Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
~~Khudko Pana Chahti Hu ~~
Old
  (#1)
Kaash_naaz
Naaz Ek Ankahi Dastan..
Kaash_naaz is on a distinguished road
 
Kaash_naaz's Avatar
 
Offline
Posts: 230
Join Date: Jul 2003
Location: Ahmedabad
Rep Power: 21
~~Khudko Pana Chahti Hu ~~ - 1st March 2006, 11:18 AM




Barso Bita kar dekh liye
Koi na mila jo sirf mera ho
Jiska dil sirf mere liye dhadke
Jo meri har unkahi baat samzhe
Jiske aane par sari kaliya khil jaye
Dilme ak ajib si halchal mach jaye
Vo hath badhaye aur mano jaise
Ak pal mai sari duniya mil jaye
Jisme koi fareb ya koi chal na ho
Mai aankhe kholu to vo nazar aaye
Aur jab bandh ho aankhe
To sirf uske baho ke saye
Janti hu nahi milega vo sab
Jo kuch bhi mai chahti hu
Shayad ishi liye ab aur kuch nahi

Bas Khudko Pana Chahti hu..



Naaz



Jindgi Tujse Har Ek Sans Pe Samjhota Karu,
Shokh He Muze Jine Ka Magar Itna Bhi Nahi
   
Reply With Quote
Re: ~~Khudko Pana Chahti Hu ~~
Old
  (#2)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Re: ~~Khudko Pana Chahti Hu ~~ - 1st March 2006, 11:30 AM

Quote:
Originally posted by Kaash_naaz



Barso Bita kar dekh liye
Koi na mila jo sirf mera ho
Jiska dil sirf mere liye dhadke
Jo meri har unkahi baat samzhe
Jiske aane par sari kaliya khil jaye
Dilme ak ajib si halchal mach jaye
Vo hath badhaye aur mano jaise
Ak pal mai sari duniya mil jaye
Jisme koi fareb ya koi chal na ho
Mai aankhe kholu to vo nazar aaye
Aur jab bandh ho aankhe
To sirf uske baho ke saye
Janti hu nahi milega vo sab
Jo kuch bhi mai chahti hu
Shayad ishi liye ab aur kuch nahi

Bas Khudko Pana Chahti hu..

Naaz koi patthar ki lakeer thodi na kinchi hui ki wo nahi milegaAcha likha hai tumne..Likhti raho..Aur kush raho
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Old
  (#3)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
1st March 2006, 11:35 AM

Naaz ji..

Kabhi kabhi huM bas ye sochte hi reh jate haiN .. ki hum hi aise reh gaye ... jo chahte the mil hi nahi paaya .. par kya waakai maiN aisa hota hai .. kayi baar koi humare bohat hi kareeb hota hai .. bas wo lafz jo is rah ko aasaan kar dete hai mil hi nahi paate .. aur sadiyan beet jati haiN .. phir kabhi jab ehsaas hota hai to shayad humari dair ho jati hai .. ki hum pehchan hi na sake.. maiN to yahi kahuNga .. humen pehchanna seekh lena chaiye .. aage chahe jo ho .. waqt tanhai se na beetega .. aur na humen khud se koi ranz hoga ...

baaki tumhare khayal acche lage .. bohat dil ke kone se jazbaat nikale hai tumne ...

yun hi likhti raho ...

aapka apna

Kunal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#4)
mehul jain
haatho se haath milte rah
mehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the rough
 
mehul jain's Avatar
 
Offline
Posts: 1,429
Join Date: Feb 2005
Location: mumbai
Rep Power: 23
1st March 2006, 12:12 PM

brilliant...............................


meri har chahat se pehle ek chahat hogi
wo chahat hamesha tum hogi
ab to chahna hi reh gaya hai zindagi main
na jane yeh chahat kab puri hogi
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Kaash_naaz
Naaz Ek Ankahi Dastan..
Kaash_naaz is on a distinguished road
 
Kaash_naaz's Avatar
 
Offline
Posts: 230
Join Date: Jul 2003
Location: Ahmedabad
Rep Power: 21
1st March 2006, 01:09 PM

Mehul ji..

ab kya kahu.. aur koi alfaz nahi hai jis se aap ka shukriya ada kar saku..

Aate rahiye..


Naaz



Jindgi Tujse Har Ek Sans Pe Samjhota Karu,
Shokh He Muze Jine Ka Magar Itna Bhi Nahi
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Kaash_naaz
Naaz Ek Ankahi Dastan..
Kaash_naaz is on a distinguished road
 
Kaash_naaz's Avatar
 
Offline
Posts: 230
Join Date: Jul 2003
Location: Ahmedabad
Rep Power: 21
1st March 2006, 01:12 PM

Naaz ji..

