Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Dard ka aalam jaaTe nahi jaaTa hai..
Old
  (#1)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
Sad Dard ka aalam jaaTe nahi jaaTa hai.. - 17th December 2006, 08:32 PM

Dard ka aalam jaaTe nahi jaaTa hai..
Din raaT bas mujhe saTaaTa hai..

Na samajh me aaye ki yeh andhkaar kab miTega..
Na yakin aaye ki khushiyon ka daaman mujhe bhi milega..

Ban ban ke har umeed TooT jaaTi hai..
BahlaaTi hai mujhe.. Kabhi mujhe Tod jaaTi hai..

Maayoos rehna meri aadaT nahi dosTo..
Par har mod pe zindagi maayoos chodd jaaTi hai..

Jab kabhi aaTi hai khushiyan nazar door kahin se..
Na jaane kyun vahin se woh lauT jaaTi hai..

Dard ka aalam jaaTe nahi jaaTa hai....

Sabrr TooT raha hai har umeed ke saaTh..
Na jaane "ChaahaT" kyun ab bhi jii jaaTi hai..

Na yakin hoga marna ke baad bhi ki marr gaye hum..
Unki yaad kuch is kadar hi aaTi hai..

Milan ki ghadiyan door ho jiTni..
"ChaahaT" unhe dil se bulaaTi hai..

MiTT jaayega yeh andhera..
KhaTam hoga dard ka aalam bhi..
Yehi har roz dua mein "ChaahaT" dohraaTi hai...

Dard ka aalam jaaTe nahi jaaTa hai..

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Old
  (#2)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
17th December 2006, 09:51 PM

Quote:
Originally Posted by chaahat123 View Post
Dard ka aalam jaaTe nahi jaaTa hai..
Din raaT bas mujhe saTaaTa hai..

Na samajh me aaye ki yeh andhkaar kab miTega..
Na yakin aaye ki khushiyon ka daaman mujhe bhi milega..

Ban ban ke har umeed TooT jaaTi hai..
BahlaaTi hai mujhe.. Kabhi mujhe Tod jaaTi hai..

Maayoos rehna meri aadaT nahi dosTo..
Par har mod pe zindagi maayoos chodd jaaTi hai..

Jab kabhi aaTi hai khushiyan nazar door kahin se..
Na jaane kyun vahin se woh lauT jaaTi hai..

Dard ka aalam jaaTe nahi jaaTa hai....

Sabrr TooT raha hai har umeed ke saaTh..
Na jaane "ChaahaT" kyun ab bhi jii jaaTi hai..

Na yakin hoga marna ke baad bhi ki marr gaye hum..
Unki yaad kuch is kadar hi aaTi hai..

Milan ki ghadiyan door ho jiTni..
"ChaahaT" unhe dil se bulaaTi hai..

MiTT jaayega yeh andhera..
KhaTam hoga dard ka aalam bhi..
Yehi har roz dua mein "ChaahaT" dohraaTi hai...

Dard ka aalam jaaTe nahi jaaTa hai..

~Priya
hi priya bohat acha likha hai bohat khubsurat ahsaas hain keep writing ye sher bohat acha laga mujhay .....

Maayoos rehna meri aadaT nahi dosTo..
Par har mod pe zindagi maayoos chodd jaaTi hai


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
17th December 2006, 10:30 PM

priya ji ko mera namskaar

kais hain aap priya ji, aaj bahot dino bad fir se aapnehame mauka diya padhne ko aapko bahit hi khusi hui apako ek bar fir se is mehfil ko sajate dekh ke, aapka andaz e bayan bahot hi achah hai ehsas ko achhe se aapne saja ke rakha hai aur ye sher mujhe behad pasand aaya

Maayoos rehna meri aadaT nahi dosTo..
Par har mod pe zindagi maayoos chodd jaaTi hai..


bahot khub baat kahi hai aapne ..dil ko chhu gaya ye sher
bas aise hi likhte rahiye , khus rahiye aur apna khayal rakhiye

aapka dost
dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
19th December 2006, 11:48 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
hi priya bohat acha likha hai bohat khubsurat ahsaas hain keep writing ye sher bohat acha laga mujhay .....

