Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Dil ki hasrat ko hum JaaN banaye baithe hai
Old
  (#1)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
Dil ki hasrat ko hum JaaN banaye baithe hai - 15th April 2010, 12:58 PM




HUm SitaaRe Ko NiSHaaN banaYe baithe hai
Dil ki hasrat ko hum JaaN banaye baithe hai

YeH DiL BeSaBRa Hai JaWaab -E- TaLab Unke
Woh khamoshi ko zubaaN banaye baithe hai

Dard -E- DiL Per DaWaaoN Ka Asar hota nahiN
Dil yeh bimar KhamakhaaN banaye baithe hai

Humne chahaa mohobbat mein khuda dekheN
LoG Hai DauLaT Pe IimaaN banaye baithe hai

DiN Ko ChaiN Nahi RaatoN Ko KhaYaal UnKe
Aur woh Izhaar ko ahsaaN banaye baithe hai

Ek ZaRRa Si BaaT Per HuYe Hia ItNe KhaFaa
Besabab hi dil bad-gumaaN banaye baithe hai

Woh shikwe shikayateN woh jafaa kii baateN
ItNe faSLe DaRmiYaaN banaye baithe hai

Kis qadar chur hai nashe mein sab jahaaN wale
Khud ko khud se anjaaN banaye baithe hai

Manzil hai samne chand kadmoN pe Kwahish
Laut jaane ka kyuN armaaN banaye baithe hai




  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Rajeev Sharma
Tere Intzaar Mein....
Rajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Rajeev Sharma's Avatar
 
Offline
Posts: 1,181
Join Date: Feb 2010
Location: Ludhiana(Punjab)
Rep Power: 39
15th April 2010, 01:53 PM

Kwahish ji namskaar........
bahut hi acchi koshish hai aapki
Very Goodddddddddd


maNzil pr nazar rakhtaa huN
zaari apnaa safar rakhtaa huN !!

===========================


sharma.rajeev701@gmail.com
https://www.facebook.com/rajeevsharmaraj111
http://www.rajeevsharmaraj.blogspot.com/
  Send a message via Yahoo to Rajeev Sharma  
Reply With Quote
Old
  (#3)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
15th April 2010, 02:04 PM

Sameer Ji...Aadaab ! Main yeh Soch raha hu.....Iss Ghazal ki taarif kaha se shuru karun....aapki yeh peshkash behtreen ghazal me ek lagi mujhe....iski rawaangi adaayegi...purkashish ashaar dil ki gehraai tak jaate dikhe....bahut gehre aur umdaa khayal kahe hai aapne....mujhe aapki tamaam ghazal bahut pasand aai....

kisi ek sheyr ko chunna mushkil tha..... phir bhi yeh ashaar zehn se utar hi nahi paya...

Humne chahaa mohobbat mein khuda dekheN
LoG Hai DauLaT Pe IimaaN banaye baithe hai


matla aur maqtaa bhi bhi meri pehli pasand rahen....

tamaam ghazal ko tahe dil se daad hazir hai....qubuul farmaayen...

yunhi likhte rahen....khush rahen...

apna khayal rakhen....
duaaon ke saath....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#4)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
15th April 2010, 02:17 PM

HUm SitaaRe Ko NiSHaaN banaYe baithe hai
Dil ki hasrat ko hum JaaN banaye baithe hai

hmm ...

YeH DiL BeSaBRa Hai JaWaab -E- TaLab Unke

ye misra kuch uljha hai check it again
Woh khamoshi ko zubaaN banaye baithe hai

this one is nice

Dard -E- DiL Per DaWaaoN Ka Asar hota nahiN
Dil yeh bimar KhamakhaaN banaye baithe hai

KhamakhaaN ?

Humne chahaa mohobbat mein khuda dekheN
LoG Hai DauLaT Pe IimaaN banaye baithe hai

this one is really nice
dulat pe imaan banaye baithey hai... naya sa expression

DiN Ko ChaiN Nahi RaatoN Ko KhaYaal UnKe
Aur woh Izhaar ko ahsaaN banaye baithe hai

bahut achy yar
par pahle misro ko bhi unko hid edicate karte to aur jyada acha ban jata

Ek ZaRRa Si BaaT Per HuYe Hia ItNe KhaFaa
Besabab hi dil bad-gumaaN banaye baithe hai


Woh shikwe shikayateN woh jafaa kii baateN
ItNe faSLe DaRmiYaaN banaye baithe hai

jabardast

muahhhhhhhhhhhhh

reps for uuuu....

