hi inspired humour,itna gusaa kyon ho rahe ho saare logo par,ab yeh sahin hain ki sms hi dikhte hain yaha par,par khushi ke yeh sms main shairi hi hain na,what do u think?
be cool!
dont mind,
love,
mausam
Jaane kya samjha woh mujhe Jaane kya samjhi main useN
hi salimji!
ha sahime gussa hone se kya fayda,aur waise mujhe bhi sardar ke jokes acche nahin lagte ,main unhe padhti hi nahin aap bhi aisa hi karna phir gussa nahin aaeyega aur phir shairi ho ya sms ya koi dusra joke,hansi aani chahiye aur mind bhi fresh hona chhaiye.kyon thik hain na?
take care,
mausam
Jaane kya samjha woh mujhe Jaane kya samjhi main useN