Maayoos rehna meri aadaT nahi dosTo..
Par har mod pe zindagi maayoos chodd jaaTi hai
Bahut bahut shukriya aapka.. jo aapne meri rachna to pasand kiya..

Ye sher mere bhi dil ke kareeb hai..

Take Care..

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
To priya
Old
  (#5)
Merul
Registered User
Merul will become famous soon enoughMerul will become famous soon enough
 
Merul's Avatar
 
Offline
Posts: 1,008
Join Date: Feb 2006
Location: India (Surat)
Rep Power: 21
Thumbs up To priya - 20th December 2006, 12:41 PM

hi priya
bahut umda likha hai
kafi arse baad itna achha kuch padha.
aapki is behtarin rachna ke samne hamari to koi aukat nahi ki kuch aap jaisa likh sake magar hamari ye chhoti si koshish aapko khush karne ke liye.

Badal gai lehro ki gati pani bhi uchhal raha he,
Hamare aansuo ki to kya aukat he,
Aapki yaad me to samandar bhi ro raha he.


agar achcha lage to reply karna.
aur kuch aisi hi rachna likhte reho yaar.
hum aapki agli rachana ka intezaar karenge.


Merul~~~~~~~~~~.

Last edited by Merul; 20th December 2006 at 12:43 PM..
  Send a message via Yahoo to Merul  
Reply With Quote
Old
  (#6)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
20th December 2006, 10:42 PM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
priya ji ko mera namskaar

kais hain aap priya ji, aaj bahot dino bad fir se aapnehame mauka diya padhne ko aapko bahit hi khusi hui apako ek bar fir se is mehfil ko sajate dekh ke, aapka andaz e bayan bahot hi achah hai ehsas ko achhe se aapne saja ke rakha hai aur ye sher mujhe behad pasand aaya

Maayoos rehna meri aadaT nahi dosTo..
Par har mod pe zindagi maayoos chodd jaaTi hai..


bahot khub baat kahi hai aapne ..dil ko chhu gaya ye sher
bas aise hi likhte rahiye , khus rahiye aur apna khayal rakhiye

aapka dost
dhaval
Dhaval ji..

Ehsaas jab dil se nikalte hain to padne vaale ke bhi dil pe hi dastak dete hain..

Aapne ek baar phir meri rachna to pasand kiya bahut khushi hui..

Take Care..

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
22nd December 2006, 07:59 PM

Hello Priya:

Kaisi ho? mujhe yeh pahla line samjh meiN nahiIN aaya zara samjha do.. maiN phir haazir hota huuN... TC

'Dard ka aalam jaaTe nahi jaaTa hai....'

Mayank


  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#8)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
22nd December 2006, 08:22 PM

Quote:
Originally Posted by Merul View Post
hi priya
bahut umda likha hai
kafi arse baad itna achha kuch padha.
aapki is behtarin rachna ke samne hamari to koi aukat nahi ki kuch aap jaisa likh sake magar hamari ye chhoti si koshish aapko khush karne ke liye.

Badal gai lehro ki gati pani bhi uchhal raha he,
Hamare aansuo ki to kya aukat he,
Aapki yaad me to samandar bhi ro raha he.


agar achcha lage to reply karna.
aur kuch aisi hi rachna likhte reho yaar.
hum aapki agli rachana ka intezaar karenge.


Merul~~~~~~~~~~.
Merul ji..

Sabse pehle to main aapse ye kehna chaahungi ki jitni taareef aapne is rachna ki kar di hai.. utni ki ye hakkdaar nahi...

Aur... Aap kahan aukaat ki baat le baith gaye... main to woh insaan hi nahi hun jiske saamne aap apni aukaaat ka mukaabla karein...

insaan ki kya aukaat us khuda ki raza ke saamne... khuda se bada aur kuch nahi.. aur hum sab unhi ke bache hain.. aur jab aap aur main ek hi level pe hain to comparison kaisa..

Khair!

Aap yahan aaye aur meri rachna ko saraaha mujhe behad khushi hui.. umeed hai aage bhi ye silsila yu hi jaari rahega..

Take Care..

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Old
  (#9)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
22nd December 2006, 08:27 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
Hello Priya:

Kaisi ho? mujhe yeh pahla line samjh meiN nahiIN aaya zara samjha do.. maiN phir haazir hota huuN... TC

'Dard ka aalam jaaTe nahi jaaTa hai....'

