Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Manzar suhana
Old
  (#1)
Rajraju
Registered User
Rajraju will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 29
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 0
Manzar suhana - 21st October 2010, 07:31 PM

woh pehli baar jo dekha tha usne mud ke mujhey..
woh Manzar nazroon ke aaine me ab talak simta hua hai..
woh pehli baar jo dekha tha usne mud ke mujhey..
Hum tab bhi ghayal the, aur aaj bhi woh mitha dard hua hai...
Fir bhi raha labon par naam uska..
mere wazood me reh gaya nishan uska..
wo keh gaye hum abhi aate hain..
hum sari umar udhar karte rahe intezaar uska..
wo mud kar dekhna ek baar uska...wo mud kar dekhna ek baar uska...
Simat aayi thi us pal me jaise kaaynaat sari..
maang leta us pal khuda se kuch lamho ki udhari..
aayega fir kab wo manzar suhana..
yaad bahot aata hai wo mausam purana..
jaane kitne mausam guzar gaye kitni baharein chali gayi..
yaad raha to bas yahi ek fasana..
wo mud kar dekhne ka uska manzar suhana...wo mud kar dekhne ka uska manzar suhana...
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
21st October 2010, 11:40 PM

Quote:
Originally Posted by Rajraju View Post
woh pehli baar jo dekha tha usne mud ke mujhey..
woh Manzar nazroon ke aaine me ab talak simta hua hai..
woh pehli baar jo dekha tha usne mud ke mujhey..
Hum tab bhi ghayal the, aur aaj bhi woh mitha dard hua hai...
Fir bhi raha labon par naam uska..
mere wazood me reh gaya nishan uska..
wo keh gaye hum abhi aate hain..
hum sari umar udhar karte rahe intezaar uska..
wo mud kar dekhna ek baar uska...wo mud kar dekhna ek baar uska...
Simat aayi thi us pal me jaise kaaynaat sari..
maang leta us pal khuda se kuch lamho ki udhari..
aayega fir kab wo manzar suhana..
yaad bahot aata hai wo mausam purana..
jaane kitne mausam guzar gaye kitni baharein chali gayi..
yaad raha to bas yahi ek fasana..
wo mud kar dekhne ka uska manzar suhana...wo mud kar dekhne ka uska manzar suhana...
Bahut acchi koshish ki hai aapne, Raju Ji...!

Likhte raheiN, nikhaar zaruur aayegi aapki shaayri maiN...!

All the best



Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#3)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 22nd October 2010, 12:24 PM

Quote:
Originally Posted by Rajraju View Post
woh pehli baar jo dekha tha usne mud ke mujhey..
woh Manzar nazroon ke aaine me ab talak simta hua hai..
woh pehli baar jo dekha tha usne mud ke mujhey..
Hum tab bhi ghayal the, aur aaj bhi woh mitha dard hua hai...
Fir bhi raha labon par naam uska..
mere wazood me reh gaya nishan uska..
wo keh gaye hum abhi aate hain..
hum sari umar udhar karte rahe intezaar uska..
wo mud kar dekhna ek baar uska...wo mud kar dekhna ek baar uska...
Simat aayi thi us pal me jaise kaaynaat sari..
maang leta us pal khuda se kuch lamho ki udhari..
aayega fir kab wo manzar suhana..
yaad bahot aata hai wo mausam purana..
jaane kitne mausam guzar gaye kitni baharein chali gayi..
yaad raha to bas yahi ek fasana..
wo mud kar dekhne ka uska manzar suhana...wo mud kar dekhne ka uska manzar suhana...

ek achhi koshish ke liye dil se daad


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Rajraju
Registered User
Rajraju will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 29
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 0
22nd October 2010, 06:31 PM

Aap logon ka dil se shukriya..bas aap logon ki housla afzaai ki zaroorat hai..
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
17th November 2010, 01:15 AM

