Duniya ki do baate -
7th April 2011, 09:14 PM
Duniya ke Do sach jis se duniya vaisi nahi hai jaisi honi chahiye.
1) Duniya me daulat vaha par hai, jaha uski jarurat nahi hai kyo ki uska sahi istemaal nahi ho raha balki misuse ho raha hai.
2) Duniya me daulat vaha nahi hai, jaha uski sab se zyda jarurat hai,kyoki vaha sahi istemaal karne wale log hai, magar afsos ki vaha daulat ki kami hai.
"Jaha daulat hai vaha soch sahi nahi hai aur jaha Soch sahi hai vaha daulat nahi hai."
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|