Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 5 votes, 2.60 average. Display Modes
yahee meree shayree kee kitab hai
Old
  (#1)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
yahee meree shayree kee kitab hai - 1st February 2006, 11:03 PM

dil chahata hai aksar
tum ko bahon main bharoon
tum ko bahut pyar karoon
itana kareeb layoon ki dil sharamane lage
ankhon main haya bhar jaye
itana chahoon ki meree sadik
chahat se too jhoot main hee dar jaye
dar jaye ankh band karane lage
shiddat se mera hath pakarane lage
mujhe mai tab khud hee too khud ko bhare
main hee tujh ko muhabbat na karoon
too bhee mujhe pyar kare
dil chahata hai aksar
itana pyar karoon ki ankhon main panee bhar jaye
ne mere pas koyee lafz ho
na too kuch kahe
bas deewanwar mujhe dekhtee rahe

too kya jane mera din tera hai rat teree hai
main jo kah deta hoon zamane ka hai
jo dil main hai woh baat teree hai
mere pyar ke har pal main tera hissa hai
mere sher teree baten hain
mera geet tera kissa hai
apane hee kise hairan see mujh se sunatee hai
too apane hee drakaht kee shakh se phool chuntee hai
ab yahee dil chahata hai
is shakh ke tujh ko sare gulab de doon
ek lafz bhee na mera rahe
tujh ko apnee shayree kee kitab de doon
mere ashar ke har zazbe ko toone pala hai
toone girate huye ek shakh ko sambhala hai
haan jee chahta hai yahee tujhe bahon main bharoon
bahut pyar karoon
mujh ko bhee har soo khud hee khud hee main bhare
main hee tujhe muhabbat na karoon
too bhee mujhe pyar kare
haan yahee dil chahat hai
yahee khwab hai
yahee zindgee kee talkhiyon ka jawab hai
yahee meree shayree kee kitab hai


Anil
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Devangi
Registered User
Devangi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 140
Join Date: Dec 2005
Rep Power: 19
2nd February 2006, 06:42 AM

Very nice Anil ji,

Bahut pasand aayi aap ki yeh rachna, likhte rahiyega. tc
   
Reply With Quote
thanks
Old
  (#3)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
thanks - 2nd February 2006, 07:13 AM

thanks devangi
Anil
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#4)
khozii
Registered User
khozii will become famous soon enough
 
khozii's Avatar
 
Offline
Posts: 177
Join Date: Sep 2001
Location: india
Rep Power: 23
23rd February 2006, 08:36 AM

Anil Bhai Jaan !

likhne se pehle humesha sochta hu , Anil bhai jaan kahu ya Anil bhai saab likhu , bhai jaan ye to kuch haat ke hai , gazab hai, achha likha hai,
likhte rahiye aise hi dil ko khush karte rahiye .

sochta hu tum India ke primeminister ban gaye to kya hoga ? aree bhai kuch nahi hoga , wahi hoga jo manzoor-e- khuda hoga ,

ha ha ha ! bhai mere baat pe gaur mat karna , tum shayar hi achhe ho , primeminister banne ki koshish mat karna , shayad mera shayar dost digad jayega , woh kya haina sangat ka asar tumhe khaa jayega

khoziiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii iii.....................

Woh tumhari nayi girlfriend kaisi hai , jiske bate mai aap bata rahe the m behad pyaar hai aapko (( taang kheech raha hu bhai))


You can't buy love, but you can pay heavily for it.

***khozii***
  Send a message via Yahoo to khozii Send a message via MSN to khozii  
Reply With Quote
khozii
Old
  (#5)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
khozii - 23rd February 2006, 11:34 AM

thanks for reading aur pasand karanekiye aur haan mere bhayee tang itana kas ka mat kheencho ki tang too hee jaye hehehehe
ANil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#6)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
23rd February 2006, 12:23 PM

anil ji
bhaut sunder ehsas ko sabdo k moti mai piro kar jo kahe diya anmol ho gaya ye
jo samjhana chate the aap umeed hai wo samjh gayi hogi

khozii main bhi tumhare sawal mai sath hoon koun hai wo jiske pyar mai itna asar hai k anil ji samunder se moti lakar shyari bana rahe hain

shrdh


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
natkhat bacche
Old
  (#7)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
natkhat bacche - 23rd February 2006, 02:16 PM