Kis qadar chur hai nashe mein sab jahaaN wale
Khud ko khud se anjaaN banaye baithe hai

acha hai

Manzil hai samne chand kadmoN pe Kwahish
Laut jaane ka kyuN armaaN banaye baithe hai

hmmm
ye bhia cha hai
aur acha hona chahiye tha par
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#5)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
16th April 2010, 12:35 AM

Yaqeen maniye Sameer saheb.......ab tak jitna padha hai aapko un sab me yeh kalam sabseeeeeeeeeee behtar hai. Har sher kamaal hai, karodo daad kabool ho.....


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#6)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
17th April 2010, 01:23 PM

Quote:
Originally Posted by sharma.rajeev View Post
Kwahish ji namskaar........
bahut hi acchi koshish hai aapki
Very Goodddddddddd

Sharma Jee Aadaab

Koshish ko pasand karne aur sarahne ka
bahut bahut aabhari huN...

Aage bhi apna sahyog aur saath banaye rakhiye..
Keep smiling..


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Mann
Registered User
Mann is just really niceMann is just really niceMann is just really niceMann is just really nice
 
Offline
Posts: 521
Join Date: Feb 2010
Location: New Delhi
Rep Power: 18
17th April 2010, 02:31 PM

Sameer ji,
You have written so well.....
Keep smiling!
Mann
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Love 17th April 2010, 05:44 PM

sameer saheb aadaab...!
kaise haiN janaab...?
kehne ko zyada hai hi nahi, kya tareef karu, kahaN se karu...sach meiN samjh nahi aa raha...aapne kamaal ka likha hai...ek ek micra dil meiN utar gaya....
bhai daad haazir hai qubuul karna...


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#9)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
18th April 2010, 04:10 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Sameer Ji...Aadaab ! Main yeh Soch raha hu.....Iss Ghazal ki taarif kaha se shuru karun....aapki yeh peshkash behtreen ghazal me ek lagi mujhe....iski rawaangi adaayegi...purkashish ashaar dil ki gehraai tak jaate dikhe....bahut gehre aur umdaa khayal kahe hai aapne....mujhe aapki tamaam ghazal bahut pasand aai....

kisi ek sheyr ko chunna mushkil tha..... phir bhi yeh ashaar zehn se utar hi nahi paya...

Humne chahaa mohobbat mein khuda dekheN
LoG Hai DauLaT Pe IimaaN banaye baithe hai

matla aur maqtaa bhi bhi meri pehli pasand rahen....

tamaam ghazal ko tahe dil se daad hazir hai....qubuul farmaayen...

yunhi likhte rahen....khush rahen...

apna khayal rakhen....
duaaon ke saath....
Naresh Jee Aadaab!

Aapki aur se mujhe humesha hi sahyog aur protsahan mila aur likhane ki Kshamata bhi
Apni pasandidgi aur tarif jatane ka bahut bahut dhanyawad.....

Aapki daad dil se kabool ki saheB....

Aage bhi apka saath milta rahe yehi chahunga..
Ap bhi khush rahiye
Apna khayal rakhiye....
DheroN duaoN ke saath ...
Khuda hafez.....


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#10)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
20th April 2010, 02:56 AM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
HUm SitaaRe Ko NiSHaaN banaYe baithe hai
Dil ki hasrat ko hum JaaN banaye baithe hai

hmm ...

thanks ..

YeH DiL BeSaBRa Hai JaWaab -E- TaLab Unke

ye misra kuch uljha hai check it again

Bhai is misre mein koi twist hi nahi.....
simple sa misra hai " uska jawab sunne ke liye dil ko aur sabar nahi hota......


Woh khamoshi ko zubaaN banaye baithe hai

this one is nice

Dard -E- DiL Per DaWaaoN Ka Asar hota nahiN
Dil yeh bimar KhamakhaaN banaye baithe hai

KhamakhaaN ?......... kya yeh khamakhaaN hi likha aapne

Humne chahaa mohobbat mein khuda dekheN
LoG Hai DauLaT Pe IimaaN banaye baithe hai

this one is really nice
dulat pe imaan banaye baithey hai... naya sa expression

Jee bahut bahut shukriyaa.......

