Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

View Poll Results: aap ke zehaniyat mere lia manzil-e-maqsood hai
pasand ke qabil ************* 1 100.00%
napasand &&&&&&&&&&&&&&&& 0 0%
Voters: 1. You may not vote on this poll

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
dastaane-zindagee
Old
  (#1)
rumi
Registered User
rumi has a spectacular aura aboutrumi has a spectacular aura about
 
rumi's Avatar
 
Offline
Posts: 80
Join Date: Dec 2002
Location: Ab Tak Isi Duniya Me...
Rep Power: 23
dastaane-zindagee - 14th January 2003, 06:58 PM

mere azeez doston
aadab arz hai,..............................

mujhe yaqeen to nahi aap sabhi khariyat se honge,magar ummid karta hoon aur dua karta hoon aap upar-wala aap logon par apna
saya banaye rakhe.

aaj ka doosra ghazal main abb aapke samne pesh karne kee
jurrat kar rah hoon.

************** nosh farmayiyea ******************

=============================================
dil kee haqeeqat zubaan se naa guzree kabhi
=============================================

dil kee haqeeqat zuban se naa guzree kabhi ,
zamanaa samanjhta raha hum pe kuch naa guzree kabhi.

eik waqt tha ke din hamare bhee rangeen the ,
waisa bachpan bhee gaya,waisi baten phir naa guzree kabhi.

uff !!! yeh jawanee ke din, tauba-tauba , tauba tauba,
dil pe woh-woh guzree, jo thee naa guzree kabhi.

idhar shufaq - udhar mahzabin, kahin aabzoo - kahin chandni
husn-e-fitrat bhi kambakht-dil ke paar naa guzree kabhi.

dil-e- jazbaat ko saugat bana rakha hai abb tak,
koi shadab, koi gulnaar, koi mahek naa guzree kabhi.

aye khudaa een haseeno se aise bachaye rakhnaa,
jo abb tak naa guzree , woh roomi pe phir naa guzre kabhi.

=============================================
ummid hai aap ise pasand karenge.
aapke mashwiron ka hamesha se talab-gar raha hoon,
islia is baar bhi aapke taqeed kee zaroorat mahsoos karta
hoon
=============================================



isi tarah muskarate rahen.


Dilon Ki Imaaraton Mein Kahin Bandagi Nahi….................
Aur Pathar Ki Masjidon Mein Khuda Dhoondtey Hain Log............

(ALLAMA)
  Send a message via Yahoo to rumi  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
zindagee!!!!!!!! deewaana Shayri-e-Ishq 5 30th March 2010 07:46 AM
Ghazal: ziNdagee ziNdagee naheeN hotee...! Dhaval Shayri-e-Dard 27 5th May 2008 12:05 AM
Zindagee Kam hai ...... !!!!! WASEEF- Unlucky Shayri-e-Dard 2 20th November 2007 06:49 PM
ajeeb dastaane dastor sagar842 Shayri-e-Dard 0 9th January 2005 09:29 PM
ajeeb dastaane dastoor... ketan_b Shayri-e-Ishq 0 16th June 2004 05:50 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com