Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Paane se pehle hi tujhe maine kho diya..
Old
  (#1)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
Sad Paane se pehle hi tujhe maine kho diya.. - 23rd September 2009, 07:26 PM

Jo na socha tha woh ho gaya..
Paane se pehle hi tujhe maine kho diya..

Mehsoos kahan kiya tha komal ehsaas tera abhi...
Ki khuda ka kehar is maa pe toot ke ho gaya..

Aasan nahi yun jeena tere bina mere nanhe..
Raaton me uth uth ke teri yaad me thoda ro diya..

Kitna samjhaati hun maan ko, ki lautega tu, chain to rakh..
Chain kahan is kambakhat ko, ye to bas thoda aur ro diya..

Koshish karti hun sone ki jab bhi kabhi..
Na jaane kiske intzaar me, palkon ne na sone diya..

Muddatt hui hase, ab to aansoon hi dost hain..
Thaama bhi na abhi ji bhar ke teri maa ne, ki tujhe kho diya..
Paane se pehle hi tujhe maine kho diya..

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~


Last edited by chaahat; 23rd September 2009 at 07:29 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
23rd September 2009, 07:52 PM

Quote:
Originally Posted by chaahat View Post
Jo na socha tha woh ho gaya..
Paane se pehle hi tujhe maine kho diya..

Mehsoos kahan kiya tha komal ehsaas tera abhi...
Ki khuda ka kehar is maa pe toot ke ho gaya..

Aasan nahi yun jeena tere bina mere nanhe..
Raaton me uth uth ke teri yaad me thoda ro diya..

Kitna samjhaati hun maan ko, ki lautega tu, chain to rakh..
Chain kahan is kambakhat ko, ye to bas thoda aur ro diya..

Koshish karti hun sone ki jab bhi kabhi..
Na jaane kiske intzaar me, palkon ne na sone diya..

Muddatt hui hase, ab to aansoon hi dost hain..
Thaama bhi na abhi ji bhar ke teri maa ne, ki tujhe kho diya..
Paane se pehle hi tujhe maine kho diya..

~Priya
Priya ji........aapke ehsaas mere mann ko bojheel kar gaye.....Main aapke dard ke saath hoon...

Prabhu aapko is dukh se ubharne ki shakti de....

aap apna khayal rakhiyega......




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
23rd September 2009, 07:56 PM

Quote:
Originally Posted by chaahat View Post
Jo na socha tha woh ho gaya..
Paane se pehle hi tujhe maine kho diya..

Mehsoos kahan kiya tha komal ehsaas tera abhi...
Ki khuda ka kehar is maa pe toot ke ho gaya..

Aasan nahi yun jeena tere bina mere nanhe..
Raaton me uth uth ke teri yaad me thoda ro diya..

Kitna samjhaati hun maan ko, ki lautega tu, chain to rakh..
Chain kahan is kambakhat ko, ye to bas thoda aur ro diya..

Koshish karti hun sone ki jab bhi kabhi..
Na jaane kiske intzaar me, palkon ne na sone diya..

Muddatt hui hase, ab to aansoon hi dost hain..
Thaama bhi na abhi ji bhar ke teri maa ne, ki tujhe kho diya..
Paane se pehle hi tujhe maine kho diya..

~Priya
mera dil karta hai apko kuch bole......apse kuch bolu........
magar kya kahu ye samj hi nahi aata..........
mere kuch na kahne se bhi mai apse bol raha hu...........
uffffff.....meri apse koi pahchaan bhi nahi hai ke mai kuch kahu
but my condolences.........
in replying to you i too have lamented.........
itna pyaraa tha ki uparwala judai bardasth na kar saka uska.........
bus yehi baat ho sakti hai..............

regards
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
6th October 2009, 02:31 AM

Thanx everyone for your wishes..



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com