Mera Bachpan By Nazi -
16th July 2010, 10:58 AM
Mera Bachpana Waqt ke sairaab mein kahaan khogaya
mera Bachpana Panchi banker daal se urd gaya mera
Bachpana Zamana kitna badal gaya mai aaj bhi wahin pe hoon
Yaad banker aankh se behgaya mera Bachpana
Tha to mere sath hi na jaane kounsi ghadi Zindagi ki bheerd mein Bichard gaya mera Bachpana
Na hotu us zalim se hamein mohabbat kabhi Kash jo hota sath mere mera Bachpana
Dil na dhadka hota mera kabhi us ke liye Ager jawani ka taaj pehna ker na jaata mera Bachpana
Kahan gayin wo rangeeniyan jo sath thi mere us umr mein
Wo lamhe youm hi sath hote jo sath hota mera Bachpana
Koi loutade mujhe mera bachpan kahaan gum hogaya woh
Kyoun is bheerd mein tanha mujhe chord gaya mera Bachapana
Shayed kabhi bhardega woh meri zindagi mein
Pyaar karega woh mujhe aur loutayega mera Bachpana
Khush na rehpayega eoh kabhi zindagi mein
Jis ne kiya hai Barbaad mera Bachpana
Kitna pyaar karti hai tu us se aye NAZI
Jis ke sath guzra hai tera sara Bachpana
Anil Arora
Naulekahe par tere khoon ki boond hai,
Motiyo ki jagah par jada kaun hai,
Jiski khatir daga chandini se kare,
Puch suraj ki woh dilruba kaun hai?
Last edited by silent-tears; 16th July 2010 at 11:02 AM..
|