Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
~~~~~Meharbani dosto~~~~~
Old
  (#1)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
~~~~~Meharbani dosto~~~~~ - 4th May 2008, 09:32 PM


Shayri.com ke sabhi dosto, ye special poem onn sabhi special dosto ke liye jo special aa kar meri rachnavo ke special time de kar read karte hai, aur phir ek special reply dete hai, mai onn sabh ka specially thanks karti hu, ye poem aap sabhi ke naaam



Dukh to bahut likhe rabb ne nasib me
baatane wala na mila koi diljani dosto
dukh aur dard hi the mere paas aaye
cha aur khushiyo ki, ki hai kurbani dosto
oski yaade le kar aaayi thi iss mehfil me
jis ke intzar me kati hai jawani dosto
jakhamo pe dava ka kaam kiya aap sabhi ne
jab tarraphti thi ye jind nimani dosto
likhane ki mujhe jaach kab aayi thi
aapka diya hosla hi meri nishani dosto
jin logo ko na mai mili, na dekha kabhi
vo meri kavatao ke dete hai parwani dosto
meri enn likhto ko aap jo "wah wah" ho karte
aapke hugare se hi bani hai kahani dosto
dil ki baate kaise kehati ye HEER
agar Shayri.com ki na hoti meharbani dosto



and also thanks Iss website ke Administrator aur moderators ki, jin logo ne ye mehfil banayi aur hum sabh ko ekathe hone ka moka diya


GOD IS GREAT

Last edited by ADHURI HEER; 4th May 2008 at 09:54 PM..
   
Reply With Quote
Hello everyone
Old
  (#2)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
Hello everyone - 4th May 2008, 09:42 PM

Hello everyone,

vese to mai aapni poem ko jiada punjabi me hi likhti hu, par mujhe kafi mere dosto ne kiha hai mai isse hindi me likhu, kyon ke mere sabhi dosto ko punjabi nahi aati, par wo mujhe nacheeez ko read karana chahate hai, so mai onn sabhi dosto ka teh dil se Thanks karti nu


GOD IS GREAT
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Ankita
Registered User
Ankita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to all
 
Offline
Posts: 218
Join Date: May 2008
Location: Canada
Rep Power: 21
5th May 2008, 02:56 AM

hello A Heer,

aap kay likhay ashraar pasand aaye. sab say jyada pasand aaya aap ka naam. adhuri heer.

punjabi da ek gana yaad aa gaya....

mein bhi raha gaya adhura tu vi rah gayi adhuri...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
adhurapyar
Registered User
adhurapyar is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 2
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 0
5th May 2008, 03:41 PM

oh heer g bahut bahut vdiya g....mind blowing

m lik it sooooo much
keeeeeeepitup g
rgards
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
6th May 2008, 09:34 AM

Quote:
Originally Posted by Ankita View Post
hello A Heer,

aap kay likhay ashraar pasand aaye. sab say jyada pasand aaya aap ka naam. adhuri heer.

punjabi da ek gana yaad aa gaya....

mein bhi raha gaya adhura tu vi rah gayi adhuri...
Hello Ankita ji
thanks aapki iss reply ke liye, and also thanks to like name too



GOD IS GREAT
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
6th May 2008, 09:36 AM

Quote:
Originally Posted by adhurapyar View Post
oh heer g bahut bahut vdiya g....mind blowing

m lik it sooooo much
keeeeeeepitup g
rgards

Thanks for reading this poem
Thanks ke aap ne aapna kimti time spend kita


GOD IS GREAT
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
31st May 2008, 06:55 PM

Quote:
Originally Posted by ADHURI HEER View Post

Shayri.com ke sabhi dosto, ye special poem onn sabhi special dosto ke liye jo special aa kar meri rachnavo ke special time de kar read karte hai, aur phir ek special reply dete hai, mai onn sabh ka specially thanks karti hu, ye poem aap sabhi ke naaam