Mayank


Hello Mayank ji..

Main achi hun aur umeed karti hun aap bhi ache aur khush honge..

Matlab to main samjha doongi.. lekin mujhe kahin leg pulling ka shakk ho raha hai...

I mean aap seriously matlab pooch rahe ho?? Mujhe abhi bhi yehi lag raha hai ki aap mere saath mazaak kar rahe ho..

Chaliye jo bhi ho... ab agar leg pulling kar rahe ho to main bhi itna bata du.. ki main bhi phir aapko itni easily jaane nahi doongi..

"DARD KA AALAM JAATE NAHI JAATA HAI"

Matlab..

Dard ka aalam (mausam) khatam hi nahi hota. Dard jaane ka naam nahi leta. Dard jaata nahi hai. Jaise.. Dard jaan boojh kar nahi ja raha hai..

so Dard ka aalam jaate nahi jaata hai..

I hope you can get this now. Aur agar abhi bhi yehi kahoge ki nahi samjh me aaya.. to main bas yehi kahungi.. ki please leg pulling band keejiye..

Aapko yahan dekh ke khushi hui..

Take Care..

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~


Last edited by chaahat; 22nd December 2006 at 08:30 PM..
   
Reply With Quote
hMMMMM....WONDERFUL!!!!!!!!!!!!!!!
Old
  (#10)
Arham Saqib
Registered User
Arham Saqib is on a distinguished road
 
Arham Saqib's Avatar
 
Offline
Posts: 24
Join Date: Sep 2005
Location: hyderabad.
Rep Power: 0
Thumbs up hMMMMM....WONDERFUL!!!!!!!!!!!!!!! - 23rd December 2006, 02:41 AM

AISE LAGTHA HAI AAPNE MERI DIL KI BAATEIN SUN LI HAI.... JO AAPNE FRAME KIYA HAI HAR EK SENTENCE KO BAHUT HI KHOOBSURTI SE KIYA....BAHUT BAHUT PYAARA LAGA....AUR TAKLEEF BHI HUI AIS KAMBAKT DIL MEIN..... LUKIN FORWARD TO UR NEXT POST....TC...ND DONT THINK TOO MUCH...*OR ELSE U'LL NEVER GET OUT ALIVE* ..BYE


'Tears are words the heart cant say'
   
Reply With Quote
hMMMMM....WONDERFUL!!!!!!!!!!!!!!!
Old
  (#11)
Arham Saqib
Registered User
Arham Saqib is on a distinguished road
 
Arham Saqib's Avatar
 
Offline
Posts: 24
Join Date: Sep 2005
Location: hyderabad.
Rep Power: 0
Thumbs up hMMMMM....WONDERFUL!!!!!!!!!!!!!!! - 23rd December 2006, 03:03 AM

Phir Ek Baar Hazir hai Hum Sirf Aapki Shaan Mein Kuch Aur Baatein Karne...

.................hmmmmm...............
Bahut Achaa Laga !!!!!
(actually mujhe alfaz hi nahi milrahe so pls manage it, promise from next time No shikayat)


'Tears are words the heart cant say'

Last edited by Arham Saqib; 23rd December 2006 at 03:09 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
23rd December 2006, 09:58 AM

Quote:
Originally Posted by chaahat123 View Post
Dard ka aalam jaaTe nahi jaaTa hai..
Din raaT bas mujhe saTaaTa hai..

Na samajh me aaye ki yeh andhkaar kab miTega..
Na yakin aaye ki khushiyon ka daaman mujhe bhi milega..

Ban ban ke har umeed TooT jaaTi hai..
BahlaaTi hai mujhe.. Kabhi mujhe Tod jaaTi hai..

Maayoos rehna meri aadaT nahi dosTo..
Par har mod pe zindagi maayoos chodd jaaTi hai..

Jab kabhi aaTi hai khushiyan nazar door kahin se..
Na jaane kyun vahin se woh lauT jaaTi hai..

Dard ka aalam jaaTe nahi jaaTa hai....