Kabhi kabhi huM bas ye sochte hi reh jate haiN .. ki hum hi aise reh gaye ... jo chahte the mil hi nahi paaya .. par kya waakai maiN aisa hota hai .. kayi baar koi humare bohat hi kareeb hota hai .. bas wo lafz jo is rah ko aasaan kar dete hai mil hi nahi paate .. aur sadiyan beet jati haiN .. phir kabhi jab ehsaas hota hai to shayad humari dair ho jati hai .. ki hum pehchan hi na sake.. maiN to yahi kahuNga .. humen pehchanna seekh lena chaiye .. aage chahe jo ho .. waqt tanhai se na beetega .. aur na humen khud se koi ranz hoga ...

baaki tumhare khayal acche lage .. bohat dil ke kone se jazbaat nikale hai tumne ...

yun hi likhti raho ...

aapka apna

Kunal


Dear Kunal

ya sach hai ki hamari soch hi hamai sab se jyada taklif pahochati hai, bas koshish karti hu ki kaash use ak bar mil pau aur pahechan saku,

aage uparwala jane.. wait & watch..


Naaz



Jindgi Tujse Har Ek Sans Pe Samjhota Karu,
Shokh He Muze Jine Ka Magar Itna Bhi Nahi
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
1st March 2006, 01:36 PM

naaz ab to tumhe padhkar kho jane ki aadat ho gayi hai
bus tum uhi hi ghara likho aur main padhti rahun

shrdh


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Kaash_naaz
Naaz Ek Ankahi Dastan..
Kaash_naaz is on a distinguished road
 
Kaash_naaz's Avatar
 
Offline
Posts: 230
Join Date: Jul 2003
Location: Ahmedabad
Rep Power: 21
1st March 2006, 01:38 PM

Naaz koi patthar ki lakeer thodi na kinchi hui ki wo nahi milegaAcha likha hai tumne..Likhti raho..Aur kush raho


Diggaj ji..

shukriya.. itni gaherai se meri kalpna so samaz ne ke liye..

aate rahiye..


Naaz



Jindgi Tujse Har Ek Sans Pe Samjhota Karu,
Shokh He Muze Jine Ka Magar Itna Bhi Nahi
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Kaash_naaz
Naaz Ek Ankahi Dastan..
Kaash_naaz is on a distinguished road
 
Kaash_naaz's Avatar
 
Offline
Posts: 230
Join Date: Jul 2003
Location: Ahmedabad
Rep Power: 21
1st March 2006, 01:56 PM

naaz ab to tumhe padhkar kho jane ki aadat ho gayi hai
bus tum uhi hi ghara likho aur main padhti rahun

shrdh


Shard..

Ab kya kahu,, sirf shukriya ada karna chahti hu.. is nacheez ko itna khas bananeke liye..

Khush rahiye..

Keep Coming..


Naaz



Jindgi Tujse Har Ek Sans Pe Samjhota Karu,
Shokh He Muze Jine Ka Magar Itna Bhi Nahi
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
1st March 2006, 02:27 PM

naaz...tumhare kalaam jaise jaise padhne lagi hoon tumse ek anjaana sa apnapan hone laga hai..
tumhara kalaam mere dil ke bahaut kareeb hai..shayad meri ek haqeeqat hai......par jaanti ho mein toh khud ko kab se talaash rahi hoon aur abtak haath me bas kaante hi aaye..apna wajood bhi kaheen dhundhla sa hoke kho gaya hai......
par meri dil se dua hai ki tum khud ko paalo..khush raho naaz.khuda tumpe rehem banaye rakkhe.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Hi Naaz
Old
  (#11)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
Hi Naaz - 1st March 2006, 04:04 PM

Hi Naaz aap ki saari rachnaaye hamne padhi hai...

Masa-allah sab ki sab dil ko chhoo jaati hai.

Thanx 4 posting ur valuable ,precious and noble creations here.

Take care

Aise hi likhte rahiye hameshaaaaaaa.......
Well i m also from ahmedabad

Just enjoy this



Kabhi maut ki tamanna ,Kabhi zindagi ki hasrat,
Kabhi jushn-e-ranjish gam ka to kabhi khushi ki hasrat

Jise dekha tak na tune, voh gulistan khak mujhko,
Jise tune chhu liya ho mujhe us kali ki hasrat.

Jinhe khuld ki talab ho,unhe khuld de de ya rab,
Mujhe thi, hai aur rahegi uski gali ki hasrat.

Mai tauba kar chuka hu , may se mukar chuka hu,
Kyun uth rahi hai dil mai phir maikashi ki hasrat?

Taari kiya hi gaalib unvaan-e-zindagi hai,
Phir bhul kar bhi kije kyun roshni ki hasrat.

