Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
my own (kindly comment)!!
Old
  (#1)
alishah07
Registered User
alishah07 has a spectacular aura aboutalishah07 has a spectacular aura aboutalishah07 has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 71
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 18
my own (kindly comment)!! - 22nd April 2009, 10:53 PM

Ashqq lahuu ko daboota he nahi
Ishqq kiya jis mein samjhoota he nahi

Saaray jahan mein jis ki koi misaal mille
Aise shajjar ka beej mein boota he nahi

Meri he daastaaN hai chand ki zuban per
Aik shaks hai jo raat ko soota he nahi

Jaanay kya khoo gya is tanha mazaj ka
Hansta nahi hai aur kabhi roota he nahi

Kertay ho jaffa aur iss yaqeen ke saath
Haider to kisi se khaffa hoota he nahi
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
zakhmee ashiq
Registered User
zakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 170
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 26
23rd April 2009, 10:50 PM

bahut khoob likkha hai qafiya bhi bahut achchha hai. agar apko bura na lgae to ek baat kehna chahoon ga, the double O's ("oo") are usually used for extended sound of "u" but in your case you should use just one otherwise it gets really confusing. but very well written though keep it up
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
alishah07
Registered User
alishah07 has a spectacular aura aboutalishah07 has a spectacular aura aboutalishah07 has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 71
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 18
25th April 2009, 05:05 PM

Quote:
Originally Posted by zakhmee ashiq View Post
bahut khoob likkha hai qafiya bhi bahut achchha hai. agar apko bura na lgae to ek baat kehna chahoon ga, the double O's ("oo") are usually used for extended sound of "u" but in your case you should use just one otherwise it gets really confusing. but very well written though keep it up
thankx for ur suggestion .....
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
alishah07
Registered User
alishah07 has a spectacular aura aboutalishah07 has a spectacular aura aboutalishah07 has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 71
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 18
25th April 2009, 05:08 PM

Quote:
Originally Posted by zakhmee ashiq View Post
bahut khoob likkha hai qafiya bhi bahut achchha hai. agar apko bura na lgae to ek baat kehna chahoon ga, the double O's ("oo") are usually used for extended sound of "u" but in your case you should use just one otherwise it gets really confusing. but very well written though keep it up

Jinab Burra kyun lagay ga ..... Ap nay pasand kiya itna he kafi hai mere liye ...

I think i oo theek hai but Jo ghalti ap ko nazar vo main theek ker leeta hun .... Thankx for correcting me ...


Ashqq lahuu ko dabota he nahi
Ishqq kiya jis mein samjhota he nahi

Saaray jahan mein jis ki koi misaal mille
Aise shajjar ka beej mein bota he nahi

Meri he daastaaN hai chand ki zuban per
Aik shaks hai jo raat ko sota he nahi

Jaanay kya khoo gya is tanha mazaj ka
Hansta nahi hai aur kabhi rota he nahi

Kertay ho jaffa aur iss yaqeen ke saath
Haider to kisi se khaffa hota he nahi
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
25th April 2009, 05:46 PM

bohat khoob haider saheb.....................yuhi likhte rahiye


zainy




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#6)
sapana
sapana
sapana will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 35
Join Date: Apr 2009
Location: Chicago
Rep Power: 0
27th April 2009, 08:02 PM

very nice alisha.
CHANDKI ZUBA....BEST LINES
Quote:
Originally Posted by alishah07 View Post
Ashqq lahuu ko daboota he nahi
Ishqq kiya jis mein samjhoota he nahi

Saaray jahan mein jis ki koi misaal mille
Aise shajjar ka beej mein boota he nahi

Meri he daastaaN hai chand ki zuban per
Aik shaks hai jo raat ko soota he nahi

Jaanay kya khoo gya is tanha mazaj ka
Hansta nahi hai aur kabhi roota he nahi

Kertay ho jaffa aur iss yaqeen ke saath
Haider to kisi se khaffa hoota he nahi
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
alishah07
Registered User
alishah07 has a spectacular aura aboutalishah07 has a spectacular aura aboutalishah07 has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 71
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 18
27th April 2009, 10:27 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
bohat khoob haider saheb.....................yuhi likhte rahiye


zainy
thankx Zainy for building more confidence in me .... !!
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
5th May 2009, 01:01 PM

bahut khoob haidar saahib !

Jaanay kya khoo gya is tanha mazaj ka
Hansta nahi hai aur kabhi roota he nahi

Kertay ho jaffa aur iss yaqeen ke saath
Haider to kisi se khaffa hoota he nahi

ye ashaar dil ke behad kareeb rahe ...

aapka zarf salaamat rahe !

daad ke saath !


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
alishah07
Registered User
alishah07 has a spectacular aura aboutalishah07 has a spectacular aura aboutalishah07 has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 71
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 18
9th May 2009, 09:04 PM

Quote:
Originally Posted by kshitiz View Post
bahut khoob haidar saahib !

Jaanay kya khoo gya is tanha mazaj ka
Hansta nahi hai aur kabhi roota he nahi

Kertay ho jaffa aur iss yaqeen ke saath
Haider to kisi se khaffa hoota he nahi

ye ashaar dil ke behad kareeb rahe ...

aapka zarf salaamat rahe !

daad ke saath !
Thankx Kshitiz !! Thankx for compliments .... !!
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
10th May 2009, 05:23 PM

haidersaab, bahut achaa likha hai....
specially apka yeh sher...


Kertay ho jaffa aur iss yaqeen ke saath
Haider to kisi se khaffa hoota he nahi
   
Reply With Quote
thankx
Old
  (#11)
alishah07
Registered User
alishah07 has a spectacular aura aboutalishah07 has a spectacular aura aboutalishah07 has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 71
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 18
thankx - 29th May 2009, 04:57 PM

Quote:
Originally Posted by chocboy View Post
haidersaab, bahut achaa likha hai....
specially apka yeh sher...


Kertay ho jaffa aur iss yaqeen ke saath
Haider to kisi se khaffa hoota he nahi
Thankx for appreciating ... !! its an honor for me ...
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
my own poetry .... kindly comment !! alishah07 Aapki Shayri 4 6th April 2009 12:04 AM
my own poetry .... kindly comment alishah07 Aapki Shayri 0 6th April 2009 12:00 AM
my own poetry .... kindly comment alishah07 Aapki Shayri 3 5th April 2009 09:21 PM
my own poetry !! kindly comment alishah07 Aapki Shayri 4 1st April 2009 12:41 PM
my own poetry !! kindly comment alishah07 Aapki Shayri 2 31st March 2009 08:01 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com