Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
GHANDHI JAYANTI PAR AIK NAZM GHANDI JI KE NAAM BATAUR KHIRAAJ-e-AQEEDAT
Old
  (#1)
WAQUIF ANSARI
Registered User
WAQUIF ANSARI will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 52
Join Date: Jul 2010
Rep Power: 14
GHANDHI JAYANTI PAR AIK NAZM GHANDI JI KE NAAM BATAUR KHIRAAJ-e-AQEEDAT - 1st October 2010, 03:34 PM

Kal yaani k 2nd October GHANDI JAYANTI hai aur is Qaumi Teohaar ke shubh avsar par GHANDI JI ko bataur Khiraaj-e-Aqeedat apni ye mundarja-zail nazm pesh karne ji jasaarat kar raha hooN is ummeed ke saath k ye agar kisi qaabil ho to khaaksaar ko duwaaon se aur apni aara se nawaaz dijiyega:

Kaisi sheetal hai chahooN aor pawan aaj ki raat

Pesh-e-khidmat hai sharaddha ke suman aaj ki raat


Itna purkaif hai Bharat ka chaman aaj ki raat

KahkashaaN, chaaNd, sitaare haiN magan aaj ki raat


Nikhat-o-noor meiN dooba hai watan aaj ki raat

Saari duniya nazar aati hai dulahn aaj ki raat


Mushk-o-ambar se faza ho gayee khooshboo khooshboo

Band kaliyoN ne jo khole haiN dahan aaj ki raat


Jinka paighaam AHINSA hai zamaane ke liye

Naqsh haiN dil pe sabhi unke wachan aaj ki raat


Subh-e-aazaadi mili hai hameiN unke dam se

Yaad karte haiN sabhi ahle-sukhan aaj ki raat


Mulk ki shaan haiN Baaba-e-Watan haiN GHANDHI

Unko har dil ne kaha Fakhr-e-Watan aaj ki raat


Kaisi ithlaati hui phirti hai titli dekho

Likh diye paNkh pe “Ghandhi ke Wachan” aaj ki raat


Hai dua-e-dil-e-Waquif watan aabaad rahe

Poora ho jaaye jo “Ghandhi ka Mission” aaj ki raat



(Waquif Ansari)

Last edited by zainy; 2nd October 2010 at 02:57 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Rashmi sharma
volunteer
Rashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud of
 
Rashmi sharma's Avatar
 
Offline
Posts: 723
Join Date: May 2010
Location: chandigarh
Rep Power: 24
1st October 2010, 03:54 PM

[QUOTE=WAQUIF ANSARI;411890]Kal yaani k 2nd October GHANDI JAYANTI hai aur is Qaumi Teohaar ke shubh avsar par GHANDI JI ko bataur Khiraaj-e-Aqeedat apni ye mundarja-zail nazm pesh karne ji jasaarat kar raha hooN is ummeed ke saath k ye agar kisi qaabil ho to khaaksaar ko duwaaon se aur apni aara se nawaaz dijiyega:

Kaisi sheetal hai chahooN aor pawan aaj ki raat
Pesh-e-khidmat hai sharaddha ke suman aaj ki raat

Itna purkaif hai Bharat ka chaman aaj ki raat
KahkashaaN, chaaNd, sitaare haiN magan aaj ki raat

Nikhat-o-noor meiN dooba hai watan aaj ki raat
Saari duniya nazar aati hai dulahn aaj ki raat

Mushk-o-ambar se faza ho gayee khooshboo khooshboo
Band kaliyoN ne jo khole haiN dahan aaj ki raat

Jinka paighaam AHINSA hai zamaane ke liye
Naqsh haiN dil pe sabhi unke wachan aaj ki raat

Subh-e-aazaadi mili hai hameiN unke dam se
Yaad karte haiN sabhi ahle-sukhan aaj ki raat

Mulk ki shaan haiN Baaba-e-Watan haiN GHANDHI
Unko har dil ne kaha Fakhr-e-Watan aaj ki raat

Kaisi ithlaati hui phirti hai titli dekho
Likh diye paNkh pe “Ghandhi ke Wachan” aaj ki raat

Hai dua-e-dil-e-Waquif watan aabaad rahe
Poora ho jaaye jo “Ghandhi ka Mission” aaj ki raat


(Waquif Ansari)[/QUOTE]
Waquif Ansari ji bahut achhi peshkash.....................


Rashmi Sharma
path par kaante bahut hain tere
par manjil par jaana too.ne
dar na jatilata se jeewan ki
isko saral banana too.ne
pasat na hone paye honsle
khud ka sahas khud hi juta le
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Rajraju
Registered User
Rajraju will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 29
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 0
1st October 2010, 05:37 PM

Ek shanti paigaam..
Insaaniyat nibhate-nibhate aao hum bhul jaayein,ke hum hindu hai ya musalmaan..
Yaad rahe to bas itna,mera ek hi dharm hai saccha rahe imaan..
Dil saaf rakhiye apna-apna rab usi basta hai,dekho fir milega aman aur shanti ka inaam..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
2nd October 2010, 03:01 PM

Waqhif sahab,

Assalamualikum warehmatullahi wabarakatuhu.

Mazrat chahti huuN, maine aapki izazat ke beghair hi aapki post ke fonts thode se bade kar diye, padhne me dikhat ho rahi thi..

Aapki ghazal wakhay lajawaab hai

...aapke ehsaas aur jazba-e-watan ko mera salaam..

yuhi likhte rahiye..






Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#5)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 2nd October 2010, 03:51 PM

Quote:
Originally Posted by WAQUIF ANSARI View Post
Kal yaani k 2nd October GHANDI JAYANTI hai aur is Qaumi Teohaar ke shubh avsar par GHANDI JI ko bataur Khiraaj-e-Aqeedat apni ye mundarja-zail nazm pesh karne ji jasaarat kar raha hooN is ummeed ke saath k ye agar kisi qaabil ho to khaaksaar ko duwaaon se aur apni aara se nawaaz dijiyega:

Kaisi sheetal hai chahooN aor pawan aaj ki raat

Pesh-e-khidmat hai sharaddha ke suman aaj ki raat


Itna purkaif hai Bharat ka chaman aaj ki raat

KahkashaaN, chaaNd, sitaare haiN magan aaj ki raat


Nikhat-o-noor meiN dooba hai watan aaj ki raat

Saari duniya nazar aati hai dulahn aaj ki raat


Mushk-o-ambar se faza ho gayee khooshboo khooshboo

Band kaliyoN ne jo khole haiN dahan aaj ki raat


Jinka paighaam AHINSA hai zamaane ke liye

Naqsh haiN dil pe sabhi unke wachan aaj ki raat


Subh-e-aazaadi mili hai hameiN unke dam se

Yaad karte haiN sabhi ahle-sukhan aaj ki raat


Mulk ki shaan haiN Baaba-e-Watan haiN GHANDHI

Unko har dil ne kaha Fakhr-e-Watan aaj ki raat


Kaisi ithlaati hui phirti hai titli dekho

Likh diye paNkh pe “Ghandhi ke Wachan” aaj ki raat


Hai dua-e-dil-e-Waquif watan aabaad rahe

Poora ho jaaye jo “Ghandhi ka Mission” aaj ki raat



(Waquif Ansari)
ansaari bhai
radhe radhe

bahut khoob......bas wah wah karne ka hi dil kar raha hai lajawaab
dil se daad
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com