DiN Ko ChaiN Nahi RaatoN Ko KhaYaal UnKe
Aur woh Izhaar ko ahsaaN banaye baithe hai

bahut achy yar
par pahle misro ko bhi unko hid edicate karte to aur jyada acha ban jata

Shayad per mera taal mel bigad jata....

Ek ZaRRa Si BaaT Per HuYe Hia ItNe KhaFaa
Besabab hi dil bad-gumaaN banaye baithe hai


Woh shikwe shikayateN woh jafaa kii baateN
ItNe faSLe DaRmiYaaN banaye baithe hai

jabardast

muahhhhhhhhhhhhh

reps for uuuu....

Yaah yeh mera bhi sabse pasandidaa raha.....
Par Rep aaj bhi nahi mile....

Kis qadar chur hai nashe mein sab jahaaN wale
Khud ko khud se anjaaN banaye baithe hai

acha hai

Manzil hai samne chand kadmoN pe Kwahish
Laut jaane ka kyuN armaaN banaye baithe hai

hmmm
ye bhia cha hai
aur acha hona chahiye tha par
Hounsla afzai aur margdarshan ka bahut bahut shukriya Bhai....
Aage bhi apna saath banaye rakhana....

Khush raho..
Apna khayal rakho..
Khuda Hafez....


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#11)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
20th April 2010, 04:57 PM

Sameer bhaa'ii:

Aadaab!

kyaa Khoob Ghazal kahi hay aapne.. dil Shaad-Shaad ho gayaa.. aur maQ'taa mujhe bahot hi pasaNd aaya.. dil se daad..!

KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
23rd April 2010, 02:08 PM

Woh shikwe shikayateN woh jafaa kii baateN
ItNe faSLe DaRmiYaaN banaye baithe hai


Ji maktaa behad pasand aaya aur matla bhi khoobsurat laga ...very nice..



Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye


E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
23rd April 2010, 02:49 PM

Aisse hi likhiyegaa, Sameer Ji...!

Aap ki shaayri se khaas lagaav hai hamein...! You have done good progress...!

With blessings



Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#14)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
9th May 2010, 04:56 PM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Yaqeen maniye Sameer saheb.......ab tak jitna padha hai aapko un sab me yeh kalam sabseeeeeeeeeee behtar hai. Har sher kamaal hai, karodo daad kabool ho.....

Sajeed Bhai AadaaB!

Sabse pahele to aapki narazi ke liye muafi chahunga... aur deri se reply karne ke liye... Ummid hai aapne meri kisi baat ka bura nahi mana hoga...

Yeh to Aapki zara nawazi hai sahab jo aapne adna si kalaam ko daad ke kabil samjha....

Aage bhi apna saath nbanaye rakhiye,
Khush rahiye,
Khuda Hafez.......


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#15)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
11th May 2010, 02:07 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post


HUm SitaaRe Ko NiSHaaN banaYe baithe hai
Dil ki hasrat ko hum JaaN banaye baithe hai

YeH DiL BeSaBRa Hai JaWaab -E- TaLab Unke
Woh khamoshi ko zubaaN banaye baithe hai

Dard -E- DiL Per DaWaaoN Ka Asar hota nahiN
Dil yeh bimar KhamakhaaN banaye baithe hai

Humne chahaa mohobbat mein khuda dekheN
LoG Hai DauLaT Pe IimaaN banaye baithe hai

DiN Ko ChaiN Nahi RaatoN Ko KhaYaal UnKe
Aur woh Izhaar ko ahsaaN banaye baithe hai

Ek ZaRRa Si BaaT Per HuYe Hia ItNe KhaFaa
Besabab hi dil bad-gumaaN banaye baithe hai

Woh shikwe shikayateN woh jafaa kii baateN
ItNe faSLe DaRmiYaaN banaye baithe hai

Kis qadar chur hai nashe mein sab jahaaN wale
Khud ko khud se anjaaN banaye baithe hai

Manzil hai samne chand kadmoN pe Kwahish
Laut jaane ka kyuN armaaN banaye baithe hai


ji saare hi aashar bhaut khoob hai................



Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye


E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
4th June 2010, 02:29 AM

Quote:
Originally Posted by Mann-Limitless View Post
Sameer ji,
You have written so well.....
Keep smiling!
Mann
Mann Jee thank you Very much for encourage me..... And thanks for your precious reply.....

Keep visiting.....
Keep reading.....
Keep smiling.....
May God Bless You......