natkhat khozii aur shardha thanks for shayri and dant for ulte seedhe sawal jawab lo

pyae ke kisee pyare pal jaisee hai
jis pe likhta hoon khud ghazal jaisee hai
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Re: yahee meree shayree kee kitab hai
Old
  (#8)
mehul jain
haatho se haath milte rah
mehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the rough
 
mehul jain's Avatar
 
Offline
Posts: 1,429
Join Date: Feb 2005
Location: mumbai
Rep Power: 23
Re: yahee meree shayree kee kitab hai - 23rd February 2006, 06:16 PM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
dil chahata hai aksar
tum ko bahon main bharoon
tum ko bahut pyar karoon
itana kareeb layoon ki dil sharamane lage
ankhon main haya bhar jaye
itana chahoon ki meree sadik
chahat se too jhoot main hee dar jaye
dar jaye ankh band karane lage
shiddat se mera hath pakarane lage
mujhe mai tab khud hee too khud ko bhare
main hee tujh ko muhabbat na karoon
too bhee mujhe pyar kare
dil chahata hai aksar
itana pyar karoon ki ankhon main panee bhar jaye
ne mere pas koyee lafz ho
na too kuch kahe
bas deewanwar mujhe dekhtee rahe

too kya jane mera din tera hai rat teree hai
main jo kah deta hoon zamane ka hai
jo dil main hai woh baat teree hai
mere pyar ke har pal main tera hissa hai
mere sher teree baten hain
mera geet tera kissa hai
apane hee kise hairan see mujh se sunatee hai
too apane hee drakaht kee shakh se phool chuntee hai
ab yahee dil chahata hai
is shakh ke tujh ko sare gulab de doon
ek lafz bhee na mera rahe
tujh ko apnee shayree kee kitab de doon
mere ashar ke har zazbe ko toone pala hai
toone girate huye ek shakh ko sambhala hai
haan jee chahta hai yahee tujhe bahon main bharoon
bahut pyar karoon
mujh ko bhee har soo khud hee khud hee main bhare
main hee tujhe muhabbat na karoon
too bhee mujhe pyar kare
haan yahee dil chahat hai
yahee khwab hai
yahee zindgee kee talkhiyon ka jawab hai
yahee meree shayree kee kitab hai


Anil
kya baat hai aaj kal bahut shayre wayree ho rahi hai..........
bahut hi badiya kya kahu likhte rahiye mehfil sajaya kijiye


meri har chahat se pehle ek chahat hogi
wo chahat hamesha tum hogi
ab to chahna hi reh gaya hai zindagi main
na jane yeh chahat kab puri hogi
   
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#9)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 24th February 2006, 11:10 AM

mehul shukriya ye meree sab se pahalee shayree main se hai jo yahan ayee thee tab bas mere nam se na ashana the sab to nazm bhee tanha rah gayee ab dobara log parh rahe hain achha lag raha hai mehul thanks again
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Kavita
Log kehtai hain:'Kavita'
Kavita is on a distinguished road
 
Kavita's Avatar
 
Offline
Posts: 265
Join Date: Dec 2001
Location: Canada
Rep Power: 23
24th February 2006, 01:30 PM

Anil Ji,
Again lambi but bohot hi achhi tarah sai aapnai apni feelings ko apnai ehsaas ko shabdon sai sajaya hai.Umeed hai yun hi likhtai rahengai aur humai padnai ka mauka detai rahaingai.
Khayal Rakhain,
~Kavita


"Kavita"...bas ek kavita.
Toota hua dil aur hoton pai hassi.

^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^
Pyaar wo nahi tha jo kisi nai kiya
Pyaar woh hai jo koi nibha raha hai.

^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^
Maana ki woh log badnaseeb hotai hai
Jinhai pyaar milta to hai
par woh usai paichaan nahi paatai
par woh log aur bhi badnaseeb hotai hai jinhai pyaar milta hai,woh usai paichaaan bhi jaatai hai par paa nahi saktai.