Dukh to bahut likhe rabb ne nasib me
baatane wala na mila koi diljani dosto
dukh aur dard hi the mere paas aaye
cha aur khushiyo ki, ki hai kurbani dosto
oski yaade le kar aaayi thi iss mehfil me
jis ke intzar me kati hai jawani dosto
jakhamo pe dava ka kaam kiya aap sabhi ne
jab tarraphti thi ye jind nimani dosto
likhane ki mujhe jaach kab aayi thi
aapka diya hosla hi meri nishani dosto
jin logo ko na mai mili, na dekha kabhi
vo meri kavatao ke dete hai parwani dosto
meri enn likhto ko aap jo "wah wah" ho karte
aapke hugare se hi bani hai kahani dosto
dil ki baate kaise kehati ye HEER
agar Shayri.com ki na hoti meharbani dosto



and also thanks Iss website ke Administrator aur moderators ki, jin logo ne ye mehfil banayi aur hum sabh ko ekathe hone ka moka diya

A heer jee:

SSA,

aray waah! kyaa baat hai.......!!! itne dino ke baad aap kii yeh poetry mujhe paRhne ka mujhe mauqa milaa... aur mujhe aap ke ehsaas bohat bohat pasand aaye....... aap ka is site ke liye aur yahaan ke members ke liye pyaar dekh kar bohat achchha laga....aap ne bohat khuubi se apne pyaar apne ehsaas ko bayaan kiya hai... aur aap kaa yeh qalaam to dil me.n ghar kar gayaa..... mujhe ek ek lafz pasand aaya..... aur behad khushii ho rahiii hai aap ka qalaam paRh kar.........

sach hi kaha hai aap ne, yahaa.n ham ek duusre ko jaante nahii.n hai, na hii kabhi unse ham mile hai.n, aur aisa bhii nahii hai kii zindagii me.n bhi kabhii un se mulaaqaat hogiii phir bhiii..... phir bhi ek duusre takhliif ko baa.nTne kii koshish karte hai.n.... shaayad yehi dosti hai!

oopar waale se duaa hai kii aap kii chaahate.n puuri ho, aur aap zindagii me.n khushiyaa.n hi khushiyaa.n aaye!

apna khayaal rakhiye!

all hats off to you....

Mayank

Reps + + +


  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Thank u very much
Old
  (#8)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
Thank u very much - 3rd June 2008, 12:54 AM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post


A heer jee:

SSA,

aray waah! kyaa baat hai.......!!! itne dino ke baad aap kii yeh poetry mujhe paRhne ka mujhe mauqa milaa... aur mujhe aap ke ehsaas bohat bohat pasand aaye....... aap ka is site ke liye aur yahaan ke members ke liye pyaar dekh kar bohat achchha laga....aap ne bohat khuubi se apne pyaar apne ehsaas ko bayaan kiya hai... aur aap kaa yeh qalaam to dil me.n ghar kar gayaa..... mujhe ek ek lafz pasand aaya..... aur behad khushii ho rahiii hai aap ka qalaam paRh kar.........

sach hi kaha hai aap ne, yahaa.n ham ek duusre ko jaante nahii.n hai, na hii kabhi unse ham mile hai.n, aur aisa bhii nahii hai kii zindagii me.n bhi kabhii un se mulaaqaat hogiii phir bhiii..... phir bhi ek duusre takhliif ko baa.nTne kii koshish karte hai.n.... shaayad yehi dosti hai!

oopar waale se duaa hai kii aap kii chaahate.n puuri ho, aur aap zindagii me.n khushiyaa.n hi khushiyaa.n aaye!

apna khayaal rakhiye!

all hats off to you....

Mayank

Reps + + +


Thank you Mayank ji, aap ki iss reply ke liye, and mujhe read karne ke liye,


GOD IS GREAT
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
monu.sagar
Registered User
monu.sagar is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 57
Join Date: Jan 2008
Rep Power: 17
3rd June 2008, 02:14 PM

heer ji aap ne to kamal kar deya
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
3rd June 2008, 02:27 PM

Bahut Khoob Mehterma ..........

App ki is koshsih ne DIl CHo liya
Keep it Up .............




aur bilkul sahi kaha app ne hamein SDC ka behad shukriya ada kerna chahiye kiyon isne hameien bahut achy doston se milaya


Shukriya ...............SDC...