Sabrr TooT raha hai har umeed ke saaTh..
Na jaane "ChaahaT" kyun ab bhi jii jaaTi hai..

Na yakin hoga marna ke baad bhi ki marr gaye hum..
Unki yaad kuch is kadar hi aaTi hai..

Milan ki ghadiyan door ho jiTni..
"ChaahaT" unhe dil se bulaaTi hai..

MiTT jaayega yeh andhera..
KhaTam hoga dard ka aalam bhi..
Yehi har roz dua mein "ChaahaT" dohraaTi hai...

Dard ka aalam jaaTe nahi jaaTa hai..

~Priya
pyari priya,

bahut accha likha hai, ahsaas bahut najuk se pesh kiye hai.n, har lafaz umda hai.n

par ek sher to bas puch hi mat kaha kaha le gaya mujhe, bahut yaddey tazza kar gaya...........!

Maayoos rehna meri aadaT nahi dosTo..
Par har mod pe zindagi maayoos chodd jaaTi hai..

bahut khoob...dil par ek teer ki tarah lagga........!

kush raha kar.....!

teri dii


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
23rd December 2006, 03:36 PM




Priya..

uff! mujhe apne aql par taras aa raha hai kii maiN samajh nahiiN saka, maiN 'jaate' aur 'jaata' se confused thaa kii yeh 2 baar kyoN hai.. tum kahna chaah rahi haiN, dard ka aalam, jaate nahiiN jaata hai..

hmm.. (ek comma (,) bhii chhor diya tum ne aur yehi wazah hai ki maiN samjh nahiiN paaya) haalaNki jo tum kahna chaah rahii thee maiN samjh gaya tha par lafzoN ke fer meiN paR raha tha.. 'jaate nahiiN jaata hai' dar asal ek muhaawira hai jis ka tum ne yahaaN istemaal kiya hai.. aur meiN tumHaara legh pulling kaise kar sakta huuN, kyoN kii maiN to yahaaN orissa maiN huuN aur tum pata nahiiN kahaaN, kahaaN ho??

ab tumHaari 'poetry' par bhiiii nazar daalte haiN:

Quote:
Dard ka aalam jaaTe nahi jaaTa hai..
Din raaT bas mujhe saTaaTa hai..
Dard ka kaam hii yehi hai kii takhleef dena.. agar dard se dard na ho to, bechaare dard ka kya hoga, kuch socha hai bhi hai dard ke baare meiN ??? aur phir KhuShiyoN ka kya hoga,

Quote:
Na samajh me aaye ki yeh andhkaar kab miTega..
Na yakin aaye ki khushiyon ka daaman mujhe bhi milega..
yaqeen kiya karo.. kyoN kii 'ummeedoN par hi dunya qaayam hai' JahaaN ummeed hai wahiiN raah hai...

Quote:
Ban ban ke har umeed TooT jaaTi hai..
BahlaaTi hai mujhe.. Kabhi mujhe Tod jaaTi hai..
yahaaN bhii kahuuNga kii ek ummeed TooTe bhii jaaye to ek naii ummeed paida ho jaati hai.. ess liye thaame raho 'ummeed ki dori'.

Quote:
Maayoos rehna meri aadaT nahi dosTo..
Par har mod pe zindagi maayoos chodd jaaTi hai..

Jab kabhi aaTi hai khushiyan nazar door kahin se..
Na jaane kyun vahin se woh lauT jaaTi hai..
Lagta hai kii tum KhuShiyoN ka achchhe se wel-come nahiiN karti ho.. ess liye voh naaraz ho kar aaDhe raaste se chali jaati haiN ..jab koii KhuShi mile to gale lag kar usay apna banaaya karo.. aise kii dubaara tumHe chhor kar jaane kii zurrat hii na kare...

Quote:
Sabrr TooT raha hai har umeed ke saaTh..
Na jaane "ChaahaT" kyun ab bhi jii jaaTi hai..
ye shaayad voh 'ummeedoN waali chaahat hai'.. ek sawaal hai 'Chaahat agar mar jaaye to insaan jiiyega kaise????

Quote:
Na yakin hoga marna ke baad bhi ki marr gaye hum..
Unki yaad kuch is kadar hi aaTi hai..
yeH 2 line to deemagh ke oopar se hi guzar gaye... yehi kahuuNga ki marne ke baad kis ne kya dekha hai.. jab tak zinda ho zindagii ki socho... kya Khayaal hai ?