^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^
Its better to have loved and lost
then to have ever loved before
so what if the heart breaks
at least you will know LOVE.
  Send a message via Yahoo to Kavita  
Reply With Quote
kavita
Old
  (#11)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
kavita - 24th February 2006, 05:08 PM

kavita ab kaise chotee karoon nazm jab tak ek full stop tak naa aye but thanks parhne ke liye samjhne ke liye
achha lagata hai yahan ana tumhara
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#12)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
25th February 2006, 06:05 PM

waah bahaut badhiya anil sahab..........
hmmm bada hi khoobsurat ehsaas hai yeh pyaar........jab hota hai toh duniya badal deta hai..khuhsiyon ke sagar me mohabbat ki lehron me bheegte bheegte bas umar beet jaye yahi jazbaat dil me umadhte hain...


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
shukria
Old
  (#13)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukria - 26th February 2006, 06:11 AM

tumhara parhana samjhna achah lagata hai shukriya yahan ane ke liye
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#14)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
28th February 2006, 05:54 AM

Anil ji,

Aapki rachna padhi... kaafi asardaar hai... kaafi acha laga padh kar... yunhi likhte rahiyega....

Take Care
rohin


http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
rohin
Old
  (#15)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
rohin - 28th February 2006, 04:11 PM

intaar rahata tha kabhee tum bhee parho mujhe aaj is intzar ko sil mile bahut achhe lage tumahre vichar meree rachanayon main ate rahana
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#16)
cute_ashu
Registered User
cute_ashu will become famous soon enough
 
cute_ashu's Avatar
 
Offline
Posts: 763
Join Date: Jan 2006
Location: Faridabad, Haryana, India
Rep Power: 19
1st March 2006, 06:26 PM

i like the way u express ur feelings
u always make me smile when i read ur post

keep writing ..and sharing
bye TC


Yun Mile Ke Mulakaat Na Ho Saki,
Honth Kaape Magar Koi Baat Na Ho Saki,
Meri Khamosh Nigahen Har Baat Keh Gayi,
Aur Unko Shikayat Hai Ki Baat Na Ho Saki.... (nm)

*(`'·.¸(`'·.¸*¤*¸.·'´)¸.·'´)*
.....«´¨`·..ASHU...·´¨`»......
*(¸.·'´(¸.·'´*¤*`'·.¸)`'·.¸)*
------------------------------------------------
  Send a message via Yahoo to cute_ashu Send a message via AIM to cute_ashu  
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#17)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 1st March 2006, 09:43 PM

ashu tumre nam kee tarah tumahree tareef bhee cute hai achha laga sun ke parhte rahana mujhe
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#18)
ranju bhatia
Registered User
ranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 544
Join Date: Mar 2006
Location: Delhi
Rep Power: 21
23rd April 2006, 12:17 PM

dil chahata hai aksar
itana pyar karoon ki ankhon main panee bhar jaye
ne mere pas koyee lafz ho
na too kuch kahe
bas deewanwar mujhe dekhtee rahe

Anil ji aapki har nazm ko bahut dhyan se padti hun ....har nazm har baar naye arth de jati hai........aap ko apne shabdo ko peerona aur unko bahvo mein dhalna bahut acchi trah se aata hai,aur yahi baat hai ki aapki har nazm dil ko chhoo jati hai .

with best wishes

ranju


ranjana
   
Reply With Quote
shukriya ranajana
Old
  (#19)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya ranajana - 23rd April 2006, 01:57 PM

mere likhne ke baad meree kaviatayon ko sabhee arth nahee milte. unhe bahut pyar se parh kar sahee arth aap dete hain unhe. jab tak aap log pyar se parhte rahenge meree shayree kee sansen chaltee rahengee
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#20)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
23rd April 2006, 05:06 PM

bahut khoob anilji.itna pyaar bhara hai aapki is rachna mai.bahut hi acha laga ise padhkar.
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#21)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 23rd April 2006, 09:34 PM

shukriya meree rachana ke pyar ko jane ke liye parhne ke liye yoon hee kabhee kabhee dekh liya karo meree kavitayen
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#22)
ilesh shah
Registered User
ilesh shah is on a distinguished road
 
ilesh shah's Avatar
 
Offline
Posts: 53
Join Date: May 2006
Location: ahmedabad
Rep Power: 18
1st May 2006, 06:21 PM

hi anil
too kya jane mera din tera hai rat teree hai
main jo kah deta hoon zamane ka hai
jo dil main hai woh baat teree hai
mere pyar ke har pal main tera hissa hai
mere sher teree baten hain
mera geet tera kissa hai

wah ye teri shayri ki keetab ke kuchh panne padhke hi maja aa gaya,kua pyar me apana pan jataya he,jese mere sab sukh tere tere sab dukh mere yahi andaz se he ye
good one
Ilesh shah
   