By
Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#11)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
4th June 2008, 01:47 AM

Quote:
Originally Posted by monu.sagar View Post
heer ji aap ne to kamal kar deya
Thank u Monu ji,


GOD IS GREAT
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
4th June 2008, 01:48 AM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
Bahut Khoob Mehterma ..........

App ki is koshsih ne DIl CHo liya
Keep it Up .............




aur bilkul sahi kaha app ne hamein SDC ka behad shukriya ada kerna chahiye kiyon isne hameien bahut achy doston se milaya


Shukriya ...............SDC...


By
Mujeeb
Thank u Mujeeb ji aapki iss reply ke liye and iss poem ko like karne ke liye


GOD IS GREAT
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Amor
Registered User
Amor is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 1
Join Date: Jun 2008
Rep Power: 0
4th June 2008, 10:10 AM

zindgi naam ko humari hai
aakhri saans v tumhari hai
mujhse puchho chamak sitaron ki
maine ro-ro k sub guzari hai
teri chaahat kahan pe le aayi
tujhse milne ki be-qrari hai
aap k haanth me lakiren hain
warna takdir to humari hai
'dil mera todte ho lo tode
chiz meri nahi tumhati hai'

Last edited by Amor; 4th June 2008 at 10:11 AM.. Reason: charectot missing
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
monu.sagar
Registered User
monu.sagar is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 57
Join Date: Jan 2008
Rep Power: 17
5th June 2008, 03:44 PM

Heer ji,

aap ke shayri bahut he payari hai
sada aap muskurati rahoo,
doto ko apne shayri sunati rahoo,
hum mar bhi jayey to apne dosti ke kessey logo ko sunati raho, aap sada u he muskurati raho

Aap ka noor hai jo par raha cherey per
Barna koon puchta hai humey en andheroo mai

Last edited by monu.sagar; 5th June 2008 at 03:49 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Aniruddh
Ufaq Hayat
Aniruddh is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 14
Join Date: Jun 2008
Location: Kolkata,Chennai
Rep Power: 0
24th June 2008, 04:27 PM

Kya baat hai janaab Heerme yaaro
Lagta hai yaaro ka yaar hai yaaro

Aapka qalam behad pasand aaya. Main aajhi is site me register kiya hu.
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
monu.sagar
Registered User
monu.sagar is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 57
Join Date: Jan 2008
Rep Power: 17
4th August 2008, 02:14 PM

soooooorey heer ji
kar chuti thi isleye main aap ko messege nahi bhej paya

happy friendship day
aap sada muskurati rahoo
khushyoo ke samunder main nahatey rahoo
Har koi chahey chahey aapko apna bnana tum youh he katil adayeh banate rahoo
Jo ho na saka tumhara sahara tum usey bhe apna dost banate rahoo
aap sada muskurati rahoo
apney dosto or mata peta ka pyar pati rahoo
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
ABABBU
AB+
ABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 689
Join Date: May 2007
Location: khyal tere
Rep Power: 0
8th August 2008, 09:59 AM




Dukh to bahut likhe rabb ne nasib me
baatane wala na mila koi diljani dosto

dukh aur dard hi the mere paas aaye
cha aur khushiyo ki, ki hai kurbani dosto

oski yaade le kar aaayi thi iss mehfil me
jis ke intzar me kati hai jawani dosto

jakhamo pe dava ka kaam kiya aap sabhi ne
jab tarraphti thi ye jind nimani dosto


bahut hi pyari poem likhi hai HEER aapne..kitni sachai hai aap ki iss poem me....
  Send a message via MSN to ABABBU  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
~~~~~Meharbani dosto~~~~~ ADHURI HEER Punjabi Poetry 12 7th May 2008 07:43 PM
Hai duniya me kitna dard dosto !. Shayad mera dard hai abhi bahut kam dosto!!! shayri12345 Shayri-e-Dard 4 7th July 2005 07:47 PM
dosto JAVEED AKHTAR Shayri-e-Ishq 1 19th March 2005 10:00 PM
hi dosto nikita6 Shayri-e-Mashahoor Shayar 1 23rd March 2004 01:55 PM
Sorry dosto !! palash_das General Stories 0 25th January 2004 12:30 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com