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#17)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
4th June 2010, 11:18 AM

Sameer bhai aadaab,

Kaise haiN aap? bade dinoeN baad aapke darshan hue hai..umeed hai khairiyat se honge

pehle to yeh kahunga ki yeh aapki sabse achi rachna hai..bahot khoob..god bless..yunhi likhte rahiye..

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post


HUm SitaaRe Ko NiSHaaN banaYe baithe hai
Dil ki hasrat ko hum JaaN banaye baithe hai

sahab donoeN baatein sahi hai...judi hui nahi hai..matla aur behtar ho sakta tha kyunki aapka radeef zabardast hai

YeH DiL BeSaBRa Hai JaWaab -E- TaLab Unke
Woh khamoshi ko zubaaN banaye baithe hai

besabra (impatient) aur talab (desire, wish)..this heart is impatient for the desire of an answer from her..thoda aur aasaan yeh hota ki heart is impatient for an answer from her..or the heart desires an answer from her..not both the things together..

doosra misra zabardast hai

Dard -E- DiL Per DaWaaoN Ka Asar hota nahiN
Dil yeh bimar KhamakhaaN banaye baithe hai

bahot khoob..daad.


Humne chahaa mohobbat mein khuda dekheN
LoG Hai DauLaT Pe IimaaN banaye baithe hai

wahhh..behad umda...daad


DiN Ko ChaiN Nahi RaatoN Ko KhaYaal UnKe
Aur woh Izhaar ko ahsaaN banaye baithe hai

daad...


Ek ZaRRa Si BaaT Per HuYe Hia ItNe KhaFaa
Besabab hi dil bad-gumaaN banaye baithe hai

daad...

Woh shikwe shikayateN woh jafaa kii baateN
ItNe faSLe DaRmiYaaN banaye baithe hai

yeh sher mera fav raha..aur haasil-e-ghazal bhi..daad

Kis qadar chur hai nashe mein sab jahaaN wale
Khud ko khud se anjaaN banaye baithe hai

hmm..acha hai

Manzil hai samne chand kadmoN pe Kwahish
Laut jaane ka kyuN armaaN banaye baithe hai

bahot badhiya

tamaam ghazal hi purjosh...jasbaatoen se labrez rahi...jo baatein maine rakhi hai uska aap bura nahi lagaaenge yeh jaanta hun maY to maufi nahi maang raha..

aapka dost,
Pradhyuman


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
4th June 2010, 09:40 PM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post
sameer saheb aadaab...!
kaise haiN janaab...?
kehne ko zyada hai hi nahi, kya tareef karu, kahaN se karu...sach meiN samjh nahi aa raha...aapne kamaal ka likha hai...ek ek micra dil meiN utar gaya....
bhai daad haazir hai qubuul karna...
Vikram sahab Aadaab!

Hum khairiyat se hia janab ..... Ummid hai aap bhi achche honge....
Wah sahab ........ tarif kare to koi aap jaisi kare... aapki daad dil se kabool kii sahab.....

Aate rahiye,
Apna khyaal rakhiye....
Khush rahiye ....
Khuda Hafez...


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#19)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
15th June 2010, 02:54 AM

Quote:
Originally Posted by Dhaval View Post
Sameer bhaa'ii:

Aadaab!

kyaa Khoob Ghazal kahi hay aapne.. dil Shaad-Shaad ho gayaa.. aur maQ'taa mujhe bahot hi pasaNd aaya.. dil se daad..!

KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval
Dhaval Bhai aadaaB!

Aapki hunsla afzai aur pasandidgii ka tahe dil se mashkoor o mamnoon huN,
Aage bhi apna saathbanaye rakhiye....

Khush rahiye.......
Apna kHayaal rakhiye......
Khuda hafez.....