Reply With Quote
thanks ilesh shah
Old
  (#23)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
thanks ilesh shah - 1st May 2006, 06:52 PM

meree is chipee nazm ko talash kar ke parh lene ka bahut shurkiya
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#24)
cute_ashu
Registered User
cute_ashu will become famous soon enough
 
cute_ashu's Avatar
 
Offline
Posts: 763
Join Date: Jan 2006
Location: Faridabad, Haryana, India
Rep Power: 19
2nd May 2006, 03:04 AM

anil bhaiya

main aapko bahut dino baad padh raha hun ..... maafi chahunga uske liye ....

aapko aaj padha to purane din yaad aa gaye
wah wah ... karte vo replies yaad aa gaye
aaj bahut khush hun main .. ke aap
aaj phir se hamare saamne aa gaye ........


bahut hi accha likha hai aapne ..
yun hi likhte rahiyega ...

aapka apna
cute sa ashu


Yun Mile Ke Mulakaat Na Ho Saki,
Honth Kaape Magar Koi Baat Na Ho Saki,
Meri Khamosh Nigahen Har Baat Keh Gayi,
Aur Unko Shikayat Hai Ki Baat Na Ho Saki.... (nm)

*(`'·.¸(`'·.¸*¤*¸.·'´)¸.·'´)*
.....«´¨`·..ASHU...·´¨`»......
*(¸.·'´(¸.·'´*¤*`'·.¸)`'·.¸)*
------------------------------------------------
  Send a message via Yahoo to cute_ashu Send a message via AIM to cute_ashu  
Reply With Quote
ashu
Old
  (#25)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
ashu - 2nd May 2006, 03:14 PM

kahan the ashu? itne din baad ksie thanks for reading me agin
anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#26)
simran alam
Registered User
simran alam will become famous soon enoughsimran alam will become famous soon enough
 
simran alam's Avatar
 
Offline
Posts: 128
Join Date: Nov 2007
Location: kolkata (INDIA)
Rep Power: 18
17th March 2008, 09:59 PM

dil chahata hai aksar
tum ko bahon main bharoon
tum ko bahut pyar karoon
itana kareeb layoon ki dil sharamane lage
ankhon main haya bhar jaye
itana chahoon ki meree sadik
chahat se too jhoot main hee dar jaye
dar jaye ankh band karane lage
shiddat se mera hath pakarane lage
mujhe mai tab khud hee too khud ko bhare
main hee tujh ko muhabbat na karoon
too bhee mujhe pyar kare
dil chahata hai aksar
itana pyar karoon ki ankhon main panee bhar jaye
ne mere pas koyee lafz ho
na too kuch kahe
bas deewanwar mujhe dekhtee rahe

too kya jane mera din tera hai rat teree hai
main jo kah deta hoon zamane ka hai
jo dil main hai woh baat teree hai
mere pyar ke har pal main tera hissa hai
mere sher teree baten hain
mera geet tera kissa hai
apane hee kise hairan see mujh se sunatee hai
too apane hee drakaht kee shakh se phool chuntee hai
ab yahee dil chahata hai
is shakh ke tujh ko sare gulab de doon
ek lafz bhee na mera rahe
tujh ko apnee shayree kee kitab de doon
mere ashar ke har zazbe ko toone pala hai
toone girate huye ek shakh ko sambhala hai
haan jee chahta hai yahee tujhe bahon main bharoon
bahut pyar karoon
mujh ko bhee har soo khud hee khud hee main bhare
main hee tujhe muhabbat na karoon
too bhee mujhe pyar kare
haan yahee dil chahat hai
yahee khwab hai
yahee zindgee kee talkhiyon ka jawab hai
yahee meree shayree kee kitab hai


LOVE IS LIFE..... & MY LIFE IS PRECIOUS.....
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
krazzy03
Registered User
krazzy03 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 5
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 0
Love 18th March 2008, 08:59 PM

Apne hotho ki hasi tere naam kar denge,
Har khushi tum par qurbaan kar denge,
Jiss din hogi kami mere pyaar me,
Uss din zindagi maut ke naam kar denge.