Agar naamunkin hai use paana aur dekh k bhul jaana,
Dil kar raha hai kyon phir bhi us chandni ki hasrat.
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Re: ~~Khudko Pana Chahti Hu ~~
Old
  (#12)
anjaani awaaz
Registered User
anjaani awaaz is on a distinguished road
 
anjaani awaaz's Avatar
 
Offline
Posts: 417
Join Date: Jan 2005
Location: Office 24x7
Rep Power: 20
Re: ~~Khudko Pana Chahti Hu ~~ - 1st March 2006, 06:33 PM

Mai aankhe kholu to vo nazar aaye
Aur jab bandh ho aankhe
To sirf uske baho ke saye
Janti hu nahi milega vo sab
Jo kuch bhi mai chahti hu
Shayad ishi liye ab aur kuch nahi

Bas Khudko Pana Chahti hu..


Hi Naaz,

Khud ko bhoolkar kisi ko chahne se kabhi kabhi khud ko pane ki chah bad jati hai

Beautiful words!
Do keep writing


^^^Shalini^^^
... jab se kisi ne
karli hai suraj ki chori
aao
chal ke suraj dhoondhein
aur na mile toh
kiran kiran phir jama karein hum
aur ik suraj naya banyein
-NM
  Send a message via Yahoo to anjaani awaaz  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Kaash_naaz
Naaz Ek Ankahi Dastan..
Kaash_naaz is on a distinguished road
 
Kaash_naaz's Avatar
 
Offline
Posts: 230
Join Date: Jul 2003
Location: Ahmedabad
Rep Power: 21
2nd March 2006, 09:21 AM

naaz...tumhare kalaam jaise jaise padhne lagi hoon tumse ek anjaana sa apnapan hone laga hai..
tumhara kalaam mere dil ke bahaut kareeb hai..shayad meri ek haqeeqat hai......par jaanti ho mein toh khud ko kab se talaash rahi hoon aur abtak haath me bas kaante hi aaye..apna wajood bhi kaheen dhundhla sa hoke kho gaya hai......
par meri dil se dua hai ki tum khud ko paalo..khush raho naaz.khuda tumpe rehem banaye rakkhe.

Dear Farhana

Shukriya

is apne pan ki vajah tanhai hai, jo idhar bhi hai aur udhr bhi.. sahi hai, apne aap ko pana bahot badi baat hai, aur kathin bhi hai, kyo ki shayad ham to vo hai jo sirf khona jante hai, koshish karungi ke is bar kamyaab ho jaye..

Khush rahiye.. aate rahiye..


Naaz



Jindgi Tujse Har Ek Sans Pe Samjhota Karu,
Shokh He Muze Jine Ka Magar Itna Bhi Nahi
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Kaash_naaz
Naaz Ek Ankahi Dastan..
Kaash_naaz is on a distinguished road
 
Kaash_naaz's Avatar
 
Offline
Posts: 230
Join Date: Jul 2003
Location: Ahmedabad
Rep Power: 21
2nd March 2006, 09:23 AM

Hi Naaz,

Khud ko bhoolkar kisi ko chahne se kabhi kabhi khud ko pane ki chah bad jati hai

Beautiful words!
Do keep writing

HI Muzhe aapka naam nahi pata.. [Anjani Awaaz]..

Shukriya aap ko meri post par dekh kar bahot khushi hui.. aate rahiye.. khush rahiye..


Naaz



Jindgi Tujse Har Ek Sans Pe Samjhota Karu,
Shokh He Muze Jine Ka Magar Itna Bhi Nahi
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Kaash_naaz
Naaz Ek Ankahi Dastan..
Kaash_naaz is on a distinguished road
 
Kaash_naaz's Avatar
 
Offline
Posts: 230
Join Date: Jul 2003
Location: Ahmedabad
Rep Power: 21
2nd March 2006, 09:25 AM

Hi Naaz aap ki saari rachnaaye hamne padhi hai...

Masa-allah sab ki sab dil ko chhoo jaati hai.

Thanx 4 posting ur valuable ,precious and noble creations here.

Take care

Aise hi likhte rahiye hameshaaaaaaa.......
Well i m also from ahmedabad

Just enjoy this



Hi Acharya ji..

Tarif ke liye bahot bahot shukriya... aur shukriya itne achhe reply ke liye bhi..

Aate rahiye. khush rahiye..


Naaz



Jindgi Tujse Har Ek Sans Pe Samjhota Karu,
Shokh He Muze Jine Ka Magar Itna Bhi Nahi
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Me to khudko hi khud se mita ta chala nihar Ghazal Section 3 26th March 2008 10:52 PM
khona pana pana - khona hi to jeevan hai, Mohammad Kashif Shayri-e-Dard 0 21st July 2007 12:12 PM
khudko bech dete nandan Shayri-e-Ishq 1 22nd May 2005 09:56 PM
aaj phir khudko akela paaya subodhgupta Shayri-e-Dard 2 9th January 2004 01:53 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com