Quote:
Milan ki ghadiyan door ho jiTni..
"ChaahaT" unhe dil se bulaaTi hai..
hmm.. dil se dil tak kiii aawaaz.. Telopathy bhii sahii hai, koShiSh karti rahi.. kabhii to connection lag hi jaayega..

Quote:
MiTT jaayega yeh andhera..
KhaTam hoga dard ka aalam bhi..
Yehi har roz dua mein "ChaahaT" dohraaTi hai...
Zarror aisa hi hoga..

Priya, aaj kaafi dino ke baad tumHe fursat se reply kar paaya.. zayaadaH aur maiN kya kahuuN.. Apna Khayaal rakKho.

-Mayank


Last edited by Mayank; 23rd December 2006 at 04:44 PM..
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#14)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
24th December 2006, 04:17 AM

Quote:
Originally Posted by Arham Saqib View Post
AISE LAGTHA HAI AAPNE MERI DIL KI BAATEIN SUN LI HAI.... JO AAPNE FRAME KIYA HAI HAR EK SENTENCE KO BAHUT HI KHOOBSURTI SE KIYA....BAHUT BAHUT PYAARA LAGA....AUR TAKLEEF BHI HUI AIS KAMBAKT DIL MEIN..... LUKIN FORWARD TO UR NEXT POST....TC...ND DONT THINK TOO MUCH...*OR ELSE U'LL NEVER GET OUT ALIVE* ..BYE
Arham ji..

Sabse pehle to aapka main Shukriya karna chaahungi jo aapne mujhe pehli baar reply kiya...

Dil ki baatein... aur dil ke ehsaas... chaahe woh dhadkta alag alag jagah hai.. par ehsaas vahi hote hian.. bas unki shakal aur soorat badalti rehti hai.. '

Jaise pyar ka vajood aur astitva vahi hai har ek insaan ke liye.. to uske dard ka ehsaas alag kaise ho sakta hai..

Shaayad isi vajeha se aap apne ehsaas meri is rachna me dekh paaye honge..

Ek baar phir se aapka shukriya karna chaahungi..

Take Care..

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Old
  (#15)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
24th December 2006, 04:19 AM

Quote:
Originally Posted by Arham Saqib View Post
Phir Ek Baar Hazir hai Hum Sirf Aapki Shaan Mein Kuch Aur Baatein Karne...

.................hmmmmm...............
Bahut Achaa Laga !!!!!
(actually mujhe alfaz hi nahi milrahe so pls manage it, promise from next time No shikayat)

Shikaayat kaisi.. Isse jyada aur mere liye kya hoga ki aapne do baar hi mujhe reply kkiya..

Bahut khushi hui aapko phir se yahin dekh ke..

Sometimes silence speaks louder than words!

Take Care.. and please don't appologise from next time!

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Old
  (#16)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
26th December 2006, 07:12 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
pyari priya,

bahut accha likha hai, ahsaas bahut najuk se pesh kiye hai.n, har lafaz umda hai.n

par ek sher to bas puch hi mat kaha kaha le gaya mujhe, bahut yaddey tazza kar gaya...........!

Maayoos rehna meri aadaT nahi dosTo..
Par har mod pe zindagi maayoos chodd jaaTi hai..

bahut khoob...dil par ek teer ki tarah lagga........!

kush raha kar.....!

teri dii
Di..

Aap jab bhi yahan aate ho to ek muskaan apne aap hi aa jati hai..

aapko mera likha pasand aaya issse badhkar mujhe aur kya chaahiye..

Aap jab saath ho mere to khush rehna bhi shuru kar doongi jaldi hi.. bas kuch saal thehar jaaiye... kyun to aap jaanti hain..

Di.. main jo bhi kar lun.. lekin sachi khushi to unke aane pe hi milegi.. tab tak aap mere is mukhaute se hi kaam chala lo plz..

Take Care..