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#20)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 15th June 2010, 09:00 AM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post


HUm SitaaRe Ko NiSHaaN banaYe baithe hai
Dil ki hasrat ko hum JaaN banaye baithe hai

YeH DiL BeSaBRa Hai JaWaab -E- TaLab Unke
Woh khamoshi ko zubaaN banaye baithe hai

Dard -E- DiL Per DaWaaoN Ka Asar hota nahiN
Dil yeh bimar KhamakhaaN banaye baithe hai

Humne chahaa mohobbat mein khuda dekheN
LoG Hai DauLaT Pe IimaaN banaye baithe hai

DiN Ko ChaiN Nahi RaatoN Ko KhaYaal UnKe
Aur woh Izhaar ko ahsaaN banaye baithe hai

Ek ZaRRa Si BaaT Per HuYe Hia ItNe KhaFaa
Besabab hi dil bad-gumaaN banaye baithe hai

Woh shikwe shikayateN woh jafaa kii baateN
ItNe faSLe DaRmiYaaN banaye baithe hai

Kis qadar chur hai nashe mein sab jahaaN wale
Khud ko khud se anjaaN banaye baithe hai

Manzil hai samne chand kadmoN pe Kwahish
Laut jaane ka kyuN armaaN banaye baithe hai


sameer bhai
radhe radhe

bahut hi umda kalaam dil se daad yun hi likhte rahen
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
13th July 2010, 12:01 AM

Quote:
Originally Posted by Radhika_2 View Post
Woh shikwe shikayateN woh jafaa kii baateN
ItNe faSLe DaRmiYaaN banaye baithe hai

Ji maktaa behad pasand aaya aur matla bhi khoobsurat laga ...very nice..
Radhika jee thanks for apreciation..... and aage bhi apna saath banaye rakhiye..........

Khush rahiye
Khuda Hafez....


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#22)
m.mayoos
Registered User
m.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud of
 
m.mayoos's Avatar
 
Offline
Posts: 665
Join Date: May 2009
Location: Waltham, MA
Rep Power: 26
17th July 2010, 11:32 PM

probably your best khwahish, keep going...............

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post


HUm SitaaRe Ko NiSHaaN banaYe baithe hai
Dil ki hasrat ko hum JaaN banaye baithe hai

YeH DiL BeSaBRa Hai JaWaab -E- TaLab Unke
Woh khamoshi ko zubaaN banaye baithe hai

Dard -E- DiL Per DaWaaoN Ka Asar hota nahiN
Dil yeh bimar KhamakhaaN banaye baithe hai

Humne chahaa mohobbat mein khuda dekheN
LoG Hai DauLaT Pe IimaaN banaye baithe hai

DiN Ko ChaiN Nahi RaatoN Ko KhaYaal UnKe
Aur woh Izhaar ko ahsaaN banaye baithe hai

Ek ZaRRa Si BaaT Per HuYe Hia ItNe KhaFaa
Besabab hi dil bad-gumaaN banaye baithe hai

Woh shikwe shikayateN woh jafaa kii baateN
ItNe faSLe DaRmiYaaN banaye baithe hai

Kis qadar chur hai nashe mein sab jahaaN wale
Khud ko khud se anjaaN banaye baithe hai

Manzil hai samne chand kadmoN pe Kwahish
Laut jaane ka kyuN armaaN banaye baithe hai



ता उम्र रहा इक रोज़-ए -मुकम्मल का इंतज़ार
किसी में शाम न मिली तो किसी में सहर नहीं
  Send a message via Yahoo to m.mayoos  
Reply With Quote
Old
  (#23)
shipra
Registered User
shipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to behold
 
shipra's Avatar
 
Offline
Posts: 474
Join Date: Apr 2009
Rep Power: 24
18th July 2010, 11:33 AM

Kis qadar chur hai nashe mein sab jahaaN wale
Khud ko khud se anjaaN banaye baithe hai


Manzil hai samne chand kadmoN pe Kwahish
Laut jaane ka kyuN armaaN banaye baithe hai


this one is just mind blowing sameer ji....
keep writin....

take care..
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
19th July 2010, 12:01 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post


HUm SitaaRe Ko NiSHaaN banaYe baithe hai
Dil ki hasrat ko hum JaaN banaye baithe hai

YeH DiL BeSaBRa Hai JaWaab -E- TaLab Unke
Woh khamoshi ko zubaaN banaye baithe hai

Dard -E- DiL Per DaWaaoN Ka Asar hota nahiN
Dil yeh bimar KhamakhaaN banaye baithe hai

Humne chahaa mohobbat mein khuda dekheN
LoG Hai DauLaT Pe IimaaN banaye baithe hai

DiN Ko ChaiN Nahi RaatoN Ko KhaYaal UnKe
Aur woh Izhaar ko ahsaaN banaye baithe hai

Ek ZaRRa Si BaaT Per HuYe Hia ItNe KhaFaa
Besabab hi dil bad-gumaaN banaye baithe hai