Depak jugnu chand sitare aik sey hain
yunhi sare ishq ke marey aik sey hain

Hijer ki shab dekh tu aa ke mere chand
mere aansoo aur yeh tare aik sey hain

Darya hoon, main beedh bhau kiya janon
mere liye tu duno kinare aik sey hain

Meri kashti kis ne dobui kia maloom
sari lehrein sare dharey aik sey hain

Kuch apne kuch beghaney aur main khud
meri jaan ke dushman sare aik sey hain

Abh batlau hamein kis sey feryaad karein
qatil hakeem munsif sare aik sey hain
   
Reply With Quote
Old
  (#28)
krazzy03
Registered User
krazzy03 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 5
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 0
18th March 2008, 09:00 PM

itna samjh chuki thi main us kay mezag ko
wo ja raha tha aur main hayran bhi na thi
aarasta to khair na thi zindigi kabhi
per tujh say qabal itni parayshan bhi na thi
jis ja makeen ban nay kay dekhay thay main nay khawab
us ghar main ek sham ki mehman bhi na thi
duniya ko dekhti rahi jis ki nazar say main
us ankh main meray ley pehchan bhi na thi
rooti rahi agar to main majbor thi bhut
wo rat katni koi asaan bhi na thi
naqad-e-wafa ko chasham-e-kharidar kiya milay
is jinss kay ley koi dukaan bhi na thi
   
Reply With Quote
Old
  (#29)
krazzy03
Registered User
krazzy03 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 5
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 0
Love 18th March 2008, 09:02 PM

kaheen ek masom, nazuk se larki
bhut khobsurat magar sanvali si
mujhay apnay khaboon ki bahoon main pa kay
kabhi neend main muskurati to ho ge
usi neend main kasmasa kasmasa kar
serhanay say taqeey girati to ho ge
wohi khawab din ki mundairoon pay aa kay
usay maan he maan main lobhatay to hoon gay
kaee saz seenay ki khamoshiyon main meri yad say jhanjhanatay to hoon gay
wo baysakhta dheemay dheemay suroo main meri dhoon main kuch gun gunati to ho ge
chalo khat likhain jee main ata to ho ga
magar ungleeyan kapkapati to hoon ge
kalam hath say choot jata to ho ga
omangain kalm phir utha ti to hoon ge
mera nam apni kitaboon pay likh kar wo dantoo main ungli dabati to ho ge
zaban say kabhi uffff nikalti to ho ge
badan dhemmay dheemay sulagta to ho ga
kaheen kay kaheen paon partay to hoon gay
zameen per doobata latakta ta ho ga
kabhi subha ka sham kehti to ho ge
kabhi rat ko din batati to ho ge
kaheen ek mason nazuk se larki
bhut khobsurat magar sanvali se ..
   
Reply With Quote
Jane Kyo
Old
  (#30)
krazzy03
Registered User
krazzy03 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 5
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 0
Wink Jane Kyo - 18th March 2008, 09:03 PM

jaane kyun log flurt kertay hain
jaane kyun woh affairs chalatay hain
jaane kyun...jaane kyun.....
jaane kyun jaane kyun^jaane kyun ?????


affair bin jeenay main rakha kiya hai
affair jiska nahin woh tanha hai
affair soo rang leker aata hai
affair he zindagi sajaata hai
Log chup chup ker affair chalatay hain,
Aur sab k saamnay friends ban jaatay hain!
jaane kyun...jaane kyun....
jaane kyun^jaane kyun^jaane kyun ?


affair best-friends main larai kerata hai
affair main banda pagal hojaata hai
affair na chahtay huway bhi chal jaata hai
affair bohat badnaami kerata hai....
Akhir affair her larai ki BASE ban jaata hai!
jaane kyun....jaane kyun....
jaane kyun^jaane kyun^jaane kyun^ ?


Laikin^kabhi- kabhi affair pyaar main convert hojaata hai
jhoota her such aur sucha her jhoot hojaata hai
zindagi ko bhi ek naya start mil jaata hai
Aur pyaar ki gari main 4th gear lag jaata hai
Aur Yehe Affair Zindagi^Ka^Safar^ Ban^Jaata^ Hai
Jaane kyun.....jaane kyun...
Jaane kyun^jaane kyun^jaane kyun^ ?
   