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Old
  (#17)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
26th December 2006, 07:15 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post



Priya..

uff! mujhe apne aql par taras aa raha hai kii maiN samajh nahiiN saka, maiN 'jaate' aur 'jaata' se confused thaa kii yeh 2 baar kyoN hai.. tum kahna chaah rahi haiN, dard ka aalam, jaate nahiiN jaata hai..

hmm.. (ek comma (,) bhii chhor diya tum ne aur yehi wazah hai ki maiN samjh nahiiN paaya) haalaNki jo tum kahna chaah rahii thee maiN samjh gaya tha par lafzoN ke fer meiN paR raha tha.. 'jaate nahiiN jaata hai' dar asal ek muhaawira hai jis ka tum ne yahaaN istemaal kiya hai.. aur meiN tumHaara legh pulling kaise kar sakta huuN, kyoN kii maiN to yahaaN orissa maiN huuN aur tum pata nahiiN kahaaN, kahaaN ho??

ab tumHaari 'poetry' par bhiiii nazar daalte haiN:


Dard ka kaam hii yehi hai kii takhleef dena.. agar dard se dard na ho to, bechaare dard ka kya hoga, kuch socha hai bhi hai dard ke baare meiN ??? aur phir KhuShiyoN ka kya hoga,



yaqeen kiya karo.. kyoN kii 'ummeedoN par hi dunya qaayam hai' JahaaN ummeed hai wahiiN raah hai...


yahaaN bhii kahuuNga kii ek ummeed TooTe bhii jaaye to ek naii ummeed paida ho jaati hai.. ess liye thaame raho 'ummeed ki dori'.



Lagta hai kii tum KhuShiyoN ka achchhe se wel-come nahiiN karti ho.. ess liye voh naaraz ho kar aaDhe raaste se chali jaati haiN ..jab koii KhuShi mile to gale lag kar usay apna banaaya karo.. aise kii dubaara tumHe chhor kar jaane kii zurrat hii na kare...



ye shaayad voh 'ummeedoN waali chaahat hai'.. ek sawaal hai 'Chaahat agar mar jaaye to insaan jiiyega kaise????



yeH 2 line to deemagh ke oopar se hi guzar gaye... yehi kahuuNga ki marne ke baad kis ne kya dekha hai.. jab tak zinda ho zindagii ki socho... kya Khayaal hai ?


hmm.. dil se dil tak kiii aawaaz.. Telopathy bhii sahii hai, koShiSh karti rahi.. kabhii to connection lag hi jaayega..



Zarror aisa hi hoga..

Priya, aaj kaafi dino ke baad tumHe fursat se reply kar paaya.. zayaadaH aur maiN kya kahuuN.. Apna Khayaal rakKho.

-Mayank

Mayank ji..

Ab aapse main kya kahun.. itna pyar bhara reply dekh ke mujhe bahut acha laga... shaayad kaafi arse baad aapka itna lamba reply mila hai isliye..

Aapki duaaon ke liye tahe dil se shurguzaar hun...

Telopathy to chalti rehti hai.. lekin haqeeqar me jab saath honge tabhi ye maayoosi khatam ho paayegi..

Ek baar phir aapka bahut bahut shukriya meri is rachna ko pasand karne ke liye..

Take Care..

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Nice
Old
  (#18)
ThakurBhai
Registered User
ThakurBhai is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 5
Join Date: Apr 2005
Location: Covina, CA
Rep Power: 0
Nice - 28th December 2006, 08:26 AM

Priya Very nice. I like it a lot.
  Send a message via AIM to ThakurBhai  
Reply With Quote
Old
  (#19)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
4th January 2007, 02:51 AM

Quote:
Originally Posted by ThakurBhai View Post
Priya Very nice. I like it a lot.
Shukriya!!

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
dard-ishq se tab judh jaata hai mann_chand Shayri-e-Dard 0 3rd November 2008 05:58 PM
" Dard ab ye aise mujhse saha nahi jaata " garima Shayri-e-Dard 16 17th May 2005 08:07 AM
do ashq meri yaad mein bahaa jaate to kya jaata maikasH Shayri-e-Dard 28 29th August 2004 04:24 AM
raha nahi jaata happy Shayri-e-Ishq 3 9th December 2003 11:27 PM
do ashq meri yaad mein bahaa jaate to kya jaata maikasH Aapki Shayri 3 25th September 2002 01:34 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com