Woh shikwe shikayateN woh jafaa kii baateN
ItNe faSLe DaRmiYaaN banaye baithe hai

Kis qadar chur hai nashe mein sab jahaaN wale
Khud ko khud se anjaaN banaye baithe hai

Manzil hai samne chand kadmoN pe Kwahish
Laut jaane ka kyuN armaaN banaye baithe hai



bahot khoob likha hai khwahish jee... aapka likha hau mujhe bahot pasand aaya hai.. likhti rahen.. aise khoobsurat ehsaas pahne ko milte rahenge ummeed hai..
shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
19th July 2010, 12:28 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post


HUm SitaaRe Ko NiSHaaN banaYe baithe hai
Dil ki hasrat ko hum JaaN banaye baithe hai

YeH DiL BeSaBRa Hai JaWaab -E- TaLab Unke
Woh khamoshi ko zubaaN banaye baithe hai

Dard -E- DiL Per DaWaaoN Ka Asar hota nahiN
Dil yeh bimar KhamakhaaN banaye baithe hai

Humne chahaa mohobbat mein khuda dekheN
LoG Hai DauLaT Pe IimaaN banaye baithe hai

DiN Ko ChaiN Nahi RaatoN Ko KhaYaal UnKe
Aur woh Izhaar ko ahsaaN banaye baithe hai

Ek ZaRRa Si BaaT Per HuYe Hia ItNe KhaFaa
Besabab hi dil bad-gumaaN banaye baithe hai

Woh shikwe shikayateN woh jafaa kii baateN
ItNe faSLe DaRmiYaaN banaye baithe hai

Kis qadar chur hai nashe mein sab jahaaN wale
Khud ko khud se anjaaN banaye baithe hai

Manzil hai samne chand kadmoN pe Kwahish
Laut jaane ka kyuN armaaN banaye baithe hai



wow, sameer bhai......................superb.
ek ek lafz dil mein utar gaya.........

reps +++ added

duaoN ke saath
diii


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#26)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
23rd July 2010, 01:45 AM

Bismil sahab AadaaB!

Janab hum to khairiyat se hai ... aap bhi achche hoge yehi ummid....

Sameer bhai aadaab,

Kaise haiN aap? bade dinoeN baad aapke darshan hue hai..umeed hai khairiyat se honge

pehle to yeh kahunga ki yeh aapki sabse achi rachna hai..bahot khoob..god bless..yunhi likhte rahiye..

Janab aapka bahut bahut shukriyaa ke is kalaam ko itni tareef ke kabil samjha aapne........

Quote:
Originally Posted by kwahish


HUm SitaaRe Ko NiSHaaN banaYe baithe hai
Dil ki hasrat ko hum JaaN banaye baithe hai

sahab donoeN baatein sahi hai...judi hui nahi hai..matla aur behtar ho sakta tha kyunki aapka radeef zabardast hai

Hmmm Bismil sahab aapki baat sahiN hai per maiN apna clearification bhi de duN..... YahaaN sitara meaN aasmaa ka sitara nahi hai.... woh sitara hai jo duniyaa ki bulandiyoN per chamak raha hai.... aur hum uski hasrat kar baithe jise hum paa hi nahi sakte ..... Ab sidhe se kahuN to

YeH DiL BeSaBRa Hai JaWaab -E- TaLab Unke
Woh khamoshi ko zubaaN banaye baithe hai

besabra (impatient) aur talab (desire, wish)..this heart is impatient for the desire of an answer from her..thoda aur aasaan yeh hota ki heart is impatient for an answer from her..or the heart desires an answer from her..not both the things together..

doosra misra zabardast hai

Hmmm yahaaN kuch maiN bhi confuse hua huN shayad meri kamzor Urdu ka asar hai.....


tamaam ghazal hi purjosh...jasbaatoen se labrez rahi...jo baatein maine rakhi hai uska aap bura nahi lagaaenge yeh jaanta hun maY to maufi nahi maang raha..

aapka dost,
Pradhyuman

Bismil sahab aap mere SDC ke un dostoN meiN se hai jo yahaaN ke mere sabse kareebi dost hai.......... Aapki baaton ka agar bura maan jauNga to phir dosti aur humari samjhdari kis kamki........

Jee aapne muafi mang kar mujhe sharminda nahi kiya iske liye maiN aapka shukra guzaar huN......