Reply With Quote
Dosti
Old
  (#31)
krazzy03
Registered User
krazzy03 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 5
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 0
Thumbs up Dosti - 18th March 2008, 09:08 PM

I AM NOT YOUR FRIEND IF,
You have to think before You speak to me!
I AM NOT YOUR FRIEND IF,
My presence ever makes You feel uncomfortable.
I AM NOT YOUR FRIEND IF,
You have to thank me for everything i do for You.
I AM NOT YOUR FRIEND IF,
You don't realise how Your smile brightens up my day.
I AM NOT YOUR FRIEND IF,
You would rather keep quiet when You really wanna talk!
I AM NOT YOUR FRIEND IF,
You take too much time to tell me what i mean to You
   
Reply With Quote
Old
  (#32)
punjabiroop
Registered User
punjabiroop has a spectacular aura aboutpunjabiroop has a spectacular aura aboutpunjabiroop has a spectacular aura about
 
punjabiroop's Avatar
 
Offline
Posts: 247
Join Date: Aug 2005
Location: in god creation
Rep Power: 21
18th March 2008, 10:19 PM

wonderful bro
i am speechless.how r u?
   
Reply With Quote
Subhan Allah....
Old
  (#33)
rizi_humtum
mahfil-e-tanhai
rizi_humtum has a spectacular aura aboutrizi_humtum has a spectacular aura aboutrizi_humtum has a spectacular aura about
 
rizi_humtum's Avatar
 
Offline
Posts: 270
Join Date: Feb 2008
Location: Saudi Arabia (Riyadh)
Rep Power: 19
Subhan Allah.... - 19th March 2008, 04:34 PM

Quote:
Originally Posted by krazzy03 View Post
itna samjh chuki thi main us kay mezag ko
wo ja raha tha aur main hayran bhi na thi
aarasta to khair na thi zindigi kabhi
per tujh say qabal itni parayshan bhi na thi
jis ja makeen ban nay kay dekhay thay main nay khawab
us ghar main ek sham ki mehman bhi na thi
duniya ko dekhti rahi jis ki nazar say main
us ankh main meray ley pehchan bhi na thi
rooti rahi agar to main majbor thi bhut
wo rat katni koi asaan bhi na thi
naqad-e-wafa ko chasham-e-kharidar kiya milay
is jinss kay ley koi dukaan bhi na thi









Bohat he acha likha hai mere pass lafz nahi hai kahne ko khush raho (aysa dubara na likhna) mazak ker raha hon sorry keep sharing


EK SITAM AUR MERI JAAN ABI JAAN BAKI HAI,DIL MAIN AB TAK TERI ULFAT KA NISHAN BAKI HAI.
  Send a message via Yahoo to rizi_humtum Send a message via MSN to rizi_humtum  
Reply With Quote
frnd 4 ever
Old
  (#34)
munfairy
Registered User
munfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the rough
 
munfairy's Avatar
 
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
Smile frnd 4 ever - 26th March 2008, 01:54 PM

Quote:
Originally Posted by masoomshayer View Post
dil chahata hai aksar
tum ko bahon main bharoon
tum ko bahut pyar karoon
itana kareeb layoon ki dil sharamane lage
ankhon main haya bhar jaye
itana chahoon ki meree sadik
chahat se too jhoot main hee dar jaye
dar jaye ankh band karane lage
shiddat se mera hath pakarane lage
mujhe mai tab khud hee too khud ko bhare
main hee tujh ko muhabbat na karoon
too bhee mujhe pyar kare
dil chahata hai aksar
itana pyar karoon ki ankhon main panee bhar jaye
ne mere pas koyee lafz ho
na too kuch kahe
bas deewanwar mujhe dekhtee rahe

too kya jane mera din tera hai rat teree hai
main jo kah deta hoon zamane ka hai
jo dil main hai woh baat teree hai
mere pyar ke har pal main tera hissa hai
mere sher teree baten hain
mera geet tera kissa hai
apane hee kise hairan see mujh se sunatee hai
too apane hee drakaht kee shakh se phool chuntee hai
ab yahee dil chahata hai
is shakh ke tujh ko sare gulab de doon
ek lafz bhee na mera rahe
tujh ko apnee shayree kee kitab de doon
mere ashar ke har zazbe ko toone pala hai
toone girate huye ek shakh ko sambhala hai
haan jee chahta hai yahee tujhe bahon main bharoon
bahut pyar karoon
mujh ko bhee har soo khud hee khud hee main bhare
main hee tujhe muhabbat na karoon
too bhee mujhe pyar kare
haan yahee dil chahat hai
yahee khwab hai
yahee zindgee kee talkhiyon ka jawab hai
yahee meree shayree kee kitab hai


