchaayi hai aapke saath..fir dil shaad kaise ho sakta hai bhala???

please please please understand dat dis is not to demoralize u..i m no great writer myself nd i gave u my point of view only so that u see d things dat wer hidden frm u,,happens wid me also..koi bataata hai tab nazar padti hai apni khamiyoen pe..

aapka dost,
Pradhyuman

areah dost tension mat lo about ur comment
let me explain my gazal.....

jab tuta hai dil toh fariyaad kyu na karu
jab dil tuta hai toh fariyaad karna padta hai...its normal naa?
unki yaadon se dil ko azaad kyu na karu
par jab dil tod hi diya usne toh fir usse yaad kya karna....thats what i think

kaheta hai dil woh bhul gaye hume toh kya
ki hai mohabbat toh unhe yaad kyu na karu
but my heart says though he betrayed me, my feelings were true toh fir unhe yaad kyu na karu?
cheen li unho ne meri jeene tak ki ummid
apni zindagi khud hi barbaad kyu na karu
jab jeene ki ummid hi chin gayi ho toh isse badi koi barbaadi nahi ki hum jeete jaye....aap sochiyen jeene ka kya faida jab koi ummid hi na rahi ho?
likhi hai kismat mein jo gumon ki parchaayi
tanhaiyon se hi fir dil shaad kyu na karu
this is contraversal....tanhaiyon se jab dil shaad karungi toh vo kaisa happiness hoga?? i will still be lonely so m celebrating my loneliness...i might sound funny
hum mar bhi gaye toh unhe milengi khushi
marne ki koshish har saas ke baad kyu na karu

just for his happiness m prepared to give up my life n i try doing so after every breath............chill this is just a feeling m not suicidal type

i tried my level best to explain yaar...hope it makes sense now n u r able to understand the feelings
Comment without hesitation boss
Regards
Praneeta

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak

Last edited by Praneeta; 21st June 2009 at 05:11 PM..
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#14)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 22nd June 2009, 03:46 AM

Quote:
Originally Posted by Mahuaa View Post
Praneeta Ji namaskar..kaisi hai aap..
shayad apko maine pahle bhi padha hai..lekin aaj jab apke ehsaas padhe..to dil ke kareeb si lagi apki gazal..

kaheta hai dil woh bhul gaye hume toh kya
ki hai mohabbat toh unhe yaad kyu na karu
sahi farmaya hai apne..baki me bahot hi naik khyaal..

lekin mujhe ye pasand nahi aayi..

cheen li unho ne meri jeene tak ki ummid
apni zindagi khud hi barbaad kyu na karu

kiuki mere khyaal se..apni zindagi ko kabhi bhi tabah ya barbaad nahi karna chahiye..hume zindagi mili hai to uski izzat karni chahiye..or jise humari fikrr nahi uske liye to bilkul nahi..khair..apko meri koi baat buri lage to maaf kijiyega..

apna khyal rakhiye..khush rahiye..
Namaskar Mahuaa ji,

Jaan kar khushi hui ki aap ko meri gazal achchi lagi...maafi chahti hun agar koi sher aap ko pasand na aayi ho...bas yahi kahena chahti hun ki barbaad zindagi mein shabdon ka koi mayne nahi hota fir chaahe barbaad kaho ya abaad! Waise aap ne sahi farmaya ki jise humari parwah hi nahi uss ke liye zindagi kya barbaad karna?! Par kya karu dil hi hai jo maanta nahi. Aap pareshan mat ho main khud ko taklif nahi de rahi hun balki apne ehsaas likh kar dil halka kar rahi hun...shukriya aap ko meri gazal padhne ke liye.

Regards
Praneeta

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#15)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 22nd June 2009, 03:50 AM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
parneeta ji
dard ko byaan karna usko halka karne ka jariya ban jaye to acha hai..mahar daad nahi dungi is rachna par...dard jo thahara ..kisi dil ka
bas dil ko chhu gayee ye
love sis
sakhi
hey dear

shukriya mere dard ko samjhne ke liye...sis

Love n Regards
Praneeta

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#16)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 22nd June 2009, 03:51 AM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Hey Sweetie.......dard par tum wakai bht khoobsurat likhti ho, ehsaas ko asar andaaz lafzon mein bht khoobsurti se dhaala hai tumne......Keep it up
Thanks sweeti...........
Regards
Praneeta

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#17)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 22nd June 2009, 03:54 AM

Quote:
Originally Posted by mann_chand View Post
priyee pariii

kaise hai aap?

ghazal toh bahut pyaari likhi hai .. no doubt!!!

we can try to forget lekin ji bhull jaaye ....toh we might do same mistake again ... thats wht I think

dard beyaan karna koi aapse sikhe I wish to learn ...

take care

aapki dost

mandeep
hi dear

main toh thik hun...asha hai aap bhi thik hogi
thanks 4 liking this gazal........m 2 learning to write better
we both learn a lot from SDC....so keep coming

Love n Regards
Praneeta

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#18)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 22nd June 2009, 03:57 AM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
Pari sweety,
sahi kaha hai tumne jab dil tute to fariyaad karna hi chahiye
bahut achhi ghazal kahi hai tumne
tumhari har ghazal mein ek khas msg hota hai
aise hi likhte raho
har dard se dur raho

Diya doll
dearest Diya Doll

thnx 4 reading n understanding the feelings
aage bhi saath dete rahena

Love n Regards
Praneeta

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com