Apna khayaal rakhiye
Khuda Hafez.....


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#27)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
25th July 2010, 01:10 AM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
sameer bhai
radhe radhe

bahut hi umda kalaam dil se daad yun hi likhte rahen
duaon ke saath
Ishk sahab AadaaB!

Daad aur hunsla afzai ka bahut bahut shukriya.......
Aage bhi apna saath banaye rakhiye.......

Khush rahiye.......
Khuda Hafez.......


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#28)
abdulqadeert
Registered User
abdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud of
 
Offline
Posts: 289
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
26th July 2010, 01:57 AM

Khaawish sahab aadab ,,

apki dil kash taqleeq pe dad hazir hai qubool karen ..mashallah achi sunch ke malim ho sahab .. qoob sunch lete ho .. allah apko aur bhi taraqi de ....


dua go

qadeertoopchi
   
Reply With Quote
Old
  (#29)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
26th July 2010, 05:56 AM

Bahut umda,
mere khayal se ab tak jitna v padha hai aapko, usme ye aapki sabse behtareen peshkash hai sameer sahab... bas maza aa gaya soch v ahcha rahi hai, haan bas do cheezen gaur farmaaiyega....

YeH DiL BeSaBRa Hai JaWaab -E- TaLab Unke
Woh khamoshi ko zubaaN banaye baithe hai

ek to is sher ko aap nikaal hi dijiye, bahut ulat pulat hai isme, aur ek bahut hi ahchi ghazal ka maza kirkira sa kar raha hai...!!


Humne chahaa mohobbat mein khuda dekheN
LoG Hai DauLaT Pe IimaaN banaye baithe hai

yahaaN ek choti si cheez dikhi mujhe, mere khayaal se daulat pe imaan banaaye baithe me, "Daulat ko imaaN" hoga, kyuNki daulat pe imaan banaye baithe haiN me aisa lagta hai maano kisi ne daulat ka dher laga diya aur uske upar baith gaya ho. bahut atpata sa lagta hai, waise ho sakta hai ki maiN galat huN, gar kuch jyada keh gaya huNga to maafi ka talabgaar rahunga umeed karta huN aage v aapki kalam se aur behtareen khayaat aur alfaaz padhne ko milenge....!!



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#30)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
26th July 2010, 01:42 PM

Sameer ji,
bahut hi umdaa khayal..........
daad dilse kabul kijiye
khus rahiye

Diya







Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#31)
Aashique
Registered User
Aashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Aashique's Avatar
 
Offline
Posts: 608
Join Date: May 2009
Location: Surat (Gujarat)
Rep Power: 35
26th July 2010, 04:37 PM

Wah Wah Wah Wah Wah waH


HUm SitaaRe Ko NiSHaaN banaYe baithe hai
Dil ki hasrat ko hum JaaN banaye baithe hai

YeH DiL BeSaBRa Hai JaWaab -E- TaLab Unke
Woh khamoshi ko zubaaN banaye baithe hai

Dard -E- DiL Per DaWaaoN Ka Asar hota nahiN
Dil yeh bimar KhamakhaaN banaye baithe hai


Bohat Khoob... subhan Allaah

Manzil hai samne chand kadmoN pe Kwahish
Laut jaane ka kyuN armaaN banaye baithe hai


   
Reply With Quote
Old
  (#32)
parveen komal
devil ! forgive me
parveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to behold
 
parveen komal's Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Jul 2010
Location: MUMBAI PATIALA
Rep Power: 23
26th July 2010, 04:57 PM

Humne chahaa mohobbat mein khuda dekheN
LoG Hai DauLaT Pe IimaaN banaye baithe hai

DiN Ko ChaiN Nahi RaatoN Ko KhaYaal UnKe
Aur woh Izhaar ko ahsaaN banaye baithe hai

Sameer ji bahut gahrai se likhte hai'n aap ,padhne wale ko bhi dubo dete hai'n
Jo nahi padh pate aapke kalam , yakeenan vo seep ke moti kho dete hain. Ameen
Duao'n ke sath
Shayar-E-Na Cheez :Parveen Komal
  Send a message via Yahoo to parveen komal Send a message via MSN to parveen komal Send a message via Skype™ to parveen komal 
Reply With Quote
Old
  (#33)
Rashmi sharma
volunteer
Rashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud of
 