Quote:
Originally Posted by Rajraju View Post
woh pehli baar jo dekha tha usne mud ke mujhey..
woh Manzar nazroon ke aaine me ab talak simta hua hai..
woh pehli baar jo dekha tha usne mud ke mujhey..
Hum tab bhi ghayal the, aur aaj bhi woh mitha dard hua hai...
Fir bhi raha labon par naam uska..
mere wazood me reh gaya nishan uska..
wo keh gaye hum abhi aate hain..
hum sari umar udhar karte rahe intezaar uska..
wo mud kar dekhna ek baar uska...wo mud kar dekhna ek baar uska...
Simat aayi thi us pal me jaise kaaynaat sari..
maang leta us pal khuda se kuch lamho ki udhari..
aayega fir kab wo manzar suhana..
yaad bahot aata hai wo mausam purana..
jaane kitne mausam guzar gaye kitni baharein chali gayi..
yaad raha to bas yahi ek fasana..
wo mud kar dekhne ka uska manzar suhana...wo mud kar dekhne ka uska manzar suhana...
Bahut acchaa likha hai aapne ....Raju Ji ! dil se daad !




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#6)
sneha123
Registered User
sneha123 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 148
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 14
19th November 2010, 01:46 PM

Quote:
Originally Posted by Rajraju View Post
woh pehli baar jo dekha tha usne mud ke mujhey..
woh Manzar nazroon ke aaine me ab talak simta hua hai..
woh pehli baar jo dekha tha usne mud ke mujhey..
Hum tab bhi ghayal the, aur aaj bhi woh mitha dard hua hai...
Fir bhi raha labon par naam uska..
mere wazood me reh gaya nishan uska..
wo keh gaye hum abhi aate hain..
hum sari umar udhar karte rahe intezaar uska..
wo mud kar dekhna ek baar uska...wo mud kar dekhna ek baar uska...
Simat aayi thi us pal me jaise kaaynaat sari..
maang leta us pal khuda se kuch lamho ki udhari..
aayega fir kab wo manzar suhana..
yaad bahot aata hai wo mausam purana..
jaane kitne mausam guzar gaye kitni baharein chali gayi..
yaad raha to bas yahi ek fasana..
wo mud kar dekhne ka uska manzar suhana...wo mud kar dekhne ka uska manzar suhana...
Hello dost,,,,, sneha here,,,,,,i immpressed it.......i really like it................ aapne sach kah diya.............bus puchhiye mat,,,,,,,,dil par utar gai...........
Thanks lot for post,,,,,,i hope reply my post............
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Rajraju
Registered User
Rajraju will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 29
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 0
21st November 2010, 06:44 PM

daad ke liye sukriya mehra ji..


Tareef ke liye sukriya,tareef ke kabil hum kahan,
tareef to hunar ki hai..
Sabhi ko diya hai usne,
der to bas pehchan ne ki hai..
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Rajraju
Registered User
Rajraju will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 29
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 0
21st November 2010, 06:53 PM

Sneha ji taarif ke liye thanks, bas yuhi saath de kar housla badhate rahiye..


Tareef ke liye sukriya,tareef ke kabil hum kahan,
tareef to hunar ki hai..
Sabhi ko diya hai usne,
der to bas pehchan ne ki hai..
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
21st November 2010, 07:05 PM

Ehsaas bohat khoobsurat haiN Raju ji............................




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#10)
sneha123
Registered User
sneha123 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 148
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 14
22nd November 2010, 11:05 AM

Hello Raj Raju ji.........sneha here....sach kaha aapne ki treef to hunar ki he.........par ye hunar bhi kisi kisi ko god deta ha, or wahi aapke tareef ki wajah ban jati he,,,,,,,,so very very thanks aapkaor aapki shayri ki...........
{ Tareef ke liye sukriya,tareef ke kabil hum kahan,
tareef to hunar ki hai..
Sabhi ko diya hai usne,
der to bas pehchan ne ki hai.................}
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Rajraju
Registered User
Rajraju will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 29
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 0
22nd November 2010, 02:14 PM

Zaroor, hunar ki taarif honi chahiye..thanks..


Tareef ke liye sukriya,tareef ke kabil hum kahan,
tareef to hunar ki hai..
Sabhi ko diya hai usne,
der to bas pehchan ne ki hai..
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com