Anil
Aadab anil ji,
kaise hai aap?

bohot dino baad apne parivaar me aaye hai,
or aate hi ek khubsurat nazam se wabista hue,
sach aapki nazam bohot hi khubsurat,or mukammal hai,
is behtarin koshish k liye,dili daad kabul kijiye.

khush rahiye,
apna khayal rakhiye
ALLAH HAFIZ


Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
Old
  (#35)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
3rd April 2008, 04:43 PM

munfairy

abhut bahut shukriya
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#36)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
21st May 2008, 10:31 AM

roop bahut bahut shukriya tumhara shukriya rah gaya tha


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#37)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
28th September 2008, 10:50 PM

Quote:
Originally Posted by masoomshayer View Post
dil chahata hai aksar
tum ko bahon main bharoon
tum ko bahut pyar karoon
itana kareeb layoon ki dil sharamane lage
ankhon main haya bhar jaye
itana chahoon ki meree sadik
chahat se too jhoot main hee dar jaye
dar jaye ankh band karane lage
shiddat se mera hath pakarane lage
mujhe mai tab khud hee too khud ko bhare
main hee tujh ko muhabbat na karoon
too bhee mujhe pyar kare
dil chahata hai aksar
itana pyar karoon ki ankhon main panee bhar jaye
ne mere pas koyee lafz ho
na too kuch kahe
bas deewanwar mujhe dekhtee rahe

too kya jane mera din tera hai rat teree hai
main jo kah deta hoon zamane ka hai
jo dil main hai woh baat teree hai
mere pyar ke har pal main tera hissa hai
mere sher teree baten hain
mera geet tera kissa hai
apane hee kise hairan see mujh se sunatee hai
too apane hee drakaht kee shakh se phool chuntee hai
ab yahee dil chahata hai
is shakh ke tujh ko sare gulab de doon
ek lafz bhee na mera rahe
tujh ko apnee shayree kee kitab de doon
mere ashar ke har zazbe ko toone pala hai
toone girate huye ek shakh ko sambhala hai
haan jee chahta hai yahee tujhe bahon main bharoon
bahut pyar karoon
mujh ko bhee har soo khud hee khud hee main bhare
main hee tujhe muhabbat na karoon
too bhee mujhe pyar kare
haan yahee dil chahat hai
yahee khwab hai
yahee zindgee kee talkhiyon ka jawab hai
yahee meree shayree kee kitab hai


Anil


wow anil jee.....ab aap hi batao ki aise ahsaas kahan mileNge aur....aapki shayri aapki hi hai....har ahsaas bahut masoom sa hai....


Regards


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#38)
Tahir kkkhan
A SOUL OF LOVE
Tahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to behold
 
Tahir kkkhan's Avatar
 
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 23
28th September 2008, 11:10 PM

Quote:
Originally Posted by masoomshayer View Post
dil chahata hai aksar
tum ko bahon main bharoon
tum ko bahut pyar karoon
itana kareeb layoon ki dil sharamane lage
ankhon main haya bhar jaye
itana chahoon ki meree sadik
chahat se too jhoot main hee dar jaye
dar jaye ankh band karane lage
shiddat se mera hath pakarane lage
mujhe mai tab khud hee too khud ko bhare
main hee tujh ko muhabbat na karoon
too bhee mujhe pyar kare
dil chahata hai aksar
itana pyar karoon ki ankhon main panee bhar jaye
ne mere pas koyee lafz ho
na too kuch kahe
bas deewanwar mujhe dekhtee rahe