Rashmi sharma's Avatar
 
Offline
Posts: 723
Join Date: May 2010
Location: chandigarh
Rep Power: 24
31st July 2010, 02:18 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post


HUm SitaaRe Ko NiSHaaN banaYe baithe hai
Dil ki hasrat ko hum JaaN banaye baithe hai

YeH DiL BeSaBRa Hai JaWaab -E- TaLab Unke
Woh khamoshi ko zubaaN banaye baithe hai

Dard -E- DiL Per DaWaaoN Ka Asar hota nahiN
Dil yeh bimar KhamakhaaN banaye baithe hai

Humne chahaa mohobbat mein khuda dekheN
LoG Hai DauLaT Pe IimaaN banaye baithe hai

DiN Ko ChaiN Nahi RaatoN Ko KhaYaal UnKe
Aur woh Izhaar ko ahsaaN banaye baithe hai

Ek ZaRRa Si BaaT Per HuYe Hia ItNe KhaFaa
Besabab hi dil bad-gumaaN banaye baithe hai

Woh shikwe shikayateN woh jafaa kii baateN
ItNe faSLe DaRmiYaaN banaye baithe hai

Kis qadar chur hai nashe mein sab jahaaN wale
Khud ko khud se anjaaN banaye baithe hai

Manzil hai samne chand kadmoN pe Kwahish
Laut jaane ka kyuN armaaN banaye baithe hai

smeer ji bahut hi aacha likha hai aapne .good job.
   
Reply With Quote
Old
  (#34)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
9th August 2010, 01:35 AM

Quote:
Originally Posted by m.mayoos View Post
probably your best khwahish, keep going...............
Thanks Mayoos .........

Apna saath banaye rakhiye Khush rahiye.....
Khuda Hafez.......


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#35)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
3rd September 2010, 10:18 PM

Quote:
Originally Posted by shipra View Post
Kis qadar chur hai nashe mein sab jahaaN wale
Khud ko khud se anjaaN banaye baithe hai

Manzil hai samne chand kadmoN pe Kwahish
Laut jaane ka kyuN armaaN banaye baithe hai


this one is just mind blowing sameer ji....
keep writin....

take care..

Shipraa Jee Aadaab!

Kalaam ko pasand karne ka bahut bahut shukriyaa.......
Aage bhi apna saath banaye rakhiye.......

Khush rahiye....
Khuda hafez......


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#36)
santosh_kumar
PASSIONATE
santosh_kumar is a glorious beacon of lightsantosh_kumar is a glorious beacon of lightsantosh_kumar is a glorious beacon of lightsantosh_kumar is a glorious beacon of lightsantosh_kumar is a glorious beacon of light
 
santosh_kumar's Avatar
 
Offline
Posts: 203
Join Date: Sep 2005
Location: delhi
Rep Power: 23
3rd September 2010, 11:00 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post


hum sitaare ko nishaan banaye baithe hai
dil ki hasrat ko hum jaan banaye baithe hai

yeh dil besabra hai jawaab -e- talab unke
woh khamoshi ko zubaan banaye baithe hai

dard -e- dil per dawaaon ka asar hota nahin
dil yeh bimar khamakhaan banaye baithe hai

humne chahaa mohobbat mein khuda dekhen
log hai daulat pe iimaan banaye baithe hai

din ko chain nahi raaton ko khayaal unke
aur woh izhaar ko ahsaan banaye baithe hai

ek zarra si baat per huye hia itne khafaa
besabab hi dil bad-gumaan banaye baithe hai

woh shikwe shikayaten woh jafaa kii baaten
itne fasle darmiyaan banaye baithe hai

kis qadar chur hai nashe mein sab jahaan wale
khud ko khud se anjaan banaye baithe hai

manzil hai samne chand kadmon pe kwahish
laut jaane ka kyun armaan banaye baithe hai


भई समीर साहब क्या खूब ग़ज़ल लिखी है. वाह क्या बात है मज़ा आ गया पढ़ कर, आपके अगले ग़ज़ल का इंतज़ार रहेगा !
खूब लिखिए अच्छा लिखिए यही हमारी कामना है....


Aapka Santosh..........


Bahut tanhaiya.N hai.N mere hisse mei.N churalo tum
Tumhara saath meri tanhaiyo.N se kuch to behtar hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#37)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
4th September 2010, 04:21 PM

bahoot hi oomda.......ShabdoN la jaise kaal parh gaya ho..bai waah


Harash
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com