pyaar karna naah kabhi -
18th January 2003, 12:59 PM
kehta hoon main tumhe ek baat
apne dil ke nishan bayan karke
kabhi kisse hasina pe dil naah lagana kabhi
reh kar uski raah main naah deedar karna kbhi
kabhi usse kehna naah kabhi
tumhe hoon meri jaan tumhe se hain yeh jahan
yeh kehkar tum humesha ke liye
dil ke darbaar mein ushe basana nahi
woh kambaqt har hasina ki tarah
rait pe likhe har naam ki tarah
tumhe pal bhar main bhula degi
chod jayegi tumhare liye yaadon ka tofa
baki zindagi ushi ke bharose katne ke liye
kabhi kisse se pyaar naah karna
|