too kya jane mera din tera hai rat teree hai
main jo kah deta hoon zamane ka hai
jo dil main hai woh baat teree hai
mere pyar ke har pal main tera hissa hai
mere sher teree baten hain
mera geet tera kissa hai
apane hee kise hairan see mujh se sunatee hai
too apane hee drakaht kee shakh se phool chuntee hai
ab yahee dil chahata hai
is shakh ke tujh ko sare gulab de doon
ek lafz bhee na mera rahe
tujh ko apnee shayree kee kitab de doon
mere ashar ke har zazbe ko toone pala hai
toone girate huye ek shakh ko sambhala hai
haan jee chahta hai yahee tujhe bahon main bharoon
bahut pyar karoon
mujh ko bhee har soo khud hee khud hee main bhare
main hee tujhe muhabbat na karoon
too bhee mujhe pyar kare
haan yahee dil chahat hai
yahee khwab hai
yahee zindgee kee talkhiyon ka jawab hai
yahee meree shayree kee kitab hai


Anil
janab masoom sahab kehne k liye word nahi hai, aapki qitaab k liye per phir bhie do line aapki qitaab ki line mein kehna chahunga, GUSTAAKHI K LIYE MUAAFI,lekin meine nahi likhi
"kaash k tu qitaab hoti toh padhte padhte so jaata ,
jab yaad tumhari aati toh seene per rakhke so jaata...
bahut khoob masoom sahab hume aise hi behetreen aash'aar se NAVAAZ re rahiye,
tahir kkkhan


shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
   
Reply With Quote
Old
  (#39)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
29th September 2008, 06:53 AM

shukiya tahir tumhara ana bahut achha laga
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#40)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
29th September 2008, 01:12 PM

Quote:
Originally Posted by masoomshayer View Post
dil chahata hai aksar
tum ko bahon main bharoon
tum ko bahut pyar karoon
itana kareeb layoon ki dil sharamane lage
ankhon main haya bhar jaye
itana chahoon ki meree sadik
chahat se too jhoot main hee dar jaye
dar jaye ankh band karane lage
shiddat se mera hath pakarane lage
mujhe mai tab khud hee too khud ko bhare
main hee tujh ko muhabbat na karoon
too bhee mujhe pyar kare
dil chahata hai aksar
itana pyar karoon ki ankhon main panee bhar jaye
ne mere pas koyee lafz ho
na too kuch kahe
bas deewanwar mujhe dekhtee rahe

too kya jane mera din tera hai rat teree hai
main jo kah deta hoon zamane ka hai
jo dil main hai woh baat teree hai
mere pyar ke har pal main tera hissa hai
mere sher teree baten hain
mera geet tera kissa hai
apane hee kise hairan see mujh se sunatee hai
too apane hee drakaht kee shakh se phool chuntee hai
ab yahee dil chahata hai
is shakh ke tujh ko sare gulab de doon
ek lafz bhee na mera rahe
tujh ko apnee shayree kee kitab de doon
mere ashar ke har zazbe ko toone pala hai
toone girate huye ek shakh ko sambhala hai
haan jee chahta hai yahee tujhe bahon main bharoon
bahut pyar karoon
mujh ko bhee har soo khud hee khud hee main bhare
main hee tujhe muhabbat na karoon
too bhee mujhe pyar kare
haan yahee dil chahat hai
yahee khwab hai
yahee zindgee kee talkhiyon ka jawab hai
yahee meree shayree kee kitab hai


Anil
Anil Ji namaskar,

peheli bar aapke nagme padh rahi hun...bahot achha likha hai aapne ...

too kya jane mera din tera hai rat teree hai
main jo kah deta hoon zamane ka hai
jo dil main hai woh baat teree hai
mere pyar ke har pal main tera hissa hai
mere sher teree baten hain
mera geet tera kissa hai

yeh kuchh lines hume behet pasand aayi......khus rahiye SDC pe apna nagme bhejte rahiye ...taki hume bhi aapko padhne ki mouka mile


Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
jis shayree ko eenam kya keemat bhee na milee masoomshayer Anjuman-e-Shayri 20 30th March 2006 06:39 PM
meree shayree ka dard masoomshayer Shayri-e-Dard 22 16th March 2006 12:05 PM
Ab Yahee AAKHRI Sahara Hai !!!! WASEEF- Unlucky Shayri-e-Dard 1 1st March 2006 09:25 AM
ek dost kee shayree masoomshayer Shayri-e-Dard 0 10th February 2006 08:38 AM
sher o Shayree Nick Ali Humourous Shayri 0 2nd November 2002 12:26 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com